Moulana Athar Fidak ki Tareekh Part 1-1.rm

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 3 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 30

  • @hasnainzaidi7706
    @hasnainzaidi7706 7 ปีที่แล้ว +3

    Great Allama Athar Mirza.R.A. ka great khitaab. Maqbool e Bargahe Makhduma e Konain.S.A. hey. Avval ta aakhir Haq byani hey.

  • @noor160508
    @noor160508 13 ปีที่แล้ว +2

    jazak allah mashallah!!!

    • @hasnainzaidi7706
      @hasnainzaidi7706 7 ปีที่แล้ว

      1400 Saal se umat Fadak oar khilafat k masaley pr Khalifa sahib ko bachaney pr juti hui hey. Mgr Haqe Fatema.S.A. oar Haq e Ali.A.S. ka Suraj shura k andheron ko pacharh Kr puri aabo taab k sath zo fishan hey.

  • @Safdarnoor
    @Safdarnoor 13 ปีที่แล้ว +1

    Aayat-e-tatheer me Rasululllah, Ali(RA), Fatima (RA), Imamainen hasnain,aale abbas, aale aqeel, aaale jafar, aur huzur ki sab biwian (ummul momenein) hamari mayein hain. Ye hai aqeeda-e- ahle sunnat.
    Wassalam
    Safadr

  • @ابویوشع-ت9ك
    @ابویوشع-ت9ك 7 ปีที่แล้ว

    رحم الله لمن قراه الفاتحه

  • @hasnainzaidi7706
    @hasnainzaidi7706 6 ปีที่แล้ว +1

    Sada sa sawal hey k Ht. Adam.A.S, Nabi bhi thay.On k visaal k baad ye sari zamin, jis me fadak bhi shamil tha, virasat me, onki olad ko.mili ya nahi.?

  • @chlady420
    @chlady420 7 ปีที่แล้ว

    jab hazrat ali nay apni khilafat kay dorawn baagh e fadak lay liya tha tou ab kis baat ka rona hey?

    • @hasnainzaidi7706
      @hasnainzaidi7706 7 ปีที่แล้ว

      ye Bagh. tarikh me 9 dafa Chhina gya. 9 dafa vapas hua. Rona ummat k liay hey. kabhi detay hn. kabhi chheen letay hn.Ab saudia k pas hey. kisi sh. ko de rakha hey.

    • @hasnainzaidi7706
      @hasnainzaidi7706 7 ปีที่แล้ว

      2. Ht. Adam.A.S. Nabi thay. on k baad ye sari zamin Jis me fadak bhi shamil tha onki olad Jis me Ht.Shees Nabi bhi thay, virasat me mili ya nahi.?

    • @hasnainzaidi7706
      @hasnainzaidi7706 7 ปีที่แล้ว

      3. to Ambia ki virasat to sabit ho gai. sab Ambia achhay khatay pitay ghrano k they. sahib e jaidad va maal o olad they. NB na mang k khatay thay, na kiray k ghron me rehtay thay.varis bhi thay. virasat bhi thi.

  • @nusratsheikh966
    @nusratsheikh966 5 ปีที่แล้ว

    Umar bin abdul aziz ney fadak mola imam baqir ko wapis deya tha kitab tabkat ibney saad paro

    • @tayyaberam
      @tayyaberam  4 ปีที่แล้ว

      Kya Imaam mohd Baqir a.s nay fidak le liya tha???
      Khilaafat kun nahi di Umar bin Abdul Aziz nay????

  • @nusratsheikh966
    @nusratsheikh966 5 ปีที่แล้ว

    Ishaq niz nasbi quran ke sora room our bani israeal ke aayat ke hukam se nabi ney fadak syeda ko haq smaj ker deya tha jalaudin abu bakar ney tafsee dorey mansoor main lekha hey

  • @nusratsheikh966
    @nusratsheikh966 5 ปีที่แล้ว

    Oh sunni baheo sunoo bibi khadejaa ka jo mall islam pey laga tha ous key badley rasool ney allah key hukam sey fadak seyda fatima ko deya tha

  • @asghartagar2285
    @asghartagar2285 7 ปีที่แล้ว

    Koi bag e fidaq nahi soora e alfurqan ki ayat no 5,6,7,8 is bat ko totally ignored kar rahi hn .

  • @islamonlysolution461
    @islamonlysolution461 8 ปีที่แล้ว +1

    fidak kio tarikh ye hy nabi pak ny apni life my fidak khud use nhi kia aur bait ul maal my istamal karty rhy aur garibun ki help krty rhy
    jab nabi pak jahan sy gae tu khalifa ny fidak usi tarha chalaya jesy nabi chalaya karty thy
    aur nabi ka farman tha nabi ki koe werasat nahi thi tu agar fidak werasat k tur py dy dya jata tu nabi ky hukam ki nafar mani hu jati
    phir bi ye masla huwa tu khalifa ny baad my clear kia ja ky fatima salam ALLAH zahra sy aur aapp khush thaen
    tu isi waja sy imam hassan ny apny bety ka name bi abu bakar rakha
    imam Ali a.s ny bi apny bety ka name abu bakar rakha
    magar abb bi koe apni man gharat history ki waja sy bakwas karain
    tu wu surah tauba aya 74 parh lain uss my kiss hasti ka zikar hy apko sab clear pata lag jaiga

    • @attanaqvi7023
      @attanaqvi7023 7 ปีที่แล้ว

      yeh Rasool (s.a.w) ke rehlat sey 3 years pehley hi Bibi pak key pas tha awr aap key aamil is ki daikh bhal kertey the. Govt. ki tabdeeli ke baad tanaza bana.
      Aayat e Qurani key khilaf koi hadees naheen ho sakti.yeh to iteham awr tauheen ka irtekab ho ga.
      Nam aek sa honey se kia kisi ka haq faqid ho jata hey. Allah se daro. Fazool bahs na karo.

    • @ابویوشع-ت9ك
      @ابویوشع-ت9ك 7 ปีที่แล้ว

      Ap ki malomat bohat hj naqis hai....apni books kabhi perh lia Karen....ap k liye hi likhi hain ap k buzurgo ny

    • @hasnainzaidi7706
      @hasnainzaidi7706 6 ปีที่แล้ว

      Ishaq Niz. Dear aap chu k sarkari darbari maslaj se vabasta hn. Is liay aap ne na to koi kitab parhi. Na koi tehqiq ki. BA's Jo mulla ne btaya vo aap ne yahan dohraya oar Ale Rasul.S. ko NB jhutlaya hey.

    • @hasnainzaidi7706
      @hasnainzaidi7706 6 ปีที่แล้ว

      2.yaad rakhen Bukhari, Muslim k mutabiq, Khilafat oar fadak ka qazia shia oar sehaba k darmyan na tha.Ale Rasul.S. oar sehaba k darmyaan tha.

    • @hasnainzaidi7706
      @hasnainzaidi7706 6 ปีที่แล้ว

      3. Ale Rasul.S. Hazur.S. k sath shrike Drud o Slam hn. On pr Sadqa bhi hraam hey. Drud Namaz ka hissa hey. Quran o sunnat me sehaba smait sab ko Ale Rasul.S. se mavaddat oar itteba ka hukm hey.