Sir apse nivedan hai ki jin school me atithi ki jagah Khali he uski list sankul or school ke office ke gate pr notice Dale jisse sabhi ko sahi jankari mile vrna hum log school me jate he or vha Khali pad hone ke bad bhi vo mna kr dete he kyoki vo last year vale ko hi rkhna chahte he jabki score kard ke aadhar pr rkhna he but vo aavedan hi nhi lete he or last me bhi list jari kre ki kis score kard vale ko unhone rkha he school me Ye jankari apke madhyam se deo office ya board tk pahuche. Apka aabhar rhega or apke is karya ke liye apko❤Tq
Jo pahle se kam rhe h unko pahle prathmikta di jati h ,par yadi pad vacant h to avedan kre aur avedan nhi le rhe hai to Written me le le , ki avedan kyo nhi le rhe h , unko kya unke B@@p ko Lena padega 👍👍
Sir Mene deled complete kar liya hai or abhi graduation ki original marksheet nahi aayi hai to online wali marksheet se verification ho jayega Kya? Ya fir ONLY first year second year ka Hoga...
Sabhi ki original marksheet hona chahiye, tab verify hota h, abhi 12th aur deld tk ki jankari bharke verify kara lijiye, bad me jab aapka marksheet AA jayega TB update kare le 👍
Avedan kyo nhi le rhe h , iska ek written letter le lijiye , yadi pad rikt hoga to unke B@@p ko bhi Lena padega .isme darne ki bat nhi ve koi aapke ristedaar nhi h .
Bilkul Bina BEd k bhi ban skte h lekin BEd hone se score card me 100 ank Jud jata h Jaise ki yadi aapke UG me 75 % h to score card me sirf 75 ank milenge pr Bed hone se 175 ank ho jayenge
@@AnandeAcademy iska mtlb jiske jada number honge usko phle priority milegi. Is hisab se to phir b.ed jaruri hoga, bina b.ed ke to athiti shikshak kese bn payenge kyunki number km rhenge jiska b.ed h usko phle rkhenge.
Yadi apka score card ban gya h to msc add karwane k liye aapko Qualification Update karwane पड़ेंगे aur fir se verify karwana padega tab Naya score card banke aayega
1.Registrar kare 2. Registration slip aur Original Documents ko kisi najdiki highschool / BRC / BEO office me satyapan karayen 3. Dacument verification hone k bad Score card ban jata h use Download kr le 4 . Iska alag se vdo bana diya h use dekhe le 👍
@@AnandeAcademy sir ji score card ek hi bar bnana padta h yaa her saal bnana padta hein. Mein abhi tak nhi bnaya hein h. Aap mujhe bta dijiye mein aaj hi bna lunga????
@@AnandeAcademy sir mujhe ye btao maine pahle Mera jo personal no tha usi se registration Kiya tha or fir jb registration huye to jo mera personal no tha bo allready exits bta rha tha to maine dusra no dalva Diya or score card me bhi dusra no hai lekin sir mujhe score card me apna personal no dalvana hai bo allready exits bta hai kaise no dalega plzzz btao
@@RAVIVERMA-pc8fq aap BEO office jaiye vaha aapka Kam ho jayega vaha jo babu baithe rahte hai computer chalane wala ya jo BEO sir k under me kam karte hai unse bat kare unhe thoda bahut 100-200 rupye Dede , aapka Kam kar denge 👍
Mobile number change ka option pahle gfms portal par aata tha lekin abhi hata Diya gya h , ek bar aap BEO ya BRC Office me Jake pata kare yadi vaha par nhi ho pata to aap email k madhyam se mob no change Kara skte h
Hlw sir mene registration kwaya usme papa ka name show nhi ho rrha h uske liye krna hogs... Or registration k bad school m jakr verification krna hoga kya..... M indore lena chati hu... Pr mera add other district ka h to indore lene k liye kya krna hoga.... M bhut confusion hu... Plzzzzz replay......
