हॉर्न और इंडिकेटर एक साथ इस तरीके से लगाए हैंडल नही हिलेगी
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 19 พ.ย. 2024
- 2Chakka scooty training centre
#scootydrivinginpatna #scootydrivinginpatiala #scootydrivingindelhi #scootydrivingforwomen #scootydrivinginpatna #scootydrivinginbihar #scootydriving #scootydrivinginranchi #scootydrivingindelhi #scootydrivinginbhopal #scootydrivinginmumbai #scootydrivinginmaharashtra #scootydrivinginingaya #scootydrivinginbihar #scootydrivinginindore #scootydrivinginlucknow #scootydrivinginnavi #scootydrivinginindore #scootydrivinginmadhyapradesh #scootydrivinginjharkhand #scootydrivinginaligarh #scootydrivinginuttarpradesh #scootydrivinginjammukashmir #scootydrivinginjaipur #scootydrivinginrajasthan #scootydrivinginjodhpur #scootydrivinginjabalpur #scootydrivingforwomen #scootydrivingnearbyme #scootychalanaseekhein10dinmei #binacyclechalayescootyseekhein #scootychalaye #scootychalayeasaanise #scootykaisechalaye #scootychalanaseekho #scootydrivingforgirls #scootyforwomen #bestscootyforwomen #2chakka @chakkascootydriving #scootydriving #2chakkascooty @chakka #balancekaisebanaye #handlebalance #scootygirl #2021 #2022 #howtodrivescooty #bestscootydrivingschool #firstscootydrivingschool#firsttwowheeler #standkaiselagaye #2chakka #patna #ranchi #bhopalnews #bhopal #scootypebalancekaisebanaye #scootychalaye10dinmei #scootydrivinginindore #drivingschool #ladki #scootydrivinginyamilnadu #scootydrivinginludhiana #scootydrivingingaya #scootyinf #aatmnirbhar #howtoridescootywithpillion #स्कूटी
#tatanagar #newscooter #diwalispecial #honda
#activa #scootykonsale
.
call us :- 9102928886
8349131589
Branches :- Ranchi , Patna , Bhopal , Hyderabad , Ahmedabad , Lucknow, Kanpur , Jamshedhpur , Haryana , Delhi, Sonipat, Indore , Noida , Ghaziabad - ยานยนต์และพาหนะ
Sir!aapki tareef ke koi lafj ni he..thaku sir
Bahut bahut dhanyvad yah information dene ke liye 🙏🙏👍 honour indicator ke liye
Thank you bro..
Thanks for your guidance it helped me leaning scuty
Bhot achi video thi sir😊
Bhaiya thanks o lot apke har video k liye apke video dek ke mai step by step seekh gai hun bas apse ek request hai ghr par scooty andar k side handle hoke khadi rehti hai us scooty ku gate ke bahar kese nikaalen aap please. Is topic par video bnayen please it's my humble request 🙏🙏🙏🙏
Aap bhot atchhi trah se samjhate ho ji
Thank you sir, I was waiting for this topic for a long time
Thanku😊
Thank you so much bro aapne hamari problem solve kar diya i am from Bangalore
Same problem apki video dekh k scooty chlana start kiya h abb 80/ chlaleti hu🎉😅❤
Thank you sir, I have learned by watching your video and I ride the scooter very well.
Thank you so much bhaiya m aapki video dehkar he scooty sihkii hunn ❤❤ kudh see hee todhaa dar lagta h butt sihk gyii bus mujhe aap indicator Kahan kahan dena hai aur kab dena hai yah Bata dijiye mujhe bahut confusion ho raha hai isliye Main road per nahin ja pa rahi hun mujhe Puri scooty a gai hai bahut dar lagta hai bhaiya please mera yah doubt clear kar dijiye god bless you with lots of love and happiness thanku for encouraging women and girls and helping them to become selfdepended ❤❤❤😊😊
Thank you for sharing this information 🙏
Thank you sir , need thi iss important jankari ki
Thank you thank you thank you sir ji ☺️ main bhi galat tarike se indicator lagati thi aur band karti thi
Bahut bahut dhanyvad sar mere sath bhi aisa hi hota hai 🙏🙏
Mast muje ye topic ki jarurat thi so thank you very much sir
Thnks sir muje b yahi problem ho rhi hai horn ND indicator ki
Best teacher
बहुत बहुत धन्यवाद भैया🙏🏼🙏🏼
Thanks a lot 😊
Thanks you bhaiya mujhy bahot mushkil are thi horn ko
Thank you sir
Bahut achi video hai bhaiya
Thank you bhaiya mujhe ye problem aai rhi thi
Happy Navratri Sir❤🎉
Thank u Bhaiya
सर हमने. भी आपका विडिओ ददेखकर गाडी शिखी हँ
Apko bhi navratri ki Hardik shubhkamnaye
EV SCOOTY KI RACE CONTROL UR BALANCE KE LIYE VIDEO BNAYE PLEASE
Namste sir....mujhase ak gadbad hoti hai.
Mai speed breakers se gadi jab utarti huun tb mera balance jata hai.. meri gadi dagmagane lagti hai.... double sit pe jyada hota hai...akele chalate waqt nahi hota....or ubadkhabd rastepe to mera balance jata hi jata hai...sir plz ak video banake batao plz....
