बहुत ही सुंदर प्रयास है आपका सनातन हिंदू चेतना को पुनर्जागृत करने का 😊 आपकी पूरी टीम और आपको साधुवाद ❤ जय श्री कृष्ण ❤ हर हर महादेव शम्भू त्रिपुरारी 🫶🙏🔱🙌
@@nihanbhatt2600 apne thik kaha hai. But karn ne life mein ek bar bijoy dhanus use Kiya tha lekin Arjun ne har bar gadiv dhanus ko use kita tha isliye wo Virat yudh main karn ko hara diya tha.
@@studypoint9460 Maine aur ek ghatana suni hai jab pandav vanavas me the to tab duryodhan unhe chidane ke liye forest me Gaya tha us wakt gandharv se uska samna tha aur duryodhan ko bandi bana liya tha, karn bhi us wakt tha.
@@studypoint9460 ok. Draupadi swayamwara me arjun ke pas normal Dhanush tha tab bhi haraya karn ko. Tab to karn ne ram ka avtar kaha Arjun ko. Gandharva se ladhne vijaya danush leke gaya karn bhag gaya fir Arjun ne haraya gandhavo ko. Karn to abhimanyu, satyaki aur bhim se bhi hara tha aur panchal naresh se bhi.
अप कर्ण पर्व पर ही वीडियो बनाइए... क्युकी द्रोण पर्व के बाद कर्ण पर्व आता हैं..अप क्रम वर। वीडियो ही डालिए... जिससे हम लाइन से समझने में आसानी होंगी....
घटत्कोच के माया को भगवान श्री कृष्ण के शिवाय कोई भी काट नही सकता था । श्रीकृष्ण ने कर्ण को मारने के लिए नही कहा था यवी इंद्रका वरदाणी अस्त्र अर्जुन को मार न सका तो इंद्र का और वरदान का अपमान हो जाता इसलिए घटनकोच इंद्रका अस्त्र अपने पर ले रहा था
Har yoddha ka ek din hota hai. Karna ko bheem aur satyaki ne kai kai baar parajeet kiya tha. Sath hi sath Abhimanyu ne bhi haraya tha. Ye jo abhi story sunai hai ye story tab ki hai jab kauravo ne raat me akraman kiya tha. Keval arjun aur karna aur drone hi raat me lad sakte the. Lekin karna ke pass indra ki shakti thi isliye krishna arjun ko uske pass nahi le jana chahte the samjhe. Sony putra wale
@@allinonewithasr5938 war is not one on one, warriors have to take care of others while fighting with one, Satyaki and Karna fought 10 times in Kurukshetra war,Satyaki had upper hand against Karna only 2 times and 5 times Karna won and 3 times there were no results because they left fighting with each other and engaged with others. And against Bhim, Karna only fought to defend him or make him run, he had given an oath to not kill those Pandava brothers except Arjuna. This was a preplanned thing and that helped Bhim to kill all Kaurava brothers
@@allinonewithasr5938abhimanyu satyaki bhima ke comparison me aswasthhama aur karna bahut hi shaktishali yodha the 1 2 baar upper hand hua karna ke upar iska ye matlab ni vo haar gye😂😂
Happy diwali to you sir to you i have watched and listened your maha bhaarat granth about 13 14 days war abhimanyu and karana sacrifise this chapters are very fine interesting and usefull for indian history these tapics are very horror and dangerous i like your mahabhaarat very much sir but i didnot listen this mahabhaarat began 1 chapter how can i listen this mahabhaarat first chapter you tell me you are best reader and explaner iam your regular listener i want to detell mahabhaarat from began first chapter you reply me sure ok thanks sir you donot forget my message and coment
Thank you so much for your kind words. Right now we are working on Bhishma Parv specifically Bhagwad Geeta. After completion of Bhishma Parv we move on to other parts of Mahabharata.
Please explain.......sham ko shankh nad ke sath yuddh ka ant kiya jata tha to fir raat me ghatotkach ko ladne ke liye kese bheja gya...... Disclaimer me bola gya h ki ye exactly same h original Mahabharat se to fir different kyu h
जयद्रथ वध के बाद युद्ध रात में भी होने लगा था । आप जिन युद्ध नियमों के बारे में बात कर रहे है वे भीष्म जी के बाद टूटने लगे थे । जयद्रथ वध के बाद दुर्योधन ने रात में भी युद्ध शुरू करवा दिया था । आप पिछले episodes देख सकते हैं । उसमें इसे विस्तार से बताया है ।
Kuch bhi. So baar haraya hai Arjun ne karn ko. Virat parv, draupadi swayamwara, jarasandh vadh ke waqt etc. Abhimanyu, satyaki, bhim, gandharva, Panchal Naresh unhone bhi karn ko haraya hai 😂😂😂😂 Karn best bhagoda tha.
