Jahaz Main 02 Liberal Sy Guftagu | Mufti Abdul Wahid Qureshi | جہاز میں 02 لبرل سے گفتگو

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 25 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 215

  • @nomansadaqat308
    @nomansadaqat308 2 หลายเดือนก่อน +4

    اللہ تعالیٰ حضرت مفتی صاحب کے علم و عمل میں مزید ترقی عطا فرمائے آمین

  • @ryalkhan3754
    @ryalkhan3754 2 หลายเดือนก่อน +13

    Love you from India 🇮🇳🇮🇳. Mufti sahab Allah slamat rakhe❤

  • @mbs.muftifaizulwaheedqasmi1232
    @mbs.muftifaizulwaheedqasmi1232 2 หลายเดือนก่อน +3

    ماشاءاللہ۔ اللہ پاک آپ کا سایہ تادیر ہمارے سروں پر رہے

  • @AbdulWahid-pp1je
    @AbdulWahid-pp1je 2 หลายเดือนก่อน +16

    آپ کی تو کیا ہی بات ہے ❤
    اللّٰہ کریم آپ کا سایہ صحت و عافیت کے ساتھ تادیر ہمارے سروں پر سلامت رکھیں ♥️💞

    • @Punjabistar23
      @Punjabistar23 2 หลายเดือนก่อน +1

      آمین یارب العالمین

  • @HasenMakki
    @HasenMakki 2 หลายเดือนก่อน +17

    اللہ تعالٰی حضرت جی کی حفاظت فرمائے آمین ثم آمین

  • @AliAli-dv7mn
    @AliAli-dv7mn 2 หลายเดือนก่อน +16

    ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ
    اللّٰہ تعالیٰ مفتی صاحب کو سرتاج زمانہ بنائے۔۔
    آمین

