Alhumdulilah Aysha api apny gher mi bhabioon ko izati di aur susral mi sas nand ko but sab ny hum ko baywaqoof samjha aur bhai and husband k kan bharey aur wo Allah ki masoom makhlooq ny ankhiny band ker k sab kuch suna bhi aur yaqeenan bhi ker liya aur hum sab mi burey ban gaey alhumdulilah But allah sab kuch deakh raha hy es yaqeenan k sat her ilzam sun leti hunoo safai paish bhi karoon to agli party yaqeenan kerna to dur ki bat sunna bhi nahi chati زندگی phir bhi guzer rahi hy ❤
Very good lesson for all women in every relation . I don't know sass ka itna bura image hy in our society.i think she is most well wisher of her Baho and Son as she has brought the bahu at home for her Son who is very beloved for the mother. Many times Saas ka qasoor koi nahi hota and other women of society ,family members or other of female side take part to ruin the life of Baho.Samajhdar Baho bhi bohat bari blessing hy in these days ..... Hadis pak ka mafhoom hy k naik biwi bohat bari blessing hy Allah hamain apni families KY liay blessing banay.and hamain blessed logon sy milwa dy....Ameen But Ayesha ji sagy rishton main bhi agar nafrat a Jay to wo bhi buhat dukh daity Hain .....Saas Baho to phir bhi blood relation nahi. Jo rishton main darar Daly wo asal fasad karny wala gunahgar hy chahy wo koi bhi ho.......and there are many such examples in our society. Allah shaitano sy bachay......hamary gharon ko shar sy apni panah main rakhy
Khair koi bat nahi ye sab zindagi mein hota rehta hai ye sab exam hai jismein hamein pas hona hai ye video suni to khud ko rok na pai mere Allah bahut Raheem hain
اس میں ایک رشتے کا اور اضافی کر دیں وہ دیورانیاں جو اپنی جٹھانی کو تو کوئی لفٹ نہیں کراتی لیکن اپنے جٹھ سے ہنس ہنس کر باتیں کرتی ھیں ان کے لیے ایسی دیورانیوں کی اخلاقیات اعلیٰ درجے پر پہنچی ہوتی ہیں is very terrible situation for jithani😢
Ayesha ji....beta maan ki puri umer ki kamai hota hy .....aik maan apny bety ky liay sb auraton main sy jis larki ko select karti hy....wo unki dushman ya bura chahny wali kaisy ho sakti hy.......Allah hamari society main fasad paida karny wali in farsooda riwayat ko khatam kary...... Asal problem ye hamari sick society hy. Saas agr soney ka pahar bhi baho ko dy ,izzat ,doulat,khushian jo bhi atcha chah ly phir bhi kuch logon ny. Qadar nahi karni hoti ....... Aur jo atchy character ky hain unko kuch na bhi milay to wo phir bhi qadar karti hain rishton ki. Rishty nibhana bhi aik imtihan hy sb ky liay..... Allah hamain naik rishtydaron sy nawazy aur hamain bhi naik banay....Ameen
Meri nand ne to Mera pura Ghar barbad ker diya main badi bhabhi thi per wo humse Umar mein badi thin aur 20 sal se mayeke mein hi rehti thin Alhamdulillah main bahaut khush thi apni zindagi mein hamesha maine sasural walon ko Piyar kiya main apne shohar ke sath Delhi mein rehti thi per mere husband ka brain hamrege hua main apne sasural rahne ayi to sab kharab kerke mere khelaf kerdin mujhe teen choti choti beti hai mere husband ki abhi tak recovery nahi hui hai unki voice loss hogayi mujhse koi bat nahi kerte even apne bhai ki khairiyat bhi nahi lete ke hamein kahin unse koi paison ka mamla na hojaye sas sasur dono hi nahi hain
Sab baatein theek hain lakin mein mey kabhi kisi ko cousin ki wife k sath problem nahi dekha. I feel like that may be her personal experience that's why she was ao bitter while talking about cousin's wife.
