Language paper ke baare me koi ni bata rahe hai.....english me kya aayega chapters ko padhna hai....ya graduation level rahega....ya 12 level ka.....grammar dekhna hai ya kya ....sirf subject se related bol diya ja rha hai.....
Sir main ne nursery k liye apply Kiya ha tho individual koi subject Nehi Diya, notice me vi Nehi tha or apne vi bola tha ki blank chor sakte hai tho main e koi subject Nehi likha tho Mera exam agar hoga tho mixed matlab science or arts milkar hoga iya Keya hoga? Keya form reject ho jaiega ?
@StudyInDepth sir maine deoghar se tgt ke liye apply kiya hu....or balasore (Orissa) se librarian ke liye apply kr raha tha ... but wo form lene se hi mna kar diye.... bole 2 form dalne se dono reject ho jayega
Sir mene form fill krte waqt only prt ti ck kia subjects to mene likha hi nhi i thought ki prt mein to sab subject pdhana pdta hai or submit bhi krdia hai mein isko kese thik kr skti hoon
Hlo sir.. prt k liye bed compulsory h ya deled vale bhi eligible honge.. kiunki jnha apply kia h vnha Vo Bol rhe the k ntt k lie bhr lo. Lekin mene Prt k lie fill kr Lia to kya Vo reject kr denge??
Ek last question please demo topic kis class std ka hona chahie maths tgt k lie.. actually already working as 5to 8 maths teacher...i am very much comfortable in these class i even dnt touch book while teaching concept theory even questions everything i do myself..i dnt hv pblm in 9 10th but those not in practice
😓Sir me gujarat se hu mene school me from submit Kiya or Mera pgt gujarati subject hai to unhone bola ki Apka subject gujarati hai or hamare school me 10th Tak hi gujarati subject hai or pgt wale 11/12th ko padhate hai isliye apka from approve nahi kar sakte or aap CBT exam nahi de sakte 😢ab me kya karu 😓???
Ap jiss area me rahte hain waha ke dav ka website pe jaye waha se form download karke khud se fill karke dav school me submit karna hain But form ke sath ek notification advertisement bhi hogi..usko v dwnld kijiyga aur usme dekhiyga ki konsa school me form jakar jama karna hai wahi kijiyga 11 nov last date hai👍👍
Thank you sir your valuable information.
Last time CBT English pgt mai only English ka exam tha 80 marks ka.
Abki baar 80 English ka hai ya 30+50 ka hoga . means reasoning ayegi kya isme
Prt science me 8 STD . tuk Ncert ka math bhi ayega ki only science??
Very good sir. Salute to your commitment ❤❤
For english....will literature also be asked along with grammar and comprehension?
Sir b.ed compulsory hai TGT science post ke liye meri degree nhi ayi hai
Yes
Tgt math k liye kya study kre
Sir PGT commerce me 2 subjects hote hai Business studies aur Accountancy toh koi ek particular ke liye form bhar skte hai?
Haa
Mera graduation me public administration subject tha to me social science k liye apply kr skta hu ?
Sir tgt social science ke lie kaise prepare kre aur aap form fill kaise kre uska bhi ek video bna do
@@jyotsanasingh4787 ap dekh lijiye video upload kiya hua hain
English mein ncert book snd grammar ke satb grafuation level ka bhi parna hain kya?
Sir....TGT painting/art and craft ka syllabus ke liye guide kr dijiye...kya 11th ,12th ki NCERT pdhne se ho jayega?
@@sahrajni8045 iska to waisa idea nahi hain...but I will try
Sir NT teacher k liye kya pucha jayega plz reply
@@spraj5433 i will provide
Hello sir....prt m bhi subject fill krna hoga kya or kl school open rehnge kl form submit kr skte h?
Ye app apne area me ke school me pata kijiye kal aur parso may be band rahega
Prt me v subject choose karna hoga
Personal details me city wale option me kuch city ka name hi nahi hai.
Kuch to hoga n
Town village city ussi ko fill kijiye
Mera subject pgt geography hai, mere zone me nearest schools me is subject ki vecancy nhi hai, to kya mujhe form fill karna chahiye
Yes
Sir PRT me apply Kiya hun subject soical science dia nhu .pzs sir bataye ki me kn si subject me c.b.t keliye padhungi. Plzzzzzz sir.
