Agar aapka battery C20 hai to 335W laga sakte hai, lekin solar se battery ko charge karne ke liye aapko ek solar controller lena hoga jo ki jaroori hai, kyuki solar controller battery ko achhe Ampere se charge karta hai jisse battery ka life sahi raheta hai. (Jo battery 10 Ampere se jayada ke speed se charge nahi ho sakta hai wo C20 battery hota hai. Ek C10 battery hota hai jo 15-17 Ampere se charge kar sakte hai. C20 battery charging time jayda leta hai. C10 battery charging time kam leta hai. C10 battery agar aapke pass hoga to 650W ka solar istemal karke aap jayada speed se charge kar sakte hai.
Single battery 12V ka hota hai aur ye inverter 24V par kaam karta hai. Isliye 2 battery lagana hota hai. Note: Single battery ke liye aap 12V ka inverter le sakte hai 👍
@@TechSimple65 humko koi btaya ki 12 volt wala inverter se 180Ah ka battery achhe se charge nahi hota hai isliye hum 24 volt ka khaidne ka soche hai.. Rasta dikhaye
24V ka inverter me aapko 2 battery lagega. 150AH ki 2 Batteries laga sakte hai 24V inverter me, backup bhi jayada milega. Battery C20 jaldi charge nahi hota hai. Isliye aap battery C10 hi lijiyega, kyuki C10 battery jaldi charge ho jata hai C20 battery ke mukable me.
@@TechSimple65 Bhai sahab mere paas pehle se 180 AH ki battery hai, mujhe bs uske capacity ke hisab se inverter leni thi islye maine zolt 1700 order kr diya hai. Duvidha ye hai ki aapke hisab se mai purane Battery me ye lga nahi skta inverter, mujhe ek aur battery 180AH ka lagana hi padega?
Haan ek aur battery lagana hi padega. Lekin ek baat ye bhi jaan lijiye purana battery ko naye battery ke saath use karne se naye battery ki performance jaldi hi down ho jati hai. Agar aapke pass new battery hai tab koi baat nahi.
Sir Agar abhi ham solar inverter solar battery le, aur usko grid se chalayen. FIR Do Char Sal bad solar system Lagaye to yah kya Mumkin hai..? Please answer me... 🙏
Wo to chalega but dheere dheere problem hoga battery me. Technically series me connect nahi kar sakte hai alag alag battery ko. Aapka kam AH wala battery jo 150AH ka hai wo jald hi kharab ho jayega.
Kya main 3 batteries connect kar sakta hoon. I'm looking for an inverter where i can extra battery if required Can i charge my car battery by connect it to my inverter battery? In both 12 and 24 v Mujhe ek hi battery wala inverter chahiye lekin kafi baar battery down ho jati hai kyunki car ka gps battery consume karta jab car off ho tab bhi
Ye inverter 24V ka hai isliye 12V ke 2 batteries lagana hota hai. 3 batteries nahi laga sakte hai. Car ka battery single hai to is inverter se charge nahi kar sakte hai. Agar 2 car ka batteries hai to aap battery ko series me connect kar ke 24 volt se charge kar sakte hai. Lekin inverter ke pichhe charging mode ko Local me set karna hoga. Kyuki car ka battery kam ampere ka hota hai.
Mera TV light jane se inverter pe aa jata hai. But light wapis ane se ek baar off hokey on hota hai. Iska koi solution? Mera invertor microtek ka pure sine wave SEBz 1000 model hai aur battery tubular 150aH ki hai.
change over speed thik nahi hai aapka inverter ka. Is condition me aap UPS me rakh sakte hai lekin UPS mode me battery kam backup deta hai normal mode ke mukabale me
Luminous me mil jayega UPS mode aur V guard me bhi. New model inverter me change over time bahut fast hota hai. Bina UPS mode ke bhi bahut jaldi change over karta hai.
