India me Stadium bade rehte hai par jis par match khela jata hai vo Ground hi bahot chota hota hai, minimum 70 to 75 meters ki boundary honi chahiye all 4 sides (according ICC rules), boundary rope or advertisements board & seating chairs mai minimum 20 meters ka distance hona chahiye ( all four side minimum 90 meters ka lush green ground hona chahiya)(for Ventilation)......New Stadium sabhi ek jaise hi hai (Old style)...multi colours seating chairs bahot hi bakwas dikhta hai (white colours ki folding chair's honi chahiye), folding seating chairs honi chahiye, sabhi seating chairs ki size thodi badi honi chahiye or sabhi seats me thoda distance hona chahiye jisse baithne mai comfortable ho...Ground pe Australian, south african, England or New Zealand ki grass honi chahiye(Grass patern/Design)ex. Narendra modi ahmedabad or Dharmshala cricket ground...Stadium or uska location bhi esa hona chahiye jo tourist place ho...Net Practice pitches stadium ke bahar honi chahiye... future Modern cricket me sirf ek hi Drop in Pitch ka use hona chahiye jisse dusre sports bhi vaha khele ja sake multi sports purpose... Ground me 10 pitches nahi banani chahiye bahot hi ghatiya dikhta hai vo...live telecast 4K mai honi chahiye...BCCI ke paas etana paisa hai phir bhi hamare yaha ke stadium Australia, England, South Africa, New Zealand se bekar hi hai agar dekha jaye to ICC ke total revenue ka 90 % revenue India se hi aata hai...agar etana paisa hai to hamare sare stadium usi prakar ke aaram se ban sakte hai ya phir usse bhi behtar ban sakte hai...stadium me Tambaku Gutkha Pan masala add nahi hona chahiye...
❤
2026 tak finish hoga lagta he...2025 not possible

❤❤
👌👌👌🙏😍
bina helmet ke