Bht Bht Shukriya sir Apke btaye huye tarike se Aj mene Cooling Coal Sensor ko Waypas kiya Usse ptaa Bhi chal gya k cooling Coal Ka Sensor karab h🙏🙏🙏 apka dil se Shukriya sir Aise hi videos bnate rhe❤️
Bhai bhot badiya Kam karteho aap.. thank you hamara Kam aasan karnekeliye..or ek maddad chahiye ye car's ke wiring diagram kese milenge (AC related).thoda bataye pls
Abhijit bhai. Hamaari 2012 tata Vista q-jet disel car mein a.c. cooling proper nahi ho raha. Yahan ka electricn bolta ki cooling theek hai. Magar, summer mein ac lagaane baad bhi car ke andar bahut garami hoti hai. Iska solution par ek video bana dijiye.❤❤❤
Bhaiya aap Hyundai ke brake issue ke baare maine bhi video banaye. ABS wali brake ka paddle hard kiyu hota hai aur iska solution kiya hai taki pedal hlhard na ho
Sir ek baar car pm scanner se ac ke bare me video banao aur usme ac ke kitne function show hote hai please sirf ek chota sa video bana de jiye kyuki mai usse le ne ka soch rha hoo aur apka video dekh kr mujhe scanner ke functions samajh ne me asane honge plzz aur thoda jldi bana de je ye video koi bhi car me please
sir... Thank you for your informative videos..out of the way question...reply will be very much appreciated I have Hyundai Verna 2019.....AC main fault code 19 aaya hai (isko check karna aapse hi seekha hai) .....what is the problem sir... for example... ac cold air aata hai...magar temperature agar set karta hoon 22 ko...to 22 ka jo thandahat hota hai wo nahi hota hai..chill hi rehta hai like around 17°C.....aur hot air aahi nahi raha hai even if ac display shows "HI"..
Excellent, aj maine apko dekha tha ek tucson/santafe ke saath just gate ka bahar. Mera Grand i10 2017 petrol Mt hai, isme purchase se steering column mein awaj hai, hyundai se bhi engineer aya tha, steering column change bhi hua tha lekin awaj nehi gaya. Can you help?
Sir, auto climate ac hai mera car me. Blower speed 1 ya 2 pe cooling aati hai, jab 2 ke upar speed set kardenge to compressor cut off hota hai. 3 pin wala pressure switch hai. Kya problem hosakta hai?
Sir mere pass XUV 500 w7. 2018 h sir iske ac mai problem ye h ki 24• c tk to shi kaam krta h leki 25 pr krte hi pure hot air Dene LG jata h problem bataye
Sar ji is compresser ki jo cooling Hai 1234 automatic Jo cut hota hai vah continue chalegi kya is per Jo aapane bypass kara hai to.. compressor apne aap cut hoaega kya. Piz 😔😔😔
Meri yehi gadi hai 1.2 kappa wali 2013 model uame bhi clutch magnet engadge hota hai kabhi nhi hota maine sb check kr lia fault nhi pakad me arha , compressor bhi ok hai.......ek electrician bola ki ECU se ground nhi arha ECU change hoga
Sir next generation Verna 2018 me ac 80 ki speed ke uper jate hi cut out mar rahi hai.. Khadi gadi me Or kum speed me ac mast chal rahi hai.. Compressor valve bhi change karva liya.. Compressor oil bhi change karva liya.. Phir bhi high speed me bar bar cut out mar rahi hai or ac switch on off karte hi turant vapis thandi kar rahi hai.. Please sir reply dena...