यदि आपने dacument verify nhi karaya h to registration fir se kr lijiye , aur Dacument verify karwane k liye kisi bhi najdiki Sankul प्राचार्य से वेरिफाई करवा लीजिए कोई दिक्कत न है।
Yadi aapka bed regular nhi h aur yadi bed regular h to jaha se aap bed kr rhe ho to usi shahar me bhar skte h. Liken apka bed ka mark nhi add hoga score card me 👍
@@rajtiwari957 aapko score card banwana nhi h ye jab aap registration krenge aur Dacument ka सत्यापन krwa lenge to Download Krna h login krke . Iska pura alag se vdo bana Diya h usko dekh le pura samajh me aa jayega 👍
Abhi server issue chal Raha hai, jald hi shuru ho jayega, GFMS site me pata krte rhe , jaise hi khulega iska jankari hamare channel k madhyam se mil jayega
New mobile number कैसे जोड़े 👇👇
th-cam.com/video/EfRrejXD74E/w-d-xo.htmlsi=8RplStn-7rxrv-pG
Sir apse nivedan hai ki jin school me atithi ki jagah Khali he uski list sankul or school ke office ke gate pr notice Dale jisse sabhi ko sahi jankari mile vrna hum log school me jate he or vha Khali pad hone ke bad bhi vo mna kr dete he kyoki vo last year vale ko hi rkhna chahte he jabki score kard ke aadhar pr rkhna he but vo aavedan hi nhi lete he or last me bhi list jari kre ki kis score kard vale ko unhone rkha he school me
Ye jankari apke madhyam se deo office ya board tk pahuche.
Apka aabhar rhega or apke is karya ke liye apko❤Tq
Jo pahle se kam rhe h unko pahle prathmikta di jati h ,par yadi pad vacant h to avedan kre aur avedan nhi le rhe hai to Written me le le , ki avedan kyo nhi le rhe h , unko kya unke B@@p ko Lena padega 👍👍
Thanku 😊
Private school se bhi verification krwa skte h kya sir ?
Nhi
Sir maine new registration krwya h kisi bhi govt school m original documents lejakr verify karwana hoga ?
हायर सेकेण्डरी स्कूल या BRC या BEO office में verify होता है
Sir Mene deled complete kar liya hai or abhi graduation ki original marksheet nahi aayi hai to online wali marksheet se verification ho jayega Kya?
Ya fir ONLY first year second year ka Hoga...
Sabhi ki original marksheet hona chahiye, tab verify hota h, abhi 12th aur deld tk ki jankari bharke verify kara lijiye, bad me jab aapka marksheet AA jayega TB update kare le 👍
@@AnandeAcademy thanks sir
Ab guest teacher ki side nahi chal rahi hai sir ?
Sir ab chalegi ya nahi??
@@ruchikasinghrawat9423 Abhi promotion se bahut se seat khali hoga, isliye fir se Bharti Kiya ja skta hai
Sir ji graduation me B Pharma add nahi ho Raha hai use kaise add karna hai please reply me
BSc Dale , BPharma ki jagah 👍
Sir 15 ke bad bhi varification karwa sakte hai.
Krwa skte h , yadi Sankul pracharya karne k liye taiyar ho . Expiry date k andar karwaye to jyada achha hai 👍👍
Sir kaise pta kare ki .... kis school me teacher ki need hai?
Gfms Portal se pata kr le ya to school me ja ja kar k ya brc office ya sankul Kendra se pata kre
@@AnandeAcademy online Shop se nhi pta kar sakte?
@@Misschemistry68 kr skte hai , par sab online walo ko jankari nahi hota h , BRC ya Sankul office se pata kre jyada behtar jankari k liye 👍
@@AnandeAcademy gfms portal se kaise pta chalega?
