Kya zyadti ke jawab mein bad dua di jaa sakti hai? | Javed Ahmad Ghamidi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 32

  • @Faizu-n5o
    @Faizu-n5o หลายเดือนก่อน +5

    Alhamdulillah for a teacher like Ghamidi sahib .

  • @Zohra-b9j
    @Zohra-b9j หลายเดือนก่อน +2

    آللۂ سے دعا مانگیں کہ آللۂ ہمیں اپنے شکر گزار بندوں میں شامل فرِمائے آمین

  • @iramzia8932
    @iramzia8932 หลายเดือนก่อน

    Respect you sir........

  • @Zohra-b9j
    @Zohra-b9j หลายเดือนก่อน +1

    ہدایت کی دعا مانگیں اپنے لئے بھی اور رقیبوں کے لئے بھی ،

    • @VIPMASHAL
      @VIPMASHAL หลายเดือนก่อน

      Hidayat ki Dua ker ker tak gaye.ajj tak nahi mili

  • @syedqammarmohammad6993
    @syedqammarmohammad6993 หลายเดือนก่อน +2

    Forgiveness may be better in some cases, but in most cases revenge is best. Sometimes, revenge and punishing the offender is mandatory. It is helpful not only for the people directly affected, but also for the society at large. In some situations, the governments must punish the offenders, even if those directly affected may forgive them.

  • @syedhassan233
    @syedhassan233 หลายเดือนก่อน +1

    جزاک اللہ❤

  • @SobiaBhatti-p6n
    @SobiaBhatti-p6n หลายเดือนก่อน

    Masha Allah

  • @kokabwajid107
    @kokabwajid107 หลายเดือนก่อน +13

    بددعا دی کہاں جاتی ہے۔۔۔یہ تو دل سے نکلتی ہے ۔۔۔

  • @LoveFromQueensNY
    @LoveFromQueensNY หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤ Ghamidi sahib! Thank you respectfully ❤❤❤

  • @alber2094
    @alber2094 หลายเดือนก่อน +1

    Masallah

  • @Aleena_7071
    @Aleena_7071 หลายเดือนก่อน +1

    Jo badla ni la sakte wo badduae date ha. Sabar ni aata is lye sabar aa jae to Banda bhul jae.

  • @a-hislamicvoice8582
    @a-hislamicvoice8582 หลายเดือนก่อน

    Great ❤🎉

  • @naeeemt990
    @naeeemt990 หลายเดือนก่อน +1

    Majboor badua deta hai

  • @SalmaMehmood-d3p
    @SalmaMehmood-d3p หลายเดือนก่อน

    بدلہ کمزور دل کے لوگ لیتے ہیں

  • @umerrashid4940
    @umerrashid4940 หลายเดือนก่อน

    You must forgive only when your oppressor has seen your deterrance ability....otherwise you will be oppressed again.....Quran even allows raising of your voice when you are wronged......

  • @tariqz5384
    @tariqz5384 หลายเดือนก่อน +3

    What if the person who do cruelty with you does not seek forgiveness from you?
    What if you are sure (or his past record says) that if you forgive him, he will again do cruelty with you or others. In this situation is this not better if you take a revenge and teach him a lesson so that he will not do anything wrong with you and others in future.

    • @muhammadmithallashari6375
      @muhammadmithallashari6375 หลายเดือนก่อน +1

      Isi liya to Kaha unho ne Kay haq Diya Gaya hai badlay ka, warna duniya kese chal paati. Is ka MATLAB baaz situations aesi hongi Kay jis me badla hi behtar hoga. Now u have to decide as per situation, that what to do.

  • @tasnimrizvi2441
    @tasnimrizvi2441 หลายเดือนก่อน

    کیا شکایت کر سکتے ہیں؟

  • @YAHYAgaiming123
    @YAHYAgaiming123 หลายเดือนก่อน

    Mere sath agr koi ghalat ya zyadati krta h Tu mn usko maaf krdeti Hun...Tu Kia akhrat mn mjhe iska ajer ya maafi milegi?