@@harshrawat962 Jaise aaj bhi log maharishi valmiki ji ki Ramayan se jayada ram charit manas ko importance dete hain waise he ye log Karn ko humesha Arjun se compare karte hain. Karn suryavanshi pr arjun chandravanshi the unka yuddh to hona he tha.
Pura suno yaar week nahi tha wo, but itana mahan nahi tha jitana Tv wale batate hai, bechara karn jo neech jati ka tha, bachpan se seekh raha tha drona ke yaha wo
@@prasadranjan1987ye to mujhe pta hai bro ki jitna serial me use roya hua dikhata hai vo actually me tha nhi use bura lgta tha but aise rota nhi tha vo iske khilaf to main bhi hu kyuki isme apne santan dharm ki hi bdnami ho rhi hai but karna mahan yodha tha ye fact hai kyuki 3 4 saal se me mahabharat pdh rha hu to mujhe Arjuna ka baad sabse best warrior karna hi lga tha Arjuna ko karna se upar uske divyastron ke wajah se rakha hai maine
जयद्रथ वध के बाद युद्ध रात्रि में भी होने लगा था । घटोत्कच वध का पूरा प्रकरण रात्रि में लड़ा गया है । उस समय घटोत्कच की माया की शक्ति बढ़ गई थी जिसे कोई योद्धा अपने बस में नहीं कर पा रहा था ।
Karn ne unhe us dard se mukt kiya tha jo kaurav sena abhimanyu ko de rahi thi agar vo use na marte to saare maharathi uspar tabtak prahar karte jabtak uske sharer me keval baand hote
Thanks!
Wow, Thank you so much for your love and support. It means a lot for us to continue the work.
बहुत ही सुंदर प्रयास है आपका सनातन हिंदू चेतना को पुनर्जागृत करने का 😊 आपकी पूरी टीम और आपको साधुवाद ❤ जय श्री कृष्ण ❤ हर हर महादेव शम्भू त्रिपुरारी 🫶🙏🔱🙌
🙏
जय श्री राधे कृष्ण❤️ बहुत ही बढ़िया महोदय आप पर और आपके प्रियजनों पर सदैव राधा रानी की कृपा बनी रहे यही कामना करता हु 🙏
Nothing can be better than this. This is awesome
Thank you for your kind words 🙏
Really impressed with the level of details and narration. Exceptional work indeed..
हमें कर्ण पर्व का बहुत बेसब्री से इंतजार है ❤❤
Karna parva ka ek hissa already upload ho gya hain.. playlist dekh lo
हमें अगले भाग का बेसब्री से इंतजार था ❤❤
बहुत ही सुन्दर हिन्दू ग्रन्थ कि सुन्दर जानकारी दी है धन्यवाद।
Jai shree Krishna
जय श्री महाकाल ❤❤❤
हर हर महादेव
जय श्री राधे राधे❤🙏🙏
Karna against chitrasena's illusion 🤡🤡
Karna against ghatochkach's illusion 💀💀
Kyuki tab vo nashe me tha varna chitrasen ka bhi vahi haal hota
No against chitrasen illusion also he killed 1000's of gandharva
@@harshrawat962
Bhai Karn Ke Tarkash Me Baaan Khatam Hogaye The, Varna Ussne Hazaroo!! Hazaro!! Gandharvo Ko Marr Dala Tha.
@@abhinavranjan.abhinav nashe me wo bhi🗿
Jai Shrikrishna ! 🙏🏻
आपको सादर प्रणाम🙏🏻🙏🏻
#जय_श्री_राधे_कृष्णा
#जय_माता_दी
#हर_हर_महादेव
#हर_घर_हो_बाल_संस्कार
अती शुंन्दर है गीता जी का ज्ञान
Karna parv awaiting!!!
