Om namo baghwat vashudewaya namo😘😘🙏🙏 mera Baghwan mera Vishnu Baghwan mera Malik mera prabhu please mere izzat ki laaz rakh da or please mera mahadev mujko mera payer mera patidev ka roop m Mil jaya please God ji🙏🙏
mai bhi kal udhyapan karoonga virapati dev ji ka meri samajh nahi a raha hai ki ye sab daan mai kise doo apne guru ji ko ya kisi mandir ke pujari ko kyu ki mere guru ji door rehte hai 🦉🙇🤔jai Shree Krishna jai Mata ki har har maha Dev 🔱🙏🇮🇳
@@aradhanasharma9729 vrat sampoorna hote hote hi aapki mannat puri ho jaye ye jaruri nahi. Aap dhairya rakhein aur ishwar pr sampoorna viswas rakhein aur apna karm krte jayein, der saver mannat puri hogi. Aur aapne jitna din vrat kiya hai un dino me bhale hi mannat puri na ho pr ye jarur hoga ki aapke andar kuch positivity aayi hogi jo aapko apne karm krne me sahayak hogi.
16 guruvar ka vart ho gya h 17 guruvar ko udhyapan h aur 7din period ka h to kya mai udhyapan kar sakti hu kl Mai plz main fast reply me@@Mypacificwall
Mem Main phele gurwar ka vart krti thi but mere vart beech mei chhut gye to ky mein chhute hue vart ka udhyapan kr sakti hu ya fhir dobra se vart start kru please mem reply dijiyega please mem 🙏🙏
Me pehle brt rakhti thi virwar ka lekin udyapan nhi kiya kisi karn se chut gye ab me fr se rakhna chati hu to udyapan kr lu pehle or fr suru kr skti hu ❤
Mera ek question hai mam aapne kaha ye sab cheeze daan me deni hai woh bhi guruwar ko to jab hum subah udhaypaan kar lengey phir Sham ko hi ye SAB cheeze mandir me chada Deni hai kya matlab sham Tak ye sab utha le Aur daan de de kyoki guruwar ko Deni hai na please reply me mam..??
Ma'am, kya aap muje ye bta sakti hai. Mene ye vrat uthane se phle bhagwan bs ye kha tha ki meri jab tak ye manokamna puri nhi hogi main tab tak vrat karungi. Bs muje yhi smjh nhi aa ra k muje udyapan kab karna chahye, kyuki meri manokamna abhi tak puri nhi hui hai . Ma'am plz reply
Aap apni shrdha se kro en sab niymo ko na dekho sham ko lakshmi ma ke samne ghi ka dip glaye our bhagwan bishnu ma lakshmi dono ka dhyan kre oue aarti kar le
Thankuu maim itnee achhe se batanee k liyeee....maim jaisee mene 16 gurubar k vrt rakhnee k sankalap liyaa thaa kisi karan hoo nhi pa rahe h to kyaa 11 guru bar. Vrt par uudhayapan kar duuu....ap bataa dijiyeee......or 11 gurubar kanagat m padh rahaa h ..uskee bad navratri h to kab kar sakty huu plz di reply jarur karnaa😊😊
Hello didi Maine panch vrat ka Sankalp liya tha aaj mera paanchva vrat hai mujhe samajh nahin a Raha mujhe udyapan kab karna chahie please reply fast 🙏
Thank u aap ne bahut hi achi trh se bidi batai me bhi uddhapan karungi.
