Mother orientation program ki jari dhanrashi ki suchi school wise kaise pata kare, kuuch hi school me ye dhanrashi gyi hai usme se apne school ka naam kaise check kare
सर जी नमस्ते- सर जी कुछ विद्यालयों में 200/- ओ0एम0आर0 सीट के आये हैं इसका स्कीम कम्पोनेट कोड क्या होगा। कृपया बताने की कृपा करें । किसी ने अभी तक नहीं बताया है।
कुल 22686₹ प्रबंध समिति के खाते में आया है। 4500₹ माता उन्मुखीकरण 8110₹ लर्निंग कॉर्नर 3000₹ को लोकेटेड 1500₹ इको क्लब 326₹ सर्वे रजिस्टर 250₹ पीटीएम 5000₹ स्पोर्ट किट जूनियर में स्पोर्ट किट का 10000₹ आएगा.
3000 stationary for anganbadi students. 2000 me badhia stationary aa jaega. Pencil 40 ka packet milta h. 10 packet wo le lo. 400 ye. 18%gst = 472 ho gya. Aise he sharpner, rubber k 5 packet le lo. Doms k crayons. 8rs +gst mila k 10 ka pdega. 30colors de do. 300 ye./ 5 scale/ 10 pencil colors/ clay set/10 wala copy 50 bachhe b hue to 7 rs k hisaab s milega wholesale m/ baki gst/ art book/art sheet/A4-70gsm ka pura pack le lo 500 page hote/ sketch set le lo 20/ Bahut paisa bachega. Cardboard 20rs ka ata. 25 b le lengi to 500. Glaze paper/ charts/ 3d alphabet chart/ kai cheez h. 3000 me to pure saal chalega.
Bhai.. data operator id khol. Usme LEFT SIDE ME LIST h… niche EXPENDITURES me ja. Waha se ADD NEW kr. EK nya window usi m dikhega. Scheme select kr UP113z Niche ja Bank account me. Select kr. niche TOTAL AVAILABLE AMOUNT dikh jaega
Bhai.. vatika means garden. Aur kitchen means rasoi ghr. Rasoi ghr me bagiche se fresh vegetables/fruits/ aa paye iski vyavastha. Agr school campus me jagah h to gamle/ beej/ aadi la kr gamle me ya choti jagah me Dhaniya Mirch tamatar k paundhe lgaao. Lauki ki bel to kahin b lagg jati. Dikha do ki YE SB BEEJ LAAYE the lgane ko. Thoda jagah bnaa lo school compound me fawde se khod kr. Waha border kr do eent se. Vatika bnaao. Khaad laao. Sb photos ko prnt le kr ek file bnao. Usme date daal kr chipkaao ki is date ko khudaai ki. Saaf waaf krk Meesho/nazdeek kahi s beej le aao beej bhandar se, ye sb beej laya gya. Lgaya gya. Paundhe niklne shuru ho jae tb click kro. Dhaniya mircha tamatar to gamle me ugg jata h bhai
Bro sb paisa apne acnt me lo. Gst bill wala samaan lo. Gst do. Tnsn kya h. Eco club me banner poster bn jaega gst wala, baki mug, gamle, balti, garbage polythene, rubber gloves, ye sb meesho s sasta mil jaega. Bill online rhta h. Dwnload krk prnt out nikaalo. Khurpi bahar s le lo 100-150 me aa jaega
326 house hold 250 ptm 1500 eco club 3000 anganbadi stationary 4500 mother orientation 5000 sports 8110 anganbadi learning corner kit 1000 ya to bal mela ya bala painting ka. Koi dikkt na h.
बहुत सुन्दर भाई जी ।
हम बेसिक टीचर कम्पोनेंट कोड के बारे मे बहुत ही परेशानी का सामना करते है जिसका विवरण विभाग द्वारा हम सभी को नही बताया जाता है
🙏
Kya baat h boss ,ekdm update.
Nice video
Thanks sir..very useful information
🙏
Thanku
Nice video thanks
Thankyou sir
🙏
Sikshak sankul tlm ka components code kya hai...abhi rupya nhi aaya h kya?
Nice
Thanks
Sanitary pad ke liye kaun sa component select Karna hoga
सर जी इको क्लब में क्या क्या समाना लाना है। इसकी कोई list है । सिर्फ 1500 रुपए इको क्लब के नाम से आया है
Video me list share ki hai, wahi saaman lena hai bas
Mother orientation program ki jari dhanrashi ki suchi school wise kaise pata kare, kuuch hi school me ye dhanrashi gyi hai usme se apne school ka naam kaise check kare
Bsa office se list aati hai us se malum chal jayega
सर जी नमस्ते- सर जी कुछ विद्यालयों में 200/- ओ0एम0आर0 सीट के आये हैं इसका स्कीम कम्पोनेट कोड क्या होगा। कृपया बताने की कृपा करें । किसी ने अभी तक नहीं बताया है।
Sir mai DO ki I'd se expenditure bana ke submit kar deta hu lekin DA ki I'd me show nhi ho raha
200/- omr sheet ke liye aaye hain UPS m... Iska component code bataiye please...
Bihar में कब आएगी राशि
हाथ में रक्षा स्कीम सर कब आनी है एमपी में बताने का कष्ट करें
मेरे विद्यालय में ₹ 22686 पीएफएमएस में दिख रहे हैं। आपके हिसाब से खेलकूद सामग्री के मिलाकर 19686 हुए। 3000 रुपए किस मद के हो सकते हैं।
कुल 22686₹ प्रबंध समिति के खाते में आया है।
4500₹ माता उन्मुखीकरण
8110₹ लर्निंग कॉर्नर
3000₹ को लोकेटेड
1500₹ इको क्लब
326₹ सर्वे रजिस्टर
250₹ पीटीएम
5000₹ स्पोर्ट किट
जूनियर में स्पोर्ट किट का 10000₹ आएगा.
