Sir, bulk expandature bna lia aur jbapproval pr gye to ek vendor ka ifsc code nhi show ho raha back krne pr pata chala ki bank status pending h . Ab kya kare PPA genrate nhi hua but limit se money deduct show ho raha . 🙏Pls help waiting for your suggestion sir
Dobara approve krne ka try kijiye, nhi ho to reject krke dobara operator I'd se sabhi details check krke submit kijiye aur fir approver I'd se approve kijiye. Problem solve ho jayegi
sanctions date hm jis din buy krte h wo krni h ,Qunki hm saman buy kr chuke h last month or payment ab krna chahte h, sir plz btaye ki sanction date kon c likhe
Sir bulk expenditure par video banaiye, kyonki AAP ka batane ka tarika 100% saral or satik hota hai
Thanks🙏
Vidyalay anudan k liye scheme component me ky aayga?
Expenditure create krte time total available amount 0 show hone se kya krna hoga sir
Good morning brother Bulk Customization का ek video banaiye please
Ok soon
Sir, bulk expandature bna lia aur jbapproval pr gye to ek vendor ka ifsc code nhi show ho raha back krne pr pata chala ki bank status pending h . Ab kya kare PPA genrate nhi hua but limit se money deduct show ho raha . 🙏Pls help waiting for your suggestion sir
Bank se verify hone dijiye, 1-2 din wait kijiye. Verify hone ke bad dobara message kre mujhe.
Fine sir🙏
With regards , ur quick response solved my pfms related problem🙏
sir, approve krte h to bank credit details not saved properly aa rha h ab kaise kre
Dobara approve krne ka try kijiye, nhi ho to reject krke dobara operator I'd se sabhi details check krke submit kijiye aur fir approver I'd se approve kijiye. Problem solve ho jayegi
@@teacherseducationcorner ji sir , reject krke hi hua ye shi
sir , hm instrument type me type krna bhul gye ab pandiing payee detail bta rha h to ab lya kre
Account activate Kara lijiye uske bad payee details add kr dijiyega dobara us order no par click krke
Laptop se kr rhe h or PPA generate ho gya h Agency seal vala page b show ho rha bt print ka option ni show ho rha
Browser me pop up allow kr dijiye aur ctrl+p se page ya PPA print kr lijiyega ya fir save as PDF ke option se save kr skte hai
Vender create kese krein sir
PFMS Portal: th-cam.com/play/PLsd97vavlI1ox0gKWmgmx3yZEN4qt8fMZ.html
Isme sabhi pfms helpful video hai
Now interface is changed. Bank account is not showing..
Sanction date mei calendar opn hi ni hota, plz btaye aage kaise kre qki mendotary h
Mobile se kar rhe hai ya laptop se?
Mobile me desktop site jarur enable kr le
Sir,voucher no.to generate ho gya.lekin uske aage expenditure payee detail vala page nhi aaya . Balance me se amount bhi kam ho gya dikh rha hai
Approver ki id me pending payee details dikha rha hai,plz guide
Ha
Submitted me nhi dikha rha
Website ka issue tha, aap manage expenditure me check kijiye operator id se
Add payee detail successful ke bad submit for approval nhi aa rha ha
Manage expenditure me jakr Order no par click kre aa jayega us expenditure ke page par niche.
Submitt to approve ka button nhi AA rha hai please help
Refresh kijiye page ko, server issue ata rhta hai website me
Managr me order No. Nahi hai
Order no enter krke search kr lijiye, website problem krti hai bhut
Ek hi vendor ko do transaction kiya ja sakta hai
Ji
sanctions date hm jis din buy krte h wo krni h ,Qunki hm saman buy kr chuke h last month or payment ab krna chahte h, sir plz btaye ki sanction date kon c likhe
Cancel kaa aa rha hai