Khusi hue jaankar bhai ki aapko video pasand aya 😊 Thanks for your love and support bhai. Aaplogo ke pyaar ke bina hard work nhi kar pata mai. Always grateful ki aap log jaise members hai channel ke.🙏😊
Pratical video thi n- to Thik hai ab kabhi miliye to Viva bhi Mai le lu aapka..🙆🏻♂️🤪 Khaer Ye jaankar accha laga ki aapko video pasand aya 😊 Thanks for your love and support.🙏😊 Waise bhai aapne Aisa kyu kaha ki koi aur lava ko etne acche se pakad nhi pata?
@@thefusion1298 always welcome Bhai. 2-3 mahine rakhne ke baad sell kardeta hu, thoda juggad baithaya hu😅 Ya toh kae logo ka new phone thoda baat cheet karke kch hafto ke liye udhar me le leta hu.🙏😊
@@RoyalTechPro Tab To Sahi Hai...Main ne Abhi Kuch Dino Pahle Faimly me Use Karne Ke Liye , Techno Spark 20 Phone Liya Hai , Abhi Sim Use Nahin Kiya Hun , Ye Phone Kaisa Hai , Lene Ke 4 Din Baad hi , Sabhi 5 G Phone Ke Rates Kam Ho Gaye ,💯😭😭😭🙏
Pichle aur es mahine kafi saare phone launch hua hai aur ho rahe hai isiliye Rate purane phones ke kafi girr rahe hai. Aapko spark 20 ke jagah moto g34 5g ya Redmi 12 5g le lena chahiye tha. Kuki spark 20 bhi aapko 10.5k ka pada hi hoga and usme 5g bhi nhi hai.
Bahut hi great sir tum to cha gay itana details video experience kahi nahi dekha ohi andar 13000 thausand me (sir aap kahi techer ho) great experience totally agree Jay hind sir ji
Bas aaplogo ke essi pyaar and support ko paane ke liye aisi video ban deta hu bhai🙆🏻♂️... Khusi hue jaankar bhai ki aapko video pasand aya 😊 Jai Hind 🇮🇳🫡
Hello, Mai software developer tha redmi phones ka. Like poco,redmi,xiaomi have same OS. So maine ek chij notice kiya apne OS development ke time me. That is- 1. Agar hum log bloatware apps ko hatayenge tab v wo System se nhi jayega permanent bina root ke(I personally hate magisk,KSU,A-patch-->sometime bootloop and data insecurity) But agar OS me(like Moto and lava) isme by default system files me hi bloats nhi hai to ye acha perform karega. Kyuke maine AOSP roms v banaye hai (only for redmi) so mai isse janta tha and apse v share krne ka socha. 😊
Namaste bhai. Thanks valuable information dene ke liye bhai. Waise moto & lava to clean ui ke liye jane hi jate hai and iske apps directly uninstall bhi ho jaate hai but wahi redmi, poco and even samsung me bhi bloatwares uninstall nhi sirf disable hi hote hai jisse thoda load hamesha bana rehta h phone par. Khaer ye sab to baat ki baat hai, aap software developer hai ye jaankar accha laga and aapne apna time diya and valuable comment kiya uske liye bahut bahut dhanyawaad.🙏😊
Bhai poco X6 to hai mere pass but iqoo z9 mangane me abhi mai asamarth hu - kch reasons hai bhai but puri koshish me hu ki device manga Lu, filhall Realme 12+ manga raha hu to 12+ and X6 ka video jald hi milega.🙏😊
@@RoyalTechPro thank you so much brother Apne meri confustion dur kar diya mai bahut pareshan tha yar moto g34 5g our poco m6 pro 5g mai thanks a lot bhai 😍♥️
Bhai, apne agar past mein FHD+ display wala phone used kya hai toh moto g34 5g mat lo, kyu ki a HD+ Display hai.. Moto g34 5g main better performance to hoga but HD+ Display main feel nehi milega....
Bhai aap jo video banate Ho usme funny memes jodkar video banao video bahut accha banega or audience ko dekhne mein bhi maja aaega please aap yah TRAI kariye
@@RoyalTechPro and also bahut sare user M6 pro 5G ke complain kar rahe the software experience se(in Poco M6 pro 5G community telegram). Means very low quality software experience + Low camera. So in my opinion , Flash AOSP rom and for camera ,use Gcam. I am also using LMC8.4 r17 along with a config on my redmi(quality improved tooo much in back camera;but don't expect for selfie).
Bhai ek chota sa suggestion jab bhi aise full comparison banao toh After sales service ke bhi points rakho Mere ghar me moto ka phone tha service centre he nahi milte kharab ho jaye toh kaha leke jaaye repair karwane
@@shivamsrivastava1485 Bhai aapki baat mai samjh raha but agar mai service centre ke points katunga to ye unlogo ke sath na insaafi hogi jinke city me service center hai. Hope you understand what I mean to say bhai. Waise agar service center nhi hai to aap kisi aur phone ko preference dijiye like - realme narzo 70x & iqoo z9x.🙏😊
@@shivamsrivastava1485 bhai Lucknow bada h and waha service center bhi hai moto ka but may be jaha aap rahte h waha se kafi durri pr ho, mai gorakhpur ka hu and yha hai service center and mai Lucknow bhi visit karta rahta hu kbhi kbhi to waha mai moto ke service center ko dekha hu (hazaratganj waale ko). But ha ye kah sakte hai ki moto ko aur bhi service center jald se jald open karne chahiye nhi toh unhi logo ke liye problem ho jaega.