Nice vidio mam aao ki udhapn vidhi bhut achi lgi confusion dur ho gyi thanks mam 😊😊
nice vidio confusion dur ho gaye
Thank you for this information 🙏🏻Radhe Radhe🙌🏻🙌🏻
My pleasure 😊
Thank you so much mam
Bahut acchi vidhi batai aapne 🙏jai mata di 🙏Didi
ॐनमो भगवते वासुदेवाय नमः🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤
thnkuuuu so much ma'am.. jai vishnu bhagwan ki
jai shree krishana radhe radhe thanks maam aap ne bahut acchi jankari di thank you
Apne Bahut achhe se bataya thank you so much 🤗🤗☺️☺️☺️☺️😊
Thanks for information 🙏jai brihaspati dev🙏
Thank u so much di😊uddyapan vidhi batane k liye🤗🤗
Udhyapan ke bad namk kha sakte h kya.? Please reply me
Haan
Aap ne bhuot achi tarah se bataya hai
Thank you so much
Om namo baghwat vashudewaya namo😘😘🙏🙏 mera Baghwan mera Vishnu Baghwan mera Malik mera prabhu please mere izzat ki laaz rakh da or please mera mahadev mujko mera payer mera patidev ka roop m Mil jaya please God ji🙏🙏
Mene bhi aaj udyapan kar diya h ❤❤❤
Good 😊
Mam plz btaeye udhyan vale din b bina namak ka khana h ya namak ka kha skte g
mai bhi kal udhyapan karoonga virapati dev ji ka meri samajh nahi a raha hai ki ye sab daan mai kise doo apne guru ji ko ya kisi mandir ke pujari ko kyu ki mere guru ji door rehte hai 🦉🙇🤔jai Shree Krishna jai Mata ki har har maha Dev 🔱🙏🇮🇳
Guru ji dur rahte Hain to aap Mandir mein pujari ko de sakte hain
Thank u
Agar mannat pura naa ho to kya udhyapan kr skte h 🙂
@@aradhanasharma9729 vrat sampoorna hote hote hi aapki mannat puri ho jaye ye jaruri nahi. Aap dhairya rakhein aur ishwar pr sampoorna viswas rakhein aur apna karm krte jayein, der saver mannat puri hogi. Aur aapne jitna din vrat kiya hai un dino me bhale hi mannat puri na ho pr ye jarur hoga ki aapke andar kuch positivity aayi hogi jo aapko apne karm krne me sahayak hogi.
@@aradhanasharma9729 udyapan to samay pr kar hi dena chahiye.....mannat kuch din baad puri ho ho sakta hai.
Jai Shree sitaRam 🙏🙏🏵️🏵️ jai Shree vishnu Hari 🙏🙏🏵️🏵️ Ohm nmah Shivay 🙏🙏🏵️🏵️ Radhe Radhe 🙏🙏🏵️🏵️ Ohm nmah Shivay 🙏🙏🏵️🏵️
Bolo Vishnu Bhagwan ki .........jay
🙏🙏
Jai
Jai 💗
Thank you didi.m kl krungi udyaapan.bhgwn meri vinti sunle.😢🙏
Thank u for such an easy procedure ..
Jay Brihaspati Devta
Thank you so much🙏
Very Informative 🌟🌟🌟🌟🌟
Hello mam plzzz ye btaye ki ky m aane wale Thursday 27 June 2024 ko udyapan kar sakti hu ky plzzz btayiye ya kb kru wo btayiye plzz plzzz
Mujhe bhi issi din karna hai
Kya Kanya nhi khilate h kya maim
Jai jai shree radhey radhey radhey krishna jii 👏👏👏👏👏
Radhe Radhe 🙏
Om namah bhagwate badhudevsy namah 🙏🙏
बोहत बोहत धन्यबाद जी।
Jay Vishnu bhagwan meri sari manokamna Puri kar do
Om namh bagwate vashudevyae namh...... Hari om....
🙏🙏🙏
जय बृहस्पति भगवान जय विष्णु भगवान🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌻🏵🌻🌻🏵🏵
Thnx bht ache se btaya hai aapne
Welcome 🤗
Thank you Jay
Thank you mam apne bhaut saral vidhi btai h
Mam 17ve vart m udyapan nhi hota kya
Ho jaega
Mata ji udhyapan khrmaas m kar sakte hai kya plz bataye🙏🙏🙏🙏
Nhi
Jai. Shri krishna Radhe Radhe🙏🙏🙏
Om namo bhagwate vaasudevaay namh
Om Namah Bhagavate Vasudevaya Namah 🌺✨🪔🤞🧿
Thank u ❤️
Bhut dhanyvaad maam ❤❤🙏🙏🌹🌹
Jai brihspati Ji Maharaj ki
Prasad grhan karni hai ki sab dan karna hai mam please reply 🙏🙏🙏
उद्यापन के दिन व्रत किया जाता है
@@Mypacificwall OK
mera matlab hai jo Kela aur Laddu ka ya (prasad)ka phog legate hai use pandit ko dan karna hai ya prasad garad karna hai
Jai vishnu bhagwan ki jai 🙏
Jay Shri Hari Vishnu Shri Radhe Radhe Om Namah Shivay Har Har Mahadev Jay Mata Di
Thank you for information 🙏
Welcome
Din mein ya 4,5 bje shaam ko nhi kr skte kya
