आज की युवा या किशोर वय के बीच ऐसे खिलौनों की बड़ी डिमांड है। खासकर म्यूजिक जिनकी प्रथम प्रथमिकता होती है। Fm पकड़ा तो ठीक वरना वाया मल्टी मीडिया म्युजिक तो मिलेगा ही।परफार्मेंस वाइज अच्छा प्रदर्शन कर जाते हैं। कीमत के लिहाज से पैसा वसूल होते हैं। 🙏📻🙏
😊 aajkal to Khali samay me TH-cam he dekhta hu.. kuchh dino pahle Ghar ke safai kartey huy 3 Inch ka purana chainese FM mil Gaya (Joo mar chuka hi )..too puraane yaade taja ho gai.. TH-cam me aaya to "Aaap " mil gaye... City area me to mobile me Fm tune ho jata hai(mere City me sirf 92.7 fm hi).. lekin village areas( 80 km from nearby community redio station) me kaam nahi Karta... Pahle ke tarha chota sa haato me sama Jane wala "Redio " khoj Raha hu ,Joo village and City dono jagaha per achha kaam kare... Aap ke vedio dekh kar " Redio ke technology " ko jaan samajh Raha hu.. thank you for the sharing knowledge .. 🙏🧎.. chote Powerfull fm,Am,Sm Redio's ke reviews ka intezar rahega.. Jo ke saharee bhagam bhag me istemal kar saku.
@@hunza-r-aranyak2650 ji, bahut bahut dhanyawad. Bada achha sa comment likha aapne. Aap channel ko explore kijiye, jarur aapke kaam ki cheej milegi. Ek to bas aane wala hai abhi.
If anyone wish to purchase such radio he must opt for carvan mini. Bcoz carvan has medium and fm radio with bluetooth and usb/aux connectivity. Also a collection of 300+hindi songs. Parvinder ji ,kindly make a video on amazon echo wi-fi radio which car be tuned online radio on voice command. Thank you for your entertaining videos.your channel is a mirror of the radio world.
Nice selection of song in good voice. Thank you for comparative presentation.parvinder ji good morning. Please also present a comparison of pc boards of old and new philips. What do you think about durability of a dsp chip radio like philips champion.
सर जी, नमस्कार, सर जी, हमें पगारिया का रेडियो बहुत अच्छा लगा।एमटेक मे अर्थिंग पर ध्यान नहीं दिया है। यह अर्थिंग ले रहा है। इसके लिए रेडियो मकैनिक अर्थिंग की एक तार रेडियो की बाडी में ही लगा देते हैं। इतने मंहंगे एमटेक में एक एंटीना तो देना ही चाहिए था। लेकिन सर जी पगारिया रेडियो की बात ही अलग है। आपके क्या विचार है। पगारिया रेडियो के बारे में।❤❤❤❤
@@vijaypaltyagi3042 ji, bahut bahut dhanyawad aapka. Aap hamesha apne comments se channel ko ameer banaate hain. Pagaria ka ye Radio achha hai. Amkette wala bhi achha hai. Earthing ka to kah nahin sakta par uska Antenna alag se hona chahiye tha. Halanki badi city mein koyi fark nahin padta.
💥💥💥Good evening Pravinder ji thode chhut putt antar hain dono me amkett me bass hai to whip antenna nahi kyuki carry strap kaargar nahi wahi Pagaria me bass nahi to antenna hai han antenna thoda Chhota hai thoda bada hona chahiye tha baki lagbhag saare features almost same hain nice comparison sir❤️👍
Good morning Ji Pagaria ka bass is excellent,na tho jyada na tho kum. Aisa balance me hone se jyada samay thak sunsakthe hai. I am in the journey so again I will view these series of videos after returning to vizag
@@kingofking9577 ji, Pagaria ka jo Creta ka model hai, us shape aur size aur style waale Radio ke alaawa baaki koyi bhi dusari shape ka Radio ho, har koyi company China se import karti hai.
