Aapke bataye yuddha ka varnan sunke lagta hai ki kitna bhayankar yuddh hua hoga Mahabharat me. Jabki kisi bhi serial mein Aisa kuch bhi nahi bataya jata. Jai Shri Krishna 🙏🏻😊
ज्येष्ठ कुंती पुत्र , दानवीर अंगराज कर्ण की जय 🙏🏻 मुझे तो ऐसा ही लगता है कि सारी महाभारत का सबसे बड़ा कारण कर्ण हो थे । कर्ण के वीरगति को प्राप्त होते ही महाभारत युद्ध असल में ख़त्म हो गया था ।
Yes actually mahabharat ka yudhha ka bada karan wo v tha...agar Arjun se apni bair rakh kar duryodhana ko tarha tarha k chhal karne kee salaha nahi deta to...yuddh sayad nahi hota
जितनी तारीफ की जाए कम है। बहुत ही शानदार वीडियो। एक ओर घटोत्कच का पराक्रम, दूसरी ओर कर्ण की निर्भीकता, तीसरी ओर इन्द्र की वासवी शक्ति का अचूक प्रहार और उसका घटोत्कच का वक्ष चीर कर अंतरिक्ष में विलीन हो जाना... रोंगटे खड़े कर देने वाला पल पल का ये अनुभव अविस्मरणीय है। और अंत में श्री कृष्ण के द्वारा कर्ण की अप्रतिम प्रशंसा करना तो ये साबित करता है कि कर्ण को पराजित करना अर्जुन के लिए भी कितना कठिन रहा होगा। सोचने लायक बात तो ये भी है जब कृष्ण कहते हैं कि वे स्वयं सुदर्शन और अर्जुन गांडीव धनुष ले कर कर्ण पर संयुक्त प्रहार करें तब भी कर्ण मारा नहीं जा सकेगा। कर्ण की एक - एक हार वास्तव में कर्ण की एक - एक जीत है जो उसे देवताओं से भी श्रेष्ठ बनाती है।
Aap thik se sunne unhone kaha jab uske paas kavch aur kundal tab tak use mara nahi ja sakta Per yaad rahe Shree Krishna ke samne sabhi maaya choti he kyu ki karan sw pehale bhi kai Raksaso ne apne vardan ke dam per ye soch liya ki vo mare nahi ja sakte per un sabhi ko Vishanuji ne maara he Esa koi vardan nahi jiska unke paas samadhan na ho Kyu ki sari maaya unke aadhin he
@@YesIcandoit-t1gKarna duniya khtm krna ni chahta tha na hi bhagwan se dushmani rkhta tha wo ek manushya tha jisne adharm ka sath dekr ek paap kiya tha
नारायणं नमस्कृत्यं नरं चैव नरोत्तमं। देवीं सरस्वतीं व्यासं ततो जय मुदिरये।। महाविष्णु स्वरूप भगवान महाशिव को नित्य नमस्कार है। महाशिव स्वरूप भगवान श्रीकृष्ण को नित्य नमस्कार है।। 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhagwan krsna kayi bar Arjun k bal ko dikhane k liye balram ji se bhi aise hi bole hain ki Arjun se kon Jeet skta h,iska mtlb Arjun unse powerful nhi tha,har baar literal sense me nhi hoti,bat ki ghambheerta k liye badi bat bol di jati h taki samne Wale ko kamzor na samjha jaye...
@@neerajbholan5369kyunki karn ko bhim , chitrarath gandharva aur Arjun pehle hi hara chuke the jab uske pass kavach kundal tha. Kavach kundal use Marne se bachata tha lekin karn ko haraya ya maar Kar bhagaya jaa sakta tha
@@SHIVAMYT-ms5cx dhanush change ho jata to kya alag ho jata?? kuchh nehin. sab normal dhanus se hin yudh karte the. dhanus main thodi koi shakti hoti hai, shakti apne baan main hoti hai. normal baan main dibyastro ka abhimantrit karo, kisi bhi dhanush se tum sara prithivi ka destruction kar sakte ho. ajj kal ke log Dhanush ko overrated kar diye hain. Bhishma, Drona, satyaki, aswathama, kripa, pradyumna---- ye sab karna se jada powerful the. per kisiko pata nehin hoga ki inke dhanush ka naam kya tha. Ravan, indrajit, atikay, Ram, lakshman---- ye sab sristhi ke greatest dhanurdhar the. per inke dhanush ke bare main koi speciality nehin tha.