  • @AijazAhmed1417
    @AijazAhmed1417 2 หลายเดือนก่อน +20

    ماشاءاللہ علماء حق علماء دیوبند 🇵🇸❤️🇵🇰

  • @MohsinKakar-y5m
    @MohsinKakar-y5m 2 หลายเดือนก่อน +19

    وا وا کیا دلائل ہیں۔۔۔دلائل کے با تاج 👑 بادشاہ ❤

  • @abdulwahabtayyab3511
    @abdulwahabtayyab3511 2 หลายเดือนก่อน +20

    ماشاءاللہ
    اللہ اس امت پر اہل حق کا سایہ سلامت رکھے
    آمین

    • @bhartiy6168
      @bhartiy6168 2 หลายเดือนก่อน

      :muft ka mufti😂😂😂
      *Taraweeh "20 Aur 8" ki Tafseel*
      --------------------------------------------
      👉 Taraweeh, Tahajjud, Qiyam-e-Ramzan Ya Qiyam-ul-Layl Aik hi Namaz ke Alag Alag naam hain jo Namaz saal ke 11 Mahinon mein Tahajjud hoti hai wahi Ramzan mein Taraweeh ban jaati hai hadeeso mei aam taur se *Qiyam-e-Ramzan Ya Qiyam-ul-Layl Alfaaz ka istemal hua hai.* *Taraweeh lafz ka istemal baad mai shuru hua.*
      *RasoolAllah ﷺ Ke Daur Mein Taraweeh*
      ---------------------------------
      👉Abu Huraira (Radhi Allahu Anhu) farmate hain ki:- *RasoolAllah ﷺ hame Qiyam-e-Ramzan (Taraweeh) ki targheeb diya karte they. Lekin iski Takeed nahi karte they. Aur farmate they. jisne imaan ki halat mein sawaab ki Niyat se Ramzan ki Raat mai Qiyam kiya toh uske pichle gunaah Maaf kar diye jayenge.*
      📚(Sahih Muslim Hadis no: 1780)
      👆 *Iss Hadees se maloom hua ke yeh Namaz mustahab (optional) hai. Wajib ya Sunnat-e-Muakkidah Nahi.*
      *RasoolAllah ﷺ Ne 3 Raton Tak Taraweeh Padhaai*
      -------------------------------------------
      👉RasoolAllah ﷺ ne Ramzan ke Aakhri Ashre mein Sahaba ko 3 Raton tak Taraweeh padhaai, Lekin chauthi raat nahi padhaai, chauthi raat Aap ﷺ apne Hujre se bahar nikale aur farmaya: *Mujhe tumhare yahan jamaa hone ka ilm tha lekin mujhe dar hua ke kahin yeh Namaz tum par Farz Na kar di Jaye.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No:1129, 2012)
      👆 *Isse pata chala ke Taraweeh ki Namaz khud Nabi-e-Kareem ﷺ ne Jamaat se Padhaai, Lekin ummat par Mashaqqat ki wajah se iski pabandi Nahi ki.*
      *RasoolAllah ﷺ Ne 11 (8+3) Se Ziyada Nahi Padhi.*
      ----------------------------------------------
      👉Aisha (Radhi Allahu Anha) se pucha gaya ke Nabi-e-Kareem ﷺ ki Ramzan mein (Raat Ki) Namaz kaisi hoti thi. Toh unhone farmaya:- *Ramzaan ho Ya Ghair Ramzan Rasool'Allah ﷺ 11 Rakat se zayada Nahi padhte the.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No: 1147, 2013)
      👆Iss hadees ko Imam Bukhari Rahimahullah ne "Tahajjud" (hadees no 1147) aur "Taraweeh" (hadees no 2013) dono Baab (Chapter) mein bayan kiya hai. Jo is Baat ki Daleel hai ki *Tahajjud aur Taraweeh Aik hi Namaz ke 2 Naam Hain.*
      👉Iske alawa iss Hadees par guftugu karte huay Shaikh Anwar Shah Kashmiree (Rahimahullah) Likhte hain ke *"Tahajjud Aur Taraweeh Ek hi Namaz hai aur inme Koi Farq Nahi hai.*
      📚(Faizul Baari (Bukhari Ki Sharha) 2/420)
      👉Hazrat Jabir (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai ke: *"Hame RasoolAllah ﷺ ne Ramzan mein (Raat Ki) Namaz padhai, Aapne 8 Rakat aur Witr padhi.*
      📚(Sahih Ibn-e-Khuzamah Hadees No: 1070)
      📚(Sahih Ibn-e-Hibban Hadees No:- 2401, 2402)
      👉Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai maine Ramzan mein 8 Rakat aur Witr padhi Aur Nabi-e-Kareem ﷺ ko Bataya Toh Aap ﷺ Ne kuch bhi Nahi Farmaya:- *Bas yeh Razamandi wali Sunnat bn Gayi.*
      📚(Musnad Abu Yala Hadees No:- 1801)
      *Rasool'Allah ﷺ Ke Daur Ke Baad Taraweeh*
      -----------------------------------------
      👉Ek Din *Umar (Radhi Allahu Anhu) Ramzan ki Raat masjid mein gaye toh wahan dekha ki kuch Log akele Namaz padh rahe the aur kuch log ekattha kisi imaam ke Piche Namaz padh rahe the. To Umar (Radhi Allahu Anhu) ne Farmaya:- Ke mera khayal hai ke agar inn Sab ko aik qaari ke piche jamaa karun to zayada accha hoga. Phir Umar (Radhi Allahu Anhu) ne Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) ko Imam banaya aur logon ko unke piche jamaa kiya.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No: 2010)
      👉 *Ameer-ul-momineen saiyadna Umar Bin Khattab (Radhi Allahu Anhu) ne Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) aur Tameem Daari (Radhi Allahu Anhu) ko hukum diya ke Logon ko (Ramzan ki raat mein Witr ke sath 11 Rakat Padhayen.)*
      📚(Muwatta Imam Malik Hadees No: 249, Sunan Behaqi: 2/496, Mishkat Hadees No: 1302)
      *Note:-* Muwatta Imam Malik (hadees no 250) mein Hazrat Umar (Radhi Allahu Anhu) ka 20 Rakat Taraweeh padhne ka hukum dene wali Riwayat zaeef (Ghair Moatabar) hai kyunki uss Hadees mein Taba'een Yazid Bin Ruman (Radhi Allahu Anhu) Umar (Radhi Allahu Anhu) Ki Daur-e-Khilafat Ke bare mein bayan karte hain jabki waha Umar (Radhi Allahu Anhu) ke zamane mein paida bhi Nahi huye the.
      *Is Riwayat ko kai Ulama ne Zaeef Kaha Hai.*
      Jaise:- *Allama Ayni Hanafi* (Umdat-ul-Qari (bukhari ki sharha) 11/127) *Allamah Zayla'i, Hanafi* (Nasbur raya 2/154) *Naimwi* (Aasarus sunan page:253)
      👉Isi tarah Mussannaf Ibne Abi Shaybah ne Abdullah Ibn-e-Abbas (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai ke Rasool'Allah ﷺ Ramzan mein 20 Rakat aur Witr padhte the. Is Riwayat ko bhi kai Ulama ne Zaeef/ Ghair Moatabar Hadees Kaha Hai.
      Jaise:- *Allama Ayni Hanafi.* (Umdat-ul-Qari 1/127) *Allama Zayla'i, Hanafi* (Nasburraya1/153) *Ibn-e-Humam* (Fatah-ul-Qadeer 1/333)
      *Ulama Ke Aqwal 8 Rakat Taraweeh*
      ----------------------------------------
      👉1) *Mulla Ali Qari (Rahimahullah) inn sabka nateeja ye hai ke Qiyam-e-Ramzan (Taraweeh) Witr mila kar 11 Rakat Jamaat ke sath Sunnat hai. Ye Aap ﷺ Ka Amal Hai.*
      📚(Mirqat al-Mafatih (Mishkat ki Sharha) 3/382)
      👉2) Imam Tahtawi (Rahimahullah) "kyunki *Nabi-e-Kareem ﷺ ne 20 Rakat nahi, balke 8 Rakat padhi Hai."*
      📚(Hashiyah Tahtawi 1/295)
      👉3) *Maulana Anwar Shah Kashmiree (Rahimahullah) "Iske qabool karne mein koi chhutkara Nahi hai ke Aap ﷺ ki Taraweeh 8 Rakat thi Aur kisi aik bhi Riwayat se yeh sabit Nahi hai ke Aap ﷺ ne Ramzan mein Taraweeh aur Tahajjud alag alag padhe ho."*
      📚(Urfush Shazi Tirmazi Ki Sharha 2/208)
      👉4) Maulana Abdul Haiy Firangi Mahali Lucknawi (Rahimahullah) Sahih Ibn-e-Hibban ki Riwayat, jisme Jabir (Radhi Allahu Anhu) farmate hain ke *Nabi-e-Kareem ﷺ ne Ramzan mein Sahaba ko 8 Rakat aur Witr padhaai bilkul Sahih hai.*
      📚(Hashiyah ilmul Fiqah Page:195)
      *Taraweeh Ki Tadaad Tabaee Wagairah Ki Kitni Rakat*
      ------------------------------------------
      👉 *Imam Tirmizi (Rahimahullah) "aur Ulama ka Qiyam-e-Ramzan (Yani Taraweeh ki Tadaad) mein Ikhtelaf Hai."*
      📚(Sunan Tirmizi Hadees No:-806 Ke Tehat)
      Allama Ayni Hanafi (Rahimahullah) "Ulama ka Ikhtelaf hai ke Taraweeh ki kitni Rakat hai iske Baad unhone Taba'een aur Taba Taba'een se Taraweeh ki Alag Alag Rakat bayan ki.
      *Jaise:-*
      👉1) Yazid Bin Aswad (Rahimahullah) se 47 Rakat,
      👉2) Imam Malik (Rahimahullah) se 38 Rakat,
      👉3) Madine Walon ka Amal 41 Rakat
      👉4) Umar Bin Abdul Aziz (Rahimahullah) ke daur mein 39 Rakat,
      👉5) Saeed Bin Zubair (Rahimahullah) se 24 Rakat,
      👉6) Abu Majlis (Rahimahullah) se 16 Rakat,
      👉7) Mohammad Bin Ishaque (Rahimahullah) se 13 Rakat,
      👉8) Imam Malik (Rahimahullah) se aik Aur Qaul Ke Mutabiq 11 Rakat,
      📚(Umdatul-Qari 11/179 Hadees No: 2010)
      *Conclusion:-👇👇*
      --------------------
      Inn sabke conclusion yeh hai ke jo Log yeh dawah karte hain ke 20 Rakat par ummat ka ijmah hai, Unka dawah Be-Bunyaad hai, Rakat ki tadaad mein ikhtelaf ki wajah Yeh ho sakti hai ki Qiyam-e-Ramzan Ek Nafil ibadat hai, isliye in Hazraat ne koi tadaad muqarar Nahi ki thi *Hamara bhi Yahi kehna hai ke agar koi 20, 39, 47, Rakat padhta hai toh jayez hai Lekin Taraweeh ki Sunnat tadaad 11 Rakat (Witr Milakar) hi hai jaisa ki khud Nabi-e-Kareem ﷺ aur Umar (Radhi Allahu Anhu) se Sabit Hai.*
      ( *हर बात दलील के साथ*)

