Asakm.. Bohot boht JazakAllah khair. Boht hi mazedaar recipes hai aapke. Tried ur recipes boht hi tasty baney. My kids are really njoying their meals.. Thank you soo much saba baji
Aslam alkm baji aap ki recipes bohot achchi aur sab se hat k ha aap k is hard work mera salam aur baji ye potli masala mein jo sandal powder dala gaya hai wo chehre pr lagaya jane wala hai ya phir dishes k liye alag se milta hai
Assalam Alaikum Jazaki Allah khair ,Allah aap koe khush rakhae aur kisi kaa mohtaaj naa banae . I use to think pataa nahi kitni badi cheez hae potlikaa masala but seriously you made it very easy. Thank you once again
Bahen mai Germany me rehti hu maine gaola india me dhundwaya pr nahi mila. Ise aur kis naam se jante hai.gaola beej pr ek video banaiye.aur beej bhi dikhaiye.
Dear saba m'm is galangal means betel (paan) root ? ,pl confirm, as galangal is ginger like rhizome (as far as l know) and paan root is betel root, thanks.
Aslamalaikum saba ji really bahot badhiya vil try it.....Realy aap k hard work ko appreciate karta hu....aur' aap ki recipes really hame bht pasand aati hai maine kal aap ki tahari wali recipe try ki thi really badhiya taste tha aur youtube me mujhe aap ki recipes unique lagti hai
Asalamualekum...maine apk classes dekh kar thode dishes banayi hai.....sab ko bahut pasand aaye hai....ye bawarchi series me mutton harees ki recipe b batayiye plz
Aoa, @mahmooda perveen mohtarma saba saheba nay aapke last comment pe reply kertay huay kaha tha k inki tabeeyut theek honay per ye gaola ke beej per video bnayeingi... kya inhon ne video bna li? agr bna li hai to kindly btayein konsi video may gaola ki details share ki hain shuriya
Bahen meri gaola ke bare me ab bata bhi dijiye ye kya chiz hai.kis video me ap gaola ke bare me bataengi.hm sb bahut chao se apki video dekhte hai.pr ap gaola bare me bata hi nahi rahi.
Mam when ever guest come to my home ill see only ur channel n I get osm rewards which is bcoz of u💓💓💓💓
Thanks..glad to know.. thanks..stay connected
100% Authentic.....thank you so much saba ji....aise videos se hi new Generation ko pata chalega ki masale hote kya hain....kaise dikhte hai ....
thanks
Thank you for the recipe mam...aap gaola spice ke bare mein boliyena usko aur Kuch naam Hy tho plz batayiyega
Gaole ke beej kya hotha he?
Pleas masala chikrn 65bataiye saba madum and thnx for your all recipes best all
what is gaola??? plz tell me. and can u tell what it is called in english??
excellent info with english info
Bahut achha aur nek kaam kar rahe hain aap jazakallah
Galangal is not paan ki jar! It belongs to ginger family and looks and taste like ginger! What is Gaula seed? Can u give English name for it?
Assamu alikum aap ki recipe super 👌
Sister u are too good mashalaah aaoki cooking tips sabhi cook se best hai Allaah talaah aapko tariqi aur kaamyabi de
What is kababchini n gaola
Masha Allah
Bahut kub baji
Asakm.. Bohot boht JazakAllah khair. Boht hi mazedaar recipes hai aapke. Tried ur recipes boht hi tasty baney. My kids are really njoying their meals.. Thank you soo much saba baji
Es ka powder b toh bana sakete hai....
I love to watch ur videos. It is very Informative
Assalamu Aliykum warahmatullahi wabarakatuhu khriyat se hai Baji Allhumduillah 👌👌 👌 bahat Acchi hai.
Wat s goala?
ye masala use kese kare Aur isme sivar pecet Aata he wo kb dale pls batao
ASSALAM o ALEKUM mam gaola...kya Hoti plzzz explain Mee..