@@deepasahoo1885 class 8 tak sst
Sir humara subject PRT ke liye s.st h to kya s.st or gernal english or aptitude se hi aayenge ya maths se bha aayenge kya sir please reply me🙏🙏🙏
Privious year question share kijiye sir tgt ka
@@priyankadash5578 I m trying
Hindi Teacher के लिए कौनसी क्लास का बुक पढ़ेंगे या only grammar को focus करेंगे Pls reply 🙏
Sir sign sab degree me hdi bud adhaar card me sign nahi hai toh koi problem toh nahi hoga n please sir bataye
Bengali subject ke liye interview main kya English main fluency chaiye ?
No need
Apko bangla ache se ana chahiye...
Language me apke subject ke according
Hindi ka hindi
Eng ka eng
Other language to whi ana chahiye..
Sir mera geography hai TGT ke liye to CBT me mere subject se kitana question hoga aur kis class tak
Class 10th tak ...level high hoga
80 marks ka exam hoga
Mcq
@StudyInDepth sir PRT ke liye bhi vacancy hai kya DAV school jharkhand me
Thanku so much sir
Sir tgt science only ayega or subject wise tgt post cbt kliye ayega?
Nursery teacher ko kya padhna hai commerce subject walo ke liye
N T me sab ke liye common rahta hain
Apko notes mil jayega kal ke bad
Details notes
Sir maine net application pdf download karke form varke documents ko or form ko msine speed post kardi meri nearest dav school mein chalega kya sir
Prt science k liye koun se class tak padhe??
Sir tgt english me kya kya padhna h...boht confused hu...pls guide kare
Language paper ke baare me koi ni bata rahe hai.....english me kya aayega chapters ko padhna hai....ya graduation level rahega....ya 12 level ka.....grammar dekhna hai ya kya ....sirf subject se related bol diya ja rha hai.....
@akashkumarmahto4266 haa wahi ....class 6to 12 ka chapters padhna hai...yaa grammar se related aayega exm me...kuch clear nai ho para hai🙂
Kya NCERT me prose n poetry v krni hai??
Prt Hindi K liye pattern /Syllabus btayie sir please
PRT ke liye kya padhu sir plz jldi kuch kijye Jisse help ho skhe
Kal ke baad me kuch share karunga Telegram pe
Pedagogy se questions nahi atha hei kya sir
NT k liye kya padhna hoga?
Sir main ne nursery k liye apply Kiya ha tho individual koi subject Nehi Diya, notice me vi Nehi tha or apne vi bola tha ki blank chor sakte hai tho main e koi subject Nehi likha tho Mera exam agar hoga tho mixed matlab science or arts milkar hoga iya Keya hoga?
Keya form reject ho jaiega ?
Ha
Koi issue nahi
Bas apko notes provode kar dunga kal ke bad
Study material telegram pe
@@StudyInDepth oo ok sir
Sir 1 post 1 form hi aply kar sakte kya??? All over India
Yes
@StudyInDepth sir maine deoghar se tgt ke liye apply kiya hu....or balasore (Orissa) se librarian ke liye apply kr raha tha ... but wo form lene se hi mna kar diye.... bole 2 form dalne se dono reject ho jayega
Sir mene form fill krte waqt only prt ti ck kia subjects to mene likha hi nhi i thought ki prt mein to sab subject pdhana pdta hai or submit bhi krdia hai mein isko kese thik kr skti hoon
Sir tgt medical ka bta do kha se padna hai
Sir English tgt mein sirf subject prepare karu?
What about genral aptitude?
Btaiye n sir plzz maths thira complicated h
Mera 12th 42%
Graduation 47%
B.ed 65% hai
Kya me gov. Teaching ke liye apply kar sakti hu tet bhi qualified hai
Apka 12th me kafi kam..hain
At least 45% hona chahiye tha...
Apka caste kya hain..
@mahadev__483 bas padhne ka man tha
@@StudyInDepth sc
Sir please aaj mere doubt clear kar dijiye kya mera gov. Job ka apna adhoora hi reh jayega % ki wajah se
@@sandhyasingh585 ap telgram pe msg kijiyga..link description box m diya hoga
From me b.ed ka percentage galat de diya.. documents attached hai...from rejected ho jayega kya ?
