پاکستان میں صرف ہوٹل اور کوئ کھانے پینے کی تمام جگہ اِفطاری تک بند ہوتی ہیں اِفطاری سے ایک گھنٹہ قبل کُھلتی ہیں۔ اور باقی تمام اسٹور ، اور روز مرہ کی ساری دُکانیں کُھلی رہتی ہیں۔
Yes most of the hotels and restaurants are closed during the fasting hours so if your not fasting you will find it very hard to find anything decent to eat from outside so that scene about staying hungry even though your not fasting is very relatable.
karachi ki ek community k ek section ki language ayesi hot hai to generally funny rakhne k lye unka accent use kerta hai ye werna majority buhat saaf bolti hai jese sherum bolta hai sirf ek molvi sahab ki family ka ye accent dikhaya hai fun side k liye aur yahan azan TV per bhi aati hai her channel per..jazak Allah.
Shops band rehti hn..koi ek allow krte hn usko b chhupa k chalana hota hai..Ramzan k ehtram ki Bina pe band krte hn..baher Kuch nh milta khane peene ka
Asal mein baat yeh hai ke yahan per majority jo hai wo poori muslims rehte hain toh is liye sab shops band rehti hain siwai bakery ke ya phir bare restaurant like macdonald and kfc. sirf basic necessities ki dukanein khuli rehti hain And one thing i want to mention in last that Ye accent ziada tar hyderabadi logon ka hots hai pakistan mein. Kyunke karachi mein sab parhe log rehte hain aur karachi hi poore pakistan 68% revenue generate kar ke deta hai . Just for knowledge Thanks U guys are great bus duaon mein yaad rakhega Love from pakistan
Food Shops aur restaurants baand hoty hain kyun ka mostly sub ka roza hota hai. And people don't want to see food while fasting But they are open for iftar and shaari maybe its because of the fact Pakistan is 98% Muslim.
The video was very funny. Watching the video reminded me of home environment .What a wonderful day . They break their fast by sitting alone 🤔 During the month of Ramadan, restaurants and coffee shops are closed during the day.
In most muslim countries the Shops are closed in the day time and only opens 1 or 2 hour before Aftari.. then they remain open throughout the night till Sahoor time.
pakistan mein shops band hoti hain sham me iftar se kuch dair pehle khulti hain or sehri tak khuli rehti hain musafiron k liye railway station or airports pe shops khuli hoti hain or Karachi me aisay urdu nahi boli jati jaise ap bata rahai hain haan kuch log urdu ko galat tarha boltay hain jinka mazaq un k apne ghar me or doston me b banta hai
India mai Hindus ziada hain is liye shops khuli rehti hain ... Yahan majority Muslims almost 96% hain ...or almost subka roza hota hai ... Shop kholne se ziada costumer nahi atte is liye ziada shop ziada tar close rehti hain iftari tak
actually shops band is liye hoti hai k 90 % logo ka Roza hota hai r phr Islamic country hai, respect mey band rakhty hai sham mey 4 bajye open hoti hai
کتنی جلدی یہ مہمان چل دیا۔ رحمتیں بانٹ کر یہ احسان چل دیا۔ ہر سال کی طرح الجھن میں ہو آج بھی۔ عبادت شروع کی اور رمضان چل دیا۔ دُنیا جس بھوک پیاس ڈرتی ہے۔ میرے ربَ نے اُس کو عِبادت بنا دیا۔
Shops band he hoti hain Asir tak🤧 kyonkh mein khud karachi mein rehta hon jss din roza na tab bhi roza he hota . kahin koi chhoti shop khuli ho tu biscuit aur pani pe guzara kro😂
Our restaurants are closed because it is obligatory for everyone to respect Ramdan This is in constitution of Pakistan And The one who do not respect Ramdan is charged by Punishment in sense of cash or physical.