Dono redio ne achha performance diya hai.. Barish nhi aati to shayad ye jaan pate ki konsa fm per strong hai.sound dono ka achha laga lekin look me pagaria better hai
यदि आप मेरा कमेंट पढ़ रहे हैं तो ये मेरा सौभाग्य है और यदि आपने उत्तर दिया तो मैं समझूंगा कि ईश्वर की कृपा है मुझपर 🙏 मैं उत्तर प्रदेश से हूं और यहां पर कोई ham operator नहीं है। मैं Ham operator बनना चाहता हूं पर पूरी जानकारी कहीं से नहीं मिल पा रही। यदि आप मुझे अपना या विक्रांत जी का कोई संपर्क साधन दे दें तो मुझे काफी जानकारी मिल जाएगी जो वास्तव में मुझे चाहिए। कृपा करें 🙏
आज की युवा या किशोर वय के बीच ऐसे खिलौनों की बड़ी डिमांड है। खासकर म्यूजिक जिनकी प्रथम प्रथमिकता होती है। Fm पकड़ा तो ठीक वरना वाया मल्टी मीडिया म्युजिक तो मिलेगा ही।परफार्मेंस वाइज अच्छा प्रदर्शन कर जाते हैं। कीमत के लिहाज से पैसा वसूल होते हैं। 🙏📻🙏
Ji, bilkul sahi kaha aapne.
Sab ka khayal rakha jana chahiye.
😊 aajkal to Khali samay me TH-cam he dekhta hu.. kuchh dino pahle Ghar ke safai kartey huy 3 Inch ka purana chainese FM mil Gaya (Joo mar chuka hi )..too puraane yaade taja ho gai.. TH-cam me aaya to "Aaap " mil gaye... City area me to mobile me Fm tune ho jata hai(mere City me sirf 92.7 fm hi).. lekin village areas( 80 km from nearby community redio station) me kaam nahi Karta... Pahle ke tarha chota sa haato me sama Jane wala "Redio " khoj Raha hu ,Joo village and City dono jagaha per achha kaam kare... Aap ke vedio dekh kar " Redio ke technology " ko jaan samajh Raha hu.. thank you for the sharing knowledge .. 🙏🧎.. chote Powerfull fm,Am,Sm Redio's ke reviews ka intezar rahega.. Jo ke saharee bhagam bhag me istemal kar saku.
@@hunza-r-aranyak2650 ji, bahut bahut dhanyawad.
Bada achha sa comment likha aapne.
Aap channel ko explore kijiye, jarur aapke kaam ki cheej milegi.
Ek to bas aane wala hai abhi.
SADA AP ke awaz easy hi Suntay rahen never disheart from anyone.
@@iqbalmayo4456 ji, thanks so very much ji.
Pravinder ji, dono ka ekhi jaisa pradarsan.
@@BIDHANCHANDRAMUKHOPADHYAY ji, bilkul, bahut bahut dhanyawad.
Amkette walon ko whip antenna lagana chahiye tha.
If anyone wish to purchase such radio he must opt for carvan mini. Bcoz carvan has medium and fm radio with bluetooth and usb/aux connectivity. Also a collection of 300+hindi songs. Parvinder ji ,kindly make a video on amazon echo wi-fi radio which car be tuned online radio on voice command. Thank you for your entertaining videos.your channel is a mirror of the radio world.
Rattan ji, sure, if I am able to buy it, I will buy it.
Nice selection of song in good voice. Thank you for comparative presentation.parvinder ji good morning. Please also present a comparison of pc boards of old and new philips. What do you think about durability of a dsp chip radio like philips champion.
Rattan ji, namaskar.
Thanks so very much for kind appreciation. Actually, I will delve into such matters later on.
I think, this two radio is same, only difference is antenna and sound quality.
Ji, ek jaise se hi hain
मज़ा आ गया जी आज के वीडियो मे, मे यही जानना चाहता था की बेहतर कोनसा है, मुझे दोनों ही सेम लगे
@@VermaMusic844 ji, bahut bahut dhanyawad ji aapka.