@Ram6669 Satyaki, Drona, and Ashwatthama were not more powerful than Karna. Satyaki only defeated Karna only once, but Karna defeated Satyaki 7-8 times. Karna rescued Ashwatthama and Drona several times against Arjuna, Satyaki, and Bhima. Meanwhile Ashwatthama rescued Karna only once against the panchala army, Satyaki, Arjuna, Bhima and Yudhishthira from a huge group attack but even then Karna didn't retreat he just grabbed a new weapon and chariot and started attacking all the warriors that attacked him.
On 17th Day Mahabali Karna Captured Yudhishthir , The Could have ended there , But Due to his Vachan to Mata-Kunti , He allowed him to escape, He again captured him on that day , But Because his Word, Dharmaraj Was again able to Flee, From Battlefield, Sada Apne Vachano Ko Jivit Rakhne wale , Aur Apne Neeti Niyaamo ka Palan karne Wale , Mahabali Karna Ki Jay🦅❣️🦅
You are absolutely right brother but ek cheez aur ki us din yudhisthir ne bhi karna ko murchit karke jeevit chod diya tha sirf Arjun ki pratigya ki wjh se ,karna ne bhi choda ye Satya hai par yudhisthir ne bhi jeevit choda aur prahaar nhi kiya ,karna vadh parv adhyay 49 .
Balak abhimanyu jab nihatha tha tab isi karna ne Abhimannyu ki hatya me Duryodhan ka saat Diya Karan ek papi tha Uske liye to pashupat Astra hi kafi tha. Jo Arjun ne kahi prayog nahi kiya
Bhai murchit krke jeevit chodne ka varnan kaha milta bas murchit kiya tha fir karna jaldi theek hogya? Or bori ce k according murchit bhi nahi kiya tha@@vasantnaik4723
Bhagwan Krishna ne jo kaha ha o bilkul sahi kaha ha. Bhagwan Krishna ne sirf karn ki nahi blaki uske kavach kundal aur indra ki shakti ki mahima ga rahe ha. In sabke bina karn ek sadharan manushya ke jaisa tha a bhi unhone kaha ha. Keya pata arjun ko gussa dilane ke liye hi bhagwan Krishna karn ka prasansa kar rahe ha. Best katha 👍 dandavat pranam 🙏 🙏 🙏 Hare Krishna Hari bol 👍🙏😀
Nice presentation. I think there are some manipulated words in these chapters those are entered later. It even highly contradicts the words of Lord Krishna himself.
Bhagwan Krishna ne jo kaha ha o bilkul sahi kaha ha. Bhagwan Krishna ne sirf karn ki nahi blaki uske kavach kundal aur indra ki shakti ki mahima ga rahe ha. In sabke bina karn ek sadharan manushya ke jaisa tha a bhi unhone kaha ha. Kiya pata arjun ko gussa dilane ke liye hi bhagwan Krishna karn ka prasansa kar rahe ha. Hare Krishna Hari bol 👍🙏😀
15:00 - 16:00 भगवान श्रीकृष्ण ने जो भी कहा हो , परंतु कर्ण से भगवान इन्द्रदेव ने कवच लेकर न्यायोचित कार्य किया । जब अर्जुन सहित सभी योद्धा साधारण कवच के साथ युद्ध में उतरने वाले थे तब कर्ण क्यों दिव्य कवच व कुंडल के साथ लड़ते ?? देवीय शक्तियाँ किसी के साथ भी अन्याय नहीं होने देती
bhai one of the most handsome men bhi tha wo even shree krishna bhagwan har baar uske sundarda ko praise karte thee fair skin thi uski or foreigners waali nahi jaise indians ki hoti hai golden white with coppery pink colour
राधे राधे कर्ण 🚩🚩🚩🔱
कर्ण एक कुशल योद्धा है, अर्जुन भी कुशल योद्धा है ( वे धर्म के मार्ग पर है)
आपका प्रयास सहरानिये है 🙏🙏 दानवीर कर्ण को मेरा प्रणाम🙏
Aapke bataye yuddha ka varnan sunke lagta hai ki kitna bhayankar yuddh hua hoga Mahabharat me. Jabki kisi bhi serial mein Aisa kuch bhi nahi bataya jata.
