भाई जितना जल्दी हो सके कहीं से ट्रैफिक का इंतजाम कर लो, डिस्कवर 1 दिन में पहुंच जाएगा पोस्ट, मैने भी 2 मई 2024 को ब्लॉग शुरू किया था आज उसमे 700+ लाइव ट्रैफिक है, वेबसाइट डिस्कवर में चला गया है। स्कीमा टाइप आर्टिकल है जबकि
Mere vlog per sab ho gya hai trending per kam kar rha hu 200 se jyada article aur 150+ web story bana chuka hu lekin web story jata hai discover me fir low ho jata hai aur abhi tak ek bhi post diacover me nahi gya kya karu please help Koi traffic source bhi nahi hai na social media ka aur na koi initial traffic Ab itni mehant kar rha hu bhai lekin kya karu ab kuchh samjh nahi aa rha kya kru abhi tak traffic nahi aaya post per Diacover me post nahi ja rha kya karu please bhaiya btao
Bahut saare Sources hain..Quora, Pinterest, Thread, Koo App, Twitter, Facebook ye sab to common Hain.. Iske Alawa.. bhaut hain.. sab prr kam krne ka alag tarika hai
@@shivamessages1079 Aisa Maine bilkul nahin kaha ki agar aapka blog article hai to vah Google Discover per rank nahin Karega.. lekin agar aap ek news website chala rahe ho.. to aapko apna schema News article hi karna padega tabhi aap Discover per jaaoge
Hamesha ki tarah information se bharpoor video
🌍❤️
Or google news web ko approve nhi kr rha ha, Ab to mera web google seacrh man bhi nhi a rha ha, pahly a rha tha
Your website is affected by core update
Bhai Schema Name sy ek plugin bhi ha wo bhi kam kr deta ha
Yes but customization is must
But Bhai meri web ka schema news article he ha phir bhi google discover of google search sy traffic nhi a rha ha
Apni Website ko Audit kijiye
@@AKSHANSHKULSHRESHTHA Detail Video bnao na ye kia chez ha
भाई जितना जल्दी हो सके कहीं से ट्रैफिक का इंतजाम कर लो, डिस्कवर 1 दिन में पहुंच जाएगा पोस्ट, मैने भी 2 मई 2024 को ब्लॉग शुरू किया था आज उसमे 700+ लाइव ट्रैफिक है, वेबसाइट डिस्कवर में चला गया है। स्कीमा टाइप आर्टिकल है जबकि
Best video
@@aljarizomrecipes1196 All The Best... hard Gonna Pay you Back
Thankyou For this helpful Video..
Hi sir I have 1 Q
kya feed cache hone ki vajah se Hamara artical ya google webstories Google Discover Mein show Nahin Hota?
Mere vlog per sab ho gya hai trending per kam kar rha hu 200 se jyada article aur 150+ web story bana chuka hu lekin web story jata hai discover me fir low ho jata hai aur abhi tak ek bhi post diacover me nahi gya kya karu please help
Koi traffic source bhi nahi hai na social media ka aur na koi initial traffic
Ab itni mehant kar rha hu bhai lekin kya karu ab kuchh samjh nahi aa rha kya kru abhi tak traffic nahi aaya post per
Diacover me post nahi ja rha kya karu please bhaiya btao
Apne Web stories me related articles ke link paste kariye
@@AKSHANSHKULSHRESHTHA ye bhi karke dekh liya hu lekin nahi jata discover me
Bhai long article discover me nhi jata hai kya...maine dekha hai jitne bhi post discover me show karte hai.usme sabhi post 300-500 word ke he hote hai
Esa Nahi hai bade se bada Article Discover Me ata hai.
@@AKSHANSHKULSHRESHTHA lekin new blogger direct traffic kaha se lekar aayega shuruaat me
Bahut saare Sources hain..Quora, Pinterest, Thread, Koo App, Twitter, Facebook ye sab to common Hain.. Iske Alawa.. bhaut hain.. sab prr kam krne ka alag tarika hai
@@AKSHANSHKULSHRESHTHA Hindi blog sahi hai ya English.
@@vivekvihaan dono ka Alag alag Zone hai aapki command best kisme hain wo karo
Bhai maine dekha hai ki Article Type "Blog Post" Bhi Google discover mein rank kar raha hai iska reason batao
@@shivamessages1079 Aisa Maine bilkul nahin kaha ki agar aapka blog article hai to vah Google Discover per rank nahin Karega.. lekin agar aap ek news website chala rahe ho.. to aapko apna schema News article hi karna padega tabhi aap Discover per jaaoge
Code ka kya price hai sir
Sample is free
Sir mera discover mai 1.5 lakh traffic ata tha 2 din pehle per day... Abhi 20k arha hai..m kya karu sir?
Downfall hone ke causes ko analysis kijiye... Apne search console aur analytics se help lijiye...
Its Really Worked for me
❤️❤️❤️❤️🌞
Next video 👍
Rankmath se schema create karna
Sure...
Aur maine starting se hi news articles choose kar rakha hai
Kaise
Sir Google discover on ho😊 gaya lekin discover me nhe ja raha jai 😢
Webstory banaiye aue wahan se traffic divert kijiye
Bana rahe hai lekin nahi web story discover me ja raha hai na hi post ek web story discover me gaya tah
Or discover on huwa fir post or Web story dono nhe ja raha hai
Bhai Core Update me AAPki WEBSITE EFFECT HUI HAI FIR
ye jo code banane ke paise maang rha hai, vo free me generate hota hai.
To free me kr le meri jaan
Its not real info
Clickbait
Each and every word is Real And People are Getting Helped from it...
Ea code ko use krne ke liye
Rankmath / yoast ko delet karna hoga kya???
Nahi no need
hat video aapp bahi chatgpt ka use kr ke bhech rahe ho koi sharam kro beginer ho logo ki vese help kro yaar kya hua