Bro Indian Aur Pakistan Cars me bohot difference hota hai. India me jo Honda Civic aati thi, uska koi competition nahi tha Performance, Reliability me. Acche acche sports car ko pani pilaya hai is Car ne. Pakistan me Toyota Corolla ko low cc engine hai. Aur India me ye sabhi sedans kahi sare engine options ke sath aati hai. Pakistan me iski price above 30-40 lakh hai. Hamare India me 12-18 lakh Onroad mil jati thi ye gadiya. Second hand market me to under 2 lakh aa jati hai. Sirf Honda Civic hi nahi baki bohot sari sedans jaise Honda City, Skoda Octavia, Laura, Superb, Rapid Volkswagen Passat, Jetta, Vento, Chevrolet Cruize, Fiat Linea, Hyundai Verna, Elantra, Sonata, Maruti Suzuki SX4, Renault Scala, Fluence, Nissan Sunny. Ye sab sedans Second hand market me low budget me best option hai jinko Performance chahiye unke liye.
@@lakhankatare7630bro pakistan ma bhi toyota corolla e140 model jo iss video ma ha wo 1.3 1.6 1.8 engine option ka saath ati ha aur honda civic reborn 1.8 engine ka saath dono pakistan aur india ma dono gariyon ka engine same hain aur yahan par second hand honda civic 15 to 20 lakh ki mil jati ha aur 2nd hand corolla 18 to 25 lakh ma corolla ma koi reliability ka issue nahi aya pakistan ma aur doni gariyon ki performance bht achi ha civic ma bs hydraulic steering pump ka issue aya tha pakistan baaki dono cars different nahi ha
@@Mani-ij2ge Bro 18-25 lakh for second hand Toyota Corolla in Pakistan. And in India Corolla comes under 2 lakh. Difference to bohot hai. Aur rahi performance ki baat to Indian Honda Civic ka us wakt koi competition nahi tha.
@@roakdeepbhattacharjee7803 dekhlena jaake normal ko ni legendar ko peli hui hai xuv 700 ashish wali jo hai elvish ki fortuner ko peli hui hai video hai search krle ek baar
Mai apni corolla le aaya na kaha jayegi teri civic pata bhi na chale kya ghatiya driver haiz gaadi ki power itni zada hai ki kabhi kabhi out if control ho jaati hai 60 se 120 kab jaati pata nhi chalta
Bhai indian altis mei pta nahi kya khaak hai ....nahi tu altis vvt-i ka yay 2011 pakisatni model v tec civic ko hara deta hai aur corolla ka yay best model hai ..... I love pakistani 2011 Altis SR 💞💞💎💎💎
Power same hai but engine, gear ratio’s, weight and aerodynamics ka bht farkh hai. Plus condition of the internals also depend
2:31 bro casually said the N word and thought nobody would notice 💀
Congratulations bahie for 3.4 k subscribe
V-TEC kicked in Hard yo
No comparison of Civic ❤️❤️
Hello bro pls arun panwar ke scorpio N ke sath drag race karo
जलवा है भाई CIVIC ka 🔥❤️
Bro i am from pakistan isi civic ke sath koi or corolla ki race karwao kui ke is silver corolla ka engen kamzor he 😊
Honda is way more better than Toyota in terms of performance.
Bhai manual he civic tabahi he...achi bhali sports car ko takar degi
Bro Indian Aur Pakistan Cars me bohot difference hota hai.
India me jo Honda Civic aati thi, uska koi competition nahi tha Performance, Reliability me.
Acche acche sports car ko pani pilaya hai is Car ne.
Pakistan me Toyota Corolla ko low cc engine hai.
Aur India me ye sabhi sedans kahi sare engine options ke sath aati hai.
Pakistan me iski price above 30-40 lakh hai.
Hamare India me 12-18 lakh Onroad mil jati thi ye gadiya.
Second hand market me to under 2 lakh aa jati hai.
Sirf Honda Civic hi nahi baki bohot sari sedans jaise
Honda City,
Skoda Octavia, Laura, Superb, Rapid
Volkswagen Passat, Jetta, Vento,
Chevrolet Cruize,
Fiat Linea,
Hyundai Verna, Elantra, Sonata,
Maruti Suzuki SX4,
Renault Scala, Fluence,
Nissan Sunny.