Jai Shri Krishna 🙏🏻😊
Yes 😢
दानवीर कर्ण को मेरा प्रणाम🙏
Daan veer nhi daan lene wala bolo. Duryodhan ne pura ang desh ka rajya daan me diya tha karn ko
@@puranbhatt3088 bhai daan me kya liya wo to kismat ka khel tha baki sb jante hai kunti 🤬🤬 agar sach na chupati to kon hastinapur ka raja hota 🤣🤣
@@puranbhatt3088 yes brother
@@puranbhatt3088ha usindan ke badle puri duniya jithke uske kadmo me rakh diya tha 😂🤭
@@puranbhatt3088 digvijaye bhool gye ??
agar krishna bhagwan karn ko pura bharatvarsh de dete toh wo bhi karn pura ka pura duryodhan ko de deta
Karn ❤ke bare me sun kar mere andar motivation sa bhar jata he 🧐🥸😎
कर्ण सत्य मे एक महान वीर है आज आपने इस अध्याय मे पहली बार की इतनी प्रशंसा की है कर्ण की
Sanjaya ne kiya hey...😐
Murkh inhone keval jo Mahabharata me likha hai usse hi bataya hai.
ज्येष्ठ कुंती पुत्र , दानवीर अंगराज कर्ण की जय 🙏🏻 मुझे तो ऐसा ही लगता है कि सारी महाभारत का सबसे बड़ा कारण कर्ण हो थे । कर्ण के वीरगति को प्राप्त होते ही महाभारत युद्ध असल में ख़त्म हो गया था ।
Yes actually mahabharat ka yudhha ka bada karan wo v tha...agar Arjun se apni bair rakh kar duryodhana ko tarha tarha k chhal karne kee salaha nahi deta to...yuddh sayad nahi hota
14:43-17:58 power of karna 😎😎
जितनी तारीफ की जाए कम है। बहुत ही शानदार वीडियो। एक ओर घटोत्कच का पराक्रम, दूसरी ओर कर्ण की निर्भीकता, तीसरी ओर इन्द्र की वासवी शक्ति का अचूक प्रहार और उसका घटोत्कच का वक्ष चीर कर अंतरिक्ष में विलीन हो जाना... रोंगटे खड़े कर देने वाला पल पल का ये अनुभव अविस्मरणीय है।
और अंत में श्री कृष्ण के द्वारा कर्ण की अप्रतिम प्रशंसा करना तो ये साबित करता है कि कर्ण को पराजित करना अर्जुन के लिए भी कितना कठिन रहा होगा। सोचने लायक बात तो ये भी है जब कृष्ण कहते हैं कि वे स्वयं सुदर्शन और अर्जुन गांडीव धनुष ले कर कर्ण पर संयुक्त प्रहार करें तब भी कर्ण मारा नहीं जा सकेगा। कर्ण की एक - एक हार वास्तव में कर्ण की एक - एक जीत है जो उसे देवताओं से भी श्रेष्ठ बनाती है।
Aap thik se sunne unhone kaha jab uske paas kavch aur kundal tab tak use mara nahi ja sakta
Per yaad rahe
Shree Krishna ke samne sabhi maaya choti he kyu ki karan sw pehale bhi kai Raksaso ne apne vardan ke dam per ye soch liya ki vo mare nahi ja sakte per un sabhi ko Vishanuji ne maara he
Esa koi vardan nahi jiska unke paas samadhan na ho
Kyu ki sari maaya unke aadhin he
@@YesIcandoit-t1gbhi yaha se suno 17:20 that's the only possible way of Karna vadh
@@YesIcandoit-t1gKarna duniya khtm krna ni chahta tha na hi bhagwan se dushmani rkhta tha wo ek manushya tha jisne adharm ka sath dekr ek paap kiya tha
Mahabali Karna❣️🏹🦅
Karn💫
अत्यंत सुंदर ❤❤
Shri Narayan Narayan Narayan Narayan Narayan Narayan Narayan Narayan Narayan Narayan Narayan Narayan
Kon kon is episode ko dekhne k liye besabri se intejar kr Raha tha 😊
Main 😀
Me
Bhai such me bhut badiya explain kiya h👏👏
Me🙋♂️
Mai
नारायणं नमस्कृत्यं नरं चैव नरोत्तमं।
देवीं सरस्वतीं व्यासं ततो जय मुदिरये।।
महाविष्णु स्वरूप भगवान महाशिव को नित्य नमस्कार है।
महाशिव स्वरूप भगवान श्रीकृष्ण को नित्य नमस्कार है।।