सर जी,
नमस्कार,
सर जी, हमें पगारिया का रेडियो बहुत अच्छा लगा।एमटेक मे अर्थिंग पर ध्यान नहीं दिया है। यह अर्थिंग ले रहा है।
इसके लिए रेडियो मकैनिक अर्थिंग की एक तार रेडियो की बाडी में ही लगा देते हैं। इतने मंहंगे एमटेक में एक एंटीना तो देना ही चाहिए था।
लेकिन सर जी पगारिया रेडियो की बात ही अलग है। आपके क्या विचार है। पगारिया रेडियो के बारे में।❤❤❤❤
@@vijaypaltyagi3042 ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Aap hamesha apne comments se channel ko ameer banaate hain.
Pagaria ka ye Radio achha hai.
Amkette wala bhi achha hai. Earthing ka to kah nahin sakta par uska Antenna alag se hona chahiye tha.
Halanki badi city mein koyi fark nahin padta.
💥💥💥Good evening Pravinder ji thode chhut putt antar hain dono me amkett me bass hai to whip antenna nahi kyuki carry strap kaargar nahi wahi Pagaria me bass nahi to antenna hai han antenna thoda Chhota hai thoda bada hona chahiye tha baki lagbhag saare features almost same hain nice comparison sir❤️👍
Bahut bahut dhanyawad Vikas ji.
Sahi kaha aapne. Pagaria mein bass hai par Amkette mein aur jyada hai.
Bahut hi achcha video
@@samadhanburungle ji, bahut bahut dhanyawad.
सर फिलिप्स का एम डब्ल्यू का रिन्यू कब आयेगा सर क्यूकी फिलिप्स मुझे रेडिओ लेना है Philips RL 384
@@samadhanburungle जी, नमस्कार। बड़ी जल्दी। कल तक प्रयास करता हूँ।
@@pravindersheoran OK
Good morning Ji
Pagaria ka bass is excellent,na tho jyada na tho kum. Aisa balance me hone se jyada samay thak sunsakthe hai.
I am in the journey so again I will view these series of videos after returning to vizag
@@ramaraopt1659 ji, thank you very much. Your valued comments are assets for the channel.
Nice video parvinder ji
@@Seetu766 ji thanks so very much
Good morning pravinder ji🙏📻❤
@@vishambharyadavvlogs2571 ji, very good morning.
Pagaria best made in india
@@kingofking9577 ji, Pagaria ka jo Creta ka model hai, us shape aur size aur style waale Radio ke alaawa baaki koyi bhi dusari shape ka Radio ho, har koyi company China se import karti hai.
Dono redio ne achha performance diya hai.. Barish nhi aati to shayad ye jaan pate ki konsa fm per strong hai.sound dono ka achha laga lekin look me pagaria better hai
@@PankajGupta-pf7vz ji, bahut bahut dhanyawad. Ji, itna hi fark hai dono mein 19-20 ka. Pagaria ko whip antenna ka advantage hai.
यदि आप मेरा कमेंट पढ़ रहे हैं तो ये मेरा सौभाग्य है और यदि आपने उत्तर दिया तो मैं समझूंगा कि ईश्वर की कृपा है मुझपर 🙏
मैं उत्तर प्रदेश से हूं और यहां पर कोई ham operator नहीं है। मैं Ham operator बनना चाहता हूं पर पूरी जानकारी कहीं से नहीं मिल पा रही। यदि आप मुझे अपना या विक्रांत जी का कोई संपर्क साधन दे दें तो मुझे काफी जानकारी मिल जाएगी जो वास्तव में मुझे चाहिए।
कृपा करें 🙏
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍🙏
Bahut bahut dhanyawad ji
radio stereo mein kyu nahi aate sab mono mein hai
Aisa hi hai ki. Stereo bas headphones mein hi rah gaya hai.
Sir committee radio k bare mai vidio kab banoge.
@@Lucky7klgu ji, shayad aapka matlab hai Community Radio.
Jaldi hi prayas karunga.