    • @abdulwahabtayyab3511
      @abdulwahabtayyab3511 2 หลายเดือนก่อน +2

      دین کو پڑھو اور سمجھو
      علمإ حق پر بھونکو گے تو موت بہت بری ہو گی

  • @MohsinKakar-y5m
    @MohsinKakar-y5m 2 หลายเดือนก่อน +10

    اللہ پاک آپ کا سایہ ہمارے سر پے ہمیشہ قائم رکھے

  • @aqibsajaad786
    @aqibsajaad786 2 หลายเดือนก่อน +4

    Ma Shaa Allah.. mufti sab Allah pak ap ka saya Ummat e Muslima pr qaim rkhy Ameen

  • @habeebkhateeb8196
    @habeebkhateeb8196 2 หลายเดือนก่อน +13

    اللہ اکبر۔ ماشاء اللہ بہت خوب۔

  • @mdsanaullah1645
    @mdsanaullah1645 หลายเดือนก่อน +1

    MA Sha Allah 🌹 Ji
    G Haanji Beshak Subhanallah subhanallah 💖 G Or YAQINAN 💯 kaafi Shandaar aur YAQINAN Kaafi ACHHI aur Behtareen ilmi Baatain Batlaayee hain Aaapne G Hazrat Mufti Sahab G,, Allah pak Saare Ulama e Deoband Hazraat G ki Saari Deeni aur Ilmi khidmaat Ko Behad Qubool wa Manzoor Farmaaye Aameen Summa Aameen Summa Aameen Summa Aameen Summa 🤲😭🤲😭🤲 Aameen Summa Aameen Summa Aameen Ya Rabbalaalameen 🤲 🤲 🤲

  • @Sirat-e-Mustaqeem78686
    @Sirat-e-Mustaqeem78686 2 หลายเดือนก่อน +13

    ماشاء اللہ مفتی صاحب اللہ کی حفاظت فرمائیں❤

    • @mohddanishansari3772
      @mohddanishansari3772 2 หลายเดือนก่อน

      مفتی صاحب اللہ کی حفاظت نہیں فرمائیں گے
      اللہ مفتی صاحب کی حفاظت فرمائیں

  • @ghazimuhammadjunaidsahibme5536
    @ghazimuhammadjunaidsahibme5536 2 หลายเดือนก่อน +9

    علمائے اہل سنت والجماعت احناف دیوبند زندہ باد

  • @umarjawed7941
    @umarjawed7941 2 หลายเดือนก่อน +7

    قربان جاؤں مناظر اہلسنت تیری علمی گفتگو پر❤

  • @muhammadkaleemullah3886
    @muhammadkaleemullah3886 2 หลายเดือนก่อน +6

    Jazakallah o khaira ❤️ May Allah bless you and protect you from every evil eye❤

  • @HasanAnsari-l4y
    @HasanAnsari-l4y 2 หลายเดือนก่อน +6

    Ma Sha Allah Allah Mufti saheb ko Salamt rkhe.Aameen

  • @Ikramullah-JUI
    @Ikramullah-JUI 2 หลายเดือนก่อน +5

    اَلْحَمْدُلِلّٰه❤

  • @hafizilyasbaigbodhan5777
    @hafizilyasbaigbodhan5777 2 หลายเดือนก่อน +9

    ماشاءاللہ بہت خوب

  • @abdurahmanakthar5611
    @abdurahmanakthar5611 หลายเดือนก่อน +1

    رب الجلال آپ کے عمل وعمل میں اورعمر میں برکت عطاء فرمائے آپ کا سایہ تادیر قائم ودائم فرمائے تاکہ امت آپ سے استفادہ کرسکے

