⚠️‼️ समग्र पोर्टल पर अब ekyc करने का process थोड़ा सा चेंज कर दिया गया है। अब आप इस नए तरीके से समग्र ekyc कर सकते है ·-· th-cam.com/video/GHZff5vz9TM/w-d-xo.html ‼️⚠️
Maine apna ekyc 20/7/2023 ko karwaya tha aaj 1/03/2024 abhi tak process me hi h Aadhar ekyc na hone ki wajah se koi bhi form College ka nahi bhara ja raha h kya karu Mai
Sir maine kyc kr li hai lekin gram panchayat main approve karne ka option nhi dhow ho rha reject karne ka ho rha h 3 bar rehect kr chuke h Panchayat wale spprove ka option kaise ho
Sir agar abhi mai maharastra me rahe raha hu or adhar card per majarashtra address dala hai to form bharne me koi taklif to nahi hogi na please confirm karo sir reply please
Sir mera panchayat se approve hogaya hai sab ok hua Aaj hi par seekho kamao me Samagra I'd dalne ke baad bata Raha ki Mobile number nahi link hai kya Karu ab 😭😭😢
mene 14 ko change dob ka apply kiya tha aaj 17 ko saam ho gyi hai pr abhi bhi ( Your request for change has been verified via OTP) bta raha hai kya kru sir
Vaise to Jaise hi aapne e-KYC ki aapke request Nagar Nigam mein pahunch jaati hai. Aise hi Kai log KYC karte Hain jiski vajah se request bahut jyada ho jaati hai to Nagar Nigam wale kuchh request ko verify kar dete Hain kuchh painting patak dete Hain. isliye behtar hai ki aap vahan chale jaen aur unse request verify Kara le.
Sir maine Online E-KYC karya tha aur 24hrs pure ho cheka hai lekin E-KYC nhi hua hai mujhe kya karna chahiye please bataiye, Kya mujhe fir se e-kyc ke liye apply karvana padega please bataiye
@@skonlineinfo thanku but jaise aapka aadhar OTP ke baad bhi kuch aata hai lekin mere karne pe wo nhi aata bas home page pe return ho jaata hai kya complete samjhen
⚠️‼️ समग्र पोर्टल पर अब ekyc करने का process थोड़ा सा चेंज कर दिया गया है। अब आप इस नए तरीके से समग्र ekyc कर सकते है ·-· th-cam.com/video/GHZff5vz9TM/w-d-xo.html ‼️⚠️
Maine apna ekyc 20/7/2023 ko karwaya tha aaj 1/03/2024 abhi tak process me hi h
Aadhar ekyc na hone ki wajah se koi bhi form College ka nahi bhara ja raha h kya karu Mai
Mujhe apki jankari bilkul samjh aa gyi aur aapne bilkul sahi kha hai thanks you for your video
Thanks man, it is very helpful. Also thanks for explaining it in such a simple way.
Sir janpad panchayat me jaye ya gram panchayat me aprove Krane ?.
Sir mai 2/07/2023 ko ekyc karva aur usi din apporovel bhi sachiv kar diya phir bhi name change nahi hua
Sir maine kyc kr li hai lekin gram panchayat main approve karne ka option nhi dhow ho rha reject karne ka ho rha h 3 bar rehect kr chuke h Panchayat wale spprove ka option kaise ho
Thanks sir bahut aache se Sam jate ho aap
Sir agar EKYC nhi ho to varsik pariksha main nhi bethne diya jata hai kya ???????????sir reply me I am very sad☹😔😔
Is ekyc se school ka koi sambad nhi hai. Shiksha portal ka ekyc hona chahiye wo kr lijiye
Me esi trs se kr rhi hu per ye dhikh nhi rha he
Ab nahi ho rahi ekyc yaha se kese hogi
Bhai ekyc karte time you are allready ragister with samagra id show kar raha hai ekyc karte time please reply 😔😔😢😭
Sir मेरी आईडी में दूसरा आधार jud gaya kab hatega ab tak site ni khuli he d link vali
Very nic esir 👍👍👍👍
Update ho gya uske bad bhi . from dalne pr update ke liye bta rha hai ab. Kya kre
Meri nhi ho rhi hai 2 din hone wale hai kese hoga please bata dijiye
Sir mai e kyc kar raha hu par jaise hi adhar numbar daal ke accpt krta hu uske baad msg ata h unble to fetch refrance Key iska kya mtlb hai🙄🙄
Morning me try kren
Sir ye eKYC ek baar karane per har yojna k kaam aa jayegi ya fir her baar alg alg yojnao k liye alag alag baar KYC karana padega
Ek baar.