Sandel powder which brand
Ye masala chicken nahari my bhi dalsakty
Aslam alkm baji aap ki recipes bohot achchi aur sab se hat k ha aap k is hard work mera salam aur baji ye potli masala mein jo sandal powder dala gaya hai wo chehre pr lagaya jane wala hai ya phir dishes k liye alag se milta hai
Mashallha Mashallha Tabarak Allah
Shukriya ☺️ ❤️✨️
Mashallah ... thank you for this lovely recipe .
What is gaola ? Any other name plz
Hyderabadi nihari masala recipe looks perfect and quite useful .keep sharing stay connected with each other. Wishing you all the best.
Thanks
Can we eat sandalwood powder?
Hi MashAllah zaberdust. Jo kharey masaly hain boil k baad. Un ka kya krna hy??
Super Saba baji mashallha
Gaola ke beej kya hai? Ise english mein kya kahte hain?
Is masale ko use karke dikhayen.
Iss ko grind kar k use kar sakte hai kya plz replau
Mashallah. Good work
Assalam Alaikum Jazaki Allah khair ,Allah aap koe khush rakhae aur kisi kaa mohtaaj naa banae . I use to think pataa nahi kitni badi cheez hae potlikaa masala but seriously you made it very easy. Thank you once again
Thanks for sharing we can use this masala only for nihari only
Yes
Asslkm...plzz hyderabadi dum ke raan ke recipe batei...Mashallaha.
.apke sab recipes acche hain
Thanks. is there any way to get readymade potli ka masala
Mam gaola kya hai .hr koi apse gaola ke bare me puchh Raha hai.pr Kisi ko mutmain Jawab Nahi mila.plz gaola ke baree me batae.
Mai next video mein bataoongi
Ready. Masala kitne m milega hydrabad m
Your Channel is my Favorite.. Excellent Job,, Thanks...
What is gaola?
Amazing all your recipes are tasty n superrb..u r a true hard worker..😘
THANKS
Super mam good job
Assalamualaikum can u show how to make chicken 65 biryani
app ki language very sweet thanks
Assalaamualikum please show us sufiyani biryani
Aslamu alaikum Sabaji Mashallah I appreciate your hard work and recipes too... and really it's unique keep it up Allah bless you Allahfeez🕋🤲👍😊
Nice but use kese karna?
Bahen jawab de bhi dijiye gaula kya chiz hai.kaha milegi
Gauls ek khushbudar beej hote hain jo pansari ki shop par milte hain
Bahen mai Germany me rehti hu maine gaola india me dhundwaya pr nahi mila. Ise aur kis naam se jante hai.gaola beej pr ek video banaiye.aur beej bhi dikhaiye.
Thanks for this recipe I hope I get its ingredients in Karachi
Khass khaha milega
Nice 😊👌
Dear saba m'm is galangal means betel (paan) root ? ,pl confirm, as galangal is ginger like rhizome (as far as l know) and paan root is betel root, thanks.
Galangal Thai ginger hi hota hai or pan ki jar betel root hota hai
Aslamalaikum saba ji really bahot badhiya vil try it.....Realy aap k hard work ko appreciate karta hu....aur' aap ki recipes really hame bht pasand aati hai maine kal aap ki tahari wali recipe try ki thi really badhiya taste tha aur youtube me mujhe aap ki recipes unique lagti hai
Thanks
Sabad dast banante gou
Assalamalaikum Hyderabad i chakna banane ka method batane ki zehmat karegi aap plz
Asalamualekum...maine apk classes dekh kar thode dishes banayi hai.....sab ko bahut pasand aaye hai....ye bawarchi series me mutton harees ki recipe b batayiye plz
Very informative
pan ki jad na mile to PAN KA PATTA USE KAR SAKTE HAI..??
Assalamu alaikum
Jazak allah ek sa ek behtreen pakwaan ke liye
Plz kya aap lukhmi and achari chicken sikha sakti hain
Fascinating. Unfortunately many of the ingredients arent available outside India.
Walekum as salaam.
Can you please tell.more uses and how to use patthar ka phool in cooking especially in biryani and pulao.