Hlo mam mere 226 Bart hue hey Thursday ke me aaba Bart KO udgapan Karna chahate hu kaunse mahene me Bart ki udhapan Karna aaxa Hoga plz mam batadejeye
Mam glti sa sham ko mena nimkin chips ka leya to kya brta khandit ho gya
Radhe Radhe ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Mam dan me kya aanta bhi dete h
Thanku didi bhaut saral vidhi btai h appne mane be ajj udhapane kiya h
Radhe Radhe 🙏🏻
Main 21 Nov ko train m rahugi,16wa vrat h mera uddyaapan kaise kru
Bhut hi achha btaya apne
Udyaapan krishn paksh main kar sakte hain kya.......ya shukl paksh main hi karte hain.......please reply soon
Udyapan Shukla paksh mein hi karte Hain
Mam thank you so much aapni mujhe itni badi information di thanks kya mam mai udhyapan mai vishnuji ki nayi photo le skti hu pls btayiye
Ek baat bata dijiye 21 vrat mana the or 21 complete krne ke baad 22 ko udhyapan krna hai please bta dijiye 🙏🙏
Yes
@@Mypacificwall thanku🙏
ma'am udyapan vidhi k baad kele k per ko kya karna chahiye
plz btaye 🙏
बहुत अच्छी जानकारी दी है आपने
Radhe Radhe 🙏
Mam udhyapan 16be gurubar ko karna hota he ya17be gurubar ko krna hota he
16 mein guruwar ko vrat karke aap udyapan kar sakte hain
16 guruvar ka vart ho gya h 17 guruvar ko udhyapan h aur 7din period ka h to kya mai udhyapan kar sakti hu kl Mai plz main fast reply me@@Mypacificwall
Thank you so much 🙏 God bless you
Mem Main phele gurwar ka vart krti thi but mere vart beech mei chhut gye to ky mein chhute hue vart ka udhyapan kr sakti hu ya fhir dobra se vart start kru please mem reply dijiyega please mem 🙏🙏
Udyapan to karna chahiye
@@Mypacificwall thank you mem😊🙏
Thank you. Bahut sahi information.
Thnk u auntiji
Mam panch haldi ki ganth bhi Chadha sakte hain kya udyapan mein
Yes
Mam koi barhaman ke bena ve Kar skate hey
Yes
केले के पौधे का क्या करना है जी
ओम नमः नारायण जी 🙏
Maine 7 guruvar vrat kaa sankalp liya tha.. Jo mere 6 April ko ho gye ab next 13 April ko krishna paksh hai to udapan Kab kru?
7 ve vart ke din hi udyapan kerna hoga
Mam ye dan fkeer ko bhi de skte h
Yes
Sabse acha uppaye h apka udyapan ka tank u ji
Mam guruvar vrat me udhayapan karke Dan dene ke baad Kanya khilaya jata h Kya
Mene 9 vrat ka sankalp liya tha kya me 9 day hi udhyapan kar sakte h kya
Di udyapan krne ke baad kele kha skte hai fir kabhi bhi...plz reply
Jay ho brihaspti dav❤❤❤❤❤
Didi aj 30.3 2023 ko mera last vrt tha pr mein aj kisi karn vsh mein udhiyapan nhi kr pai mein agle guruwar udhiyapan kr skti hu
Ji ha
@@Mypacificwall thanks didi mujhe to lga tha pta nhi ab kb reply aayga ya nhi kyun msg bhot log krte h n iss liye thanks di
Plz ek baat or btyen ki jo kele ke ped me jo chijo ko chdhya h o kise den❤
Pandit ko
Hello mem brihspativar vrat udhyapan mein besan ke laddu sava kilo bahar se laye to chalega Puja mein?
Han ji chalega
Kya ye jaruri hai ki udhyapan ke liye jo samgri swa kilo hi ho usse km ni chdha sakte apne bugut anusaar please ans
Kam bhi le sakte hai
@@Mypacificwallpakka naa mera low budget hai or me Pooja path me koi risk ni lena chahti
🎉mam udhypan k din vrat rkhte h kya
Jal tanbe ke lote m de sakte h
Kya uddyapan vidhi mai gharme apne se kar sakti hu. Mai pregnant hu aur is situation me fasting kaise rakhu
Me pehle brt rakhti thi virwar ka lekin udyapan nhi kiya kisi karn se chut gye ab me fr se rakhna chati hu to udyapan kr lu pehle or fr suru kr skti hu ❤
Mera ek question hai mam aapne kaha ye sab cheeze daan me deni hai woh bhi guruwar ko to jab hum subah udhaypaan kar lengey phir Sham ko hi ye SAB cheeze mandir me chada Deni hai kya matlab sham Tak ye sab utha le Aur daan de de kyoki guruwar ko Deni hai na please reply me mam..??