No
PRT General main all subjects aayenge kya?
No
Jo subject choose kiye honge wahi
Sir form kaise apply karna hai
Sir m pg hindi letarature m ki hu to kya hindi letrature ka questions hi ayega
Please share previous .. Solved question papers
Sir NTT ke liye notes provide keriye Or kya kya padhna hoga exam clear kerne k liye
Chatth puja ke baad mil jayega
@@StudyInDepth kaha pe?
Sir agat tgt English hain to pura 80 marks ka English hoga ya general aptitude bhi hoga?
Sir aptitude ka syllabus provide kijia please 🙏
Chhat puja ke baad mil jayega
mujse to form jma krne ke 300 ruppe liye hai
kya cbt ke liye alag fee lgegi
Nhi lenge syd apka online wahi kar denge..
Lekin fr v confirm ho lijiyga...msg ayga agar karna hoga to
English tgt me ncert book se padhna h yaa grammar.... kindly bataye
Ncert book aur grammar v ...
Sir tgt english ka pls bataeyega CBT ka pattern
@@StudyInDepth sir ncert book me prose aur poetry bhi krna hai
Overall cut off hota h ya subject ka?? Mujhe tgt maths k lie guide kre syllabus pls upto 10th ka puchhenge ya 12th ka
Mostly questions upto 10th tak ayega...
But 5 to 7 marks ka 11th n 12th se ayega
Sir PRT math ke liye kya podhna hai?
@@monalishasahoo2745 class 8 tak ache se aur 9th 10th ka kuch selected chapter ko padhiye
Sir non teaching Library assistant ka exam pattern kya hoga?
Sir mujhe aye heij cbt exam eligiykeliye mail kiya karu usekebaad
Mail me kya likha hain
Ap humse telegram pe contact kijiye
Link description box me diya hoga
What to study for PRT English?
Only english up to class 8 (few questions comes from 9th 10th
Sir mera 10th me 42% hai but 12th and graduation 50%+ hai kya mai PRT keliye eligible hu???
Hlo sir.. prt k liye bed compulsory h ya deled vale bhi eligible honge.. kiunki jnha apply kia h vnha Vo Bol rhe the k ntt k lie bhr lo. Lekin mene Prt k lie fill kr Lia to kya Vo reject kr denge??
B.ed and D.el.ed both are eligible for PRT
@ ok thank you
Dono eligible hain...
Apka graduation hoga to PRT me koi issue nahi hogi...
Without graduation NTT me apply karna tha
Ek last question please demo topic kis class std ka hona chahie maths tgt k lie.. actually already working as 5to 8 maths teacher...i am very much comfortable in these class i even dnt touch book while teaching concept theory even questions everything i do myself..i dnt hv pblm in 9 10th but those not in practice
Only from 9th and 10th class
Sir tgt k liye sirf 9th 10 ki book se demo dena hoga kya ..... tgt english ka pls syllabus btaeye sir pls
Sir librarian ke liye 50 marks ka library subject se hi rhega n?
Bhai previous year question paper mila kya librarian me?
Yes
Ntt k liye ya syllabus hai cbt main
Music Teacher ke liye bataiye
humne nurse k liye apply kiya hai to kya pdna pdega
Nurse ka course me jo padhe hain same wahi padhiye
@ nursing me 4 salo me to bda kuch pda hota hai to school level me kya pdna pdna kyu ki ye to school k liye hai hospital k liye nhi
@ apke pass previous question paper nhi hoga school nusre ka jo hua hoga
Sir subject ka paper objective hota hai ya subjective
Objective
I forgot to self attest (sign) my documents before submitting my application form via post will I get rejected can anyone help with my query???
Reject nahi hogi
Sir PGT ke liye master degree vale kar sakte hai kya or b.ed na ki ho toh please reply sir😢
Is Distance education is eligible for prt post?
Hlo sir last date kvh h school m sumbit krne ki
@@PallaviChoudhary-l4p 11th nov
Sir exam hindi medium me hoga ya engliah medium me ??
English
Mera maths honours h to koi v science se apply kr skte the
Nursary teacher ka v bataiye kya padhna hai ?