  • @khodaijakhatoon9790
    @khodaijakhatoon9790 2 หลายเดือนก่อน +8

    اللہ آپ کو سلامت رکھے مفتی صاحب

  • @AbdulAhad-ul8vm
    @AbdulAhad-ul8vm 2 หลายเดือนก่อน +9

    ماشاءاللہ بہت عمدہ مفتی صاحب

  • @اسلامیچینل-ع6ر
    @اسلامیچینل-ع6ر 2 หลายเดือนก่อน +4

    ماشاءاللہ کیا کمال ہیں مفتی صاحب

    • @bhartiy6168
      @bhartiy6168 2 หลายเดือนก่อน

      :muft ka mufti😂😂😂
      *Taraweeh "20 Aur 8" ki Tafseel*
      --------------------------------------------
      👉 Taraweeh, Tahajjud, Qiyam-e-Ramzan Ya Qiyam-ul-Layl Aik hi Namaz ke Alag Alag naam hain jo Namaz saal ke 11 Mahinon mein Tahajjud hoti hai wahi Ramzan mein Taraweeh ban jaati hai hadeeso mei aam taur se *Qiyam-e-Ramzan Ya Qiyam-ul-Layl Alfaaz ka istemal hua hai.* *Taraweeh lafz ka istemal baad mai shuru hua.*
      *RasoolAllah ﷺ Ke Daur Mein Taraweeh*
      ---------------------------------
      👉Abu Huraira (Radhi Allahu Anhu) farmate hain ki:- *RasoolAllah ﷺ hame Qiyam-e-Ramzan (Taraweeh) ki targheeb diya karte they. Lekin iski Takeed nahi karte they. Aur farmate they. jisne imaan ki halat mein sawaab ki Niyat se Ramzan ki Raat mai Qiyam kiya toh uske pichle gunaah Maaf kar diye jayenge.*
      📚(Sahih Muslim Hadis no: 1780)
      👆 *Iss Hadees se maloom hua ke yeh Namaz mustahab (optional) hai. Wajib ya Sunnat-e-Muakkidah Nahi.*
      *RasoolAllah ﷺ Ne 3 Raton Tak Taraweeh Padhaai*
      -------------------------------------------
      👉RasoolAllah ﷺ ne Ramzan ke Aakhri Ashre mein Sahaba ko 3 Raton tak Taraweeh padhaai, Lekin chauthi raat nahi padhaai, chauthi raat Aap ﷺ apne Hujre se bahar nikale aur farmaya: *Mujhe tumhare yahan jamaa hone ka ilm tha lekin mujhe dar hua ke kahin yeh Namaz tum par Farz Na kar di Jaye.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No:1129, 2012)
      👆 *Isse pata chala ke Taraweeh ki Namaz khud Nabi-e-Kareem ﷺ ne Jamaat se Padhaai, Lekin ummat par Mashaqqat ki wajah se iski pabandi Nahi ki.*
      *RasoolAllah ﷺ Ne 11 (8+3) Se Ziyada Nahi Padhi.*
      ----------------------------------------------
      👉Aisha (Radhi Allahu Anha) se pucha gaya ke Nabi-e-Kareem ﷺ ki Ramzan mein (Raat Ki) Namaz kaisi hoti thi. Toh unhone farmaya:- *Ramzaan ho Ya Ghair Ramzan Rasool'Allah ﷺ 11 Rakat se zayada Nahi padhte the.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No: 1147, 2013)
      👆Iss hadees ko Imam Bukhari Rahimahullah ne "Tahajjud" (hadees no 1147) aur "Taraweeh" (hadees no 2013) dono Baab (Chapter) mein bayan kiya hai. Jo is Baat ki Daleel hai ki *Tahajjud aur Taraweeh Aik hi Namaz ke 2 Naam Hain.*
      👉Iske alawa iss Hadees par guftugu karte huay Shaikh Anwar Shah Kashmiree (Rahimahullah) Likhte hain ke *"Tahajjud Aur Taraweeh Ek hi Namaz hai aur inme Koi Farq Nahi hai.*
      📚(Faizul Baari (Bukhari Ki Sharha) 2/420)
      👉Hazrat Jabir (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai ke: *"Hame RasoolAllah ﷺ ne Ramzan mein (Raat Ki) Namaz padhai, Aapne 8 Rakat aur Witr padhi.*
      📚(Sahih Ibn-e-Khuzamah Hadees No: 1070)
      📚(Sahih Ibn-e-Hibban Hadees No:- 2401, 2402)
      👉Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai maine Ramzan mein 8 Rakat aur Witr padhi Aur Nabi-e-Kareem ﷺ ko Bataya Toh Aap ﷺ Ne kuch bhi Nahi Farmaya:- *Bas yeh Razamandi wali Sunnat bn Gayi.*
      📚(Musnad Abu Yala Hadees No:- 1801)
      *Rasool'Allah ﷺ Ke Daur Ke Baad Taraweeh*
      -----------------------------------------
      👉Ek Din *Umar (Radhi Allahu Anhu) Ramzan ki Raat masjid mein gaye toh wahan dekha ki kuch Log akele Namaz padh rahe the aur kuch log ekattha kisi imaam ke Piche Namaz padh rahe the. To Umar (Radhi Allahu Anhu) ne Farmaya:- Ke mera khayal hai ke agar inn Sab ko aik qaari ke piche jamaa karun to zayada accha hoga. Phir Umar (Radhi Allahu Anhu) ne Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) ko Imam banaya aur logon ko unke piche jamaa kiya.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No: 2010)
      👉 *Ameer-ul-momineen saiyadna Umar Bin Khattab (Radhi Allahu Anhu) ne Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) aur Tameem Daari (Radhi Allahu Anhu) ko hukum diya ke Logon ko (Ramzan ki raat mein Witr ke sath 11 Rakat Padhayen.)*
      📚(Muwatta Imam Malik Hadees No: 249, Sunan Behaqi: 2/496, Mishkat Hadees No: 1302)
      *Note:-* Muwatta Imam Malik (hadees no 250) mein Hazrat Umar (Radhi Allahu Anhu) ka 20 Rakat Taraweeh padhne ka hukum dene wali Riwayat zaeef (Ghair Moatabar) hai kyunki uss Hadees mein Taba'een Yazid Bin Ruman (Radhi Allahu Anhu) Umar (Radhi Allahu Anhu) Ki Daur-e-Khilafat Ke bare mein bayan karte hain jabki waha Umar (Radhi Allahu Anhu) ke zamane mein paida bhi Nahi huye the.
      *Is Riwayat ko kai Ulama ne Zaeef Kaha Hai.*
      Jaise:- *Allama Ayni Hanafi* (Umdat-ul-Qari (bukhari ki sharha) 11/127) *Allamah Zayla'i, Hanafi* (Nasbur raya 2/154) *Naimwi* (Aasarus sunan page:253)
      👉Isi tarah Mussannaf Ibne Abi Shaybah ne Abdullah Ibn-e-Abbas (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai ke Rasool'Allah ﷺ Ramzan mein 20 Rakat aur Witr padhte the. Is Riwayat ko bhi kai Ulama ne Zaeef/ Ghair Moatabar Hadees Kaha Hai.
      Jaise:- *Allama Ayni Hanafi.* (Umdat-ul-Qari 1/127) *Allama Zayla'i, Hanafi* (Nasburraya1/153) *Ibn-e-Humam* (Fatah-ul-Qadeer 1/333)
      *Ulama Ke Aqwal 8 Rakat Taraweeh*
      ----------------------------------------
      👉1) *Mulla Ali Qari (Rahimahullah) inn sabka nateeja ye hai ke Qiyam-e-Ramzan (Taraweeh) Witr mila kar 11 Rakat Jamaat ke sath Sunnat hai. Ye Aap ﷺ Ka Amal Hai.*
      📚(Mirqat al-Mafatih (Mishkat ki Sharha) 3/382)
      👉2) Imam Tahtawi (Rahimahullah) "kyunki *Nabi-e-Kareem ﷺ ne 20 Rakat nahi, balke 8 Rakat padhi Hai."*
      📚(Hashiyah Tahtawi 1/295)
      👉3) *Maulana Anwar Shah Kashmiree (Rahimahullah) "Iske qabool karne mein koi chhutkara Nahi hai ke Aap ﷺ ki Taraweeh 8 Rakat thi Aur kisi aik bhi Riwayat se yeh sabit Nahi hai ke Aap ﷺ ne Ramzan mein Taraweeh aur Tahajjud alag alag padhe ho."*
      📚(Urfush Shazi Tirmazi Ki Sharha 2/208)
      👉4) Maulana Abdul Haiy Firangi Mahali Lucknawi (Rahimahullah) Sahih Ibn-e-Hibban ki Riwayat, jisme Jabir (Radhi Allahu Anhu) farmate hain ke *Nabi-e-Kareem ﷺ ne Ramzan mein Sahaba ko 8 Rakat aur Witr padhaai bilkul Sahih hai.*
      📚(Hashiyah ilmul Fiqah Page:195)
      *Taraweeh Ki Tadaad Tabaee Wagairah Ki Kitni Rakat*
      ------------------------------------------
      👉 *Imam Tirmizi (Rahimahullah) "aur Ulama ka Qiyam-e-Ramzan (Yani Taraweeh ki Tadaad) mein Ikhtelaf Hai."*
      📚(Sunan Tirmizi Hadees No:-806 Ke Tehat)
      Allama Ayni Hanafi (Rahimahullah) "Ulama ka Ikhtelaf hai ke Taraweeh ki kitni Rakat hai iske Baad unhone Taba'een aur Taba Taba'een se Taraweeh ki Alag Alag Rakat bayan ki.
      *Jaise:-*
      👉1) Yazid Bin Aswad (Rahimahullah) se 47 Rakat,
      👉2) Imam Malik (Rahimahullah) se 38 Rakat,
      👉3) Madine Walon ka Amal 41 Rakat
      👉4) Umar Bin Abdul Aziz (Rahimahullah) ke daur mein 39 Rakat,
      👉5) Saeed Bin Zubair (Rahimahullah) se 24 Rakat,
      👉6) Abu Majlis (Rahimahullah) se 16 Rakat,
      👉7) Mohammad Bin Ishaque (Rahimahullah) se 13 Rakat,
      👉8) Imam Malik (Rahimahullah) se aik Aur Qaul Ke Mutabiq 11 Rakat,
      📚(Umdatul-Qari 11/179 Hadees No: 2010)
      *Conclusion:-👇👇*
      --------------------
      Inn sabke conclusion yeh hai ke jo Log yeh dawah karte hain ke 20 Rakat par ummat ka ijmah hai, Unka dawah Be-Bunyaad hai, Rakat ki tadaad mein ikhtelaf ki wajah Yeh ho sakti hai ki Qiyam-e-Ramzan Ek Nafil ibadat hai, isliye in Hazraat ne koi tadaad muqarar Nahi ki thi *Hamara bhi Yahi kehna hai ke agar koi 20, 39, 47, Rakat padhta hai toh jayez hai Lekin Taraweeh ki Sunnat tadaad 11 Rakat (Witr Milakar) hi hai jaisa ki khud Nabi-e-Kareem ﷺ aur Umar (Radhi Allahu Anhu) se Sabit Hai.*
      ( *हर बात दलील के साथ*)

