Cutter machine ki base plate lagakar hi cutting sahi ho pati hai agar fir bhi cutting Sahi nahi ho rahi hai mein ek detail video banaunga taki aap tak Sahi information poch pay aur aap Sahi cutting kar paay !!!
Bina base plate ke ply ki cutting sidhi nhi ho skti meri video jo bhi kaam dikhya jata hai us kaam ki cutting cutter machine se ki jati hai base plate lga kar ap es baat se hi jan skte hai bina base plate ke cutting ho hi nhi paygi our cutting bht smooth our aasan Ho jati !!
Jaise Bhai 😊aap video banaten ☝️mein batate ho aisi koi nahin batata 🎉 right bro 👍
Bahoot bhadia❤ lekin apne machine me plate me surakh kaha kese kiye😊
Next video mai puri jankari ke saath video dekhne ko milegi !!!
😊😊😊
Super bhaiya ❤❤
Verry good work🌹
Bahut achi jankari
Good job 👍
Very nice video sir 👍👍👍
Very very nice design 👌👍
Shukriya bhai
हम अपना मशीन में बिना स्केल और पेंसिल के ही थल लगा चुके हैं
Sukriya bhai
Nice response 👍
Ye old technique hai ab market me lohe ki plate ka thal aata h
Good work
Thank you bhai
Thanks bhai
brother very useful video thank u
Bhai meri मशीन chlti nhi sidhi lakdi ke upr chlate hi back mai jhtka marti hai
Very good!
Good
Aap banna ke bechna shuru karein na 🙏
Yah ply Lagane Se Kya fayda Hota Hai
Bhai kill kaise thoke ispe bhi bana do
mujhe kaam sikhna hai bhaiya
Mujhe bhi
Bhaiya isko lagaany ke baad sahi kaise cutting kaise kare
Yahi badi problem hai
Cutter machine ki base plate lagakar hi cutting sahi ho pati hai agar fir bhi cutting Sahi nahi ho rahi hai mein ek detail video banaunga taki aap tak Sahi information poch pay aur aap Sahi cutting kar paay !!!
@@MZSwoodwork ok banao please
Ek cutter machine lena hai woh konsa achha hoga cheap and best ??
8 fit lambi ply ki wattam ko kese sidha karte h btao plz full detail ke sath me reply plz and 2Fut ply ka guniya ka bhi video bano plz
Kya hua bhai video aaya nhi yr
Video aaya nhi guniya ka
Naap seme chalta hai kya
पलाई बोर्ड को काटने के लिए किस कम्पनी का कटर मशीन अच्छा होता है। जो कि मशीन को ऊपर नीचे करने पर बार बार उसकी सेटिंग खराब हो जाती है
basically cutter machine marble cutter hote hai inme base plate khud banana parta hai. Isse acha circular saw kharide usmein plate ata hai or plywood k liye carbide teeth wale 60 daat wale blade rakhe.
Bhai base plate kyu lagaye kya fayda hai lagane ke baad sahi cutting karna mushkil hai
Bina base plate ke ply ki cutting sidhi nhi ho skti meri video jo bhi kaam dikhya jata hai us kaam ki cutting cutter machine se ki jati hai base plate lga kar ap es baat se hi jan skte hai bina base plate ke cutting ho hi nhi paygi our cutting bht smooth our aasan Ho jati !!
@@MZSwoodwork base plate lagakar bade bade ply kat sakte hai lekin chote 3"4" nahi kat sakte hain
Thanku
Muje banani he
Bhai best cutter machine ?
1 inch dedh sut matlab kitna mm ya centimetres me batao
1 soot = 3 mm
Bhai baar fel ho rha hu kripeeya ek sempal beyj sakteybh kya aap badi meharbaani hogi
Bhai baar fel ho rha hu kripeeya ek sempal beyj saktey he kya aap badi meharbaani hogi
युरोपा लॉक लगाने का व्हिडिओ
Thanks
Ply ka guniya banake btao plz 24 inch ka reply plz
Ok bhai
Kya hua video aaya nhi guniya ka reply plz
You should show togive more time to measure plate don't show past ,I couldn't see measure to cleare
मशीन बहुत टेपर काट रही है कुछ बताए
Ok bhai
टेपर मतलब
@@solankiji4685 मशीन चलाते हैं तो tepar काट रही है
very fast your video i dont know what size in your tape measure.
th-cam.com/video/gAqe5bbO-G0/w-d-xo.htmlsi=Bx2isEbJGFfTTC4q iss cutter me plate ki zarurat nahi, Endico SLOK30
Good