Eligibility knha se aap bta rahe ho, jb nikla hi nhi h to aap kese bta skte h q wrong information de rahe ho, jb government ne nikala hi nhi h to qqqqqq aaap ulta sidha bta re ho sbko, ye sb nhi kro
Sir mera kuch bate ho jo ki aap se niwedan rahe ga ke aap mere dout ko clear kar sake Sir mera qualification BCA university se kiye hai aor agar ham class 6 se 8 wali vacancy aiye to meri patrata qualification sahi raha to ham bina stet/btet/ctet bina teacher certificate liye hi direct to bpsc ka from nahi bhara ja sakta hai Lekin jo log stet bharte hai unka to mca ya btech ka qualification rahta hai to kya bca ke liye iska exam alag se lega
@@TechnicalGudduG sir stet to class 9 se 12 ke liye patrata pariksha hoti hai To 6 to 8 ka exam alag se conducted Kara sakta hai ye aap hame clear kar is par video banaye sir
Diploma in Network Security vs Diploma in computer science Mai kya same hai yaa alag hai.. Dono mai time toh same hota hai 3 years kaa.. Kya Bihar mai teacher job apply kr sakte hai Please reply..
BSc IT Kiya Hai computer science se ho sakta hai ya nahin
H
Jetking se course karne wala form bhar sakte hai kya
Waw ye hi jaye or aapka chanal ko vi God aage le jaye😊😊
Pgdca kijiye
ECE ye computer ka Digree hai kaya ki engeening ka hota hai
Bsc(pcm)+pgdca wale apply kar sakte hai sir
Yes 6 to 8 wala me
Bed bhi hona kya sir ?
@@Macksuit nahi
From kab aayega
Eligibility knha se aap bta rahe ho, jb nikla hi nhi h to aap kese bta skte h q wrong information de rahe ho, jb government ne nikala hi nhi h to qqqqqq aaap ulta sidha bta re ho sbko, ye sb nhi kro
Bihar ke Chhor Kar Kisi other state se compare kijiye qualification Yahi Rahega aapka
BCA ke saath PG ka degree bhi chahiye kya ???
Ya sirf BCA??
@@ravishkumarsingh5768 nhi
Sir mera kuch bate ho jo ki aap se niwedan rahe ga ke aap mere dout ko clear kar sake
Sir mera qualification BCA university se kiye hai aor agar ham class 6 se 8 wali vacancy aiye to meri patrata qualification sahi raha to ham bina stet/btet/ctet bina teacher certificate liye hi direct to bpsc ka from nahi bhara ja sakta hai
Lekin jo log stet bharte hai unka to mca ya btech ka qualification rahta hai to kya bca ke liye iska exam alag se lega
@@Bornoffact 6 to 8 ka stet computer science ka form new aayega uske baad 6-8 bpsc ka form bharayega
@@Bornoffact waise bca wale master degree any subject karne ke baad 6-8,9-10,11-12, ka form bhar sakta h
@@TechnicalGudduG sir stet to class 9 se 12 ke liye patrata pariksha hoti hai
To 6 to 8 ka exam alag se conducted Kara sakta hai ye aap hame clear kar is par video banaye sir
@@TechnicalGudduG sir iske liye to koi special exam niklana chahiye
@@TechnicalGudduG agal niyam mai badlaw hua to
Diploma in Network Security vs Diploma in computer science Mai kya same hai yaa alag hai..
Dono mai time toh same hota hai 3 years kaa..
Kya Bihar mai teacher job apply kr sakte hai
Please reply..
Notification out hoga tab Pata chalega
Bsc(pcm)+ phdca apply kar sakte hai
No
B A aur O level valo ka nhi ho sakta hai?
Notification aayega to pata chalega
Jetking se course karnewa bhi form bhar sakte h kya
BCA wala graduation nhi hota hai ky ye Ba ka digree nhi hi kaya
Hai
Sir reply ko clear kijiye
Age relaxation milega kya Sir
Gen 37,obc 40
Thik hai😂
Hello bhae kya ye such me shi
Ha
BTET kab tak hoga
Wait
Bhai english tou badhiya se padhleta
Kuch bhi
Ye kb se hoga bhae tre 4se jo aane bala h ya 2035 me kb hoga 😢😢
2025
Kya sach me
Sab jhut h hawabaaji h bhai
Ctata pass karna hota hai
Btet
Iske sath stet or ctet bhi chaheyi
H
@TechnicalGudduG kon subject se stet chaheyi
Computer science