Karn parv already upload kiya gya ha ap inke channel pr dekh sakte hai
Beautiful bhaut hi sundar tarike se
Finally aj confusion dur ho Gaya arjun vs karn ka dono hi mahan yodha the lekin last yudh mein shree krishna ki chaturai se arjun Bach gaye
Bhai, Viratnagar ka yudh ja ke dekho jisme Arjun vs karn hua tha akele akele
@@nihanbhatt2600 apne thik kaha hai. But karn ne life mein ek bar bijoy dhanus use Kiya tha lekin Arjun ne har bar gadiv dhanus ko use kita tha isliye wo Virat yudh main karn ko hara diya tha.
@@studypoint9460ha Bhai Arjun ne gandhiv use Kiya tha to karn ke pas bhi kavach aur kundal hamesha se hi the.
@@studypoint9460 Maine aur ek ghatana suni hai jab pandav vanavas me the to tab duryodhan unhe chidane ke liye forest me Gaya tha us wakt gandharv se uska samna tha aur duryodhan ko bandi bana liya tha, karn bhi us wakt tha.
@@studypoint9460 ok. Draupadi swayamwara me arjun ke pas normal Dhanush tha tab bhi haraya karn ko. Tab to karn ne ram ka avtar kaha Arjun ko.
Gandharva se ladhne vijaya danush leke gaya karn bhag gaya fir Arjun ne haraya gandhavo ko.
Karn to abhimanyu, satyaki aur bhim se bhi hara tha aur panchal naresh se bhi.
Sir, Bhahabharat k kai version hai. Maine bhi 3-4 pde hai. Is version ko kha se laye ho. Ye bahut detailed aur achi hai. Please share source.
जय श्री कृष्ण
Apki is prayash Ko Namon ❤ Jai shree Krishna 🙏🙏🙏
Suryaputra Mahavir Karn is greatest powerfully warrior 🏹🏹🏹🏹🔥🔥🔥💥💥 2:37
Nope. Arjun beat him every time. Abhimanyu, gandharva, satyaki, bhim, panchal naresh
You can call great. But not greatest.
Bar bar pitne wala Karn 😂
Radhe Krishna ji 🙏🙏
Sir kripya ek baar clarify kar dijiye ki aage Karna parva series aayega ya Bhishma parva🙏
I want to listen to all mahabhaarat from began thanks
Very good bhaiya
अप कर्ण पर्व पर ही वीडियो बनाइए... क्युकी द्रोण पर्व के बाद कर्ण पर्व आता हैं..अप क्रम वर। वीडियो ही डालिए... जिससे हम लाइन से समझने में आसानी होंगी....
Jai shree Krishnan radhe radhe
Karn on fire mode 🔥
घटत्कोच के माया को भगवान श्री कृष्ण के शिवाय कोई भी काट नही सकता था । श्रीकृष्ण ने कर्ण को मारने के लिए नही कहा था यवी इंद्रका वरदाणी अस्त्र अर्जुन को मार न सका तो इंद्र का और वरदान का अपमान हो जाता इसलिए घटनकोच इंद्रका अस्त्र अपने पर ले रहा था
Accha expenl Kiya
Very Nice Fantastic
Your video is great, please keep this up✨🤌🙌
Thank you 🙌
Har har mahadev🙏🙏. Ap ko v nomon.🙏
जय श्री कृष्ण
🙏🇮🇳🙏 Jay Shri Hari Krishna 🙏🇮🇳🙏🕉️ Shri bhishm parv ko aage badhaen❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Love you bro for your hardwork🙏
Great initiative. satsat pranam to watchgod channel owner 🙏🙏🙏
🙏 धन्यवाद
you r great sir proud to be an hindu
Jai shree krishna 🙏
Adbhut..
