Bhai vlog banao par thoda study bhi kar k banao aap ne akbar k daure hakumat mai qile ki fatah bataai vahan tak bhi aadha sach hai firozshah tuglaq ne iski taameer karaie tuglaq daur k zawal k baad gujrat mai gujrat k sultano ka daur sharu huaa jise gujrat ka saltanat yug kaha jata hai kaei salatin ne uss daur mai qila apne qabze mai rakha baad mai mugal 1572 mai akbar ne qila fateh kiya akbar k baad jahangir shahjaha aurangzeb k daur tak qila mugalo k haath raha sabse galat jankari aapne dumas k baare mai di dumas koi bandargah nahi thi suwali bandargah thi waha tak bade jahaz aate thai suwali se chote jahazo mai saman laad kar surat pahuchaya jata tha 17th sadi mai qila potugis k qabze mai gaya aakhir mai angrezo ne angrezo ne qila potugis se chin liya aur haan qila aisa koi lamba chouda tha nahi ki akbar uss par faker karta phire😅akbar ki maut k baad bhi 100 se zyada saal tak qila mugalo k paas raha kya kuch bhi chalate rahte ho? 😂😂
Very good 👍🏻
Shukriya ji
Very good
Shukriya ji
👍
mashallh
Shukriya bhai
Sir Mai bhi Gaya tha Bahut Achha Hai Surat ka killa
Shukriya bhai
Salam tamne ji❤❤❤🎉🎉🎉 khub ridhisidhi prapat karo ji sari babtone potasahan ji Namaskar vandan ji "Tipu is my favour hero "
Very very good
Shukriya ji
Make a video series on historical masjids & tombs of Saurashtra.
Zarur
Molisab mai Zulfiqar
Kon pehchana nahi
@@historyvloger01. Molana ma Zulfikar
@@historyvloger01. Jo Apke pass padh ta tha
Me shahibaug me rehta tha Zulfiqar aap ke pass padh ta molana aap abhi bhi masjid me padh ra he ho our talha molana padha te hai
Make a video on old masjid in sander/rander.
Zarur in sha Allah
Share Market ke bare me information vidio banavo
Video to achha hai lekin ye nahi bataya Surat me kaun se area me hai.
Sunday market jaha lagta hai vaha par hai
@historyvloger01. Ok shukriya janab
Hindu bhagwano ki murti q nahi dikhayi?