Ma'am, kya aap muje ye bta sakti hai. Mene ye vrat uthane se phle bhagwan bs ye kha tha ki meri jab tak ye manokamna puri nhi hogi main tab tak vrat karungi. Bs muje yhi smjh nhi aa ra k muje udyapan kab karna chahye, kyuki meri manokamna abhi tak puri nhi hui hai .
Ma'am plz reply
Aap bhagwan se parathana karke jab chahe tab udyapan ker sakte hai
Radhe Radhe ji
Jai Brhaspati dev ji 🙏🙏🙏🙏
Thank di 😊
Kya brihaspati udyapan krke fir uthha skrti hun.plz reply
Jai shree Vishnu laxmi ji ki 🙏🙏
Di agar Bina vrat ke udyapan kar de toplz btye
गुरुवार सुबह का पूजा पता h pr sham ko kese Pooja kre or chowki kb htana chahiye plzzz vedio bna do didi is pr
Ji han sham ko Puja karna chahe to sham ko bhi kar sakte hain jo ki next day uthani hai
Aap apni shrdha se kro en sab niymo ko na dekho sham ko lakshmi ma ke samne ghi ka dip glaye our bhagwan bishnu ma lakshmi dono ka dhyan kre oue aarti kar le
Bhut saral tarika thank you
Thankuu maim itnee achhe se batanee k liyeee....maim jaisee mene 16 gurubar k vrt rakhnee k sankalap liyaa thaa kisi karan hoo nhi pa rahe h to kyaa 11 guru bar. Vrt par uudhayapan kar duuu....ap bataa dijiyeee......or 11 gurubar kanagat m padh rahaa h ..uskee bad navratri h to kab kar sakty huu plz di reply jarur karnaa😊😊
Navratri mei ker sakte hai
@@Mypacificwall 16 bolee see 11 par kar saktee h koi pro blem to nhi
9ve vrat me bhi kr skte h kya
Ji ha
Guruvar vart sukal paksh ke dusre guruvar se kar skte hai
Ji ha
@@Mypacificwall jee mai period me hu kal 5 din ho jayega. Kal se guruvaar kar sakte hai baal dhokar
Please suggest🙏
kya kele ka per ghr pr lga sakte
Veri nice didi 🙏🙏🙏🌻🌻🌻🌻🌻💐💐💐🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Udhyapad sankalp vrato ki sankhya poori hone ke baad next thursday ko vrat rakhkar karna hota h ya last vrat wale din jo total count karke karne the
Hello didi Maine panch vrat ka Sankalp liya tha aaj mera paanchva vrat hai mujhe samajh nahin a Raha mujhe udyapan kab karna chahie please reply fast 🙏
Ji aap aaj udyapan ker sakte hai
@@Mypacificwall thnx mam🙏
Didi mandir dur h ...or kya sb saman pe pani ghr fher skte h??
Ji ha , Ghar per minus ke aap Dan bhijwa dijiye
Ok thankyou didi.
Agar gudd pura Sawa kilo nahi le paayen hain to gudd aur cheeni dono Mila kar Sawa kilo lesakte hain?
Pls ye btaye k kya m kal yani 7 dec. Ko udyapan karna chahti hu...kya ye mahina shi h?
Mahina to shi h aap ager amavasya ke baad suklpaksh mei udyapan kare to jyada uttam h
@@Mypacificwall thank u ji.
🙏🙏🙏🙏 जय बृहस्पति देव
Mere vrat 16 se jyada hi ho chuke hhh plz tell me mae ab udyapan kr skti hn
Ab next jo bhi Thursday aaega usko udyapan kar sakte hain
Maine dedh saal brat ka sankalp liya hai.. Tb kya udhyapan me sava kilo samagri le ya dedh kilo
Samagri aap kitni bhi le sakte hain yah aapke samthya per depend Karta hai udyapan ka matlab hai Dan karna jitna ho sake utna kar dijiye