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Akhirkar mai jo karn ke bare me sochta tha wohi sach hai me bahut kush hu 😊
Adharmi 😅
आप बहुत इंतजार करवा रहे हो SIR जल्दी DALA KIJIYE AAPKI VIDIO BAHUT HI ACHCHI LGTI HAI
Kitni bar search kiya video last Sunday se wait kar raha tha ki video kyun nahi aya 😊
15:00 - 16:00 power of karna❤❤❤❤
Bhagwan krsna kayi bar Arjun k bal ko dikhane k liye balram ji se bhi aise hi bole hain ki Arjun se kon Jeet skta h,iska mtlb Arjun unse powerful nhi tha,har baar literal sense me nhi hoti,bat ki ghambheerta k liye badi bat bol di jati h taki samne Wale ko kamzor na samjha jaye...
@@Satyam12155 tum ko kaise pata Chala ki isko literal sense mein nahi Lena hai
@@neerajbholan5369kyunki karn ko bhim , chitrarath gandharva aur Arjun pehle hi hara chuke the jab uske pass kavach kundal tha. Kavach kundal use Marne se bachata tha lekin karn ko haraya ya maar Kar bhagaya jaa sakta tha
@@anoop61284gandharva mein uske weapons khtm ho jate hai or arjun ne waise swamayar ke time pe sirf normal dhanush thoda tha or kuch nhi 😅
जय श्री कृष्ण ❤
Jai shree Krishna 🙏 Ap ki is Mahan kariyo ko Naman 🙏 Krishna 🙏 Krishna 🙏
जय हो श्री सूर्य पुत्र कर्ण की।
महोदय जी वीडियो डालने में बहुत प्रतिष्ठा करवाई आपने मैं कल से रास्ता देख वीडियो अनेका 😊😊
प्रतिष्ठा नहीं प्रतीक्षा ।
Very nice video 💖🙏
Jai shri Krishna 💕
Jai shree krishna first cmnt
Apne bhut acchi trh smjhaya hai 🙏🏻🙏🏻 iss vedio ka mujhe bhut time se intezaar tha
Aapne iss bar bohot hi jyada pratiksha krwai bhai sahab . Is video ka mai last week se hi wait kr rha tha bt thqq ❤
14:43-17:58 karn 😎😎
Today my respect for karan has increased immensely
He was one of the toughest yodha that yug has ever seen
Ha bro phir bhi sab usko kayar smjhti hai bas kuch battle ko chod ke usne almost jite the woh bhi sirf normal dhanush se
@@SHIVAMYT-ms5cx dhanush change ho jata to kya alag ho jata?? kuchh nehin. sab normal dhanus se hin yudh karte the. dhanus main thodi koi shakti hoti hai, shakti apne baan main hoti hai. normal baan main dibyastro ka abhimantrit karo, kisi bhi dhanush se tum sara prithivi ka destruction kar sakte ho.
ajj kal ke log Dhanush ko overrated kar diye hain.
Bhishma, Drona, satyaki, aswathama, kripa, pradyumna---- ye sab karna se jada powerful the. per kisiko pata nehin hoga ki inke dhanush ka naam kya tha.
Ravan, indrajit, atikay, Ram, lakshman---- ye sab sristhi ke greatest dhanurdhar the. per inke dhanush ke bare main koi speciality nehin tha.
🤣🤣🤣🤣🤣🤣
@Ram6669 Satyaki, Drona, and Ashwatthama were not more powerful than Karna. Satyaki only defeated Karna only once, but Karna defeated Satyaki 7-8 times. Karna rescued Ashwatthama and Drona several times against Arjuna, Satyaki, and Bhima. Meanwhile Ashwatthama rescued Karna only once against the panchala army, Satyaki, Arjuna, Bhima and Yudhishthira from a huge group attack but even then Karna didn't retreat he just grabbed a new weapon and chariot and started attacking all the warriors that attacked him.