मेरे साथ यही दिक्कत आती थी।
FIR aapane Kaise balance Kiya
@@nishaverma7697ji horn पर उंगली पहुंच ही नहीं पाती थी, पर अब ये वीडियो देखने के बाद उंगली पहुँच जा रही है उंगली horn और indicator पर।
Mere Sath bhi Yahi problem hai
Sar aapko bhi Navratri ki hardik shubhkamnaen
Thanks
Bhai bilkul left turning per breacker padh raha hai aur usko cross krne per problem aa rehi hai jab usko cross krte hai tab handle shidha hojata hai aur to ek baar pura scooty dren per chali gye o to shukar hai Allah ka ki dren gaira wala nhi tha 😢
Sohi bat sir mi aisa korti hun meri hight bahut kom he👌👌👌👌👌
Sir mujhe driving test ke liye right hand se signal Dena hai. But right hand chodte hi scooty band ho jati hai aur balance bhi bigad jata hai. Plssss Sir ek vedio banaye....🙏🙏🙏🙏🙏🙏
5 pols hote lge hue chotte plastic ke but uska distance kitna hota hai or kaise kre partice
Aap bahut ache se batate ho but aap dehradun se jaldi q chale gye
Khali rod pe chalaleti par gali aur traffic me dikat hoti hai kiya karu batai plz
Bahot zaroorat thi iss topic ki sir
Mai Jaipur se hu Sir apki videos dekh kar scooty chalana see kha h isliye apko Guru manti hu Sir
Kya aap jaipur aaonge agar haa to mai milna chahungi Sir apse
Sir please mera indicator doubt clear kar dijiye mujhe bahut confusion hai use lekarmain aapse request kar rahi hun thoda sa time nikal kar use per video banaa dijiye kab aur kaise use karna hai indicator aur Kahan kahan use karna aur agar apan indicator use Na karenge to usse kya disadvantages honge kyunki Maine akele hi scooty chalana sikha hai aapki video se aur isase related mujhe aur koi video nahin Mili TH-cam per please sir please jab Mera yah doubt clear hoga tabhi Main road per jaugi
Sir aap log kotdwar utrakhand n sikhane aate
👍👍
Yes
Kuch log ek hath se gaadi chalate hue mirror set karte hain ya phone par bhi baat karte rahte hain...mujhse ye sab nhi hota hai...ek hath se balance kaise banayenge..ek vdo iss pe bhi plz....
Indicator mudne se kitne pahele dena hai
भाई चालु मे येसब कर के दिखाते तो ठिक होता मेरी यही प्रॉब्लम है काहा से कहा तक इंडिकेटर देना सही अंतर बताओ
Mere sath bhi bhaiya yahi problem ho Rahi hai
Plese sir cornaring ka bata dijiye
Main puri trha chla leti hu ache se bs liecne test ka kaise krna hai
Turning or speed breaker sath me ate hai tab balence bigdte hai
Sir aapki video dekh kar main seedha chala parahi hu. Par haath bahut dard krta h. Handle wala haath red ho jata h. Koi gadi aa jati h to bahut dar lagta h. Unbalanced ho jata h
M.p. Rewa bhi aaiye
Mere sath bhi esa hota h
👍
Sir mai scooty chala leti hu but na jab v u tern leti hu to accelerator per dhyan n rhta h or wo aage badhne lgti h u tern lene time
Mere sath mein bhi prblm scooty bahut jaade gir jaati hai
मेरे साथ भी यही दिक्कत आती है
Sir mujhe mirror set karna batay
Bhai hindi mein thumbnail bnaty hyn, hmyn hindi nai aati, alphabet mein likha karyn.
Mene indicator use nhi kiya
Thank you so much.🙏🙏 I have learnt to ride a scooter.🛵 But I was facing a problem with this thing.😢 But 😃this problem also got solved today. 😄
🙏♥️
Bhaiyya chala to le rahi hu par problem yeh hai ki accelerator dene par gaadi chalne lagti hai or brake marne pe ruk ja rahi hai or bina chabi lagaye on bhi nahi hoti.
Hmmm..Aapko advise ki zaroorat nahi..Aapko apne dimaag ke ilaaj ki zaroorat hai..Kyuki aapko kisi ki kami ka ya pareshani ka sun kar maza aa raha hai..Or aisa karne par aapko sharam bhi nahi aa rahi hai.ulta apni shaan mehsoos ho rahi hai..Aisa mind normal nahi hota ..Aapka mind psychopathy mind hai..Aap jaise log misogynist hote hai..Aapko psychiatrist se consult karna chaahiye..Yeh aapki ghar ki ladies ke liye achchha hoga...Ya phir aapko upar waala ladki bana de ..Tou yeh mazaak udhana aap bhool jaye shayad.agar ladies itni hi buddhu hoti na.or unke paas dimag nahi hota..Tou aap jaise logo ka bojh is duniya par kam hi ho jata..Itna badhta nahi..
I have a problem sir
Thank you sir... 🎉🎉
Khojne lagte ho😅
Thank u Bhai
Thank you sir
Thank you bhaiya