  • @haniyanandoliya9259
    @haniyanandoliya9259 2 หลายเดือนก่อน +5

    Allah ap ki umar me barkat de kher afiyat ke saath 🇮🇳🇮🇳👍🇮🇳🇮🇳

  • @Usamakhan-jw2dm
    @Usamakhan-jw2dm 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاءاللہ بہت خوب
    اللہ آپکو سلامت رکھے

  • @ijazahmad3229
    @ijazahmad3229 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاءﷲ . اللّه اپ کو ہمیشہ خوش رکھے 💓💓💓

  • @khodaijakhatoon9790
    @khodaijakhatoon9790 2 หลายเดือนก่อน +9

    ماشاءاللہ بہت عمدہ❤❤

  • @SaherBano-mx7ll
    @SaherBano-mx7ll 2 หลายเดือนก่อน +3

    Mashallah Mufti Sahab Allah aapko sehat ataa farmay

  • @khansahab17
    @khansahab17 2 หลายเดือนก่อน +2

    Alhamdulillah mashaAllah jazaak Allah kheira Sheikh 🌹💞❤️🙂

  • @Punjabistar23
    @Punjabistar23 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاء اللہ بہت خوب سمجھایا گیا ہے

  • @بوعيسىالبلوشي
    @بوعيسىالبلوشي 2 หลายเดือนก่อน +2

    حفظك الله أينما كنت شيخنا الفاضل

  • @Ahsan1988
    @Ahsan1988 2 หลายเดือนก่อน +3

    سبحان اللہ
    علمائے دیوبند ژندہ باد

  • @MaqsoodAhmad-vy1sg
    @MaqsoodAhmad-vy1sg 2 หลายเดือนก่อน +2

    Mashallah SubhanALLAH

  • @QariMatiullah-kj5fy
    @QariMatiullah-kj5fy 2 หลายเดือนก่อน +4

    اللہ آپ کی زندگی لمبی کرے

  • @hafizaltaf9955
    @hafizaltaf9955 2 หลายเดือนก่อน

    جزاک اللہ

    • @bhartiy6168
      @bhartiy6168 2 หลายเดือนก่อน

      :muft ka mufti😂😂😂
      *Taraweeh "20 Aur 8" ki Tafseel*
      --------------------------------------------
      👉 Taraweeh, Tahajjud, Qiyam-e-Ramzan Ya Qiyam-ul-Layl Aik hi Namaz ke Alag Alag naam hain jo Namaz saal ke 11 Mahinon mein Tahajjud hoti hai wahi Ramzan mein Taraweeh ban jaati hai hadeeso mei aam taur se *Qiyam-e-Ramzan Ya Qiyam-ul-Layl Alfaaz ka istemal hua hai.* *Taraweeh lafz ka istemal baad mai shuru hua.*
      *RasoolAllah ﷺ Ke Daur Mein Taraweeh*
      ---------------------------------
      👉Abu Huraira (Radhi Allahu Anhu) farmate hain ki:- *RasoolAllah ﷺ hame Qiyam-e-Ramzan (Taraweeh) ki targheeb diya karte they. Lekin iski Takeed nahi karte they. Aur farmate they. jisne imaan ki halat mein sawaab ki Niyat se Ramzan ki Raat mai Qiyam kiya toh uske pichle gunaah Maaf kar diye jayenge.*
      📚(Sahih Muslim Hadis no: 1780)
      👆 *Iss Hadees se maloom hua ke yeh Namaz mustahab (optional) hai. Wajib ya Sunnat-e-Muakkidah Nahi.*
      *RasoolAllah ﷺ Ne 3 Raton Tak Taraweeh Padhaai*
      -------------------------------------------
      👉RasoolAllah ﷺ ne Ramzan ke Aakhri Ashre mein Sahaba ko 3 Raton tak Taraweeh padhaai, Lekin chauthi raat nahi padhaai, chauthi raat Aap ﷺ apne Hujre se bahar nikale aur farmaya: *Mujhe tumhare yahan jamaa hone ka ilm tha lekin mujhe dar hua ke kahin yeh Namaz tum par Farz Na kar di Jaye.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No:1129, 2012)
      👆 *Isse pata chala ke Taraweeh ki Namaz khud Nabi-e-Kareem ﷺ ne Jamaat se Padhaai, Lekin ummat par Mashaqqat ki wajah se iski pabandi Nahi ki.*
      *RasoolAllah ﷺ Ne 11 (8+3) Se Ziyada Nahi Padhi.*
      ----------------------------------------------
      👉Aisha (Radhi Allahu Anha) se pucha gaya ke Nabi-e-Kareem ﷺ ki Ramzan mein (Raat Ki) Namaz kaisi hoti thi. Toh unhone farmaya:- *Ramzaan ho Ya Ghair Ramzan Rasool'Allah ﷺ 11 Rakat se zayada Nahi padhte the.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No: 1147, 2013)
      👆Iss hadees ko Imam Bukhari Rahimahullah ne "Tahajjud" (hadees no 1147) aur "Taraweeh" (hadees no 2013) dono Baab (Chapter) mein bayan kiya hai. Jo is Baat ki Daleel hai ki *Tahajjud aur Taraweeh Aik hi Namaz ke 2 Naam Hain.*
      👉Iske alawa iss Hadees par guftugu karte huay Shaikh Anwar Shah Kashmiree (Rahimahullah) Likhte hain ke *"Tahajjud Aur Taraweeh Ek hi Namaz hai aur inme Koi Farq Nahi hai.*
      📚(Faizul Baari (Bukhari Ki Sharha) 2/420)
      👉Hazrat Jabir (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai ke: *"Hame RasoolAllah ﷺ ne Ramzan mein (Raat Ki) Namaz padhai, Aapne 8 Rakat aur Witr padhi.*
      📚(Sahih Ibn-e-Khuzamah Hadees No: 1070)
      📚(Sahih Ibn-e-Hibban Hadees No:- 2401, 2402)
      👉Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai maine Ramzan mein 8 Rakat aur Witr padhi Aur Nabi-e-Kareem ﷺ ko Bataya Toh Aap ﷺ Ne kuch bhi Nahi Farmaya:- *Bas yeh Razamandi wali Sunnat bn Gayi.*
      📚(Musnad Abu Yala Hadees No:- 1801)
      *Rasool'Allah ﷺ Ke Daur Ke Baad Taraweeh*