School me jagah hone par bhi school avedan nahi le rahe
Avedan kyo nhi le rhe h , iska ek written letter le lijiye , yadi pad rikt hoga to unke B@@p ko bhi Lena padega .isme darne ki bat nhi ve koi aapke ristedaar nhi h .
Agar 4-5 saal pahle same number se register hai to kaise check kare
Or kaise update kare
Password reset krenge to us number pe password aa jayega. is tarah se check kr skte h
Kisi bhi district mn documents verification krwa skte h ya jaha choose kiya h wahi kara sakte h?
Kisi bhi district me 👍
Sir,please tell me, kya aaj ya Kal 2 October 2023 ko registration Kar sakte hai,
Registration any time Kiya ja skta h , server issue thik hona chahiye
Thanks for reply,I registered but show login problem
@@beenasingh3471 dusre browser me New registration pr clik kre 👍
Mera score card nhi dikh raha .... ragistration karwa chuki hu
Sir mera ragistration or score card last year ka bna hua h ab mene varg 1exam tet ka bhi fom me edit krva diya h to dobara varification honga
Only eligibility ka add Krna h ya selection vala
Yes dobara verify karana padega 👍👍
Eligibility ka
Sir ratlam district ki riktiya website pr show nhi ho rhi hai
अपने आसपास k स्कूल में या BRC / BEO office me जाके पता करे
@@AnandeAcademy ok sir
Sir pg he or bed or ded nhi he to kya varg 1 me pda skte he
Yes
Tq sir information
Sir bina b.ed kiye athithi shikshak bn skte h kya? Ydi ha to phir b.ed ki kya jarurat h
Bilkul Bina BEd k bhi ban skte h lekin BEd hone se score card me 100 ank Jud jata h Jaise ki yadi aapke UG me 75 % h to score card me sirf 75 ank milenge pr Bed hone se 175 ank ho jayenge
@@AnandeAcademy iska mtlb jiske jada number honge usko phle priority milegi. Is hisab se to phir b.ed jaruri hoga, bina b.ed ke to athiti shikshak kese bn payenge kyunki number km rhenge jiska b.ed h usko phle rkhenge.
@@akashbaghel123 correct
Kis school me vacancy khali hai aur kaise aply kare ye bata dijiye ab ho sakta hai kya sss-2 computer me
Iske liye vdo bana Diya hai use dekh lijiye
@@AnandeAcademy link video video ki please
@@Pkjhhiiii-yj6pv babut se school ka rikt pad nahi dikhta h isliye school aur beo office me Jake pata kre , baki GFMS site se pata kre 👍
Sir maine 2017 me padhaya h but abhi tk redjistratiom nhi kraya mujhe score card bnbana h
Sankul प्राचार्य se bat kare 👍
Ug (score bdane ke liye) ka registration kr ke primary (1-5) me apply krenge to ho jaega
Yes , ho jayega 👍
@@AnandeAcademy ug se primary score me fayda milega
@@amitparameterina4227 nahi , 12 k mark , primary k liye score many hpga
New registration kaise
hoga ho h nhi raha h
new registration kab s chalu hoge
Promotion k bad
भैया मैंने पिछले साल स्कोर कार्ड बनवाया था उसमें एमएससी एड नहीं है तो क्या अभी एमएसजी ऐड हो जाएगी,
Yes
Abhe bhi gfms pr form mil jayega kya aavedan krne k liye,ya iski date nikl gai h.
pahle score card बनवाएं fir avedan करें
@@AnandeAcademy haa pr mera puchna h ki abhe aavedan kr skte kya,means ho rhe h kya..
@@kajoljain7689 abhi nahi ho rahe h par bahut jald fir se Naya aadesh aa skta h
@@AnandeAcademy acha 2,,to jb bhi aavedan start honge to ise gfms portal pr he bharne aayenge na
@@kajoljain7689 yes
Is vdo ko देखे अच्छे से समझ में आ जायेगा
th-cam.com/video/34oZeG8smhk/w-d-xo.html
सर जैसे की मेरा pg हो गया है और मैं 5वी तक पढ़ना चाहता हूं तो मुझे अपने स्कोर कार्ड में 12th deled तक ही जानकारी भरना है या पूरा pg का
???