Nabi pak ne farmaya Har Shadi k bad har kisi ka ghar alag hona chahiye simple solution mis ayesha new shadi shuda joray ka ghar alag kar dena chahiye bas
Is trna ke sass our baho aap ko deen dar gharanai mai mil sakte hain jo haal mashrai ka hai is mai to koy reshta mahafoz nahe asal jo bat hai taleem ke Quran ko mokamil tarjomai k sath parna bas pir aap daikhani mera Rarab ap ke zindabe assan ho te hai
بہت سی بھابھیاں عزت اور اہمیت دینے کے باوجود بھائ کو بہنوں سے اتنا دور کردیتی ھیں لگتا ھے انکا بھائ ھی نہی ھے گھر آنا بند کردیتی ھیں عید تہوار کے دن بھی نہی جاسکتی ھم چاہت سے لائ سرکا تاج ہر معاملے میں اسکو اھم بنانے کا صلہ آج تینوں بہنیں بھائ کی شکل اور آواز کو ترس گئ یہ بھی نہی وہ دین سے دور سینکڑوں بچوں کو قرآن پڑھا چکی اور سلسلہ آج بھی جاری ھے بھائ بھی تہجد گزار رمضان میں بھابھی سات قران ختم کرتی ھے عبادات سے ہٹکر حقوق العباد صرف اپنے میکے اور دوسروں کے لئیے اسکا کیا ھوسکتاھے
Alhumdulilah Aysha api apny gher mi bhabioon ko izati di aur susral mi sas nand ko but sab ny hum ko baywaqoof samjha aur bhai and husband k kan bharey aur wo Allah ki masoom makhlooq ny ankhiny band ker k sab kuch suna bhi aur yaqeenan bhi ker liya aur hum sab mi burey ban gaey alhumdulilah
But allah sab kuch deakh raha hy es yaqeenan k sat her ilzam sun leti hunoo safai paish bhi karoon to agli party yaqeenan kerna to dur ki bat sunna bhi nahi chati زندگی phir bhi guzer rahi hy ❤
Behtreen .
Mere ammi hamesha bahu ki tareef karte ha mashallah
Allah tallah ap ko dunya aur akhrat may kanyab dey
ہم نے قران کی خوبصورتی ہر دن اپنے اندر جذب کرنی ہے ۔۔❤
إنشاءاللّٰه
Great very important Dars Khash sub auratoon Amal tufiq ho Bilquis Khalil
Good ❤❤❤❤ nice 💯
السلام علیکم. عائشہ بیٹا بہت زبردست lecture ha❤❤❤❤❤
MashaAllah bohot motivational lecture tha.
Mashallah zbrdst.boht achi lge apki video
❤
میری استاذہ میٹھی میٹھی کرتیں ہیں 😅پیار اصلاح❤سب ساتھ
جزاک اللہ خیرا great job
buht achi batien ❤ ki hain ap na
Well said ❤
MashaAllah MashaAllah bahutqoob absolutely right. Allah taa'la islam karay
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ جی آپنے سچ فرمایا
Bilkul sahee baat h
mashAllah 😍 Allah aapko dono Jahan m kamyabi de 🤲 aapko salamt rkhhy
زبردست ❤
Very good lesson for all women in every relation .
I don't know sass ka itna bura image hy in our society.i think she is most well wisher of her Baho and Son as she has brought the bahu at home for her Son who is very beloved for the mother.
Many times Saas ka qasoor koi nahi hota and other women of society ,family members or other of female side take part to ruin the life of Baho.Samajhdar Baho bhi bohat bari blessing hy in these days .....
Hadis pak ka mafhoom hy k naik biwi bohat bari blessing hy
Allah hamain apni families KY liay blessing banay.and hamain blessed logon sy milwa dy....Ameen
But Ayesha ji sagy rishton main bhi agar nafrat a Jay to wo bhi buhat dukh daity Hain .....Saas Baho to phir bhi blood relation nahi.
Jo rishton main darar Daly wo asal fasad karny wala gunahgar hy chahy wo koi bhi ho.......and there are many such examples in our society.
