@@MinhajMuhammad-z2y جى سلام 16_89 میں اللہ نے کہا کے اللہ نے اپنی کتاب میں ہر چیز کو کھول کر بیان فرما دیا ہے ، تو پھر حدیث کے نام سے کوئی بھی چیز قرآن مجید کے ساتھ لینا اللہ کے کلام کے ساتھ شرک کرنا ہی ہو گا۔
@@abdulmuzaffar860 bhai... aap joh surah an-nahl ki aayat number 89 ki baat kr rhe h usme har chiiz ko khol kar bayan krne ka zikr nahi aaya hai... balki "musalmano ke liye quran; hidayat, rehmat, aur basharat" ban ke aayi hai... misaal ke taur pe... surah an-nisa ki aayat number 103, me allah farmate hai ki momino ke upar salaat(namaz) apne waqt par muqarrar ki gayi hai... ab yeh bataye ki hamein salaat ke waqt kaise malum chalenge? zaahir si baat hai, rasool-allah sallallahu alaihi wasallam ki hadeeso se... baaz jagah, quran ko hadees compliment krti hai, kabhi quran ki ek aayat dusre aayat ko compliment karti hai, kabhi hadees to quran, to kabhi ek hadees dusre hadees ko... to iska yeh matlab nhi hua ki aapne allah ke kalaam ke saath shirk kiya... baaqi allah behtar jaanne wala hai... allah paak se dua hai ki hame aur aapko sahi deen par chalne ki taufeeq ata farmaye, AAMEEN!
MashaALLAH bahut hi achcha bahut kuch dekhne ko milta hai ALLAH PAK aap ko jazaye khair de
Alhamdulillah byan bahut achcha hai Allah tala tamam logon Ko kalma Salim ata farmaea Salim ata farmae
Bayan acha Hy mashallah
Mashallah very good .need to reform Muslim society
السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ
جزاکم الله خیرا و احسن الجزاء
وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته
أللهم امين وإياك
Wah janab khud hadeesaoun ka shirk karte ho aur dousroun ko shirk karne wala kehte ho,......
Hansi aati hai aapke bayaan par.
Matlab samajha nahi janab
@@MinhajMuhammad-z2y جى سلام
16_89 میں اللہ نے کہا کے اللہ نے اپنی کتاب میں ہر چیز کو کھول کر بیان فرما دیا ہے ،
تو پھر حدیث کے نام سے کوئی بھی چیز قرآن مجید کے ساتھ لینا اللہ کے کلام کے ساتھ شرک کرنا ہی ہو گا۔
@@abdulmuzaffar860 aap kaha se ho
@@MinhajMuhammad-z2y ji maein India se hoon
@@abdulmuzaffar860 bhai... aap joh surah an-nahl ki aayat number 89 ki baat kr rhe h usme har chiiz ko khol kar bayan krne ka zikr nahi aaya hai... balki "musalmano ke liye quran; hidayat, rehmat, aur basharat" ban ke aayi hai...
misaal ke taur pe... surah an-nisa ki aayat number 103, me allah farmate hai ki momino ke upar salaat(namaz) apne waqt par muqarrar ki gayi hai... ab yeh bataye ki hamein salaat ke waqt kaise malum chalenge? zaahir si baat hai, rasool-allah sallallahu alaihi wasallam ki hadeeso se...
baaz jagah, quran ko hadees compliment krti hai, kabhi quran ki ek aayat dusre aayat ko compliment karti hai, kabhi hadees to quran, to kabhi ek hadees dusre hadees ko... to iska yeh matlab nhi hua ki aapne allah ke kalaam ke saath shirk kiya...
baaqi allah behtar jaanne wala hai... allah paak se dua hai ki hame aur aapko sahi deen par chalne ki taufeeq ata farmaye, AAMEEN!