Ye sab sedans Second hand market me low budget me best option hai jinko Performance chahiye unke liye.
@@lakhankatare7630bro pakistan ma bhi toyota corolla e140 model jo iss video ma ha wo 1.3 1.6 1.8 engine option ka saath ati ha aur honda civic reborn 1.8 engine ka saath dono pakistan aur india ma dono gariyon ka engine same hain aur yahan par second hand honda civic 15 to 20 lakh ki mil jati ha aur 2nd hand corolla 18 to 25 lakh ma corolla ma koi reliability ka issue nahi aya pakistan ma aur doni gariyon ki performance bht achi ha civic ma bs hydraulic steering pump ka issue aya tha pakistan baaki dono cars different nahi ha
@@Mani-ij2ge
Bro 18-25 lakh for second hand Toyota Corolla in Pakistan.
And in India Corolla comes under 2 lakh.
Difference to bohot hai.
Aur rahi performance ki baat to Indian Honda Civic ka us wakt koi competition nahi tha.
bhai app ne civic ki lonch kese ki matlab bohut hi heavy lonch thi samja de zara plzzzzzzzzzzzzzzz
Bhai corolla diesel 1.4 wali lao race
🔴xuv700 vs new fortuner 2022🔴
xuv anyday bhai
Fortuner anyday bhai
@@roakdeepbhattacharjee7803 dekhlena jaake normal ko ni legendar ko peli hui hai xuv 700 ashish wali jo hai elvish ki fortuner ko peli hui hai video hai search krle ek baar
Good luck with drive civic my favorite Honda civic purchais
toyota is classssss
Bro the Altis is in auto make sure theyre both manual or auto
Bro ek to vo cvt ha or tum 5 5 bande btha do ge to cvt khatam hoti ha
Gadhe dono manual hai.😂
Bhai altis ka clutch plate badlo ho jayega sahi
Bhai love from pakistan bhai Corolla engine zara Kamzor hai ap zara sai corolla se race kara wao or civic tho hai he best
Nothing ca beat civic
Mai apni corolla le aaya na kaha jayegi teri civic pata bhi na chale kya ghatiya driver haiz gaadi ki power itni zada hai ki kabhi kabhi out if control ho jaati hai 60 se 120 kab jaati pata nhi chalta
Right same bilkul bhai.
Pakistan ma to Corolla fast hoti ha
😂😂😂
As per my observation, your Altis have a clutch problem
No altis cannot ein from civic
Bhai altis ka koi compare nhi hai ye gadi hi khatara hogi
Wow 😮
Carola reliable hai .. Civic Speed hai
Corolla Kuchh Nahin Hai Civic ke aage😂😂😂😂
legends no compare
Too much un-necessary stuff and stretching the video.. Keep it simple..
😂😂😂
Add a laptop and see results
Maintenance krwao bhai yaha Pakistan ma ye altis baap ha civic ka
Bhai indian altis mei pta nahi kya khaak hai ....nahi tu altis vvt-i ka yay 2011 pakisatni model v tec civic ko hara deta hai aur corolla ka yay best model hai ..... I love pakistani 2011 Altis SR 💞💞💎💎💎
Honda civic se sapne mein bhi nahi jeet sakti corolla😂
Pakistan mein ho ya india
Beta pakistan aa tujhe btata hoon Altis 2012 SR 1.8 hai ....teri tatti nikal jaigi Altis❤ ke samnay😂😂😂😂
@@dhruvishrajpal0911 beta 120 hp ki tu le kr aaya hai 😂😂😂 pakistan mei 140 power hai aur wahan 1.6 sr is se taj hai ... zada bhashan mt de
@@sarmad_3576 poori duniya mein 1 Toyota bata de jo honda se jeet paayi ho😂Toyota ki aukaat nahi honda se lagne ki samjha 🤓
This altis have faults otherwise altis better than civic
Gogogo 😅
wah wah
❤️❤️❣️❣️❤️❤️❣️❣️❤️❤️❣️❣️
Chalo 😅ab civic na cale krna 😢😂
face leake hua 🌚
Bhai 1.8 Altis manual nahi hoti ,jhoot sab
India men manual vareint he
ان کی باتیں ختم نہیں ہوتی
Corolla ma bnda ktna bhaitaa ha
Toyota Corolla has 132 hp
Driver lota😂😂😂😂😂