  • @saeedqureshi-bw2ns
    @saeedqureshi-bw2ns หลายเดือนก่อน

    G bad duwa di ja sakti hy h ali k w ne qonote nazalla mn maveeya ko bad duwa di

  • @batoolbatool125
    @batoolbatool125 หลายเดือนก่อน

    Javaid uncle ap na jo islam ka sath zeadati ke ha ap ko to lazmi buddua dani chahea

  • @Baba26023
    @Baba26023 หลายเดือนก่อน +2

    معافی اسے کہتے ہیں کہ جب اپ بدلہ لینے کی طاقت ھو پھر بھی معاف کر دیں۔۔۔۔۔قران میں لکھا ھے انکھ کے بدلے آنکھ ۔۔۔۔انالحیات فل قصاص۔۔۔۔بدلہ زرور لینا چاھیے ۔۔۔۔یہ غلط بتا رہے ہیں ۔۔۔۔کمذور ادمی کیا بدلہ لے سکتا ھے۔۔۔لسسے دا کی زور محمد۔۔۔نس جانا یا رونا۔۔۔ بدلہ لینا ذرور لینا چاہیے ۔۔۔

    • @kokabwajid107
      @kokabwajid107 หลายเดือนก่อน

      موذی کے ساتھ رعایت برتنا اس کے ساتھ تعاون کرنے کے برابر ہے ۔۔۔۔

  • @manzoorahmedqureshi2472
    @manzoorahmedqureshi2472 หลายเดือนก่อน

    Jung e ohad me Mohamed peace be upon him ne kafiro ko badua de te magar Allah ne mana farmaya ta.

  • @ambreenqazi9171
    @ambreenqazi9171 หลายเดือนก่อน

    Sood k lye video bnae

  • @MustafaSajjadHaider_Dramatist
    @MustafaSajjadHaider_Dramatist หลายเดือนก่อน

