Very good work bhai keep growing. 1 question Mera train subah 5baje hai ticket confirm hai toh main ko raat 12 baje parcel office leke jaoon but us time packing kaun karega, us time booking kaise hoga as a luggage leke jane ko bike ko aur agar in case parcel van jagah nahj huya toh kya hoga jab as a luggage book Karine.. yeah sab issues se main parcel karoon 1 din pehle ya luggage karoon 4 ghante pehle please sugges
Aap 8 bje tak saara kaam Kara sakte ho and parcel office me chod skte ho baaki kaam parcel office k workers kar denge, aapko bike chadaate time waha rehne ki need nhi h
Agar RC kisi relative ke naam par ho aur us bike ko kisi aur ne bhjna ho to ... Bhej sakte hain ?? Matlab ... Jiske naam ki RC hai kya usi ko pracel karne ke time parcel office jana hoga ya koi aur dost ya bhai bhi parcel jar sakta hai
Mujhe smvt Bangalore se dhanbad jharkhand jana hai. Lekin koi bhi direct train nhi hai. Tho kya wo train change kr kere destinations tak phucha degi. For example smvt se kolkata aur kolkata se dhanbad ka train hai. Jawab jrur de.
Sir, mujhe Lucknow se Renukoot apni bike bhejni hai but Lucknow se direct koi train Renukoot nhi jaati.....to kya still mai apni bike Lucknow se Renukoot directly via train parcel bhej sakta hu?
Sir mere ko secunderabad station bhejna hai par koi bhi direct train ni hai mere station se to kya 2 connecting train se wo khud bhej denge ya mujhe koi dur connecting station me khud jake waha se parcel karwana padega?
Sir mere ko scooty bhej na hai kotdwar se Shimla pr kotdwar se koi train nhi jati uske liye kotdwar se Delhi bhejna padega kya ya mere ko alag alag booking krna ho ga kotdwar se Delhi fir waha se Shimla
Train se bike parcel
th-cam.com/video/shbdL8zA-vw/w-d-xo.htmlsi=dlUmoArUFu5Ly8s6
@@Technicalmkjha agar train 2 min hi rukti hai to ho jayega kya Chaumahla ( CMU) se Krna
very informative bhai... bahot shukriya.
Thnk you
Thank you for this detailed video. Ab samajh me aaya ki bike ko kaise parcel karte hai
Thnk u
Bhut badhiya bhaiyaa ...Mera Kam aasan ho gya ❤
Thnk u , pinned comment me dekhiye ek aur latest video bnaya h isi topic pe
Bahut acha jankari di hai sir aap ne I am happy 😊 thank you sir 🙏🙏
Thnk u sir
Pinned comment video dekhiye, same topic aur details me video bnaya hu
Sahi h video naye logo ke liye sahi h
Thnk u
New bike hi to use kaise bheje uska to koi documents nhi hota hi
Thank you so much sir, my all doubt has been cleared 😊😊
Nice video. Just one suggestion. You could have mention about the procedure if we are travelling on the same train with bike as luggage
@@stebinable sure, will cover in further video
Nicely done bro. Thanks for sharing the details of the process Step by step. Very informative and extremely easy to understand.
Mere masi ke ladke ke name h gadi but original resept hai mere pas kya mai resive kr skta hu koi dikat to nhi aayegi
Yes bro aap receive kr skte ho,
Very informative video👍👍
Thankyou bhai ji ❤❤❤❤❤❤❤❤
Thank you ❤
Welcome
Bhai meri bike CNG vali h toh.... Vo bhi khali karani padegi kya
Bahut bahut dhanyawad sir
Thnk you so much Sures bhai
Sharp & detail orientation... :)
Thnk u
Thank you so much 🙏
Welcome
Thanks for the detailed information 🙏
welcome
Informatic video ...thanks
Thnk u
Mera bhi bike hai mera bike gwahati se Siliguri le jayenge ketna dena porega bro...
Bahut achhe❤👌
Mujhe ather 450x parcel karni hai
Do I need to travel as well with same train?
Agar insurance paper nahin hai to kya ham bike nahin bhej sakte kya yah thoda please bataega
Sir i am your big fan please ye bata dijiye ki Lucknow (UP) se Dehradun (UK) apni scooty ko transport konsi train me kara sakte h
Aapko railway parcel office me jake uske bare me pta krna hoga
Activa scooty hai..usko jharkhand se banglore le jana hai kitna kharcha prega
Around 10k
Sir non registration electric scooty kaise bheje usme rc nhi milta kyu ki low speed hota hai kaise parcel kre
Great bhai
Thnk u
Bhai mujhe fish tank aquarium dehil see Bhilai power house lekar aana hai to kya safe hogha aquarium tank corrier service train ma karna..?