सर एक कूलर एक फ्रिज दो पंखे दो led बल्ब चलाने के लिए कोनसा inverter aur konsi बैट्री लगानी चाहिए। लोड कम से कम पांच घंटे चलना चाहिए और konsi कंपनी का इन्वेटर और konsi कम्पनी की बैट्री और कितने ah की लगानी चाहिए
Chala sakte hai. Lekin inverter par water pump nahi chalana chahiye kyuki battery bahut tezi se discharge hoti hai, joki future me battery life par bhi asar padega
Waise to rule ke hisab se 480 watt per hour use karna hoga aapko good battery back ke liye. Lekin aap 1000W Load denge to aapka battery shayad lagbhag 2h backup dega. Example agar aapka battery C10 hai to is battery ko 10h lagega charge hone me aur same speed se discharge bhi karna hota hai tab aapka backup ekdam accurate aayega. Agar aapke paas C10 battery12V 200Ah ka hai. To 12V×200Ah = 2400W Usi tarah dusra battery ka 12V×200Ah = 2400W Dono battery milkar 4800W total Backup dega. Lekin 4800W ko 10 hours me discharge karna hai. To 1 hours me total load 480W dena hoga. Matalab ekbar me max load 480W dena hai good battery backup ke liye. 1000W load bhi de sakte hai lekin backup formula ke hisab se nahi dega aur aapka kuchh current waste ho jayega. Note: Agar aapke paas C5 battery hoga to aap 1000W load de sakte hai be jhijak.
220Ah ki battery laga sakte hai, last 220Ah laga sakte hai 👍 220Ah×24V = 5280W total backup aayega. Single battery ya double battery se backup me koi changes nahi aata hai. Wo depend karta hai Battery Ah par. Agar single battery hoga to Ah ko 12V se guna kar denge aur double battery hoga to Ah ko 24V se guna kar denge.
Matlab 2battery lagane ke baad bhi backup nahi badhega toh phir kya matlab Aur Maine luminous customer care bat ki woh toh bol rahe backup aapka badh jaayega Technician bhi bata Raha tha
Bakwass h ye iska 1 saal ke baad display fade hone lagta h aur company wale display ki guarantee warranty nahi dete h isse acha livguard ke inverter and battery h
335w panal laga sakte hai or satth mein singal bettry 200ah ki laga sakte hai kya
Single battery nahi laga sakte hai ye inverter 24V par kaam karta hai, aur single battery 12V ka hota hai.
Ismhe dono battery same ah ki use krni jruri h yh fir ek 200 ah and ek 150 ah ki use kr sakte h please tell me
Yes same Ah ka rahega to charging achhe se hoga.
What is difference between in zolio+ 1700 or zolt 1700 please clarify
Mobile app se operate kar payenge Zelio+ 1700 me.
Yahi ek major advantage hai 👍
@@TechSimple65
Mobile app ka to itna use nhi hoga
To inme jyda best konsa hai please clarify
Zolt 1700 hi best hai.
Kyuki iska price bhi kam hai Zelio+ se.
@@TechSimple65 thnx
@@TechSimple65
Sir zelio 1700 me
250ka single battery use karsakta hun kya
Sir normal inverter se solar battery use karenge to uski life par koi effect hota hai ki nahi ?
Thoda sa
Lekin mai personally solar battery hi use karta hoon.
3 saal ho gaye use karte huye lekin abhi tak koi problem nahi hua hai.
2 s
Sir Amaron Ka 200ah Ka Single Battery Use Kr skte h
Nahi.
Minimum 2 battery lagega
Can i use it as ups for my 650 watt pc and 300 watt home appliances load?
Yes upto 1260 watts
I have a 150 ah Exide battery which is 6yeas old and can i use a new 150 ah battery along with old one with this inverter?
Never.
Your new one will be destroyed.
Is inverter ke saath 12v ki single battery use kar sakte hai kya
Nahi
Mere paas 335w solar panal hai or 200ah bettry to kya ye inveter run karega
Agar aapka battery C20 hai to 335W laga sakte hai, lekin solar se battery ko charge karne ke liye aapko ek solar controller lena hoga jo ki jaroori hai, kyuki solar controller battery ko achhe Ampere se charge karta hai jisse battery ka life sahi raheta hai.