      -----------------------------------------
      👉Ek Din *Umar (Radhi Allahu Anhu) Ramzan ki Raat masjid mein gaye toh wahan dekha ki kuch Log akele Namaz padh rahe the aur kuch log ekattha kisi imaam ke Piche Namaz padh rahe the. To Umar (Radhi Allahu Anhu) ne Farmaya:- Ke mera khayal hai ke agar inn Sab ko aik qaari ke piche jamaa karun to zayada accha hoga. Phir Umar (Radhi Allahu Anhu) ne Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) ko Imam banaya aur logon ko unke piche jamaa kiya.*
      📚(Sahih Bukhari Hadis No: 2010)
      👉 *Ameer-ul-momineen saiyadna Umar Bin Khattab (Radhi Allahu Anhu) ne Ubai Bin Ka'ab (Radhi Allahu Anhu) aur Tameem Daari (Radhi Allahu Anhu) ko hukum diya ke Logon ko (Ramzan ki raat mein Witr ke sath 11 Rakat Padhayen.)*
      📚(Muwatta Imam Malik Hadees No: 249, Sunan Behaqi: 2/496, Mishkat Hadees No: 1302)
      *Note:-* Muwatta Imam Malik (hadees no 250) mein Hazrat Umar (Radhi Allahu Anhu) ka 20 Rakat Taraweeh padhne ka hukum dene wali Riwayat zaeef (Ghair Moatabar) hai kyunki uss Hadees mein Taba'een Yazid Bin Ruman (Radhi Allahu Anhu) Umar (Radhi Allahu Anhu) Ki Daur-e-Khilafat Ke bare mein bayan karte hain jabki waha Umar (Radhi Allahu Anhu) ke zamane mein paida bhi Nahi huye the.
      *Is Riwayat ko kai Ulama ne Zaeef Kaha Hai.*
      Jaise:- *Allama Ayni Hanafi* (Umdat-ul-Qari (bukhari ki sharha) 11/127) *Allamah Zayla'i, Hanafi* (Nasbur raya 2/154) *Naimwi* (Aasarus sunan page:253)
      👉Isi tarah Mussannaf Ibne Abi Shaybah ne Abdullah Ibn-e-Abbas (Radhi Allahu Anhu) se Riwayat hai ke Rasool'Allah ﷺ Ramzan mein 20 Rakat aur Witr padhte the. Is Riwayat ko bhi kai Ulama ne Zaeef/ Ghair Moatabar Hadees Kaha Hai.
      Jaise:- *Allama Ayni Hanafi.* (Umdat-ul-Qari 1/127) *Allama Zayla'i, Hanafi* (Nasburraya1/153) *Ibn-e-Humam* (Fatah-ul-Qadeer 1/333)
      *Ulama Ke Aqwal 8 Rakat Taraweeh*
      ----------------------------------------
      👉1) *Mulla Ali Qari (Rahimahullah) inn sabka nateeja ye hai ke Qiyam-e-Ramzan (Taraweeh) Witr mila kar 11 Rakat Jamaat ke sath Sunnat hai. Ye Aap ﷺ Ka Amal Hai.*
      📚(Mirqat al-Mafatih (Mishkat ki Sharha) 3/382)
      👉2) Imam Tahtawi (Rahimahullah) "kyunki *Nabi-e-Kareem ﷺ ne 20 Rakat nahi, balke 8 Rakat padhi Hai."*
      📚(Hashiyah Tahtawi 1/295)
      👉3) *Maulana Anwar Shah Kashmiree (Rahimahullah) "Iske qabool karne mein koi chhutkara Nahi hai ke Aap ﷺ ki Taraweeh 8 Rakat thi Aur kisi aik bhi Riwayat se yeh sabit Nahi hai ke Aap ﷺ ne Ramzan mein Taraweeh aur Tahajjud alag alag padhe ho."*
      📚(Urfush Shazi Tirmazi Ki Sharha 2/208)
      👉4) Maulana Abdul Haiy Firangi Mahali Lucknawi (Rahimahullah) Sahih Ibn-e-Hibban ki Riwayat, jisme Jabir (Radhi Allahu Anhu) farmate hain ke *Nabi-e-Kareem ﷺ ne Ramzan mein Sahaba ko 8 Rakat aur Witr padhaai bilkul Sahih hai.*
      📚(Hashiyah ilmul Fiqah Page:195)
      *Taraweeh Ki Tadaad Tabaee Wagairah Ki Kitni Rakat*
      ------------------------------------------
      👉 *Imam Tirmizi (Rahimahullah) "aur Ulama ka Qiyam-e-Ramzan (Yani Taraweeh ki Tadaad) mein Ikhtelaf Hai."*
      📚(Sunan Tirmizi Hadees No:-806 Ke Tehat)
      Allama Ayni Hanafi (Rahimahullah) "Ulama ka Ikhtelaf hai ke Taraweeh ki kitni Rakat hai iske Baad unhone Taba'een aur Taba Taba'een se Taraweeh ki Alag Alag Rakat bayan ki.
      *Jaise:-*
      👉1) Yazid Bin Aswad (Rahimahullah) se 47 Rakat,
      👉2) Imam Malik (Rahimahullah) se 38 Rakat,
      👉3) Madine Walon ka Amal 41 Rakat
      👉4) Umar Bin Abdul Aziz (Rahimahullah) ke daur mein 39 Rakat,
      👉5) Saeed Bin Zubair (Rahimahullah) se 24 Rakat,
      👉6) Abu Majlis (Rahimahullah) se 16 Rakat,
      👉7) Mohammad Bin Ishaque (Rahimahullah) se 13 Rakat,
      👉8) Imam Malik (Rahimahullah) se aik Aur Qaul Ke Mutabiq 11 Rakat,
      📚(Umdatul-Qari 11/179 Hadees No: 2010)
      *Conclusion:-👇👇*
      --------------------
      Inn sabke conclusion yeh hai ke jo Log yeh dawah karte hain ke 20 Rakat par ummat ka ijmah hai, Unka dawah Be-Bunyaad hai, Rakat ki tadaad mein ikhtelaf ki wajah Yeh ho sakti hai ki Qiyam-e-Ramzan Ek Nafil ibadat hai, isliye in Hazraat ne koi tadaad muqarar Nahi ki thi *Hamara bhi Yahi kehna hai ke agar koi 20, 39, 47, Rakat padhta hai toh jayez hai Lekin Taraweeh ki Sunnat tadaad 11 Rakat (Witr Milakar) hi hai jaisa ki khud Nabi-e-Kareem ﷺ aur Umar (Radhi Allahu Anhu) se Sabit Hai.*
      ( *हर बात दलील के साथ*)