Very nice video💕💖
Apka kalyan ho, Jay ShreeRam Jay Shree Krishna jee ki Jay
🙏 Jay jay Shri Krishna 🚩
Jayshree krishna
please create one animation video on same as a written mahabhartaa
Full cartoon all episodes movie banni chahiye
Radhey radhey
Ab arjun ke andhbhakt comment section mein aakr gyan denge
Puri koshish krenge ki shree krishna ki baat ko jhut sabit krenge
Har yoddha ka ek din hota hai. Karna ko bheem aur satyaki ne kai kai baar parajeet kiya tha. Sath hi sath Abhimanyu ne bhi haraya tha. Ye jo abhi story sunai hai ye story tab ki hai jab kauravo ne raat me akraman kiya tha. Keval arjun aur karna aur drone hi raat me lad sakte the. Lekin karna ke pass indra ki shakti thi isliye krishna arjun ko uske pass nahi le jana chahte the samjhe. Sony putra wale
@@allinonewithasr5938 war is not one on one, warriors have to take care of others while fighting with one, Satyaki and Karna fought 10 times in Kurukshetra war,Satyaki had upper hand against Karna only 2 times and 5 times Karna won and 3 times there were no results because they left fighting with each other and engaged with others. And against Bhim, Karna only fought to defend him or make him run, he had given an oath to not kill those Pandava brothers except Arjuna. This was a preplanned thing and that helped Bhim to kill all Kaurava brothers
Aa gya vedvyas ka Putra kitni bar Arjun ko Krishna bachaya karn se kitni bar chhal Kiya uske bad bhi randi Rona nhi jayega 😂😂😂 @@allinonewithasr5938
@@allinonewithasr5938abhimanyu satyaki bhima ke comparison me aswasthhama aur karna bahut hi shaktishali yodha the 1 2 baar upper hand hua karna ke upar iska ye matlab ni vo haar gye😂😂
Abe kabhi gita padh le youtub pe koi bi kuch boldeta hai youtuber se gyan lena chod ki gita padh le
Happy diwali to you sir to you i have watched and listened your maha bhaarat granth about 13 14 days war abhimanyu and karana sacrifise this chapters are very fine interesting and usefull for indian history these tapics are very horror and dangerous i like your mahabhaarat very much sir but i didnot listen this mahabhaarat began 1 chapter how can i listen this mahabhaarat first chapter you tell me you are best reader and explaner iam your regular listener i want to detell mahabhaarat from began first chapter you reply me sure ok thanks sir you donot forget my message and coment
Thank you so much for your kind words. Right now we are working on Bhishma Parv specifically Bhagwad Geeta. After completion of Bhishma Parv we move on to other parts of Mahabharata.
Sir ab karn parv sunane ki kripa karen ❤❤
Good 💪☄️💪☄️🏹🗡🏹🗡
जब संध्याकाल मे युद्ध बंद हो जाता था तो यहा आधी रात के युद्ध की चर्चा कहा से आया
जय हो 🙏🙏🙏
राम कृष्ण
Great
Ghtochck interested padv great vir
Gita updesh sunne ki ichha hai, Kiya oh pura ho sakta hai ???? 🙏
Hame ye nhi sunna. Jo. Ek bar. Sun liya. He. Use. Vaps. Kyo. Sune. Is. Series ko. Age badho
गुरुदेव Dron पर्व के आगे के युद्ध का वर्णन करें plz 🙏
Please ccontinue the regular podcast
Ram Ram 🙏
👍👍
Waiting for next parv 💙
सारे पर्व एक साथ उपलब्ध करवाइए😊
हम एक एक एपिसोड बना रहे हैं । एक साथ सब कुछ संभव नहीं है ।
Rahul ji ram ji
Jai three Krishna
ঔঁ নমঃ শ্রী শ্রী রাঁধে রাঁধে❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
A very deep lesson war is only because of ego and nothing to learn for life only total destruction and life negative.
1:05:15❤
💙
Sir karan parv kab laoge
Something special karn
জয় শ্রীকৃষ্ণ হর হর মহাদেব
Jay shree ram
❤❤❤❤❤
Please explain.......sham ko shankh nad ke sath yuddh ka ant kiya jata tha to fir raat me ghatotkach ko ladne ke liye kese bheja gya...... Disclaimer me bola gya h ki ye exactly same h original Mahabharat se to fir different kyu h
जयद्रथ वध के बाद युद्ध रात में भी होने लगा था ।
आप जिन युद्ध नियमों के बारे में बात कर रहे है वे भीष्म जी के बाद टूटने लगे थे ।
जयद्रथ वध के बाद दुर्योधन ने रात में भी युद्ध शुरू करवा दिया था ।
आप पिछले episodes देख सकते हैं । उसमें इसे विस्तार से बताया है ।
Ye story Accha bataya leken meney sunatha Mahabharat Ka yudh Surya asth me bisram hotahe leken ye kya bataraheho Vai
Yeh youdh ratme hi huwatha likha hai mahavarat me
This is real, in mahabharat most rules were break after the fall of bhishma.
Arjun fans ko aaj pata chal gaya hoga karn ke samne arjun bacha hai Krishn bhagwan ne swayam hi karn ki prashansha ki hai 😂
😂😂
भगवान कृष्ण जानते थे की कर्ण को कवच , कुंडल , इंद्र शक्ति ,और जब तक कर्ण के पास शस्त्र थे उसको हराना अर्जुन के बस की भी बात नहीं।❤
Kuch bhi. So baar haraya hai Arjun ne karn ko. Virat parv, draupadi swayamwara, jarasandh vadh ke waqt etc.