I got admitted to IIT and for the new life's shopping, your videos are helping me a lot. Thank you so much for making such videos, detailed, honest and complete.
Bhai to be honest abhi Mai dono hi phone use nhi kiya hu and wahi specs wise dono hi phone acche lag rahe & use karne ke baad hi aap logo ko clear bata paunga ki best Kaun hai. Hope you understand.🙏😊
4gb ram wale variant poco ka acha nahi hai.. usse gaming performance acha nahi aata.. lekin 6gb ram wala acha hai.. agar compare kar rahe ho to ek jaise variant rakhna chahiye tha..
@@pritammishra9850 nhi galaxy f15 me aisa kch nhi hoga, bas itna janiye long term me moto se accha galaxy f15 h & to be honest mai apne papa ko f15 hi dilaya hu kch din pahle.
@@pritammishra9850 6gb lijiye, waise ek baat dhyan dijiyega - f15 and m15 dono same hai to jo sasta mile wahi lijiye ga and try kariye ki kisi sale me lijiye to sasta mil jaega ₹2k tak.
Hi Sir, please do the comparison between samsung s21fe snapdragon 888 5g 2023 and samsung a55 5g which was best option for buying in terms of worth in price, camera, display, processor, battery and battery.
Abhi to bhai A55 5g just launch hua hai - abhi aane dijiye phone ko, phone ko bhai mangana bhi to ek task hai kuki mehnga hai but phrbhi har baar ki tarah koshish karunga ki mil jae phone to aaplogo ko video de du.🙏😊
Ha bhai, bas kal parso me mere paas dono hi phone aa jaenge. Waise mere exams chal rahe toh video thoda late ho sakta hai but comparison karunga jaroor, Stay Tuned.🙏😊
Hi bhai... Poco M6 pro 6 GB variant 9500 mil rha h aur moto g34 11000 8 GB variant. Kaun sa Lena chaiye... I am not a Gamer aur normal camera bhi chalega . Bas browsing and trading apps use krna hai. Please suggest budget 10-11k
Namaste bhai 🙏😊 Agar koi tezzi na ho to aap thoda sale vgera ka wait karke ₹1k badha kar galaxy m15 le lijiye ga joki normal and long term use ke liye best hai nhi toh agar instant lena hai to moto g34 le sakte hai aap bhai.
@@RoyalTechPro reply ke liye dhanyavad sir. Darasal parso Mera phone train me koi nikal lia 😞😞... Toh Aaj kal me hi Lena padega. Moto g34 me display HD+ hai isliye poco ka soch rha tha... Please guide kr do aap
@@abhinavprakash3759 not a problem bhai, always welcome. Waise aapne FIR vgera nhi kiya? FIR karte to phone surveillance par hota and easily mil jata sim agar koi lagata toh. Khaer waise agar aapke purana phone me fhd+ display tha toh aap moto g34 mat lijiye ga kuki aapko low quality feel hoga but agar hd+ pahle waale phone me bhi tha toh le sakte hai aap g34. & If fhd+ chahiye to galaxy f15/m15 agar le sakte hai aap to badhiya rahega. Nhi to phir last option poco m6 pro bhi accha hai.🙏😊
@@RoyalTechPro yes Bhai Maine FIR kra di hai.. but abhi Tak kuch nh pta lga. Mera last phone moto G40 fusion tha. Usme FHD hi tha. Waise snapdragon 4 gen 2 kaisa processor hai compared to 695 . Aur ek baat bta dijiye, like poco me single mic hai toh calling me koi problem aati h kya ?
@@abhinavprakash3759 dono processor me as such koi bada difference nhi h bhai - kch task me sd695 badhiya milega to kch me sdgen 2. And rahi baat single mic to jyada koi bada farak create nhi karega but jobhi ho chota difference bhi difference hota hai isiliye mai aapko dusre phone suggest kiya and m6p ko last me bola bhai.
Hello sir ji mene moto g34 lia he 1 month ho gaye abhi mere phone me lagging isue aarahahe app opening time,scrolling time or game khelte time esa lagta he ki fps drop ho raha he or phone heating isue bhi dekh ne ko mil raha he kindly tell me some solution
Bhai heating garmi + 5g network ke wajah se lag raha hoga and heat ke chalte hi thoda jittery feel hota h device. Aaj ke time me har 5g phone en garmiyo me kafi heat Hote h bhai - eska solution hi nhi h kisi 5g phones ke paas filhall. Bas kch mehnge 5g-gaming phone me heat manage ho pata h nhi to phone like s23 ultra, s21fe, OnePlus 11r joki mai khud use kar rha hu dekh raha hu - unme bhi heat hai kafi 5g network ke chalte.