Sir e KYC main branch me ho jayegi na
Sr samagr id me शैक्षिक योग्यता केसे अपडेट करे।।
Samagra ke portal ke aata hai ye option bhi. Waha se kr dkte ho samagra.gov.in/Citizen/RFC/RequestLogin.aspx
Sir mene mul nivasi ke liye apply kar diya tha
samagra pehle se hi link tha adhar se
abb vapis to kyc nahi karna pdega na ya karna padega
Nhi krna
@@skonlineinfo ok thanks
सर मेरी 10 ओर 12 ओर की मार्कशीट में सरनेम नहीं लगा है समग्र आई डी में भी नाम ही आया है सर सरनेम नही आया है कोई दिक्कत तो नहीं सर पिलीस सर
Mere phone number pe OTP hi nhi arha hai😢😢😢😢
Sir maine name change ke liye apply kiya tha shiti me bata raha h ki nam badal diya gaya h par samagra I'd nikali to purani hi ssmid bata rahe h
Aadhar aur samagra mai address same hona chhiye?
Mera 1 hafta ho gaya e-kyc kare abhi tak update nahi hua
Ha merac bhi
Jese apne btaya wese hi kiya lekin aj 5day ho gye awi bhi link nhi hua aw kya karu mai plj reply
Panchayat se verify krana padega
@@skonlineinfo mtlb nagar palika
Aadhar otp dalne ka option nhi aa rha hai kya kare
Sir sssmid kisi dusre gav ki h Or bhomi kisi or gav ki h tab kyc hoga kya?
Ho jata hai
Sir agar abhi mai maharastra me rahe raha hu or adhar card per majarashtra address dala hai to form bharne me koi taklif to nahi hogi na please confirm karo sir reply please
Samagra ID MP ka hona chahiye. Aur samagra kyc hona chahiye
Request kar di hai lekin 3 din ho gye approvel nhi hua ab tak
Bhai mera 1 hafte ho gaye e-kyc kare abhi tak update nahi hau mera
Apne nagar nigam me. Jake ward prabhari se sampark kare mera v yhi prblm tha
Sr kyc krne k bd likha hua aarha h ki ur request for ekyc is pending with request id . Fr ek id show ho rhi h.. ase m kya krna chaahiye...
Ab apni panchayat se verify krana padega
Sir mera panchayat se approve hogaya hai sab ok hua Aaj hi par seekho kamao me Samagra I'd dalne ke baad bata Raha ki Mobile number nahi link hai kya Karu ab 😭😭😢
Panchayat ki ID pr mobile number link krne ka option aata hai.
Same mera bhi yahi hai kaise Karu link samagra se number 😢
@@vinaybhai9040 panchayat se approve karwane ke 24 ghante baad ho jata hai
Sir mere kyc nahi ho rahi aag nahi bad rahi kya karan he
Aapka form bar gya kya ..Mere me bhi yahi problem arhi hai
Samagra e kyc me OTP dalne ke bad age process nhi ho rhi hai
Sayed mobile me hi aesa ho rha hai
@@shinigami6627Go On Three Dots
Tick That Desktop Site Option
mene 14 ko change dob ka apply kiya tha aaj 17 ko saam ho gyi hai pr abhi bhi ( Your request for change has been verified via OTP) bta raha hai kya kru sir
Apni panchayat se verify karaiye
Bina mp online ke bhi ye kaam apne leptop me kar sakte h kya
Ji haa.
Good sir bhaiyo daks sait kholo tab otp ayega
Unable to fetch reference key लिखकर आता hai ,adharnumber dalne par
Mere sath bhi yahi ho rha hai
Mp police का मेरा payment ₹560 deducted हो गई है लेकिन application form status में " यह आवेदन निरस्त है" दिखा रहा है
Please help me
Sir jaruri hai kya nagar Nigam Jana online bhi toh dekh sakte hai na
Help me
Vaise to Jaise hi aapne e-KYC ki aapke request Nagar Nigam mein pahunch jaati hai. Aise hi Kai log KYC karte Hain jiski vajah se request bahut jyada ho jaati hai to Nagar Nigam wale kuchh request ko verify kar dete Hain kuchh painting patak dete Hain. isliye behtar hai ki aap vahan chale jaen aur unse request verify Kara le.