Aap pura jankri bhar skte hai , aur primari me bhi teaching kara sakte ho
Sir call se sahmat nhi ho to ye manay h ya nhi
Kya puchna chahti hai ek bar fir se punche
@@AnandeAcademy guest teacher call krke bulane pr nhi aaye to written me asahmati lena compulsory hai kya
@@richadhakad9769 yadi pahle usi संस्था में काम kr chuke h to लिखित में ज़रूरी h लेकिन नया पैनल से बुलाया जा रहा है तो लेटर ज़रूरी नहीं है
Sir mai pichle sal resistration krwai thi aur veryfy but padhai nhi to mujhe msc ka bhi score chhdwana h pichle sal complete nhi thi to kya kre
Yadi apka score card ban gya h to msc add karwane k liye aapko Qualification Update karwane पड़ेंगे aur fir se verify karwana padega tab Naya score card banke aayega
@@AnandeAcademy abhi apdate ho rhe h score card ki nhi
Sir purana registration h par score card banate nhi ban rha mere se plz explain
1.Registrar kare
2. Registration slip aur Original Documents ko kisi najdiki highschool / BRC / BEO office me satyapan karayen
3. Dacument verification hone k bad Score card ban jata h use Download kr le
4 . Iska alag se vdo bana diya h use dekhe le 👍
Sir b.ed 4th sem ka result aa gya but marksheet ni aai kya score card ma mere nob jud jaynge
Yes
Sir ji abhi nhi ho rahe hai kya registration???
Registration kr skte ho
@@AnandeAcademy thanks,,🙏
सर मेरा डी एल एंड & ug फाइनल रनिंग में है तो रनिंग वाला भी स्कोर कार्ड में एड कर सकते हैं क्या
Nhi , kyonki Dacument Verification me original mangene
सर सेकंड ईयर की है ना जी
@@satendrasahu3699 complete hona chahiye
Sir registration kb tk kara skte h...koi last date h kya
Registration all time hota h pr kabhi server issue chalne lagta h
Sir private school se verification ho sakta h
Nhi
Sir mene 12th pass kr li h 1st yr me hu clg m toh me ragistration kr skta hu mere Ded nhi h or sir esme age limit v kya
Yes aap registration kr skte 12th tk ki jankari bharke , Ded ya Bed nhi h to bhi koi dikkat nahi hai age limit 18+
@@AnandeAcademy tq sir
Ragistration me mother naam pr keyword open nhi ho raha h
Aadhar server error bata raha hain server ki problem ka kya kare
Server Jald hi thik ho jayegi , try karte rahe , ya , brc/beo office se bhi kara skte h
@@AnandeAcademy brc ya beo office se server problem nhi aayegi kya sir ?
Sir other district me aavedan kar sakte h kya
Bilkul आवेदन कर सकते है कोई दिक्कत नही है
Agar d ed nahi hogi to bhi primary school me apply kar saktee h
Apply kr skte ho par bed , ded ko pahle liya jata hai, yadi koi bed ded wala avedan nahi hoga tab hi aap teaching kara sakte ho
Sr verification nhi ho rha h to kre kb tk kra sakte please reply sr
Kaha verification nhi ho rha hai
sir PG final semester waale bhar sakte hai kya???
Complete hona chahiye , UG se bhar skte h.👍
Kab tak school me score card de sakte hai
Sir ab bhi aavedan kr skte h kya
Yes
Sur mene verification karwa liya hai ab score Card nikal kr school m jama krna prega
Yes,
Thanks sir
Ekyc link open ho gyi kya
Aur atithi registration ho rhe kya abhi???
Server issue
@@AnandeAcademy Toh registration to honge na abhi k ab nhi honge????