Sorry Bhai. Concept me shyd ye cheez mere dhyan se utaar gaya tha, bhai comparison video banana kafi complicated hota kuki teen phones hote hai to kafi intense ho jata hai isiliye shyad mistake hogya. Mujhe Correct karne ke liye dhanyawaad bhai. Abhi mai comment me pin karke batadeta hu sabhi logo ko. Hope you understand.🙏😊
Real life me clear pata chalta hai bhai, camera ka focus centre par jyada rahta hai to isiliye waha ka easily light optimize karleta hai wahi agal bagal Wale ka thoda kam. Waise bhai teeno ke brightness me aisa koi huge difference nhi hai bas thoda moda upar niche hai.🙏😊
Abhi cases Kam to hai but kisse abhi bhi sunne ko mil rahe thode bahut bhai, jo poco phones 7-8 mahine pahle launch hua the unme issue mil raha but latest phones me rarely mil raha. Isiliye Ab ky bolu mai espar kch samjah nhi ata.🙆🏻♂️
Bhai es hisaab se to bakki dono phone me bhi updates nhi mil rahe🙆🏻♂️ Milenge bhai updates - security update har mahine nahi milta h thode kam range wale phone me but 3 months par mil jaate hain.🙏😊
Chaliye accha ki aapko mere chalte neend ka sukoon to mil jata hai..🙆 Waise bhai video lambi bs aaplogo ke doubts ko kam karne ke liye banata hu bhai.🙏😊
Bhai Aap jis city me rahte h waha nhi h ky moto ka service center? Ek baar aap moto customer care ko call kariye and puchiye ki aapke city me hai ki nhi unka service center- agar hua to le lijiyega phone nhi to koi aur brand try kariyega bhai. Moto customer care no. +9118001022344 yhi h.
Nhi hei bhaiji rajsthan se hu or mere goav se city bhi 100 km door hei par vaha bhi nhi hei par lava ka jarur hei city me kya lava storm lena sahi rahega aap bolo
Ek cheez miss hogya bolna :
@ 6:17 par - 'Network speed meter' lava storm ke sath me Poco M6pro me bhi hai.
Bakki sab thik hai.🙏😊
Lava me 4g+ hai, I am using
Aap bahut ache detailed videos bnate ho specially phone k cameras ke,
I highly appreciate your good consistent hard work. 😊😊
Khusi hue jaankar bhai ki aapko video pasand aya 😊
Thanks for your love and support bhai.
Aaplogo ke pyaar ke bina hard work nhi kar pata mai.
Always grateful ki aap log jaise members hai channel ke.🙏😊
Mast practical video tha, lava to koi youtuber pkd b ni skta tha aise.
Pratical video thi n- to Thik hai ab kabhi miliye to Viva bhi Mai le lu aapka..🙆🏻♂️🤪
Khaer Ye jaankar accha laga ki aapko video pasand aya 😊
Thanks for your love and support.🙏😊
Waise bhai aapne Aisa kyu kaha ki koi aur lava ko etne acche se pakad nhi pata?
Aap Ne To Kaafi Detail Bataa Kar Samajha Diya...Thanks Bro...💯👍❤
Aapko video samjh aagyi & acchi lagi yhi mere liye sukoon ki baat hai - shyad mera mehnat safal hua.
Thanks for your love bhai.🙏😊
@@RoyalTechPro Thanks Reply me....💯👍❤
Please Dont Mind....🙏 Aap Review Ke Baad Sabhi Phone Kya Karte Ho ? 💯🤔
@@thefusion1298 always welcome Bhai.
2-3 mahine rakhne ke baad sell kardeta hu, thoda juggad baithaya hu😅
Ya toh kae logo ka new phone thoda baat cheet karke kch hafto ke liye udhar me le leta hu.🙏😊
@@RoyalTechPro Tab To Sahi Hai...Main ne Abhi Kuch Dino Pahle Faimly me Use Karne Ke Liye , Techno Spark 20 Phone Liya Hai , Abhi Sim Use Nahin Kiya Hun , Ye Phone Kaisa Hai , Lene Ke 4 Din Baad hi , Sabhi 5 G Phone Ke Rates Kam Ho Gaye ,💯😭😭😭🙏
Pichle aur es mahine kafi saare phone launch hua hai aur ho rahe hai isiliye Rate purane phones ke kafi girr rahe hai.
Aapko spark 20 ke jagah moto g34 5g ya Redmi 12 5g le lena chahiye tha.
Kuki spark 20 bhi aapko 10.5k ka pada hi hoga and usme 5g bhi nhi hai.
Bahut hi great sir tum to cha gay itana details video experience kahi nahi dekha ohi andar 13000 thausand me (sir aap kahi techer ho) great experience totally agree Jay hind sir ji
Bas aaplogo ke essi pyaar and support ko paane ke liye aisi video ban deta hu bhai🙆🏻♂️...