    Mohtram Ghamidi Sahab. Nihayat adab ky saath iltmass hai jb aap swalon ky jwab dy rahay hon to eisa kyun lagny lagta hai ken aap kisi esi society sy mukhatib hen jo keh Hazrat Muhammad (PBUH) ky daur men reh rahi hy aur aap unhein masly ka hall bta rahay hein. Kabhi men ny yaih naheen dekha keh aap yeh batain keh yeh 2024 hai aur tmam dunia ky muslman aap smet ab iss dunia men reh rahay hein jahan ab kaheen bhi Islami nizam nafiz naheen. Phir yeh bhi men ny aap ko kabhi bhi kehty hooway naheen dekha keh Musalman agar so called Islamic countries sy bahar reh rahay hon to unhein iss tarah behave naheen krna chahiyay keh jesy woh kisi Islamic country men reh rahay hon. Yaheen sy phir Muslims ky khjilaf nafrat aur bud gumanian peda hoti hen keh yeh to hamaray mulk per qabza krny ky liyay aayay hen, haalankeh aksriat un men sy eisay logon ki hoti hy jo behter muash ki talash men aatay hen ya phir Intolerance/persicution waghera ky dar sy aayay hoty hein, jesa keh aap khud. To phir jin mulkon ny unhei izat sy rozi rozgar kamany ky muaqay diyay ya persicution waghera sy bachaya unhi mulkon ko kuffar ki nazar sy dekhna to kia apny mohsinon ky saath bura salook naheen hai??? Ab aap jo ferma rahy hein Qurani Aayat ka hawala dey ker keh be shak Allah ijazat deta hai keh aap- inteqaam lay skty hein, laykin muaf ker dena behtar hai, yeh baat to so fi sud darust hai laykin aap ko iss aayat ka hawala dytay hooway yeh bhi batana chahiyay keh koi ferd az khud badla naheen lay sakta aur na hi Qabaili terz per kisi qabeelay ka koi ferd uth ker apny sardar ky hukm per eisa ker sakta hai. Ab badla layny ky liyay Adalat kaa dewaza khatkhtana ho ga aur adalat ky theek theek taiyun ky baad aap ko Insaaf (Badla) milay ga. Men manta hun keh aap ny koi ghalat baat naheen ki, laykin uss men sy sirf eik cheez missing hai aur woh hai, iss baat ka mukamal shaoor keh ab aap 2024 mein reh rahay hen aur aap sarhay chauda sau saal pehlay ki society ki carbon copy laa ker AAj ki dunia ko uss k teht naheen chala sakty. Badly ki jagha per INSAAF mangna ho ga aur woh bhi raij ul waqt qanoon ky teht mangna ho ga. Kisi ko ijazat naheen ho gi keh woh qanoon (purany zamanon ky qabailion ki tarah) apny haath men lay ker badla laynay nikal khara ho. Tabdeeli qanoon e fitrat hai, aur isay na man_na bhi ek tarah sy baghawat hi hy, jo keh bay sood ho gi. Ab aap zara ainay men dekh ker bataeen, kia aap wesy hi dikhty hen jesay aap 30/40 saal pehly thay??? Her giz naheen. Aur yehi to Allah fermata hai keh tumhein meri aayat (Qawaneen e fitrat) ko man_na hi pray ga, tau_an mano ya kerhan. To ab aap khud bataeen kia aap apni barhti hooie umr ko rok sakty hein?. Bachay ny peda bhi hona hai, phir jawan bhi hon a hai, phir boorha bhi hona hai aur phir maut ky ghat bhi uterna hai. Yehi Allah ka atal HUKM hai. Kia kisi ki koi majal hai jo ,sartaabi ker sakay. Lehaza dust busta erz hai keh logon ko aayaat ka terjama aur tafseer batatay waqt yeh zaroor pesh e nazar rakha kerain keh aap ky mukhatib 2024 men reh rahay hein aur ab qaumi rayasten tashkeel pa chuki hen jahan koi ferd khud ko un sy above naheen rakh sakta, aur jo eisa keray ga woh Allah hi ky qanoon sy baghawat ker raha ho ga. Baqi yeh ek alag behs hai keh agar ferd ko insaaf na milay to phir kia ho ga? Zahir hai agar woh Allah per eimaan rakhta hai to usi sy dua mangay ga keh usay woh insaaf dilwayay. Society ka bhi ferz hai keh woh eisay logon ki madad ky liyay free lawyer services ka ehtmam kry waghera..., matlab hai keh ab to sau tareeqay bhi raij ho chukay hein. Hum hi agar soyay rahein aur purany zamanon mein rehty rahen to phir to wohi ho ga jo musalmanon ky saath ho raha hai. Agar kaheen koi bay adabi ho gai ho to muaf ferma di giyay ga. Kher Andesh.

  • @saeedqureshi-bw2ns
    @saeedqureshi-bw2ns หลายเดือนก่อน

    G bad duwa di sakti hy jab maveeya ne khlifa bar haq k khilaf bagawT ki tw ali k w ne us khbees ko qonote nazala mn bad duw di

    • @DanishChaudhary-s4l
      @DanishChaudhary-s4l หลายเดือนก่อน

      Apni bakawas bnd karo jahil insan.hazrat Ameer muavia huzur k sale or sahabi h.

    • @badermunir5944
      @badermunir5944 หลายเดือนก่อน +3

      تمہیں کس نے یہ اختیار و اتھارٹی دی ہے کہ اس طرح کی تہمتیں الزامات و دشنام طرازی کرو ، دوسروں کے حق یا باطل پر ہونے کا فتوئ جاری کرو ؟ چودہ سو سال بعد پیداہونے والے ایک ادنٰی امتی ایک صحابی پر دشنام کر رہا ہے ، یا للعجب ؟ اپنی اوقات دیکھو اور یہ گفتگو ؟