Allah shaitano sy bachay......hamary gharon ko shar sy apni panah main rakhy
MashaAllah MashaAllah bahutqoob well said
✔️
Mashallah Very nice ❤ Jazakallah Khair 💖
Jazakillahu khairan kaseera baji
Bohat hi bhatareen
Well said ❤
❤❤❤❤ absolutely true lines ustada
Good ❤
Barakh Allah fi
Beshaq❤
True ❤
Aisha mam absolutely 💯 right
Well said
🎉🎉🎉
👏👏👏
Khair koi bat nahi ye sab zindagi mein hota rehta hai ye sab exam hai jismein hamein pas hona hai ye video suni to khud ko rok na pai mere Allah bahut Raheem hain
اس میں ایک رشتے کا اور اضافی کر دیں وہ دیورانیاں جو اپنی جٹھانی کو تو کوئی لفٹ نہیں کراتی لیکن اپنے جٹھ سے ہنس ہنس کر باتیں کرتی ھیں ان کے لیے ایسی دیورانیوں کی اخلاقیات اعلیٰ درجے پر پہنچی ہوتی ہیں is very terrible situation for jithani😢
Ayesha ji....beta maan ki puri umer ki kamai hota hy .....aik maan apny bety ky liay sb auraton main sy jis larki ko select karti hy....wo unki dushman ya bura chahny wali kaisy ho sakti hy.......Allah hamari society main fasad paida karny wali in farsooda riwayat ko khatam kary......
Asal problem ye hamari sick society hy.
Saas agr soney ka pahar bhi baho ko dy ,izzat ,doulat,khushian jo bhi atcha chah ly phir bhi kuch logon ny. Qadar nahi karni hoti .......
Aur jo atchy character ky hain unko kuch na bhi milay to wo phir bhi qadar karti hain rishton ki.
Rishty nibhana bhi aik imtihan hy sb ky liay.....
Allah hamain naik rishtydaron sy nawazy aur hamain bhi naik banay....Ameen
O my God. Same situation of me in susral . 😅
Meri nand ne to Mera pura Ghar barbad ker diya main badi bhabhi thi per wo humse Umar mein badi thin aur 20 sal se mayeke mein hi rehti thin Alhamdulillah main bahaut khush thi apni zindagi mein hamesha maine sasural walon ko Piyar kiya main apne shohar ke sath Delhi mein rehti thi per mere husband ka brain hamrege hua main apne sasural rahne ayi to sab kharab kerke mere khelaf kerdin mujhe teen choti choti beti hai mere husband ki abhi tak recovery nahi hui hai unki voice loss hogayi mujhse koi bat nahi kerte even apne bhai ki khairiyat bhi nahi lete ke hamein kahin unse koi paison ka mamla na hojaye sas sasur dono hi nahi hain
For Which Lecture Did you take this Part?
Sab baatein theek hain lakin mein mey kabhi kisi ko cousin ki wife k sath problem nahi dekha. I feel like that may be her personal experience that's why she was ao bitter while talking about cousin's wife.
Nabi pak ne farmaya Har Shadi k bad har kisi ka ghar alag hona chahiye simple solution mis ayesha new shadi shuda joray ka ghar alag kar dena chahiye bas
Is trna ke sass our baho aap ko deen dar gharanai mai mil sakte hain jo haal mashrai ka hai is mai to koy reshta mahafoz nahe asal jo bat hai taleem ke Quran ko mokamil tarjomai k sath parna bas pir aap daikhani mera Rarab ap ke zindabe assan ho te hai
بہت سی بھابھیاں عزت اور اہمیت دینے کے باوجود بھائ کو بہنوں سے اتنا دور کردیتی ھیں لگتا ھے انکا بھائ ھی نہی ھے گھر آنا بند کردیتی ھیں عید تہوار کے دن بھی نہی جاسکتی ھم چاہت سے لائ سرکا تاج ہر معاملے میں اسکو اھم بنانے کا صلہ آج تینوں بہنیں بھائ کی شکل اور آواز کو ترس گئ یہ بھی نہی وہ دین سے دور سینکڑوں بچوں کو قرآن پڑھا چکی اور سلسلہ آج بھی جاری ھے بھائ بھی تہجد گزار رمضان میں بھابھی سات قران ختم کرتی ھے عبادات سے ہٹکر حقوق العباد صرف اپنے میکے اور دوسروں کے لئیے اسکا کیا ھوسکتاھے
Wo apna ghar to kabhi sambhalin nahi
Mari.ammi.papa.duno.bahu.ko sahi. Rakha bahu gadiu kar diyaq
Jazakillahu khairan kaseera baji