  • @SuaadIslam-fh3ob
    @SuaadIslam-fh3ob 2 หลายเดือนก่อน +3

    ماشاءاللہ مفتی صاحب ❤

  • @Amanatonyt
    @Amanatonyt 2 หลายเดือนก่อน +2

    ماشاءاللہ❤❤❤۔

  • @khodaijakhatoon9790
    @khodaijakhatoon9790 2 หลายเดือนก่อน +34

    آپ کی ہر بات حقیقت پر مبنی ہوتی ہے،

    • @BakarBuzdar
      @BakarBuzdar 2 หลายเดือนก่อน

      Dear sister and brother
      Subscribe this chanal.
      For basic principles of Islam.
      youtube.com/@bakarvelloger?si=4K8kLo6luzOfvw83

    • @bhartiy6168
      @bhartiy6168 2 หลายเดือนก่อน

      Nazar Mohmmadi:

  • @Amir_Nawaz_Farooqi_180
    @Amir_Nawaz_Farooqi_180 2 หลายเดือนก่อน +4

    ❤❤ ماشاء اللہ ❤❤

  • @MarwanAkhtar
    @MarwanAkhtar 2 หลายเดือนก่อน +6

    ماشاءاللہ
    سلامت رہیں 💯

  • @YamaanUllahYousafzai-is5eq
    @YamaanUllahYousafzai-is5eq 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاءاللہ واقعی آپ علامہ ہی ہے❤❤❤❤

  • @Educationalacademy881
    @Educationalacademy881 หลายเดือนก่อน

    Masha Allah ❤❤❤ Allah Ap ko khush rakhy jazakallah

  • @aghaart
    @aghaart หลายเดือนก่อน

    Mashallah ❤❤❤❤❤❤❤

  • @MdanwarAnsari-lq3jf
    @MdanwarAnsari-lq3jf 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاءاللہ

  • @AsrarQasmi-ol8rx
    @AsrarQasmi-ol8rx 2 หลายเดือนก่อน +10

    ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت خوب

  • @KyawLinTun-cb7xn
    @KyawLinTun-cb7xn 2 หลายเดือนก่อน

    mashallah ❤

  • @islamicverse
    @islamicverse 2 หลายเดือนก่อน +2

    Zaberdast Mufti sahb ❤

  • @RahmanKhan-nv3fj
    @RahmanKhan-nv3fj 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاءاللہ بہت خوب ❤❤❤

  • @Ikramullah-JUI
    @Ikramullah-JUI 2 หลายเดือนก่อน +1

    لَا إِلٰهَ إِلَّا اللّٰهُ مُحَمَّدٌ رَسُولُ اللّٰهِ‎

  • @MuftiAbdulWakeelHanfi
    @MuftiAbdulWakeelHanfi 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاءاللہ، بارک اللہ

  • @faizuddinshaikh1950
    @faizuddinshaikh1950 2 หลายเดือนก่อน +4

    ❤ from 🇮🇳

  • @ijazahmad3229
    @ijazahmad3229 2 หลายเดือนก่อน

    ماشاءﷲ

  • @nomansadaqat308
    @nomansadaqat308 2 หลายเดือนก่อน

    اللہ تعالیٰ علمائے حق کی حفاظت فرمائے آمین

  • @numani313
    @numani313 2 หลายเดือนก่อน +1

    زبردست مفتی صاحب

  • @taniamalik426
    @taniamalik426 หลายเดือนก่อน

    MashaAllah bht aaala

  • @MuhammadSani-n1y
    @MuhammadSani-n1y 2 หลายเดือนก่อน

    کمال ہے مفتی صاحب

  • @HamidAhmad-n3i
    @HamidAhmad-n3i 2 หลายเดือนก่อน +1

    Mashallah allah api ki ilm our umer me barkat de ❤

  • @zzzia44
    @zzzia44 2 หลายเดือนก่อน

    Great reply to liberal.. Masha Allah ❤

  • @AjeebShah-h6f
    @AjeebShah-h6f 2 หลายเดือนก่อน

    مفتی صاحب اللہ آپ کو سلامت رکھے ❤❤❤

  • @umarawan299
    @umarawan299 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاءاللہ
    في أمان الله