(Jo battery 10 Ampere se jayada ke speed se charge nahi ho sakta hai wo C20 battery hota hai.
Ek C10 battery hota hai jo 15-17 Ampere se charge kar sakte hai.
C20 battery charging time jayda leta hai.
C10 battery charging time kam leta hai.
C10 battery agar aapke pass hoga to 650W ka solar istemal karke aap jayada speed se charge kar sakte hai.
24 v 100 ah lifepo4 battery ko is me use kar sakte hai kya?
Only 2 batteries 12V ka use kar sakte hai 👍
150 amp ki 2 soler battery support krega kya
Bilkul karega aur ye best combination hai 150Ah ka 2 batteries.
Half hp ka submersible chal jayega sir ?
Chal jayega 👍
Sir single battery connect kar sakte hai kya isme
Luminous 220ah ka
Nahi 2 batteries lagega 12v ka.
Isme ek zolt 1100 model aata hai usme single battery laga sakte hai 👍
Bhai single 180 Ah ka battery nhi lga sakte kya ?
Single battery 12V ka hota hai aur ye inverter 24V par kaam karta hai.
Isliye 2 battery lagana hota hai.
Note: Single battery ke liye aap 12V ka inverter le sakte hai 👍
@@TechSimple65 humko koi btaya ki 12 volt wala inverter se 180Ah ka battery achhe se charge nahi hota hai isliye hum 24 volt ka khaidne ka soche hai.. Rasta dikhaye
24V ka inverter me aapko 2 battery lagega.
150AH ki 2 Batteries laga sakte hai 24V inverter me, backup bhi jayada milega.
Battery C20 jaldi charge nahi hota hai.
Isliye aap battery C10 hi lijiyega, kyuki C10 battery jaldi charge ho jata hai C20 battery ke mukable me.
@@TechSimple65 Bhai sahab mere paas pehle se 180 AH ki battery hai, mujhe bs uske capacity ke hisab se inverter leni thi islye maine zolt 1700 order kr diya hai. Duvidha ye hai ki aapke hisab se mai purane Battery me ye lga nahi skta inverter, mujhe ek aur battery 180AH ka lagana hi padega?
Haan ek aur battery lagana hi padega.
Lekin ek baat ye bhi jaan lijiye purana battery ko naye battery ke saath use karne se naye battery ki performance jaldi hi down ho jati hai.
Agar aapke pass new battery hai tab koi baat nahi.
Can this be charged with solar power?
Not directly, you have to buy a solar controller then connect it with the inverter.
Sir can I charge battery with solar panel with this inverter.... Please respond
No.
It is not a solar inverter but if you buy a 24V solar controller then it's possible.
Means This inverter + 24V Solar Controller
Sir Agar abhi ham solar inverter solar battery le, aur usko grid se chalayen. FIR Do Char Sal bad solar system Lagaye to yah kya Mumkin hai..?
Please answer me... 🙏
Haan kar sakte hai.
Bahut log aise hi karte hai.
Mere paas 150ah ki battery h.. Kya 220 Ah battery leke chala sakte h kya... 150 Ah + 220 AH battery
Nahi
Same Ah ki battery honi chahiye
@@TechSimple65 Same AH ki battery na hone se kya issue hota h pls bataye
Koi ek battery kharab ho jayegi
Can we install zelio 1700 with one tabular battery
No.
It works on 24V so the required battery is 2 batteries of 12V = 24V
Sir 1500va kya 850w Pc aur ek 27 inch ki monitor ko handle kar sakta hain Ki nahi.
Please answer...
Kar lega
luminous shakti charge neo 1750 pro ...isse pc chal sakta hai
Daurega👍
Battery recommendation ka link bhi dedo
Best battery luminous ka ye wala aap le sakte hai 👇
Buy 2 luminous 150AH batteries
amzn.to/3z3oFhl
3.5 years se use kar raha hu sahi chal raha hai.