Sir maine Online E-KYC karya tha aur 24hrs pure ho cheka hai lekin E-KYC nhi hua hai mujhe kya karna chahiye please bataiye,
Kya mujhe fir se e-kyc ke liye apply karvana padega please bataiye
Panchayat se verify krana padega
@@skonlineinfo ok thankyou ✅
Object reference not set to an instance of an object adhar se otp dalne ke bad ye ky ho jata h
Site band rhti hai tab ye error aata hai. Ab kijiye
Otp dalne ke bad try again a rha please btao
Adhar no dalne par digital signature error aa rha h aisa kyu
Sir biometric vala option click karne par aage prosess nahi bd rhi he
Mobile se ekyc ho sakta hi kya sir please riply
Ho skti hai
Sir aadhar card no. Dalne ke baad automatic back ho jata hai home page per kya kare
Bhai same problem 3 din se try kr raha hu
Iska koi solution batao
@@jrmewada8733 bhai mere phir se desktop site per kiya to ho gaya
@@jrmewada8733 pahle crome history and all open tabs clear karo fir ho jayega sayad
@@jrmewada8733 mera to ho gaya kyoki
Sir maine kvc online ho gya hai approved bta rha hai pr mobail no ad nhi hua hai satyapan date bhi a gyi hai
Wait kren ho jayega, aur nhi ho to dobara kyc kr lenaa.
@@skonlineinfo sir mujhe ek do din me no ad karvana hai bijli vibhag wale bol rhe hai
अगर समग्र आईडी में कोई भी गलती नहीं है तो समग्र आईडी में ई केवाईसी करवाना जरूरी है प्लीज रिप्लाई
Ji fir bhi jaroori hai.
Sir me gaav se belong krta hu to me kha jau ?..
Gram panchayat
Bank account kase jode samagra se
Samagra se aadhar link hota hai aur aadhar se bank... Direct samagra se bank nhi hota.
Indian post payment bank account me to kyc nhi ho rha
समग्र आईडी में एड्रेस चेंज कर रहे हैं तो एड्रेस चेंज क्यों नहीं हो रहा है
Ekyc se Address change nhi hota. Aapki panchayat se karana hoga.
Adhar no. Daalne k baad OTP to aa gya pr OTP fill krne k liye option hi nhi aa rha h
Nagarpalika jaana zaruri hai kya ye online nhi hota kya
Waha to sirf verify karane jana hai. Baaki sab aapko hi online krna hai.
@@skonlineinfo thanku but jaise aapka aadhar OTP ke baad bhi kuch aata hai lekin mere karne pe wo nhi aata bas home page pe return ho jaata hai kya complete samjhen
Sir mera 2 weeks se panding dla h..abhi tk ni ho raha h... request panding dli h...
Panchayat me baat kren
Sir mujhe samgra me mobile no. Add krna h but mobile no. Dalne ke baad otp dalne ke baad site ke server hee nhi aate kuch solution do bhaj
Kabhi kabhi hota hai fir se try kren.
Aap Pahle Se Hi ukt ID ke sath Jude hue hain yah message aata hai yah kya samasya hai
Kisi aur samagra ID se aapka aadhar juda hua hoga.
Sir mene kyc 24 hours pahle karwai thi but abhi tak hui nahi ,kya mujhe panchayat jana padega kya
Haa
Esmain Email ko kese kere register
Sir mere mobile number par to OTP hi nahi aa raha hain
Mera kyc me aadhar card no..pr otp nhi a raha h jb ki mera hi no..add he kya kru please reply 😢
Try again
Panchayat se approve krwana zaroori he kya
Haa.
Mera aaj ekyc hua hai but mobile no. Nhai hua hai kya fhir se ekyc karna padega please reply
Mobile number direct panchayat se bhi add kiya ja skta hai.
Other state वाले without mp rojgar पंजीयन नंबर के MP Police constable का एप्लीकेशन कैसे भरें?
Rojgar panjiyan to krna pdega.
मुख्यमंत्री सीखों कमाओं योजना में मेरा समग्र का data wrong bta rha he. मेरी मम्मी के नाम के स्थान पर sister ka name a rha hai kya kre please reply
Apni Panchayat se sudhar kara lo, waha se ho jata hai
Bhai aadhar me jesa name h samagra me bhi besa name hoga na
Haa
Meri ekyc hai but phone number samgra ID me dusra hai or adhar me dusra
To samgra id se number kese change kare?