3000 stationary for anganbadi students. 2000 me badhia stationary aa jaega. Pencil 40 ka packet milta h. 10 packet wo le lo. 400 ye. 18%gst = 472 ho gya. Aise he sharpner, rubber k 5 packet le lo. Doms k crayons. 8rs +gst mila k 10 ka pdega. 30colors de do. 300 ye./ 5 scale/ 10 pencil colors/ clay set/10 wala copy 50 bachhe b hue to 7 rs k hisaab s milega wholesale m/ baki gst/ art book/art sheet/A4-70gsm ka pura pack le lo 500 page hote/ sketch set le lo 20/
Bahut paisa bachega. Cardboard 20rs ka ata. 25 b le lengi to 500. Glaze paper/ charts/ 3d alphabet chart/ kai cheez h. 3000 me to pure saal chalega.
Aur sithaupurwa me badhia staff h. 😅
Sir tlm ka 2022-23 ki sankhya ke anusar per student 20 ke hisab se paisa aaya hai.
Iska component code kya hai
Sir मेरे PFMS अकाउंट में 11250रुपए आए हैं ये किस चीज के हैं
1500 eco club, 250 ptm, 5000 sports, 4500 mother orientation
Sir mere pfms account me 27626 rupees aaye hai ye kis kis cheej ke hai plz bataiye
Sir 25000 ki limit kis mad mein I hai tatha uska aadesh v component code kya hai
PPA print nai ho raha abhi kaise print hoga process batay
Expenditure manage me jakr dobara print kr skte hai
20 ra. Per student ke hisab se tlm ka jo paisa aaya hai uska component code kya hai
Sir ye only govt school ke liye ya manayta prapt sabhi school ke liye hai
Ye abhi sirf gov school ke liye hai
बाल मेला का कंपोनेंट कोड क्या है
Paisa n aya uska
Balance kaise dekhte h??
th-cam.com/video/QLSuAO-fUNg/w-d-xo.html
Bhai.. data operator id khol. Usme LEFT SIDE ME LIST h… niche EXPENDITURES me ja.
Waha se ADD NEW kr.
EK nya window usi m dikhega.
Scheme select kr UP113z
Niche ja Bank account me. Select kr.
niche TOTAL AVAILABLE AMOUNT dikh jaega
Sir is order ka pdf group me dal dijiye aaj hi join kiye hai
Please kitchen poshan vatika mad me aaye huye paise ko kis prakar vyay karna hai uski jankari bhi den🙏
Bhai.. vatika means garden. Aur kitchen means rasoi ghr. Rasoi ghr me bagiche se fresh vegetables/fruits/ aa paye iski vyavastha. Agr school campus me jagah h to gamle/ beej/ aadi la kr gamle me ya choti jagah me Dhaniya Mirch tamatar k paundhe lgaao. Lauki ki bel to kahin b lagg jati.
Dikha do ki YE SB BEEJ LAAYE the lgane ko. Thoda jagah bnaa lo school compound me fawde se khod kr. Waha border kr do eent se. Vatika bnaao. Khaad laao. Sb photos ko prnt le kr ek file bnao. Usme date daal kr chipkaao ki is date ko khudaai ki. Saaf waaf krk Meesho/nazdeek kahi s beej le aao beej bhandar se, ye sb beej laya gya. Lgaya gya. Paundhe niklne shuru ho jae tb click kro. Dhaniya mircha tamatar to gamle me ugg jata h bhai
Kis mad ki dhanrasi hai kaise pta karen
NAS OMR KA CODE KYA H
SIR JI NAMSTE OMR SHEET KA COMPNET CODE KYA KRPYA BATAI
Bhai ye ka keh re ho😂😂😂.
बाल मेला का कोड क्या है?
F.01.22.02
@teacherseducationcorner ok Sir
Thank you
Eco club में किसे वेंडर बनाना है?क्या हेडमास्टर स्वयं वेंडर बन सकता है,कृपया बताएं।
Ban sakte hai
Bro sb paisa apne acnt me lo. Gst bill wala samaan lo. Gst do. Tnsn kya h. Eco club me banner poster bn jaega gst wala, baki mug, gamle, balti, garbage polythene, rubber gloves, ye sb meesho s sasta mil jaega. Bill online rhta h. Dwnload krk prnt out nikaalo. Khurpi bahar s le lo 100-150 me aa jaega
In sabhi ka ppa banane ki last date kya h?
31 march 2025
26326 ko component wise distribute kar dijiye
WhatsApp group par sab info mil jayegi join kr lijiye
Kya bala features ka bhi koi Adesh aya hai
Abhi tak nhi aya detailed aadesh
@@teacherseducationcorner sir limit jari hui hai
Ball mela ka code?
School account me 23686aye hkis kis madd ke h
326 house hold
250 ptm
1500 eco club
3000 anganbadi stationary
4500 mother orientation
5000 sports
8110 anganbadi learning corner kit
1000 ya to bal mela ya bala painting ka. Koi dikkt na h.
Adesh aya ho to bataye
Iska order bhej de
Description me hai link
Aaganwaadi me Bala painting ke liye jo paise aaye hai unme kya banwana hai
किस मद में कितना धन आया है । यह कैसे पता करें , बताने का कष्ट करें ।।
एक pdf ग्रुप में send कर दूंगा उसके according आप चेक कर लीजिएगा
Kab karenge @@teacherseducationcorner
बाल मेला का कंपोनेंट कोड क्या है
Parakh sarve ka component code bataye