@@TechSimple65 restart to nahi hota pc agar light chali Jaye to?
PC hai to UPS mode me chalne se restart nahi hoga.
Isme ek battery 220Ah ka nhi chla sakte h kya
Nahi.
Kyuki ye 24V par kaam karta hai, aur ek battery 12V ka hota hai.
Sir mera ek battery 150ah or ek 165 Chal raha h koi issue to nhi hoga --16 Ah jayda h
Nahi laga sakte battery kharab ho jayega
@@TechSimple65 abi chal rahi backup acha h -16 ah extra h
Wo to chalega but dheere dheere problem hoga battery me.
Technically series me connect nahi kar sakte hai alag alag battery ko.
Aapka kam AH wala battery jo 150AH ka hai wo jald hi kharab ho jayega.
Zolt 1700 me only 1 220ah battery use nh kar sakte kya!
Nahi kar sakte kyuki single battery 12V ka hota hai.
Isliye 12V ke 2 battery lagana hota hai tab jakar 24V par ye inverter kaam karta hai.
@@TechSimple65 ok thanks bro
Mere pass luminous ka 220 ah ka single battery hai kya ye inverter le sakte hai
nahi.
2 battery hona chahiye.
Mere paas 180 ah ka double battery hai mikrotek ka kon sa inverter lu samjh nhi AA Raha
Can i connect 200ah of 2 battery 🔋
Laga sakte hai 👍
Nobody testing it while using pc around 500 watt ...does it shut down pc and restart while powercut
Use UPS mode for PC
Sir kya eshame 250ah ka battery saport kr skta hai...!? Please 🥺 comment 😢😢😢....!?
Nahi.
Maximum 220Ah ki 2 battery.
Aur minimum 80Ah ki 2 battery.
What is cost of of relly of invertor 12 v luminous
Kya main 3 batteries connect kar sakta hoon.
I'm looking for an inverter where i can extra battery if required
Can i charge my car battery by connect it to my inverter battery? In both 12 and 24 v
Mujhe ek hi battery wala inverter chahiye lekin kafi baar battery down ho jati hai kyunki car ka gps battery consume karta jab car off ho tab bhi
Ye inverter 24V ka hai isliye 12V ke 2 batteries lagana hota hai.
3 batteries nahi laga sakte hai.
Car ka battery single hai to is inverter se charge nahi kar sakte hai.
Agar 2 car ka batteries hai to aap battery ko series me connect kar ke 24 volt se charge kar sakte hai.
Lekin inverter ke pichhe charging mode ko Local me set karna hoga.
Kyuki car ka battery kam ampere ka hota hai.
Reply karne ke liye bohot bohot dhanyawad.
1700watt inverter double bettery cooling fan 24v ya 12v
Lagta hai luminous ka hai.
Or sir 24v ka invortar pr 1100 lod chala skte hai kya.....!? 😢
Kitna VA ka inverter hai?
@@TechSimple65 luminous 2250 pawerx 24w ka kya eshape 1100so ka lod chala skte hai...!? Or battery 220ah --220ah ka 2 battery, Please 🥺 aapse humble request hai please 🥺 hmko saggest kare please 🙏🥺
Aap is par maximum 1680W tak load de sakte hai 👍
Inverter back panel resentful video
Samjha nahi main
Sir kya 135 Ah ki do betry lga sakte hai
Aaram se
Mera TV light jane se inverter pe aa jata hai. But light wapis ane se ek baar off hokey on hota hai. Iska koi solution? Mera invertor microtek ka pure sine wave SEBz 1000 model hai aur battery tubular 150aH ki hai.
change over speed thik nahi hai aapka inverter ka.
Is condition me aap UPS me rakh sakte hai lekin UPS mode me battery kam backup deta hai normal mode ke mukabale me
@@TechSimple65thanks for speedy reply. Mere inverter me UPS mode nhi hai. Kindly suggest me a good inverter
@@TechSimple65mera inverter model hai MICROTEK SEBz1000
Luminous me mil jayega UPS mode aur V guard me bhi.