In ki or videos par reaction karo like Azzadi ka din train ka safar bakra eid hum or jinnho ki battay ya wo videos hai jo best hai 😁 thanks me later main ap ko videos ka name bata deya ab ap ko dhondni nhi para ga😎❤
React on Power Play by ary...Arshad Shareef explained the regium change by foreign country in detail..you will understand easly what's happening in Pakistan..❤️
Pakistan main Aftari sa pahla kahna pena ki chezza bachna juram hai jis par FIR hoti hai bas railway station par allow hota hai wo bhi paka huwa food Cook karna ki ijazat waha bhi nhi hoti
پاکستان میں صرف ہوٹل اور کوئ کھانے پینے کی تمام جگہ اِفطاری تک بند ہوتی ہیں اِفطاری سے ایک گھنٹہ قبل کُھلتی ہیں۔ اور باقی تمام اسٹور ، اور روز مرہ کی ساری دُکانیں کُھلی رہتی ہیں۔
bilkul theek kaha Bhai 😊
Yes most of the hotels and restaurants are closed during the fasting hours so if your not fasting you will find it very hard to find anything decent to eat from outside so that scene about staying hungry even though your not fasting is very relatable.
karachi ki ek community k ek section ki language ayesi hot hai to generally funny rakhne k lye unka accent use kerta hai ye werna majority buhat saaf bolti hai jese sherum bolta hai sirf ek molvi sahab ki family ka ye accent dikhaya hai fun side k liye aur yahan azan TV per bhi aati hai her channel per..jazak Allah.
Hotels , dhaby , juice corner bnd hoty hain Ramzan mai, iftar sy 1 ghanta pehly shops open ho jati hain
Yahan restaurants bnd rehte hain jo highways pe hote hain wo khule hote kuch musafiron k liye baqi normal markets main bnd hote
G humrain yaha ziyada shops band he rehti hai
Assalam o alikum
Masha Allah great reaction
Sherum Zabardast.
MashaAllah 😊 ap dono bhot ache hein and your video 💁🏼♂️👍💐💖🌺🌼
Shops band rehti hn..koi ek allow krte hn usko b chhupa k chalana hota hai..Ramzan k ehtram ki Bina pe band krte hn..baher Kuch nh milta khane peene ka
Asal mein baat yeh hai ke yahan per majority jo hai wo poori muslims rehte hain toh is liye sab shops band rehti hain siwai bakery ke ya phir bare restaurant like macdonald and kfc. sirf basic necessities ki dukanein khuli rehti hain
And one thing i want to mention in last that
Ye accent ziada tar hyderabadi logon ka hots hai pakistan mein. Kyunke karachi mein sab parhe log rehte hain aur karachi hi poore pakistan 68% revenue generate kar ke deta hai . Just for knowledge
Thanks
U guys are great bus duaon mein yaad rakhega
Love from pakistan
wese yahan sehri tak mob see ziyada log night cricket football tournament dekhnee jatey alag alag ilaqo mee
MashaAllah you both are very nice Allah will bless you both 💗🇵🇰
Karachi ke log aise hi Urdu mein baat karte hain
news channels me azan ki timing btai jati ha yahan...aur azan hoti ha lahore aur karachi ki timing pr
بے ذبانوں کو جب وہ زبان دیتا ہے پڑھنے کو پھر وہ قُرآن دیتا ہے۔ بخشنے پہ آئے جب اُمت کے گناہوں کو۔ تحفے میں گُنا ہگاروں کو رمضان دیتا ہے۔
Saudi main, pakistan main, dubai main usually muslim countries main aftar sae 2 ghantae pehlae dukanain khulti hain.
Bahi is ke or videos daklo sharm ke school ke yada college ke yada wo bohot ache ha
Han shops band hoti hain
Pakistan main khanay ki sary shops band hoti hai
G Han Pakaistan me saari Shops Band Hoti hain Khane ki Iftar Se Phele Sb Restaurants Open Hojate hain Lekin Us Se phele Sb band hota hai
مزے کی ویڈیو تھی شکریہ
Watch all his videos. He is very talented, you will love all his videos
Bhai kuch apna bhi bataye ke app log kis tarha Ramadan ki tayari krte hain
Hotel band hoty hain sirf
Restraunts wagaira iftar per open hote hai
Pakistan m bnd hoti shops agr koi opn kry to police action lyti😁
Han sham shop kholti h 4bje k bt
Food Shops aur restaurants baand hoty hain kyun ka mostly sub ka roza hota hai. And people don't want to see food while fasting But they are open for iftar and shaari maybe its because of the fact Pakistan is 98% Muslim.