Chhath puja ke bad mil jyga notes
Nursery teacher ka exam pattern kya rahega sir?
LDC accounts ka full syllabus please dijiye
Sir TGt m subject hindi nd social science dono likhne h
Ap kiss subject se apply krna chahte h
What to read for PRT all subjects
Sir tgt sst me kya padhe
Question kis language me puchha jayega?
English except hindi sank and other language paper
PRT Odia ke liye kya padhana hai please sir reply....
Odia
Tgt Sanskrit keliye kya padhna hai sir ?
Apne TGT sanskrit dala hai kya
@pragyaaagarwal6361 ji
लाइब्रेरी के लिए क्या पढ़े सर
Mai bhi librarian me feel up kiya hun bahot pareshan hun aapka no. Milega kya bahot???
M bi form bhri hu smjh nhi aara h kuch pta chle toh btayenge kya
Sir ye permanent post hai ya contractual??
Sir tgt kliye current affairs, reasoning, pedagogy needed?
Tgt me subject kon se class tak aayega
10tk tak
High level ki...11th 12th se v ate h
@StudyInDepth TQ sir
Cbt Exam cleared hai , kaise kaha vacancy aati hai ,kaise join kru , iske bare me kyu nhi cleared video bnate hai ???
Mathematics PRT ke liyee kya padhe please help
Mention me if u got any answer
Sir dav school se abhi tk koi update and call ms nhi aya ab kese pta. Lagega ki mai CBT ke liye eligible hu....??
11 ke baad
After clearing cbt, we will be appointed as permanent or contractual teacher?
Sir qualify karne kitna marks lana hoga ??
48 ke as pas
Google form kab bharna hai sir
sir dates extend hue hai apply karne ki???
Yes
Upto 11th nov
Already telegram n youtube post kiya hua h
😓Sir me gujarat se hu mene school me from submit Kiya or Mera pgt gujarati subject hai to unhone bola ki
Apka subject gujarati hai or hamare school me 10th Tak hi gujarati subject hai or pgt wale 11/12th ko padhate hai isliye apka from approve nahi kar sakte or aap CBT exam nahi de sakte 😢ab me kya karu 😓???
To unko boliye ki TGT me apply kr denge
Fr ho jayega
@StudyInDepth sir par mera ctet exam clear nahi h tgt k liye ctet hona chahiye na
Appearing me apply kijiye.
@@StudyInDepth sir vo kese samj nahi aya please samajye 🥲
Ap phir se form fill karke TGT post me apply kijiye
Aur CTET appearing me dal ke de sakte hain..
Agar December CTET ka apply kiye h tb
Sir previous year question paper pdf kanha se miliga?
Cbt mode exam hoti hai to pyq milna muskil hai but jo v hogi ...
Bata dunga
@StudyInDepth thank you sir
Sir exam duration kya hoga
2hrs
Sir ye form kaha milrga aur isko submit kaha krna h?
Ap jiss area me rahte hain waha ke dav ka website pe jaye waha se form download karke khud se fill karke dav school me submit karna hain
But form ke sath ek notification advertisement bhi hogi..usko v dwnld kijiyga aur usme dekhiyga ki konsa school me form jakar jama karna hai wahi kijiyga
11 nov last date hai👍👍
Sir please share previous solved question papers
Exam qualified ke liye kite marks chihye
Around 60%
00 number
Ntt ka syllabus kya hai
Sir speed post kis address mein hoga?
Near DAV School
Dav school nehi Hai Hamri locality pe to kaise speed post hoga?
Kahan per Ho, area
Odisha ,balugaon
Advertisement me diya hoga jiss area ya zone me ap aate hai ussi school me speed post karna hai proper school ka name with full address
Maths Tgt ka level aur syllabus kya hoga
@@rajaryandey5134 ap 10 tak ache se padhiye aur kuch questions +2 se v hogi
@StudyInDepth Thanku
Kya BEd pursuing eligible hain?
I am in second semester of BEd
sir prt social science me kya padhna hai ?
Class 8tk
Sst ncert book se
@ thankyou sir
@ sir plz share last year questions of sst ..
whats the pattern of questions ??
Nursing syllabus plz tell me sir