Khusi hue jaankar bhai ki aapko video pasand aya 😊
Jai Hind 🇮🇳🫡
Lava made in India company ❤
Haa wo to hai..🇮🇳🫡
made in india he tabhi ti best hai
yes but emtions doesn't affect tech, choose wisely, not by emotion
though lava is superb here, i will also get it, but not only by emotion
Emotions के चक्कर मे ही तो 2000 साल गुलाम रहा इंडिया 😂😂😂😂
Indian company है तो आचार डालें उसका
Vivo bhi ❤
Hello, Mai software developer tha redmi phones ka. Like poco,redmi,xiaomi have same OS. So maine ek chij notice kiya apne OS development ke time me. That is-
1. Agar hum log bloatware apps ko hatayenge tab v wo System se nhi jayega permanent bina root ke(I personally hate magisk,KSU,A-patch-->sometime bootloop and data insecurity)
But agar OS me(like Moto and lava) isme by default system files me hi bloats nhi hai to ye acha perform karega. Kyuke maine AOSP roms v banaye hai (only for redmi) so mai isse janta tha and apse v share krne ka socha. 😊
Namaste bhai.
Thanks valuable information dene ke liye bhai.
Waise moto & lava to clean ui ke liye jane hi jate hai and iske apps directly uninstall bhi ho jaate hai but wahi redmi, poco and even samsung me bhi bloatwares uninstall nhi sirf disable hi hote hai jisse thoda load hamesha bana rehta h phone par.
Khaer ye sab to baat ki baat hai, aap software developer hai ye jaankar accha laga and aapne apna time diya and valuable comment kiya uske liye bahut bahut dhanyawaad.🙏😊
@@RoyalTechPro welcome
Thanks sir
Har bar ki tarah ye video bhi bawal❤
Har bar ki tarah aaplogo ka pyaar bhi top par hai..🙆🏻♂️😊
Thank you bhai.🙏😊
Sir ji, maine aaj tk dekha hua best and detailed comparison ,
Good work❤
@@akshayitiwale7656 okkkhh thik hai thik hai.. itna pyaar dene ke liye dhanyawaad bhai..🙆♂️😊
Khus hua jaankr ki aapko video pasand aya. 🙏😊
Bhai aapka video dekh lar laava lene ja raha hu full support and bharosa
Bhai under 10k ke comparison video bnao please
So much detailed, explained like a wise man
Glad you liked it bhai 😊
Thanks for your love.🙏😊
Confusion [8-256]
Iq z9🆚poco x6
Pls bhai jaldi upload kro inki comparison video kyoki aapka sabse jyada unbiased video lagta h with genuine review
Bhai poco X6 to hai mere pass but iqoo z9 mangane me abhi mai asamarth hu - kch reasons hai bhai but puri koshish me hu ki device manga Lu, filhall Realme 12+ manga raha hu to 12+ and X6 ka video jald hi milega.🙏😊
@@RoyalTechPro ok
@@RoyalTechPro but bhai camera with performance ke liye iqoo z9 hi shi rhega na?
Poco Lelo yaar poco ke phones always best hote hai❤
Which is the best mobile in the sagment poco m6 pro 5g vs moto g34 5g please reply with honestly
Moto g34.
Honestly 🙏😊
@@RoyalTechPro thank you so much brother Apne meri confustion dur kar diya mai bahut pareshan tha yar moto g34 5g our poco m6 pro 5g mai thanks a lot bhai 😍♥️
I'm going to buy moto g34 5g with your honest reply and suggestion 😄🤗 it's okay na brother 😊
Bhai, apne agar past mein FHD+ display wala phone used kya hai toh moto g34 5g mat lo, kyu ki a HD+ Display hai.. Moto g34 5g main better performance to hoga but HD+ Display main feel nehi milega....
Lava is the best 👍
Accha option hai..👍😊
Features Kam hai,
Really you are great reviewer and honest review All time thanks ❤️🙏
My pleasure bhai 😌
So nice of you.🙏😊
Very Good Detailed Explanation Bhai... 👌🏾👌🏾👌🏾Keep it Up 👍🏾
Thank you bhai😊, I will.🙏😊
Bhai aap jo video banate Ho usme funny memes jodkar video banao video bahut accha banega or audience ko dekhne mein bhi maja aaega please aap yah TRAI kariye
Accha thik bhai, thanks for your valuable suggestion..
Try karunga jaroor bhai.🙏😊
Bhai moto g34 vs poco m6 pro plus kiska camera achha h....or lava storm k camera thik hua ki nhi
Storm ka camera software update kar dene se super ho jayega .
G34 me bhi use kar rha hu ❤mast phone h❤
Good to know 👍😊
😂😂😂😂
@@RoyalTechPro bhi top video bnate ho technology Gyan se aage jaoge
@@MotivationAmazing006
Aaplogo ka aisa hi pyaar and support raha to for sure bhai.
thanks for your lovely blessings bhai.🙏😊
@@RoyalTechPro ❤️ full support mgar bhi giveaway kab karoge
I am confused between poco m6 pro & lava blaze 2 5g.
Battery should be best, ie least or no idle draining
Lava blaze 2 maine use nhi Kiya hai bhai but ha specs wise accha device hai.