@@Ram6669Bhishma=Karna
Jay shree krishna ❤❤❤❤❤❤
Karna
Jay shree krishna 🙏🚩
Har har mahadev. Bhut atcha laga he j
Jai Shree Krishna 🙏🚩🇮🇳
Mahabhart ka mahan gain app itna achaa prayasa kartaa uska liyaa
Bhut bhut dhanyawad
8:24 Karna❤❤
Can't wait for the next part..amazing ❤❤
Eagerly waited for the video Iam first ❤❤
Bahut badiya video 😊
जय श्री कृष्ण 🙏🙏🚩🚩 जय वीर योद्धा अर्जुन जी 🙏🙏
Your Karna looks like Hritik Roshan
जय श्री राम भाई साहब जय श्री राम
Bhut acha lga thanks so much ❣️
Next video jaldi bnaye please ❤
Jai Shri Krishna Bhai Ji 🙏🙏🙏🙏🙏
Jai nitai 🙏🙏❤️❤️❤️🌺🌺🌺
Jai MahaRathi Karn ⚔️
Jai Shri Krishna
Hare Krishna
Nice presentation wach God 🙏🙏🚩🚩
Hare krishno hare Krishno krishno krishno hare hare hare Ram hare Ram Ram Ram hare hare 🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️🌺🌺😂
Jai shree Krishna
Great graphics❤❤
Love to watch it more n more
Please reduce the timegap between ur videos 🙏🙏
Animation First time itna khatarnak laga...
Karna the invincible warrior 😎
Jay shri krishna
Very informative as always 👍
🙏🇮🇳🙏 Jay Shri Hari Krishna 🙏🇮🇳🙏🕉️
Kab se wait kr raha tha m
On 17th Day Mahabali Karna Captured Yudhishthir , The Could have ended there , But Due to his Vachan to Mata-Kunti , He allowed him to escape, He again captured him on that day , But Because his Word, Dharmaraj Was again able to Flee, From Battlefield, Sada Apne Vachano Ko Jivit Rakhne wale , Aur Apne Neeti Niyaamo ka Palan karne Wale , Mahabali Karna Ki Jay🦅❣️🦅
You are absolutely right brother but ek cheez aur ki us din yudhisthir ne bhi karna ko murchit karke jeevit chod diya tha sirf Arjun ki pratigya ki wjh se ,karna ne bhi choda ye Satya hai par yudhisthir ne bhi jeevit choda aur prahaar nhi kiya ,karna vadh parv adhyay 49 .
Balak abhimanyu jab nihatha tha tab isi karna ne Abhimannyu ki hatya me Duryodhan ka saat Diya
Karan ek papi tha
Uske liye to pashupat Astra hi kafi tha.
Jo Arjun ne kahi prayog nahi kiya
Seriously? It's a new information for me
Bhai murchit krke jeevit chodne ka varnan kaha milta bas murchit kiya tha fir karna jaldi theek hogya? Or bori ce k according murchit bhi nahi kiya tha@@vasantnaik4723
@@pravink1156yes that's the reality
❤❤❤❤
Good job
Waiting eagerly for the next video
Very nice animations
Excellent....❤
Thank you so much
vaaahhh
....good animation and information
जय माता हिडिंबा पुत्र घटोत्कच .. आपको नमन 🙏🙏🙏
बहुत शानदार 🙏🙏🙏
Bahut bahut dhanyawad aapka itna acha samjhane ke liye ❤
Gajab ❤️
अब बोलो अर्जुन के भक्तों
कर्ण एक महाबली महारथी थे
जिसे अर्जुन अकेले कभी भी नही हरा पाता.