  • @SadikQureshi-y5l
    @SadikQureshi-y5l หลายเดือนก่อน

    Allah aap ki umar me barkat karre

  • @nadeemansari7645
    @nadeemansari7645 2 หลายเดือนก่อน

    Great Masha Allah 🌹🥀🌹❤❤😢

  • @khodaijakhatoon9790
    @khodaijakhatoon9790 2 หลายเดือนก่อน +1

    بہت زبردست❤❤ماشاءاللہ بہت عمدہ

  • @AbdulWahid-pp1je
    @AbdulWahid-pp1je 2 หลายเดือนก่อน +3

    زبردست جواب سلامت رہیں ❤️❤️❤️

  • @romaldada
    @romaldada 2 หลายเดือนก่อน +1

    Allah apko har jaga sarbuland he rakhay gaa...❤❤

  • @ghazimuhammadjunaidsahibme5536
    @ghazimuhammadjunaidsahibme5536 2 หลายเดือนก่อน +7

    عالی مقام ہیں دیوبند والے
    سب کے امام ہیں دیوبند والے

  • @Islamzindabad.123
    @Islamzindabad.123 2 หลายเดือนก่อน +1

    سبحان اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم

  • @waseemahmed1470
    @waseemahmed1470 2 หลายเดือนก่อน +1

    ❤❤❤❤❤ماشاءﷲ ❤❤❤❤❤

  • @tariqcomposingcharsadda4760
    @tariqcomposingcharsadda4760 2 หลายเดือนก่อน +1

    ماشاء اللہ

  • @Ibnebadar
    @Ibnebadar 2 หลายเดือนก่อน

    Subhanallah

  • @officialallindia786
    @officialallindia786 2 หลายเดือนก่อน +1

    Mashallah Mufti sahab

  • @Qariwaqasahmadthanvi
    @Qariwaqasahmadthanvi 2 หลายเดือนก่อน

    Subhanallah❤❤

  • @AtharJamal-nl7wg
    @AtharJamal-nl7wg 2 หลายเดือนก่อน +1

    Alhamdulillah

  • @ismailsaefi
    @ismailsaefi หลายเดือนก่อน

    ماشاء اللہ سلامت رھے

  • @AbdulLatif-m7d
    @AbdulLatif-m7d 2 หลายเดือนก่อน

    May ALLAH bless you

  • @zunairaj.u.w10
    @zunairaj.u.w10 2 หลายเดือนก่อน

    MashaALLAH ❤

  • @SaedMuhammad-to9rp
    @SaedMuhammad-to9rp หลายเดือนก่อน

    جمعیت علماء اسلام زندا تھا ھے اور رھیگا ان شاء اللہ

  • @abubakershafi-gp2jn
    @abubakershafi-gp2jn หลายเดือนก่อน

    MASHALLAH ❤❤❤❤❤

  • @ahmadshah9606
    @ahmadshah9606 2 หลายเดือนก่อน

    ❤ماشاءاللہ
    جزاك اللهُ‎
    سبحان الله
    في أمان الله❤

  • @hafiznaimatnumani7370
    @hafiznaimatnumani7370 2 หลายเดือนก่อน

    ماشاءاللّه

  • @faizahmad1988
    @faizahmad1988 2 หลายเดือนก่อน

    Mashallah

  • @Ahmadurrahman-py9rv
    @Ahmadurrahman-py9rv 2 หลายเดือนก่อน

    ماشاء الله..
    اللهم زد فزد

  • @molanatariqrahemi
    @molanatariqrahemi 2 หลายเดือนก่อน +2

    😊😊😊😊
    Khush raho mufti shb

  • @malikshahzad2264
    @malikshahzad2264 2 หลายเดือนก่อน +1

    اللھم زدفزد

  • @JavaidAhmed-v8v
    @JavaidAhmed-v8v 2 หลายเดือนก่อน

    Eid Ghadir Mubarak ho
    Ali Mola
    Ali Mola
    Ali Mola

  • @nadeemsaifi1286
    @nadeemsaifi1286 2 หลายเดือนก่อน +1

    Alhamdulillah 🇮🇳

  • @imrulrahat313
    @imrulrahat313 หลายเดือนก่อน

    👏👏👏💯

  • @muskanvali
    @muskanvali 2 หลายเดือนก่อน +3

    Mujhe Ghaliban 22 saal se a samaj me nahi aayi k q hz.umar ne aisa kia ahle hadis se mera dimaagh b juda huwa tha magar hanafi hone ki wajha se ulajta nahi tha...ماشاءالله aaj iska jawab mila 90%ka
    Syed Mushkin Vali
    India
    Bagepalli town
    Karnataka se

    • @AbdullahKhan-gr2hh
      @AbdullahKhan-gr2hh 2 หลายเดือนก่อน

      Blkl Galat btaya h molvi sahb ne.. taraveeh 8 rakat ka e hukm diya Umar raziallah anhu ne, riwayat chahye ho tw rabta kejiye ga

  • @IMRANKHAN-hx5ef
    @IMRANKHAN-hx5ef 2 หลายเดือนก่อน

    Bohat acha samjhaya hay mufti shahab ❤

  • @engineermunim7287
    @engineermunim7287 28 วันที่ผ่านมา

    Wah wah mola umer wah❤❤❤❤❤❤

  • @nadeemiqbalspecial
    @nadeemiqbalspecial 2 หลายเดือนก่อน +4

    Lots of love from uri baramulla srinager

  • @MohammadMushtaqe
    @MohammadMushtaqe หลายเดือนก่อน

    Màsha۔asllah

  • @Muhammadnaeem-cy3cr
    @Muhammadnaeem-cy3cr 2 หลายเดือนก่อน +1

    خوب دلائل ماشاءاللہ

  • @M.Ahsan66
    @M.Ahsan66 2 หลายเดือนก่อน

    Zabardast

  • @NaeemullahShazli
    @NaeemullahShazli 2 หลายเดือนก่อน +2

    علماء دیوبند زندہ باد

  • @AhmadkhalifaKhalifa-ph7ek
    @AhmadkhalifaKhalifa-ph7ek 2 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤Mashllha

  • @salmammasu1491
    @salmammasu1491 2 หลายเดือนก่อน

  • @hafiznoman8617
    @hafiznoman8617 หลายเดือนก่อน

    ❤❤

  • @ZararDurrani-hv8rf
    @ZararDurrani-hv8rf 2 หลายเดือนก่อน

    بے شک