1k ohm ki 2 resister ko jor ke 3 leg banay .signal line pe jora hua 2leg ko lagane hoga and other leg ek power and another one ground pin me lagane pe short ho jayega. (look like m)
Sir mera xcent digel 2015 gari hai isme gari pickup Dene me thanda nikal Raha hai pickup chor ne se thanda nahi nikal Raha hai kay problem ho sakta hai
Sir mere paas Creata 2017 model aaya tha uska fatc me 71. Code aara tha aor ecv me suply nai aara tha to iska kya problem hota hay 71 code kya problem rahta hay plz reply me
Sir compressor on nahi ho raha hai ecv type compressor hai i20 me lakin pipe me jo pressure sensor rahta hai wo 2 wire ka hai test laga ke compressor on ho raha hai yeh nahi check kar sakte hai na
Good job Avijit Bhai bahut achha lagta Hai aapka video dekhkar bahut kuchh samghe Hai thanks bhai
Thank you sir
Main apki sari video dhekhta hu.
Aap bahut ache se problems find out karte hai aur uska solutions bhi batate hai
Sir Aap se Achchhi tarike se koi nahi samjha sakta 👍🙏
Bht Bht Shukriya sir Apke btaye huye tarike se Aj mene Cooling Coal Sensor ko Waypas kiya Usse ptaa Bhi chal gya k cooling Coal Ka Sensor karab h🙏🙏🙏 apka dil se Shukriya sir Aise hi videos bnate rhe❤️
Thanks bhai bhot kuchh Sikha hai aap ke channel se.may Allah bless u
Abhijit bhai aap ka video bahut achha lagta hai Mera khud ka car ac ka garage hai lekin bahut kuch aapse sikha hu thank you Bhai !
Bhai ma bangladesh se hu apka video dekhke bohot kus sikha
Compressor relay me earthing kahase ati hai uspe bhi aik video banao sir🙏
Ecm se ata hai
You are an awesome technician Hyundai..great working knowledge
facebook.com/profile.php?id=100064125425451
aaaaap jaise video aor samjhane ka tarika sab se best aor supper hai sir best teaching I love you♥️😊 sir thinks
thank you bro..
Realistic trainer I have ever seen
Tysm for these kind of information
Verry nice 💯 video browser ❤ tum jio hajaro sal bro
Dada love you aapne bahut mahnat ki hogi apni life m... Bina mahnat k kuch nhi milta.... Love you dada... M. Aapki trah hi kaam kr rha hu
bhai hum se aacha banna
Thank you sir apne bht accha se samjhaya i like your video so muchh
Bhai bhot badiya Kam karteho aap.. thank you hamara Kam aasan karnekeliye..or ek maddad chahiye ye car's ke wiring diagram kese milenge (AC related).thoda bataye pls
carmin from play store
Bhut zabrdast boos❤
Thanking you sir istarah ke use full video banane ke liye🙏🙏🙏
Excellent video Bhai🌹
Abhijit bhai. Hamaari 2012 tata Vista q-jet disel car mein a.c. cooling proper nahi ho raha. Yahan ka electricn bolta ki cooling theek hai.
Magar, summer mein ac lagaane baad bhi car ke andar bahut garami hoti hai. Iska solution par ek video bana dijiye.❤❤❤
Bondu bai Balu hai 👍🙏Ami Tumi bondu Ashe 🙏💐 danyavad
Aapki video bahut usefull hai
Excellent information sir
Please bataieye standing pressure kitna nana chaiye
🌺🌺🌺🙏🙏🌺🌺🌺
13 to 17 tak normal low side me 2-3 bar tak normal
Thanks bro love from Rajasthan
Abhijit Dada good job
AC par ek Full wiring diagram pretical bataye sir
ek video climate control sensor k uper banao
Nice video Abhijit Bhai ji
bohat achhi information bro
Good super Abhijeet Dada
Ami tomar khub boro fan
Bhaiya aap Hyundai ke brake issue ke baare maine bhi video banaye.