जय हो राधे कर्ण 🚩
Bohot hi badhiya
❤ Radhe Radhe ❤
Jai shree Radha madhav ki jai ho 🙏🙏❤️❤️❤️🌺🌺
Bhagwan Krishna ne jo kaha ha o bilkul sahi kaha ha. Bhagwan Krishna ne sirf karn ki nahi blaki uske kavach kundal aur indra ki shakti ki mahima ga rahe ha. In sabke bina karn ek sadharan manushya ke jaisa tha a bhi unhone kaha ha. Keya pata arjun ko gussa dilane ke liye hi bhagwan Krishna karn ka prasansa kar rahe ha. Best katha 👍 dandavat pranam 🙏 🙏 🙏 Hare Krishna Hari bol 👍🙏😀
Very nice sir aapki aawaj jadui ha sir ye video bahut dery se aaya
So powerful karn💪💪💪
Jai shri krishna Har Har Mahadevaji
Bahut badhiya ishki movie banti to maja hi aajata
Great work sir ❤❤❤ humesa ki trh
🙏🙏🙏🙏
❤❤❤❤❤❤❤awesome ❤❤❤❤beautiful ❤❤❤❤❤atisunder ❤❤❤❤❤❤❤❤
जय श्री कृष्णा
हरे कृष्ण 🙏🙏
Nice presentation. I think there are some manipulated words in these chapters those are entered later. It even highly contradicts the words of Lord Krishna himself.
Bhagwan Krishna ne jo kaha ha o bilkul sahi kaha ha. Bhagwan Krishna ne sirf karn ki nahi blaki uske kavach kundal aur indra ki shakti ki mahima ga rahe ha. In sabke bina karn ek sadharan manushya ke jaisa tha a bhi unhone kaha ha. Kiya pata arjun ko gussa dilane ke liye hi bhagwan Krishna karn ka prasansa kar rahe ha. Hare Krishna Hari bol 👍🙏😀
🙏 Jay Shri Krishna 🚩
Nice 👍👍
Awaiting for your video...
জয় শ্রী কৃষ্ণ হর হর মহাদেব
Very nice❤❤Jai shree RAM
राधे-राधे ।
Mnn atii parssan ho giya
0:33 ek choti si galti Unhattaar 69 ko bolte hai 79 ko Unnasi bolte hai DHANYAVAD ❤❤
जी हमने रिकॉर्डिंग के समय गलती कर दी । जब वीडियो पूरा हुआ तब एहसास हुआ कि गलती हो गई है ।
🙏
@@WatchGod भाई जी कौन सी महाभारत है ये जो आप पड़ते हो
गजब क्या लाइन कही आपने।।। अर्जुन का गांडीव और कृष्ण भगवान का चक्र भी कवच कुंडल से युक्त कर्ण का वध नहीं कर सकते थे ❤
Shri Krishna ke aage koi Kavach kaam nhi karta yaad rakhna.
❤❤❤❤
15:00 - 16:00 भगवान श्रीकृष्ण ने जो भी कहा हो , परंतु कर्ण से भगवान इन्द्रदेव ने कवच लेकर न्यायोचित कार्य किया । जब अर्जुन सहित सभी योद्धा साधारण कवच के साथ युद्ध में उतरने वाले थे तब कर्ण क्यों दिव्य कवच व कुंडल के साथ लड़ते ?? देवीय शक्तियाँ किसी के साथ भी अन्याय नहीं होने देती
vo kavach kundal karn ke body ka part tha ....phir to bhim ko bhi apana hath kat kar aur arjun ko sare divy astra dan dekar ladana chahiye tha
@@MrParijatSaurabh कवच कुंडल दान के बाद भी दिव्यास्त्रों का भंडार कर्ण के पास भी था । बराबरी का युद्ध था , जिसमें अर्जुन की ही विजय हुई ।
Mahabali Gatochkach ki jai❤🎉
2 bar vo karna se bhaag Gaya😂 or 3 Baar aaya to mara gaya 😂😂
Jai Shree Kishan 🙏🙏
Shakti ka matlab kya bhala hota hai.
Because it's called spear in English version
नहीं, वह दिव्यास्त्र होती है, साधारण अस्त्र नहीं।
Karn is smart, strong, most powerfully and best warrior ☀️☀️🏹🏹🏹🏹🏹🔥🔥🔥🔥🔥💥💥💥⚡⚡⚡
bhai one of the most handsome men bhi tha wo even shree krishna bhagwan har baar uske sundarda ko praise karte thee
fair skin thi uski or foreigners waali nahi jaise indians ki hoti hai golden white with coppery pink colour
Karna jaisa yodha ab kabhi dekhne ko nahi milega ❤❤