Lekin blaze 2 aur m6pro me better m6pro hi hai bhai.🙏😊
bhai moto g34 le lo dono ka bap hai bas display thode kamjor hai
@@RoyalTechPro and also bahut sare user M6 pro 5G ke complain kar rahe the software experience se(in Poco M6 pro 5G community telegram). Means very low quality software experience + Low camera.
So in my opinion , Flash AOSP rom and for camera ,use Gcam. I am also using LMC8.4 r17 along with a config on my redmi(quality improved tooo much in back camera;but don't expect for selfie).
You deserve more subscribers 😊
Glad you think so! Bhai..😊
What a video
Bhai bahot hi hard work kiya he...👍
Aapko video acchi lagi to mera hard work safal hogya bhai..🙏😊
Thank you so much.
Bhai maine apki video dek kar G34 order kiya. Thanks bhai G34 12k main Best 5G phone Hai.
Mera saubhagya h ki aap meri video dekhkar koi decision le pa rahe hai.
Always welcome & thank you 😊
😂😂😂😂😂
Tera to bhai fuddu ho gya 😅
Lava storm purchase karna chaiye tha mere pass hrin bohot mast chalta hein 😎
Aur moto mein bohot chize katchat karke usko launch kia tha 😅
@@gaming__sG5239 NAHI bro moto best hain main use karta hu bgmi k liya achha chal jata hain sd 695 hain. lava strom se achha he hain.
@@gaming__sG5239 moto ka camera mast and sound jabar dastt, and 120 hz refers rate super smooth experience mailta hain. Moto g34 Op
Bhai vivo t2 5g le lu kya 14k me mil raha hai sd 695
S amoled mil raha hai
15 ka milega ab
Bhai ek chota sa suggestion jab bhi aise full comparison banao toh
After sales service ke bhi points rakho
Mere ghar me moto ka phone tha service centre he nahi milte kharab ho jaye toh kaha leke jaaye repair karwane
@@shivamsrivastava1485 Bhai aapki baat mai samjh raha but agar mai service centre ke points katunga to ye unlogo ke sath na insaafi hogi jinke city me service center hai.
Hope you understand what I mean to say bhai.
Waise agar service center nhi hai to aap kisi aur phone ko preference dijiye like - realme narzo 70x & iqoo z9x.🙏😊
@@RoyalTechPro mai Lucknow me rheta Bhai or UP ki capital hone ke baad bhi moto ke service centres available nahi toh badi baat hai
@@shivamsrivastava1485 bhai Lucknow bada h and waha service center bhi hai moto ka but may be jaha aap rahte h waha se kafi durri pr ho, mai gorakhpur ka hu and yha hai service center and mai Lucknow bhi visit karta rahta hu kbhi kbhi to waha mai moto ke service center ko dekha hu (hazaratganj waale ko).
But ha ye kah sakte hai ki moto ko aur bhi service center jald se jald open karne chahiye nhi toh unhi logo ke liye problem ho jaega.
Mast video hai yaar great 😃 keep it up ❤
Bas aaplogo ke essi pyaar ko hasil karne ke liye bana deta hu mast videos🙆🏻♂️..😊
Thanks dost for your love 🙏😊
Bhai aap ki video dekh kr sara confusen dur ho gya.
Nice video
Khusi hua jaankar ki aapka saare doubts clear ho gya..
Thank you 😊
@@RoyalTechPro main Ab moto g34 5g phone lene ja rahe hain
I got admitted to IIT and for the new life's shopping, your videos are helping me a lot.
Thank you so much for making such videos, detailed, honest and complete.
It's my pleasure bhai..
Glad you like the videos. 🙏😊
All the best for your future bhai. 👍😊
@@RoyalTechPro thank you so much 😊
Kr diya subscribe ❤
Thanks for subscribing and also thanks for your love bhai 😊
Bro you are real legend❤
Aaplogo ki kripa se bhai.🙏😊
Hmm Indian brand he lava kharido me vi kharida bahat achha he Chinese se
Great..
Bhai iqoo z9 5g vs realme 12 plus me kaun sa phone best hai batao
Bhai to be honest abhi Mai dono hi phone use nhi kiya hu and wahi specs wise dono hi phone acche lag rahe & use karne ke baad hi aap logo ko clear bata paunga ki best Kaun hai. Hope you understand.🙏😊
Iqooz9 amoled display or ois camera k saath
Bro koisa phone sell krna hai to batana 10k around 18k around 2phone buy krna hai ??
4gb ram wale variant poco ka acha nahi hai.. usse gaming performance acha nahi aata.. lekin 6gb ram wala acha hai.. agar compare kar rahe ho to ek jaise variant rakhna chahiye tha..
Bhaiya... For normal use for parents... Konsa sahi rahega... Koi other brand ho to wo bhi suggest kijiye
Bro.. Please help me...
Want to buy simple phone for long term..... For parents..
Konsa sahi rahega...
4/5 saal jo chal jaye... Bina dikkat ke...