New model inverter me change over time bahut fast hota hai. Bina UPS mode ke bhi bahut jaldi change over karta hai.
can i connect with one battery only???
No.
Because it works on 24V.
सर एक कूलर एक फ्रिज दो पंखे दो led बल्ब चलाने के लिए कोनसा inverter aur konsi बैट्री लगानी चाहिए। लोड कम से कम पांच घंटे चलना चाहिए और konsi कंपनी का इन्वेटर और konsi कम्पनी की बैट्री और कितने ah की लगानी चाहिए
Zolt 1700 le sakte hai aur 150Ah ke 2 batteries
Aadha inch water pump Chala sakte hain bhai
Chala sakte hai.
Lekin inverter par water pump nahi chalana chahiye kyuki battery bahut tezi se discharge hoti hai, joki future me battery life par bhi asar padega
Aapne kitna load legs light kitni legs nhi bataya
bhai ps5 chl jayega kya is pr
power consumption kitna hai PS 5 ka?
@@TechSimple65 350 Watt
chal jayega
NICE VIDEO
200-200ah की दो battery 1000w में कितना back up dega
Waise to rule ke hisab se 480 watt per hour use karna hoga aapko good battery back ke liye.
Lekin aap 1000W Load denge to aapka battery shayad lagbhag 2h backup dega.
Example agar aapka battery C10 hai to is battery ko 10h lagega charge hone me aur same speed se discharge bhi karna hota hai tab aapka backup ekdam accurate aayega.
Agar aapke paas C10 battery12V 200Ah ka hai.
To 12V×200Ah = 2400W
Usi tarah dusra battery ka
12V×200Ah = 2400W
Dono battery milkar 4800W total Backup dega.
Lekin 4800W ko 10 hours me discharge karna hai.
To 1 hours me total load 480W dena hoga.
Matalab ekbar me max load 480W dena hai good battery backup ke liye.
1000W load bhi de sakte hai lekin backup formula ke hisab se nahi dega aur aapka kuchh current waste ho jayega.
Note: Agar aapke paas C5 battery hoga to aap 1000W load de sakte hai be jhijak.
Sir is inverter 2 battery Use kar sakte hai jiske baad iksa backup bhi badh jaayega kya Jaise 220Ah ki 2battery lagani ho toh lag jayegi
220Ah ki battery laga sakte hai, last 220Ah laga sakte hai 👍
220Ah×24V = 5280W total backup aayega.
Single battery ya double battery se backup me koi changes nahi aata hai. Wo depend karta hai Battery Ah par.
Agar single battery hoga to Ah ko 12V se guna kar denge aur double battery hoga to Ah ko 24V se guna kar denge.
Matlab 2battery lagane ke baad bhi backup nahi badhega toh phir kya matlab
Aur Maine luminous customer care bat ki woh toh bol rahe backup aapka badh jaayega
Technician bhi bata Raha tha
@@TechSimple65 aapse contact kaise kar sakte hai
Instagram I'd gulamgaush65
Ispe aap message kar sakte hai 👍
Wo to badh jayega. (Double ho jayega)
Meri baat aap samjhe nahi,
Aap Instagram pe message kar sakte hai 👍
Sir full charge hone par kiya charging stop ho jayega kiya
Haan automatic charging band ho jayega. Sab inverter me yahi system hai abhi.
Buying link please
Updated: in video's description
Bakwass h ye iska 1 saal ke baad display fade hone lagta h aur company wale display ki guarantee warranty nahi dete h isse acha livguard ke inverter and battery h
100% copper bhaiya?
Only Exide Inverters Comes With 100% Copper (Exide Model GQP)
fridge, ac chala dega ye inverter?
Fridge chala dega, AC nahi chalega
2500 va का कोई बताइये लुमिनीयस मे ही।
Luminous Optimus 2800 Pure Sine Wave 2500VA/24V
Me ejensi sahia
Weight ka chakkar hai 10 kg aur 15 kg
220 mh