@@naturalbeauty9653 bilkul registration honge
Aur jald hi koi update mil sakta h
To kya mai aj registration krwa lu to is sal mera guest faculty me ho jayega sir
Yes
D. Ed running m h or graduation complete to kya atithi sikshak m kr skte h
Bikul kr skte h 👍
Sir avedan ki last date kya h
14 July tha par Fir se new date aayega.
Thank you sir
Sir score card 2019-20 ka hai to kya ye 2023-24 me chal jayega please reply
Yes
Servor error a raha ekyc me kya kya kare
Same problem
सबका यही हाल है दोस्तो 🙂
@@AnandeAcademy profile update ke bad profile lock kese kare please tell if you know
@@hemantbaghel213 yadi aapne Update karaya h to fir se verify karwana padega tab hi lock hoga aur Naya score card banke aayega
Please tell profile update ke baad profile lock kese kare
Sir date Jane ke bad kya registration nhi hoga
Ho jayega
Sir ji ab apply kr skte hein kya guest fculty k liye.
Score card banwa sakte hai, fir se bharti k liye Naya aadesh aa skta h , kyoki 1-2 mahine k antral me adesh aate rahte hain.👍
@@AnandeAcademy sir ji score card ek hi bar bnana padta h yaa her saal bnana padta hein.
Mein abhi tak nhi bnaya hein h.
Aap mujhe bta dijiye mein aaj hi bna lunga????
@@ravishankarmeena2666 score card एक बार बनवाना पड़ता हैं,
@@AnandeAcademy ohk sir ji.
Thankuuuu
Sir school me form kab tak dal sakte hai
Jab adesh nikalta h tab
@@AnandeAcademy sir ab website close ho gayi hai kya
Open nahi ho Rahi hai
@@SunilKumar-om8rz Abhi fir se khulega, check krte rehe
Sir score card me mobile no change Krna ho to change ho sakta hai kya
Ho skta h , isi website me mobile number change ka option aata h
@@AnandeAcademy sir score card me mobile no dusra dalna hai to fir se verification krana padega kya sir
@@RAVIVERMA-pc8fq nahi karana padega
@@AnandeAcademy sir mujhe ye btao maine pahle Mera jo personal no tha usi se registration Kiya tha or fir jb registration huye to jo mera personal no tha bo allready exits bta rha tha to maine dusra no dalva Diya or score card me bhi dusra no hai lekin sir mujhe score card me apna personal no dalvana hai bo allready exits bta hai kaise no dalega plzzz btao
@@RAVIVERMA-pc8fq aap BEO office jaiye vaha aapka Kam ho jayega vaha jo babu baithe rahte hai computer chalane wala ya jo BEO sir k under me kam karte hai unse bat kare unhe thoda bahut 100-200 rupye Dede , aapka Kam kar denge 👍
adhar card cumpolssry hai kya???
Yes
Sir mera purana mobile number band ho gya hai new number add nhi ho rha kya Karu mera ma ka add nhi ho raha
Mobile number change ka option pahle gfms portal par aata tha lekin abhi hata Diya gya h , ek bar aap BEO ya BRC Office me Jake pata kare yadi vaha par nhi ho pata to aap email k madhyam se mob no change Kara skte h
Aapko Gfms portal par email mil jayega to email me mobile number change k liye आवेदन कर skte h
Hlw sir mene registration kwaya usme papa ka name show nhi ho rrha h uske liye krna hogs... Or registration k bad school m jakr verification krna hoga kya..... M indore lena chati hu... Pr mera add other district ka h to indore lene k liye kya krna hoga.... M bhut confusion hu... Plzzzzz replay......
यदि आपने dacument verify nhi karaya h to registration fir se kr lijiye , aur Dacument verify karwane k liye kisi bhi najdiki Sankul प्राचार्य से वेरिफाई करवा लीजिए कोई दिक्कत न है।
Bhaiya ekyse karne par green green show hota hy aur aage processing nahi hoti hy kya kare
abhi server issue chal rha h , jald hi khulne lagega.