Galaxy f15/m15 le lijiye.🙏😊
@@RoyalTechProg34 se price jyada hai...socha tha g34 le loo.. Kharab hoga lena?? Samsung sasta wala hang karega na?
@@pritammishra9850 nhi galaxy f15 me aisa kch nhi hoga, bas itna janiye long term me moto se accha galaxy f15 h & to be honest mai apne papa ko f15 hi dilaya hu kch din pahle.
@@RoyalTechPro huge thanks bhaiyaa.. Aur konse sahi rahega lena... 4gb ya 6 gb..
Thanks again for your prompt reply
@@pritammishra9850 6gb lijiye, waise ek baat dhyan dijiyega - f15 and m15 dono same hai to jo sasta mile wahi lijiye ga and try kariye ki kisi sale me lijiye to sasta mil jaega ₹2k tak.
Bhai kya lava storm ki sim tray mein rubber ring hai?
Crisp and clear information, good video.
Glad you enjoyed it! 😊
Thanks bhai.🙏😊
Hi Sir, please do the comparison between samsung s21fe snapdragon 888 5g 2023 and samsung a55 5g which was best option for buying in terms of worth in price, camera, display, processor, battery and battery.
Abhi to bhai A55 5g just launch hua hai - abhi aane dijiye phone ko, phone ko bhai mangana bhi to ek task hai kuki mehnga hai but phrbhi har baar ki tarah koshish karunga ki mil jae phone to aaplogo ko video de du.🙏😊
Ignore both get Iqoo Neo 9 Pro camera performance display battery charging everything is best
Another option OnePlus 12R for better UI
They are good
Thank Dear, So confusion on these three models , I Appreciate for your Hard work , such a detailed comparison , Great ❤
My pleasure Bhai 😊, hard work sirf aaplogo ke issi pyaar ko gain karne ke liye karta hu.
Thanks for your love and support bhai.🙏😊
You got a new subscriber ❤
Thanks for subbing & thanks for your love bhai.😊
bhai aap video acha bnaa te ho❤❤👍👍☺😃
Aaplog bahut accha comment karte ho - ussi ke chakkar me acchi videos banata hu.🙆🏻♂️😊
Also nice editing bro ✨✨
Koi to bola 🥲❤️
Editing me halat kharab ho jati hai bhai..
Bhaiya moto g34 with 8gb ram vs Samsung f15 with 4 gb ram konsa better hai for min 2-3 years usage
I replied on your previous comment bhai.
Bhai realme 12 x jab lonch hoga 2nd April ko to uspe aur g34 ko compare karna pls❤ kyoki ye moto ka best comptetar hai
Ha bhai, bas kal parso me mere paas dono hi phone aa jaenge.
Waise mere exams chal rahe toh video thoda late ho sakta hai but comparison karunga jaroor, Stay Tuned.🙏😊
Hi bhai... Poco M6 pro 6 GB variant 9500 mil rha h aur moto g34 11000 8 GB variant.
Kaun sa Lena chaiye... I am not a Gamer aur normal camera bhi chalega . Bas browsing and trading apps use krna hai.
Please suggest budget 10-11k
Namaste bhai 🙏😊
Agar koi tezzi na ho to aap thoda sale vgera ka wait karke ₹1k badha kar galaxy m15 le lijiye ga joki normal and long term use ke liye best hai nhi toh agar instant lena hai to moto g34 le sakte hai aap bhai.
@@RoyalTechPro reply ke liye dhanyavad sir.
Darasal parso Mera phone train me koi nikal lia 😞😞... Toh Aaj kal me hi Lena padega.
Moto g34 me display HD+ hai isliye poco ka soch rha tha... Please guide kr do aap
@@abhinavprakash3759 not a problem bhai, always welcome.
Waise aapne FIR vgera nhi kiya? FIR karte to phone surveillance par hota and easily mil jata sim agar koi lagata toh.
Khaer waise agar aapke purana phone me fhd+ display tha toh aap moto g34 mat lijiye ga kuki aapko low quality feel hoga but agar hd+ pahle waale phone me bhi tha toh le sakte hai aap g34.
& If fhd+ chahiye to galaxy f15/m15 agar le sakte hai aap to badhiya rahega.
Nhi to phir last option poco m6 pro bhi accha hai.🙏😊
@@RoyalTechPro yes Bhai Maine FIR kra di hai.. but abhi Tak kuch nh pta lga.
Mera last phone moto G40 fusion tha. Usme FHD hi tha. Waise snapdragon 4 gen 2 kaisa processor hai compared to 695 .
Aur ek baat bta dijiye, like poco me single mic hai toh calling me koi problem aati h kya ?
@@abhinavprakash3759 dono processor me as such koi bada difference nhi h bhai - kch task me sd695 badhiya milega to kch me sdgen 2.
And rahi baat single mic to jyada koi bada farak create nhi karega but jobhi ho chota difference bhi difference hota hai isiliye mai aapko dusre phone suggest kiya and m6p ko last me bola bhai.