ABS wali brake ka paddle hard kiyu hota hai aur iska solution kiya hai taki pedal hlhard na ho
Sir ek baar car pm scanner se ac ke bare me video banao aur usme ac ke kitne function show hote hai please sirf ek chota sa video bana de jiye kyuki mai usse le ne ka soch rha hoo aur apka video dekh kr mujhe scanner ke functions samajh ne me asane honge plzz aur thoda jldi bana de je ye video koi bhi car me please
carpm se data nehi dekhta hai
Sir carpm scanner sa A/C ka kya kya problem batata hai uska eak video banao
@@a2zcarservice mai data ka nhi puch rha tha
sir... Thank you for your informative videos..out of the way question...reply will be very much appreciated
I have Hyundai Verna 2019.....AC main fault code 19 aaya hai (isko check karna aapse hi seekha hai) .....what is the problem sir...
for example... ac cold air aata hai...magar temperature agar set karta hoon 22 ko...to 22 ka jo thandahat hota hai wo nahi hota hai..chill hi rehta hai like around 17°C.....aur hot air aahi nahi raha hai even if ac display shows "HI"..
sis kisse ho
app ka num mil sakta hai sir
Sir video banao ecu se jo aya hi baypaas kaise karenge ecu udgaya to kaise denge 12v plzzz video banaiye automatic gadiyo par
nehi hoga sir
Good information bhai
Good chhote bhai
Excellent, aj maine apko dekha tha ek tucson/santafe ke saath just gate ka bahar. Mera Grand i10 2017 petrol Mt hai, isme purchase se steering column mein awaj hai, hyundai se bhi engineer aya tha, steering column change bhi hua tha lekin awaj nehi gaya. Can you help?
sir aap aaye mere pass aap ki problem 100% solve hoga
👍👍❤️❤️ very useful
Excellent bai g
Very nice ustat
Sir, auto climate ac hai mera car me. Blower speed 1 ya 2 pe cooling aati hai, jab 2 ke upar speed set kardenge to compressor cut off hota hai. 3 pin wala pressure switch hai. Kya problem hosakta hai?
Bhaiya please ecv valve ke baare me video banao please
Sir, Ertiga petrol 2015 model hai.....kitna ac mein gas aata hai ..... Gauge laga ke kitna psi hona chahiye running condition mein? Please tell.
Good information sir
Ecv valve pr ek video dijiya bana kr
Sir ji 👌👌🤞😍👌 Dil se
thank you sir
Very nice👍
Dilce acca bidio bohut accihe sir
Sir mere pass XUV 500 w7. 2018 h sir iske ac mai problem ye h ki 24• c tk to shi kaam krta h leki 25 pr krte hi pure hot air Dene LG jata h problem bataye
Nice video Dada thanks 😊 👍
Bhai car lift hydraulic ka video bnao request hai bhai
yes kiya hai bro..
Sir i 20 active mei manual ac ko automatic climate mei badal payenge.?
no
B1421 solar sensor circuit ka code nehi chorta. Plz ek video dena iske upar.
Ak namber video
Gas charging low aur high pressure k bare me video banao
soon
@@a2zcarservice
Ha sir runing and stranding pressure kitna hota h es pe vidio dalwaye 🌺🌺🌺🙏🙏🙏🙏🙏🌺🌺
Nice video bhai 👍
Ecv valve pe ek video ........
ecv valve wala video banao bhai plz
Sar ji is compresser ki jo cooling Hai 1234 automatic Jo cut hota hai vah continue chalegi kya is per Jo aapane bypass kara hai to.. compressor apne aap cut hoaega kya. Piz 😔😔😔
Sir aap ko salam
Thank you sir ❤😊
Very strong video
Good job sir 👍
Plzz new ac system pe video banaye
Swift vdi 2017model 67000 chali hai. Kya muje EVR cleaning karvani chaya. Aur gear oil change. Bahut baria engine hai. Rediator ko water pressure clean karna chaya. Bumper open karke. Please reply
Kya problem hai yeh pehle bataye ???
Good👍👍👍
Please make videos on ac problems.