Abhimanyu, satyaki, bhim, gandharva, Panchal Naresh unhone bhi karn ko haraya hai 😂😂😂😂
Karn best bhagoda tha.
@@_psychopath_5623best bhagoda jisne sabki faadi hui thi 😂😂tu khud ki bejati kr rha bhai yaha par
@@harshrawat962 Jaise aaj bhi log maharishi valmiki ji ki Ramayan se jayada ram charit manas ko importance dete hain waise he ye log Karn ko humesha Arjun se compare karte hain.
Karn suryavanshi pr arjun chandravanshi the unka yuddh to hona he tha.
1_18 din ka Mahabharat yudh ka sehi varnan dikhana hoga
Please do karn parv after this ❤❤❤❤
Pls ramayan
Jai Nar Narayan ❤❤❤❤❤🙏🙏🙏
Karn Indra k shakti astra k bina kux nhi tha 😂🤣
Arjun bina gandhiv ke kuch bhi nahi tha 😂😂
1:12:12 real power of bhima.
महाभारत का युद्ध सूर्यास्त होने के बाद युद्ध नहींहोते थे
जब तक भिष्मजी जीवित थे तब तक
@@RajendraSinghSolanki-pr4vf दो बार रात्रि में युद्ध हुआ था। पहली बार रात्रि में कौरवों ने आक्रमण किया था।
Uske bad bhi log bolenge Arjun to phir bhi Arjun h😂
Yes because Arjun defeated him many many times
@@shreyashghadge9270
Jo Ki Mahabharat Me Nehi Likha!! 😂😂
Jai karn❤❤❤❤
Karn jaise yodha ek baar hi dharti or janam lete hain
ye to apne pahle bhi daali thi
Karna vs arjuna ka debate isi me khtam ho gya bhai jo karna ko weak warrior bolte hai😂
Pura suno yaar week nahi tha wo, but itana mahan nahi tha jitana Tv wale batate hai, bechara karn jo neech jati ka tha, bachpan se seekh raha tha drona ke yaha wo
@@prasadranjan1987ye to mujhe pta hai bro ki jitna serial me use roya hua dikhata hai vo actually me tha nhi use bura lgta tha but aise rota nhi tha vo iske khilaf to main bhi hu kyuki isme apne santan dharm ki hi bdnami ho rhi hai but karna mahan yodha tha ye fact hai kyuki 3 4 saal se me mahabharat pdh rha hu to mujhe Arjuna ka baad sabse best warrior karna hi lga tha Arjuna ko karna se upar uske divyastron ke wajah se rakha hai maine
Aapne isme bola ki aadhi raat k samay yudh ho rha tha ... Lekin Suraj dubne k baad to yudh hota he nhi tha ???? Samjh nhi aaya ye
जयद्रथ वध के बाद युद्ध रात्रि में भी होने लगा था । घटोत्कच वध का पूरा प्रकरण रात्रि में लड़ा गया है । उस समय घटोत्कच की माया की शक्ति बढ़ गई थी जिसे कोई योद्धा अपने बस में नहीं कर पा रहा था ।
🇮🇳🌟🌟🌟🌟🌟
सर जी माफ करना रात को युद्ध नहीं होते थे
हमने वीडियो में अध्याय और पर्व बताया है । कृपया स्वयं crosscheck किजिए । आपको ज्ञात हो जायेगा ।
Mai karan ka tha bahut bada prashanshak hota tha par abhimanyu se karan akele akele me jeet nhi paya fir dhoke ka sahara liya. Tb se karan pasand nhi
Waise abhimanyu ki mrityu waise hi likhi thi isi wajah se somadeva ke vardan ki wajah se abhimanyu unke samne tik paya tha
Karn ne unhe us dard se mukt kiya tha jo kaurav sena abhimanyu ko de rahi thi agar vo use na marte to saare maharathi uspar tabtak prahar karte jabtak uske sharer me keval baand hote
Jay shree Krishna ❤❤
Hey ram jab dwapar m ye haal tha to ab to kalyug chal raha hai
Din dubne ke baad yudh nahi hota tha!
@@maheshvishwakarma3578 dronacharya k senapati bnne ke bad yaddh niyam tutne lge the.
Karna kabhi peeche se war nhi karta tha plz currect this