Thank you dada khub valo video❤❤❤
Always welcome dada...🙆🏻♂️😊
Hello sir ji mene moto g34 lia he 1 month ho gaye abhi mere phone me lagging isue aarahahe app opening time,scrolling time or game khelte time esa lagta he ki fps drop ho raha he or phone heating isue bhi dekh ne ko mil raha he kindly tell me some solution
Bhai heating garmi + 5g network ke wajah se lag raha hoga and heat ke chalte hi thoda jittery feel hota h device.
Aaj ke time me har 5g phone en garmiyo me kafi heat Hote h bhai - eska solution hi nhi h kisi 5g phones ke paas filhall.
Bas kch mehnge 5g-gaming phone me heat manage ho pata h nhi to phone like s23 ultra, s21fe, OnePlus 11r joki mai khud use kar rha hu dekh raha hu - unme bhi heat hai kafi 5g network ke chalte.
Bhai Lava storm 5g phone sahi hai kya lu ya nahi lu please reply me ❤
Bhaiya ji best video banaye ho thanks
Khus hua jaankar aapko video acchi lagi bhai..😊
Always welcome.
Bhai video ek no.
🙆 Thanks bhai.🙏😊
Moto g 34 me time to time update aate hei kya plz bhai lene ka soch raha hu
Thoda updates slow milta g34 me but bhai es budget me bakkiyo ka bhi yahi haal hai.
Me aapka har video dekhata hu es liye bola bhai
@@MR.SureshdkKumar_8529 thanks for watching bhai😊
Aap 12k me lena chah rahe to g34 le lijiye other wise 13k tak me galaxy f15 bhi le sakte hai aap.
*BEST 5G MOBILE UNDER 1OK WALA SUGGEST KARO* #{ALLROUNDER}
_POCO M6 PRO 5G_
~(VS)~
_MOTO G34 5G_😢😢😢😊
I replied on your previous comment.
M6 pro 5g best all rounder phone hai aur uska performance sabse jada aacha hai gaming mei❤
Bhai mere ko tog g34 hi best laga
Good choice 👍😊
mein bhi
Ye phone automatic 5g se 4g par switch nahi karta@@RoyalTechPro
@@deepakkumardas5480konsa phone
720p display 😆
Bhai please moto g45 Vs lava blaze 3 5g ( both base variant ) video banao please 😢
Sir moto ka service cetre mere se boht durr hai. Aur mai 11k tak laga sakta hoon konsa lu plz suggest
Mere hisab se Lava storm lena chahiye . Support INDIAN brand . Vocal for Local .❤
Sir mujhe 15k under me acha performance & camera chaye plz suggest me🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂
Moto g54 ya phir normal use ke liye galaxy f15 le sakte h aap.🙏😊
Moto g54 ya phir normal use ke liye galaxy f15 le sakte h aap.🙏😊
@@RoyalTechPro thanks sir 🙂🙂
Sir
Lava Storm 5g band ho gaya he kya off line market me milta nahi he dukandar kahte he
Band nhi hua hai bhai darasal baat ye hai ki lava ke phone online hi milte hai bas.🙏😊
Bro ap 1m deserve kartheho
Aaplogo ka aisa hi pyaar raha toh yebhi jaldi hoga bhai..😊
Lava 2 se 4 sal ke bad accha chlega kya? plz reply.
1 saal me hi hang hone lagta hai 😡
Thank you so much bhai👍
Any time...😊
Moto g 34 me network problem hai kya?
Very good information bro😊😊😊😊
Sorry Bhai.
Concept me shyd ye cheez mere dhyan se utaar gaya tha, bhai comparison video banana kafi complicated hota kuki teen phones hote hai to kafi intense ho jata hai isiliye shyad mistake hogya.
Mujhe Correct karne ke liye dhanyawaad bhai.
Abhi mai comment me pin karke batadeta hu sabhi logo ko.
Hope you understand.🙏😊
No problem bro i had updated my comment😊😊
I wish you good luck for your consistent hard work
Bhai merko camera se koi fark nii padhta toh konsa phone best rehega redmi 12 lava strom yha g34 ??
Tab aap lava storm ya g34 me se koi ek apne pasand ke according le sakte Hain.🙏😊
Main to 19/03/2024 ko lava Strom 5g order kar diya hai, 26 tarikh ko ajayega, I'm very happy 😊😊
Congratulations bhai.🎉🙏😊
@@RoyalTechPro aj subha 10 baje phone mil Gaya, phone bohot accha Hain, Mera phone black colour ka hai
@@SouravDas-mn9gy jaan kar accha laga bhai ki aap apne phone se satisfied hain.
Enjoy your device 👍😊
1:44 Kahan Lava ki brightness sabse zyada dikh rahi hai Bhai?
Real life me clear pata chalta hai bhai, camera ka focus centre par jyada rahta hai to isiliye waha ka easily light optimize karleta hai wahi agal bagal Wale ka thoda kam.