Very good work bhai keep growing. 1 question Mera train subah 5baje hai ticket confirm hai toh main ko raat 12 baje parcel office leke jaoon but us time packing kaun karega, us time booking kaise hoga as a luggage leke jane ko bike ko aur agar in case parcel van jagah nahj huya toh kya hoga jab as a luggage book Karine.. yeah sab issues se main parcel karoon 1 din pehle ya luggage karoon 4 ghante pehle please sugges
Aap 8 bje tak saara kaam Kara sakte ho and parcel office me chod skte ho baaki kaam parcel office k workers kar denge, aapko bike chadaate time waha rehne ki need nhi h
@@Technicalmkjha yeah wala toh toh bike se parcel wala option use hoga not luggage.. anyways yeah bhi theek ho hai shaam ko hi de doonga thanks
Digiloker ka rc se bike parcel kar sakte hei kya??
Good videos idea hogya hai ki bike ko parcel kaise karna hai
Thnk u
125 hero Xtreme hai delhi to hajipur jana hai kitna hoga
around 7k
Mera gari ka RC kaa validity khatam hoo gya, Railway RC ka date check kartaa hain kya. Plz inform
ji valid rc check krte h
Sir my Bike RC expired in June 24. Can I send my bike through railway. Please reply
@@TechnicalmkjhaProper Checking karte hain kya,
Temporary number se chli jaegi vechile?
Sir mermerko ferige bejana toh kya safety hoga ya nhi or kya cost aayega
Safe rehta h kitna distance h
Thanks ❤
Welcome
Thanks sir ❤❤ bas ek baat or bike loan par ho to bhi parcel ho sakti hai na plzz 🙏 reply sir ❤🥰
Sir puchana tha ki biana draviri laceans ka ho jayega koi dikkat to nahi hoga na reply me this comet sir
Ha license ki need ni h,
Pinned comment me video dekhiye. Same topic par video h updated
अगर direct ट्रैन नेही हो तो । मान लीजिए bike vishakhapattanam से delhi भेजना है, लेकिन direct train नेही हे दिली तक। तो किया करना पड़ेगा।
Direct train hona jaruri hai , else aapko destination station par dubara waha se chadwana hoga
Mera pass origanl rc ka photo copy hii origal card bulgay hi to ja sakta hi
Chalega
Sir pollution certificate ko bhi check karte hai kya
Nhi pollution check ni krte
Emi per jo bike hai kya ushako bhi bhej sakate
yes noc ki jarurat pad skti h
Like which type of NOC???@@Technicalmkjha
Sir mwra pqwl-12,wl-8 2day he confirm hoga
No
Informative
Thnk u , pinned comment me video dekhiye same topic par updated video h
Sir please reply dijiye 🙏🙏Rc book ka Xerox hoga to chalega ??? original nahi hai.. please sir reply dijiye ga
Sir my bike RC expired in June 24. Can I send my bike through railway
Dekhiye pinned comment video me iska answer aapko mil jaega
Mera bike banglore se surat transport kia hu likin dusura jaga chalageya kese Karu sir please bataye
Aapke phone pe tracking details aa ra hoga
Bike mila bhai
Bhai kya jis din ka tiket hai us din bike le kar ja sakte ya pehle jana hota hai
Ji
Agar RC kisi relative ke naam par ho aur us bike ko kisi aur ne bhjna ho to ... Bhej sakte hain ??
Matlab ... Jiske naam ki RC hai kya usi ko pracel karne ke time parcel office jana hoga ya koi aur dost ya bhai bhi parcel jar sakta hai
Yes bhej skte h
Video se bahut knowledge mila, ek sawal hai mera agar bike loan per hai toh kya NOC ki need hogi at the time of parcel
Noc ki jarurat nhi hogi, pinned comment me latest video h please dekhiye aur apna review dijiye
Emi wala bike le ja sakte hai kya
Best video in bike send thanks
Good information 👍
Parcel karne se pehle RTO offcie se koi formalities karwana padta hai kya bhai?
No
Cycle booking ke liye kya daqument lagega
Cycle me doc ki need nhi h
Agar train stopage 3 minut ho to destination ka
Rc original hi chahie mparivahan me dikha sakte he kya ?
mparivahan se kaam ho jaega
Mujhe smvt Bangalore se dhanbad jharkhand jana hai. Lekin koi bhi direct train nhi hai. Tho kya wo train change kr kere destinations tak phucha degi. For example smvt se kolkata aur kolkata se dhanbad ka train hai. Jawab jrur de.
Direct train jaruri hai
Sir, mujhe Lucknow se Renukoot apni bike bhejni hai but Lucknow se direct koi train Renukoot nhi jaati.....to kya still mai apni bike Lucknow se Renukoot directly via train parcel bhej sakta hu?
jab apki bike train par load kri jati hai tab apka uss time wha par hona jroori hai ja fir railway employee khud hi rkhwa dete hai
Railway employee khud kara dete h
Bike as luggage le jaye to kya destination pe unloading khud krani hogi ya fir railway employee krenge?