Same process
Sir mai samagr i'd me kyc karai thi to ab aadhar card me kiski our ki pic aa rahi h to ab kya kru 😢😢😢😢
Try again
Sir KYC nhi ho pa rahi he our online wale ne bola kisi our ke aadhar se jud gai kuch samaj nhi ha raha 😢
Portal me aadhar-delink ka option aaya hai
Abhi wo work nahi kr rha hai jab work krega waha se aadhar delink kr lena. Fir new kyc kr lena .
Tnx ❤
Mere ekyc nahi ho raha mera address up ka tha maine change bhi kar diya phir bhi bol raha hai apka address up ka hai kya kare
Address change karaye kitna time hua ?
Bhai mere aadhar aur samagr details same nhi hai, ekyc bhi hai meri, mujhe details same krni hai, pr nhi ho rha hai😢
Ek baar fir se ekyc kr lijiye. Ho jayega.
Thank you 😊
Tʜᴀɴᴋs ʙʜᴀɪ ʏᴀʜ ᴊᴀɴᴋᴀʀɪ ᴅᴇɴᴇ ᴋᴇ ʟɪʏ .
नही हो रही अब बहुत सारे डाक्यूमेट उम्र प्रूव करने मांग रहे है
Hmmm. Ab portal pr kuch changes kiye gaye hai.
Dete of beart docomant key sey daley b scan karey
Ab process badal gaya hai. DOB type krke Documents Upload kr dijiye.
सब की समग्र आईडी में अलग-अलग नंबर ऐड कर सकते हैं क्या🙏
Haa
Sir biometric se kyc karne par ho nahi rha he is site se
Ho jata hai.
@@skonlineinfo biometric device chus nahi ho rha he
Fill up krne ke baad wapas whi aa jata hu jaha se start kiya tha (mobile se)
Same brother
Same problem
Sir me mobile se ekyc kar rahe hai to 403 worning likha aata hai
Portal problem ho skti hai. Warna mobile se bhi ho jata hai.
@@skonlineinfo ha sir lekin ab 402 worning esa likha aata hai jab Aadhar Card ka OTP dalkar summit karte hai
Bhai mera ekyc ke 3 din hogye but abi tk kuch update nhi ho paya ky kru
Panchayat se verify krana padega.
@@skonlineinfowo kese hota hai please reply
Panchayat me chale jao wo kr denge.
इसमें सिर्फ नाम के संसोधन आता है dob k nhi aa rha
Name DOB & Gender tino ho jate hai.
Shiko kamao ke form kaise bare video banao
Sir Mera sikhao kamao yojna me me I'd deos not exit bta rha he
Konse step pr ?
Bhaiya mera number kisi or ke id par aa raha hai or mein usko janta bhi nahi hoon please bataiye kya karen
Us number se nhi hoga.
OTP dalne ke baad please try again bata raha 2 din se
Same to same bhosdike
Mera bhi bhai kya kru
Sir 6 din hogya ha meri ekyc process mai ha
Panchayat se verify karaiye
Sir mane kyc kar ba liye h pr nahi hui h to kya kare
Verify krana pdta hai.
Kha se hoge varifid 5 din ho gye abhi take nahi hui
Apni panchayat se
@@skonlineinfo thanks
Aadhar ke hisab se hi nam change hoga or mera nam dono me galat he
To phle aadhaar me sudhar karaiye.
Verify kar di vha se id ke nahi aa rahi
Wait kren kuch time baad update ho jayega.
Bhaiya aadhar card se otp bheje ke baad home page open ho raha hai
Same 😢😢😢
@@varshayadav9488 adhar ki ekyc karo fir ho jaayega
Portal problem ho skti hai.
Sir isme OTP fill karne ka option nahi aa raha to kya karu
Same
Hamari samgra id delete kar di gyi h kys proxess hogi ab plz tell me
एक मोबाईल से कितने समग्र e KYC हो सकता हैं
Ek mobile number se ek pariwar ke sabhi members ka kar skte hai
Maine to karke dekha hai but ek number se sirf 1 ka hi ho Raha hai
Bhaiya addhar numbers fill kiya but OTP nahi aaya bhai
Aadhar ki site nhi chalti hogi isiliye.
sir adhar OTP ni fill up raha hhh
Haa Mera bhi
Meri ekyc request 2 baar reject kr dii hai
Nagar nigam ya panchyat office jaake unpe gussa karo
k
Thank you sir 😊
Mera e-kyc nhi hora h
OTP dalne ke bad age ki koi process nhi ho rhi h
Bhai online pe jana pade ga
Mera bhi nhi ho Raha h bhai
Mᴀsᴛ ᴠɪᴅᴇᴏ ʙɴᴀʏᴀ ʙʜᴀɪ