Walaikum Assalam Bro and sis
10000000 persent truuueeee
Yes karachi or overall Pakistan main khane peene ki shop band rehti h..
Hotels n fast food band rehty hyn, baqi shops nei
Keep it up
ALLAH bless you
Hmm roza HOTA sb ka
phla cmnt mera huwa ajj wowww
Nice reaction big lover from pakistan
Ager mobile na dikha to ap ka video kase. ☺
The video was very funny. Watching the video reminded me of home environment .What a wonderful day . They break their fast by sitting alone 🤔
During the month of Ramadan, restaurants and coffee shops are closed during the day.
Shops open hoti ha and restorent of HOTA ha
Ramzan ke ahtraam mae khane peny ki dukaanyn band rehti hen Pakistan mae siwaye hospital kanteen ralwye staeshan ke
In most muslim countries the Shops are closed in the day time and only opens 1 or 2 hour before Aftari.. then they remain open throughout the night till Sahoor time.
Restaurants and cafes bandd rehty hn, but groceries and other supermarkets and malls/plazas to open hi rehty hn.
pakistan mein shops band hoti hain sham me iftar se kuch dair pehle khulti hain or sehri tak khuli rehti hain musafiron k liye railway station or airports pe shops khuli hoti hain or Karachi me aisay urdu nahi boli jati jaise ap bata rahai hain haan kuch log urdu ko galat tarha boltay hain jinka mazaq un k apne ghar me or doston me b banta hai
No bhai karachi ki aisi language nahi hay mostly areas bohat achi urdu bolty hain jesa k aap dono banaty hain
India mai Hindus ziada hain is liye shops khuli rehti hain ... Yahan majority Muslims almost 96% hain ...or almost subka roza hota hai ... Shop kholne se ziada costumer nahi atte is liye ziada shop ziada tar close rehti hain iftari tak
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Muslim country h pakistan. Yaha shops band rehti hen or jisko Jo chiz bhi chahiye hoti so wo bhi mil jati h.
en ki aur b buhat c videos hai aur almost sabhi daily ki life k baray mein he hai plz en pr b reaction video bnaein.........
TV daikh kr roza kholty hain , tv pr Azan or time likha hua nzr ata hy different city ka time or Azan
W.salam ye Karachi ki language hai mtlb krachi ki Urdu ase e bolty hain sary
Good comedy thanks for reacting Waseem tahir Nottingham uk 🇬🇧
Nice reaction
This is not Karachi's way of speaking, it is used only for humor.
Im from Karachi and hum ase he bat krtay han ..
im from karachi too kafi log karachi mein asi bat krte hyn
@@omairali1007 ye Karachi k nahi hotay han in ko kia pata Karachi mai kon se language use hoti ha .. bus galat information dety han .