@@AnandeAcademy thankyou bhaiya
Kab tak ho jayenga koi aadesh hai dla hai kya
Bahut dikkt ja rhi
@@sandeeppatil3837 VIMARSH portal par try करें link comment box me de Diya hai
Sir rajistration kb tk kar skte h
Registration any Time kr skte h par verify july k aas pas hota h
सर किसी स्कूल में पुराना गेस्ट टीचर science से हे और वह maths पढ़ा रहा है
तो क्या नए गेस्ट टीचर को लिया जाएगा जो maths से हे?
Nhi liya ja skta, iske liye Maine alag se ek video bana Diya us vdo ko dekhe 👍
@@AnandeAcademy ok sir
Thankyou
@@AnandeAcademysir qualification update ho rha he kya
@@arunbairagi9436 yes
@@AnandeAcademy verification ho jaayega last date kya he
School me aavedan 10 july se dena he scorcard or documents copy
Avedan bhi k liye DPI ka adesh aata h .👍👍
@@AnandeAcademy acha ye btaiye. B. Com b. Ed he meri m. Com chal rhi he. To konsa subject milega. Social science ya commerce ke hi
Mera MSc hua hai par b ed nhi toh apply kr skte h ky
Yes
Score card Milne ke bad kya karna hoga
School me jama karna hota h jis shool me avedan karna hota h
Cg wale bhi bhar sakte h kya
Score card hoga to dal skte h
Sir original chahiye registration k liye sare documents ya photo copy se ho jayega
Verification k liye original Dacument chahiye, registration me sirf ank add hote Hain.
Samagr id kya hoti
Family I'd ko hi Samagra I'd kahte h
Rigestration ke bad Verify Kaha krba sakte hai ?
अपने नजदीकि संकुल केंद्र अर्थात हायर सेकेण्डरी स्कूल में या brc office में 👍
@@AnandeAcademy thanks
@@AnandeAcademykaise pta chalega kaha form fill Krna h
@@nishadkhan8173 gfms portal me dekhe ya apne najdiki BRC Office me pata kare
Achha hai
Sir mobile no. Change kaise hoga
Iska alag se vdo bana Diya h , use dekh le 👍👍
Other state wale dal sakte hain kya sir
Yes , score card hona chahiye.
सर मेरा 12th के बाद d el ed है में कोन सी कक्षा तक पढ़ा सकता हूं
1-5
Sir ab ho rhe he kya registration
Yes
Mera result CGPA me hai to mai apna qualification kaise add karu
Kyuki reault me marks ki jagah credit diya hua hai
Cgpa multiply by 9.5
verification karane ki last date kab ki hai and score card kab niklega graduation pr selection ho jaayega kya
Verification ka last date nhi rahta par school me आवेदन जमा करने का लास्ट date rahta h
Score card verification k तुरंत बाद डाउनलोड कर सकते हैं
Password change नही हो रहा है
VIMARSH portal par try करें.
Sir jinka scorecard or gfms me jankari hai to unko kya karna hai
Jinke pas score card h unko hi school me आवेदन करना है
@@AnandeAcademy par sir school ke bare me kaise pata chalega ki kon se school me sit khali hai.gfms port me to so ho nhi rha.