Assalmalikum w.rb Mashallah bhooth bhe bhooth zabardasth 👌 👍
Good job.
It's very hard work.
Thank you so much
Jazakha allah khair
Thanks for your love and support
What is Gaula?
Gaola kya hai plz inform
Itne masale se kitne kilo gosht ki nahari banegi,
Please reply. Thankyou
What is gaola
is there any other name of Gaola Seeds. Please reply.
sadal pure kaha milthahai? jo khasakthehai
Masala shopmein
Mam me mumbai me raheti hu kya aap mujhe bataoge paan ki jad khas ki jad aur gaola kha milegi plz . Reply me. Mehjabeen Shaikh
Yes pls
nice recipe 👌👍
Kya kaunch ke beej kogaola ke beej kehte hai.ye kala aur safed dono clr me hota.
Aoa,
@mahmooda perveen
mohtarma saba saheba nay aapke last comment pe reply kertay huay kaha tha k inki tabeeyut theek honay per ye gaola ke beej per video bnayeingi... kya inhon ne video bna li? agr bna li hai to kindly btayein konsi video may gaola ki details share ki hain
shuriya
Assalamualaikum yeh masala haleem mai b dalte
Walekumassalam...
Han 😊
Bahot Ache bos Aap
One of the most important ingredients in nihari is Peepli or Long pepper.
Mma what is goley user in this.
Pathar ke phool / Khadki kadiya kaha milega
Khus
Pls upload bozwar masala also
Already uploaded
ALHUMDULILLAAH mam mere psss sare Ingredients...thy BSS gaola..n pathar phool nhi thy...hope accha bane...to feedback...dungi...
Zaroor
GAOLA KAYA HAIN OR ENGLISH MAI ISE KAYA KAHETE HAIN?
Gaola kya hai English mai kya kahte hainالسلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Asalamualaikum,
What if some masalas are missing can I in incorporate the other masalas as potli ka masala for nihari?
What is kababchini??pls let me know.
kababchini is cubeb pepper in english, it is the fruit of the species Piper cubeba
Potli ke masala Ko maslin cloth mein bandh ke ., aap separate or with Meat boil ker sakte hein.
Pathar ka ghost receipe please send
Already uploaded
Hello ma’am where is Hyderabad do u get all this spice
hi, hyderabad is in India
Can I bay online this masala I stay in Mumbai
Yes..I will be launching this and some more Masalas in few days Inshallah
Salaam.Can this Potli Masala use in korma also?
Yes
@@sabasbestclasses5470 Recipe bataein potli masala banane ki.Isko Labbe Taam bhi kahtey h.ye Delhi mein aur Up mein nhi milta.
What is goala
Seeds hote hai
.medicinal hai..Spices mein bhi use hota hai..pansari ki shop per milega
Mash Allah
Khus kaha par milta hai ?
Jadi booti ki shop per
Great
Thanks
10000000 likes mam
Sandal पावडर फिलिप कार्ड पर सर्च करा तो वो फेस के लिये बता रहा है क्या संडलवूड पावडर तुज कर सकते हैं क्या
Mein ne is ko pis diya hai is ko kon si dish men dalnachaye
Nihari mein
Thank you mam. But bohot sari chezen inme esi hn jo market me asani se nhi milti.
Bilkul milegi purani jadi booties ki shop par
@@sabasbestclasses5470thank you sooo....much😇
Aswk!! In my locality, I won't get these spices. It will be great help if you Share the spice shop contact details who can deliver the spices. Thanks.
You can buy them from Amazon
@@sabasbestclasses5470 Everything is not authentic on Amazon. Saying with experience. Anyway, thanks for response
MasahAllha
Zazak Allah Saba sister thank you so much do kind of u
Bahen meri gaola ke bare me ab bata bhi dijiye ye kya chiz hai.kis video me ap gaola ke bare me bataengi.hm sb bahut chao se apki video dekhte hai.pr ap gaola bare me bata hi nahi rahi.
Meri tabiyat theek nahi .inshallah tabiyat theek hone par vid banaoongi