Best knowledge
Opel Corsa ki average per koi video bnao 1.4 2005
Hello sir , AC ka ek problem h Jeep compass BS4, auto AC,
Isme Blower on krte hi Bina AC on kiye compressor (AC) on ho jata,
Bhai thermostat ko nikaal k badal sakte hai aur kase badle
Excellent video and explanation dada❤
Thanks a ton
Good information ❤❤❤
Good sir thanks ❤
Meri yehi gadi hai 1.2 kappa wali 2013 model uame bhi clutch magnet engadge hota hai kabhi nhi hota maine sb check kr lia fault nhi pakad me arha , compressor bhi ok hai.......ek electrician bola ki ECU se ground nhi arha ECU change hoga
possible hai but first find why ecu not provide ground
Good job sir ji
Very nice bro
ECv valve pe ek video please
Good video bhai
Good 👍
Very good information sir,👍
Thanks and welcome
Bhai ji namaste
I20 DSL type 2
Safety valve khul kar gais out kar deta hai
Sir next generation Verna 2018 me ac 80 ki speed ke uper jate hi cut out mar rahi hai.. Khadi gadi me Or kum speed me ac mast chal rahi hai.. Compressor valve bhi change karva liya.. Compressor oil bhi change karva liya.. Phir bhi high speed me bar bar cut out mar rahi hai or ac switch on off karte hi turant vapis thandi kar rahi hai.. Please sir reply dena...
Ac gas kum jada jayega fir bhi hoga
Ac fan check karna
Radiator me coolant check karna
Bhai,
Teen wire wala aur chaar wire wala pressure switch ko kaise direct karte hai yeh bataiye
1k ohm ki 2 resister ko jor ke 3 leg banay .signal line pe jora hua 2leg ko lagane hoga and other leg ek power and another one ground pin me lagane pe short ho jayega. (look like m)
ac group missing 6pin realy kaise lagta h blower switch on Karn se ac on ho jane please sir
Condesan fan slow chalta he to Kya problem hogi
Sir aap kaha se ho muze bi aapke pass kam sikhna h
Sir ji diagram kese milega koi app hai kya.or koi web
Bro, where can I get wiring diagram of tata indica v2 diesel version.?? Please suggest 🙏🙏🙏
Sir mera xcent digel 2015 gari hai isme gari pickup Dene me thanda nikal Raha hai pickup chor ne se thanda nahi nikal Raha hai kay problem ho sakta hai
Sir mere pass verna fludic hai code 15 show ho raha but coolent temp. Sensor bhi change kar ke dekh liya ac on hi nahi ho raha h kya kare
Sir ji wiring diagram kese download kare sabhi language me please batao 🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai varna hai mere ac uska kai theme par kaam karta hai lekin 15 20 km chalye par ac band ho jata hai kya problam ho sakta hai
Sir mere paas Creata 2017 model aaya tha uska fatc me 71. Code aara tha aor ecv me suply nai aara tha to iska kya problem hota hay 71 code kya problem rahta hay plz reply me
71 code means ecv check...
@@a2zcarservice new ecv change karne ke baad bhi code nahi jaraha tha aor suply nahi aara tha
Sir compressor on nahi ho raha hai ecv type compressor hai i20 me lakin pipe me jo pressure sensor rahta hai wo 2 wire ka hai test laga ke compressor on ho raha hai yeh nahi check kar sakte hai na
Ac pressure switch.amount of gas,thermistor sensor check at first..compressor connection o be check karo
2 wair sensor me kitna volt pass hota hai
Sir ji ten kilo ohm se direct ho jata hai koi problem baad main
Ye jo i10 1.1 hai uska mileage kitana hoga andaz se??
17 ya 18 bss
15+ with ac normal traffic condition .
Ac on karne pe COMPRESSOR me thoda sound hai. Compressor khol k bearing change hota hai ya poora compressor hi change karna pdega?
depends on model
@@a2zcarservice it is Honda city 2018 model. Aur sound AC start karne pe hi aata hai. AC off mein koi sound nahi hai
Tq good job