Waise bhai teeno ke brightness me aisa koi huge difference nhi hai bas thoda moda upar niche hai.🙏😊
@@RoyalTechPro ok bro I believe you
@@RockySanz54 my pleasure 😊
Bro which mobile can buy for gaming under 15000
Brother try Samsung m34 5lakh antutu score
Thanks For information 😊❤
Welcome bhai..😊
Thanks❤
You're welcome bhai 😊
Bhai Realme 12 5G aur 12+ 5G ka review and comparison karoge please
12+ ki plan me hu bhai - agar sab kch sahi raha toh kal ya parso me mai order kardunga.🙏😊
@@RoyalTechPro Thank you bhai
Does any of these phones offer 60fps recording at 3k or 4k and anonymous call recording.
lava offers anonymous call rec...I don't know about othes
Bhai tecno pova 5 sahi hai ya nhi
Aaj hi buy kiya h g35
G34 na?🙆
Good choice.
Keep growing
Ok brother 😊
I will try my best.🙏😊
Bhai moto g45 vs infinix hot 50 vs poco m6 pro ka ek video banao na please
Poco m6 pro me motherboard issue abhi bhi hota hai kya ..
Abhi cases Kam to hai but kisse abhi bhi sunne ko mil rahe thode bahut bhai, jo poco phones 7-8 mahine pahle launch hua the unme issue mil raha but latest phones me rarely mil raha.
Isiliye Ab ky bolu mai espar kch samjah nhi ata.🙆🏻♂️
@@RoyalTechPro mujhe buy karna hai lekin motherboard issue k liye dar lagta hai poco m6 pro ya moto g34
@@ramchandragurav4020 risk free device lijiye bhai.
Best review, maine moto g34 liya, best phone for the price
Thanks bhai & congratulations for your device 👍😊
Bro poco m6 pro mai hyper os ka update mil gaya hai to uskai hisab sai comparison video banoo
Bro g34 Lu ya Nahi sun Raha huu iska software update Nahi aara
Bhai es hisaab se to bakki dono phone me bhi updates nhi mil rahe🙆🏻♂️
Milenge bhai updates - security update har mahine nahi milta h thode kam range wale phone me but 3 months par mil jaate hain.🙏😊
Dhanyabad 🙏
@@luffy.454 not a problem bhai...😊
@@RoyalTechPro bhaya Moto G34 5g Ka last security patch December ko Aaya tha Kuch Naya Aaya kya😭
LAVA storm is the super . ❤
Proudly INDIAN .
Motorola g34 5G best phone 📱📱
Good choice bhai 😊
Lava storm में VONR या VO5G है क्या ???
bahut badiya bro
Dhanyawaad bhai 😊
Moto g34 ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
👍😊
Which is better phone
G34 better in all aspects but agar aapko camera & performance normal chahiye lekin battery backup best chahiye toh aap vivo t2x ko lijiye.🙏😊
आप इतनी लंबी वीडियो क्यों मनाते हो मुझे तो नींद आ जाती है😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Chaliye accha ki aapko mere chalte neend ka sukoon to mil jata hai..🙆
Waise bhai video lambi bs aaplogo ke doubts ko kam karne ke liye banata hu bhai.🙏😊
Lava strom vs oppo k12x par video banao bhai
Watching on moto g34 5g ❤ 8gb ram 😍
Good choice, enjoy your device 😊
Bro lava and moto 1 year me lag start kar dega but poco 🔝
Moto g34 best hai
Comparison ke baad- yahi lag raha..👍😊
Maine haal hi me storm 5g kharida
Isiliye ye video dekh raha hu
Thanks for watching & giving your valuable time bhai.🙏😊
Kesa phone he bhai mene bhi order keep disappearing he
@@vishnuajnave99 matlab samjha nhi
Phone ki baat hai phone thoda. Bada hai. Aur performance me koi bhi Kami nhi hai
Bhai apko moto G34 me 5g plus me net chalta
Moto Only hd+ display iska 🌽 corn h wrna ye phone best phone ho jaata 11-12K price mai
Ha tab to totally perfect ho jata...
But har cheez phone ka perfect ho jae to competition hi khatam ho jaega..🙆🏻♂️😅
Bahot bahot shandaar video bhaiya ji👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻🙌🏻🙌🏻🙌🏻🔥🔥🔥
Khusi hue jaankar ki aapko video pasand aya bhai...🙏😊
G34
👍😊
🤣🤣🤣
Amazing 😍
Thank you dost.. 😊
Moto g34 sabse jata best 👍
Good choice 👌
Galaxy M34 ka video banao
Channel par hai comparison video m34 ka bhai.
Ek or sawal hei bhai ji
Agar moto g 34 ka koi part kharab ho jaye to eske service center to nhi hei kaha thik karayenge bhaiji
Bs yahi sawal tha
Bhai Aap jis city me rahte h waha nhi h ky moto ka service center?
Ek baar aap moto customer care ko call kariye and puchiye ki aapke city me hai ki nhi unka service center- agar hua to le lijiyega phone nhi to koi aur brand try kariyega bhai.
Moto customer care no. +9118001022344 yhi h.
Nhi hei bhaiji rajsthan se hu or mere goav se city bhi 100 km door hei par vaha bhi nhi hei par lava ka jarur hei city me kya lava storm lena sahi rahega aap bolo
Plz,give review of lava O2