@@nancynagal9619 इसके लिए आपको स्वयं पता करना होगा, दोस्तो से , बीआरसी ऑफिस से , जान पहचान शिक्षको से या स्कूल में जाकर
@@AnandeAcademy ok ,thanku sir
Sir verification ki last date kya h
Verification ka last date nhi rahta
Mera b.ef 4 semester baki hai to kya mai bhar skti hu
Nhi bhar sakte puri b.ed. complete honi chahiye
Yadi aapka bed regular nhi h aur yadi bed regular h to jaha se aap bed kr rhe ho to usi shahar me bhar skte h. Liken apka bed ka mark nhi add hoga score card me 👍
Sir scorecard ka registration kaha se hota h
GOOGLE में GFMS डालकर serach करें जो link open hoga use click करे अच्छे से समझने के लिए वीडियो ko dobara se dekhe 👍
@@AnandeAcademy sir mujhe scorecard banbana h samjh nahi a raha kese banega
@@rajtiwari957 aapko score card banwana nhi h ye jab aap registration krenge aur Dacument ka सत्यापन krwa lenge to Download Krna h login krke . Iska pura alag se vdo bana Diya h usko dekh le pura samajh me aa jayega 👍
Sir mene 20220 23 me verify kr liya tha ab dobara kr bana padega
Nhi
Bed ded nh hota to hoga ke nh
Yadi BEd,DEd Wale nhi honge to ho jayega 👍
Sir New Registration nhi ho pa rha server error bta rha
Yes abhi server issue h hope so jald open ho Jaye
Other State wale apply kar sakte h
Yadi aapke pas score card h to apply kr skte hain
Sir kab tak score card banava sakte hai
Ye koi fix nhi h par jab bharti hoti h to uske 15 din k aas pas
VIMARSH portal
www.vimarsh.mp.gov.in/
Sir mera purana mobile number band ho gya hai new number add nhi ho rha hai please help kariye 🥺
Iska alag se vdo bana Diya h use dekh le , coment box me pin kr Diya h
bhai aap se contact kese kre
Telegram channel se jude
Sir verification kab se hoge
Jaise hi registration hone lagega to verify bhi start ho jayega
उत्तर प्रदेश वाले भी फॉर्म डाल सकते है।
मुख्य चीज h है score card बनवाना जिसके लिए dacument verify krwana hota h yadi Aap भी score card banwa lete hai to aap bhi apply kr skte h 👍
Sir d.ed ke 100 number aap jo bol rahe hai wo score card me nahi diye unhone.
मिलता h aapne us samay add nhi Kiya hoga marks ya to bad me add kiye honge
Sar ji aap bata Dena jab server issue hat jaye
👍
12th pass baale ker sakte h kya
कर सकते हैं
Ragistration ki last date kab h
Registration Hamesha chalta rahta hai
Ekyc nahi ho rha hai
Abhi server issue chal Raha hai, jald hi shuru ho jayega, GFMS site me pata krte rhe , jaise hi khulega iska jankari hamare channel k madhyam se mil jayega
Father name galat hai to kaise edit kare
VIMARSH portal par try करें
Vimarsh portal ka bhe ek video bana do bhaiya
Aur bhaiya kay 3 din se kyc karne ka try kar raha hu par ho nahi raha hy
Sir kbse server problem door hongi kyc bhi nhi ho rhi phle thi aur ab updtae ki to dabal ekyc nhi ho rhi jaldi soluntion kb niklenga sir
Jald hi shuru ho skta hai kyoki भर्ती प्रक्रिया शुरू हो गई है
Abi tak ekyc start nhi Hui sir kya kare please help
Thank you sir....
Sir last date btay sir
Kiska Last Date?
Gest fecelty ka
@@saritaprajapati2123 pura questions पूंछे किसका लास्ट डेट , registration ka , ya verify karane ka।, Ya school me form jama krne ka।
Sir hmara d El Ed h, hm bhr skte form?
Yes , bhar skte ho.
Agar kisi school me vacancy ho tab bhi nhi hoga
सर मेरा स्कूल से वेरिफिकेशन हो गया है और स्कोर कार्ड भी डाउनलोड जो गया है , क्या अभी अतिथि शिक्षक के आवेदन हो रहे हैं क्या ?
Jaldi hi avedan k liye Naya aadesh aa skta h 👍
Maandey salary 5000,7000,9000 hi h Kya bs
Abhi tk sirf itna hi h