Nice video
Gb song reaction do
PLZ Reaction P.M Imran Khan Karachi jalsa ki Speech. 💚💛💜👉✌👍
Yes ye karachi ki language ha urdu speaking ha ye sb
Iftar k bd londay sutay karne jaty han or hmain bartan dhone party han 😂
Yahan pr sarii shops bandd rehti hein Iftarii tak, Agr jis ki khuli mil jaay shop tou government usy seal kr deti hai
G han yahan pakistan me tamam khane pine ki shop asar tak band rehti hain agar koi shop khol le to police pakar kar le jati he
actually shops band is liye hoti hai k 90 % logo ka Roza hota hai r phr Islamic country hai, respect mey band rakhty hai sham mey 4 bajye open hoti hai
Pakistan me markers or khane peeny ki dukane iftari se sehri tk khuli rehti hy
👍❤️👍❤️👍🥰
Ramzan ke ahtram mai din k waqt khane pene ki dukane band hoti hain iftar she pehle khuljati hain
تیز دھوپ کی تپیش تم کو ستائے گی۔ پیاس کی شِدت تمہیں آزمائے گی۔ روزے دارو تُم ہر حال میں صبَر رکھنا۔ یہ آزمائش تمہیں جنّت میں لے جائے گی۔
کتنی جلدی یہ مہمان چل دیا۔ رحمتیں بانٹ کر یہ احسان چل دیا۔ ہر سال کی طرح الجھن میں ہو آج بھی۔ عبادت شروع کی اور رمضان چل دیا۔ دُنیا جس بھوک پیاس ڈرتی ہے۔ میرے ربَ نے اُس کو عِبادت بنا دیا۔
Beautiful reaction by a beautiful BroSis on a beautiful funny video. You both looks great. Stay safe. Love from New York ❤️🇵🇰🇺🇸❤️
Thanks for your ❤️
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
4 bje tk food street band rahti h port Pakistan me 4 bje KY bad ijazt h ussy phly Jo pakra jy g sida jail jy g licence b zabt hojy g shop sil
Pakistan ma food kie Shop closed hoti hn 4 bje tk din 4bje open hoti hn phir subha tk open hoti hn
Unmein se main ek hi hoon pori raat jaagna or pora din soye rehna 😁
Shaikh rashid politician ki videos py reaction dain maza aye ga
shop open hoti hai , karachi ke khny k ap ko pta hai wahi hmm log khty hai ramzan m waha to ni kha skty ,,take away
No sis this is not Karachi's accent..Karachi is majority Urdu Speaking.. This is Bihari community accent which mostly lives in Karachi.
Shops band he hoti hain Asir tak🤧 kyonkh mein khud karachi mein rehta hon jss din roza na tab bhi roza he hota . kahin koi chhoti shop khuli ho tu biscuit aur pani pe guzara kro😂
bharia town karachi react kryy new wo boath purani thee plzz
Karachi waley bhot achey accent hoty hn.
Shops bnd hote hn
My name is Ashir but ma jaldiiii uth jata ho😂
Very funny
Loved your reaction. I would like you to react on video " Nara laga le dekh tere pass hai Ali" as it's Ramadan
Balochistan.quetta.sea.mashallah
Sab Hotels Band Iftaari tak aap kahin road par paani tak nahi pee skte kisi open place pr
Karachi k lower areas mein aisy bolty hain warna baki log sahi bolty hain
Pakistan m zeyadah tar log tve k azaan py khulty han or Pakistan k tv py azaan time py hoti ha
فرشتے کہہ رہے ہیں یہ پروردگار سے سورج شکِست کھا گیا روزہ دار سے۔ آمدِ رمضان ہے سب کو مُبارک باد ہو۔ یہ تحفہ ء رحمٰن ہے سب کو مُبارک باد ہو۔
Kuch shops khuli Hoti hain but unko cover Kia hota hai Bahir SE bs Thora SA rsta hota hai ander Jane ka
Our restaurants are closed because it is obligatory for everyone to respect Ramdan
This is in constitution of Pakistan
And The one who do not respect Ramdan is charged by Punishment in sense of cash or physical.
Ramzan mein agar roads per koi khata nazar ajaye tu police waly danda daal dety hai
♥️
😁😁😁
In ki or videos par reaction karo like Azzadi ka din train ka safar bakra eid hum or jinnho ki battay ya wo videos hai jo best hai 😁 thanks me later main ap ko videos ka name bata deya ab ap ko dhondni nhi para ga😎❤
React on Power Play by ary...Arshad Shareef explained the regium change by foreign country in detail..you will understand easly what's happening in Pakistan..❤️
Nhi yr part 2 mai ziyada maza aya tha
Please react on "ALLAH hoo" by bilal saeed ❤
Pakistan main Aftari sa pahla kahna pena ki chezza bachna juram hai jis par FIR hoti hai bas railway station par allow hota hai wo bhi paka huwa food Cook karna ki ijazat waha bhi nhi hoti
Dilber Wala accent Karachi walo ka hai
G Bilkul Band Hoti Hai Dukan
Shaikh rashid politician hain jo unki videos py reaction dain bro nd sis please
Yeah actually Karachi waley hi hain