Bengaluru se lucknow laya tha train se....3k rs lage excluding packing
Bhai konsi bike thi
Tum khud gye the kya
Bike koi bhi usse tariff pe farak ni pdega...wo bike ke weight k according paise lgte h
Brother mujhe delhi to Bangalore bhejni hai but samajh nhi aara ki kaise hoga@@vikkyp2411
Sir mere ko secunderabad station bhejna hai par koi bhi direct train ni hai mere station se to kya 2 connecting train se wo khud bhej denge ya mujhe koi dur connecting station me khud jake waha se parcel karwana padega?
*Thank You Sir , car bhi parcel kar sakte hai kya ?*
Yes car bhi parcel kr skte hai, iske upar bhi specific video leke aaunga
sir kay cycle bhi parcel karw sakta hai Kya ?
Mai apne mn se kisi train m loading krwa sakta hu ya random hi koi train milti hai..
Jo trains available h unme se aap choose kr skte ho
Bhaiya insurance hai gaadi ka par renew nahi hai, usse chal jaega kya?
Insurance renew chahie hoga
Thenks
Jha sir kya main apne bhaiya k bije ko apna id jama krke bhej sakta hu railway k through
Name difference se koi fark parega
Yes bhej skte h
Minimum train ka kitne minute ka stop hona chahiye bike parcel karne ke liye
Thank u for this detailed informative video
Welcome
Bina insurance ke hojayega?
Sir agar same train me travle kar rhe hai to Bike bhi usi train me transport hogi na.
Pinned comment dekhiye aapko is question ka answer mil jaega
Verry good bro
Thnk u
Does reciver need to show his DL
Bike ka 10 sal ho gya to ktna price likhege
300 likh skte h 1%
Sir mujje ghar ka saman like blanket, clothes and kitchen ka saman percel krwana hai New Delhi to New Tinsukia. How i can percel them
Sir ek question tha bike bejne ke liye Noc ki bhi jarurat parthi hai kya pllz reply my question
Noc ki need nhi h, jo docs Maine video me bola h bus wo mandatory h
Sir ट्रेन me bike lete vakt petrol khaa se purses kr skte hai ... क्युकी agle station tak to sara petrol nikal diya a
जाएगा
Nearby petrol pump se carry kr skte h bottle me
Bike Insurance nahin hone se bike bhej sakte hai kya
Sir original rc copy chiye?.mera rc kho Gaya digi locker main Jo rc hai usme kam chalega ?
Pin comment me new video h us me aapka ye answer h
Bhaiya scooty bhej ni hai yaha se lucknow jo ki 180 km hai kitna ₹ lgg jayega
180 km why u want to send by train
2k around
Krishnaraj puram se bhagalpur ka kitna amount kharcha hota hai
Around 6k
If Source and destination railway station is not directly linked, can it still be parcel ?
Hi , is the parcel office has a particular timings or is it open 24/7 ?
Bhaiya mai us train m travel na karu to chalega na only bike bhej du
Yes u can send
Sir mere ko scooty bhej na hai kotdwar se Shimla pr kotdwar se koi train nhi jati uske liye kotdwar se Delhi bhejna padega kya ya mere ko alag alag booking krna ho ga kotdwar se Delhi fir waha se Shimla
Brother kya insurance jaruri hai
Yes bhai
Sir bike lone pe hai to kya mumbai se up ja sakti hai
Sir mere pass bike ki orginal RC hai but o mere naam par nahi hai. Kya parcel ho jayega
Yes
Without insurance bhej nhi sakte kya ?
No
Sir train se scooty bhejne ke liye kya us train mei confirm ticket hona jaruri hai?
Nhi jaruri ni h
Bro pls reply me fast is insurance mandate?
Yes bro
Plz check pinned comment video
Sir train agr night me ho to kya fir bhi2/3 ghnte pahle jana hai ki din me hi jana padega
Train niklne se phele aapko puchna hoga
EV without number wali bike kaise bheje
RC jaruri h online ya hard copy
@@Technicalmkjha usme RC nahi rahti bss invoice hota hai Jo dealer ke yaha se milta hai
Mera activa 6g hai hai mujhe punjab se dimapur nagaland leke jana hai kharcha kitna ayega
around 10K
Mere pas RC nhi h uska invoice copy h, us se bhej sakte h kya?
Bhai id kisi ki bh ho skti h ya jiske naam pe bike ki RC h sirf usi ki id lgegi
Kisi ki bhi id se ho jaega
New electric scooter send kr sakte kya...just 1 month before bought
Yes
Hello Sir,
If insurance got expired then is it neccessary to renew insurance?
Yes
Sir agar gadi emi par hoto to le ja sakte hai kya?
Yes le ja skte h