AoA Sir, Mere pas coure 2005 model hai wo bina ac ke bhi sui 1/2 tak rahti hai or khari ho to half se ooper rahte hai , main ne radiator, fan , pipes sab nae dale hain , kiya masaila ho sakta hai
@@cuorefanclub Sir mein condenser k uper "FAN" lagane ka puch raha hun.. kya hum A?C ki performance increase karne k liye condenser k uper extra cooling fan lagwa sakte hain?
@@cuorefanclub nhi bro iska muje elam nahi he check krna parega .mene first time gari le hai bhot kharcha keya he but gari maza nahi derhi .jab ac on kro slow me bhot vibration kr k band hojati he
@@cuorefanclubmeri car ghar me khari hoti hai shade ke niche agar ac on kru to within 15 20mint sui c tk aa jati hai with direct fan..or jitna upr jati utna ac compressor kaam chorta rehta hai... please guide me sir
mere gari tu bulkl alug he chal rhe hy dost 2006 ka model hy awr ketnaa he safar kr lo me kantaa nai othta hy thora bhoot bhi gari bulkl thandee rhte hy awr jse hy ac on kro foran kanta ot jata hy leken half se oper nai jata hy, baki mera ac chalta tu bulkl ok hy leken us me colling rukte nai hy shayed khe se nklte rhate hy even mene long bhi try kya leken wo maza nai ta awr ye bhi samj nai ata heat gari me kha se ate hy baki ac ke backside per heat mojjod rhate hy iska koi hal baki apke gari ke sound profving bhoot alla hy dost
Bro wo me hi tha jisne bola proof do video bana ke agar ap 30mint ruki car me ac on kre to upr jati hai sui heat wali ya niche hi rehti hai sui.. location ghar pe ya outdoor khari kro car ...plz reply
Brother, Just do these things, Use new Radiator or get your radiator cleaned from some good radiator cleaner and use coolant dnt use water, 2500 ka ap ko fan milega wo lekar ap ne condensor k aage lagwa lena ha or usko AC k sath on karwana ha radiator k sath nahi, or garmion ma Heater k pipe remove karwa diya karo.issue resolved, isma koi science nahi ha.
@@shahzaibkhan616 bro 30 minutes Mai Mera bohat petrol jalny wala hai. Abhi aap ki waja say Bhai garmi bhi bardast ki hai. Khari gari japanese bhi hai tu os ka AC cooling chore deta hai jis ka single fan hota hai. Aap ko additional fan front per lagwana pary ga. Or os ko ac k Sath separate krna pary ga. Or radiator wala Sirf engine k Sath phir cooling check krna. Koi expense hai 6000 ka. Per phir chill mahool
@@videologygrapher yr jese bhai video me show kr rahe hain ke ac on hone pr gari or tandi hojati hai single radiator fan pe to mujhe bhi same aise chahiye ...meri car cooling krti hai bs grm hoti hai to cooling chor jati hai bs garm hone se bachana hai ...
@@cuorefanclub brother me video nhi chah raha sirf apse puch raha hon agr ap 30mint ac on karke khari krde car to kya sui upr jati hai ya niche rehti hai
Bhai os ki 100% mistake nahi hai os ko ilm nahi ho ga. Magar jisy ilm nahi iss ka Matlab os ki galti bhi nahi asa mumkin nahi. Aap check krty waqt EFI car Mai limiter hota hai wo eik had say oper rpm ko nahi jany deta, non EFI k andar limiter nahi hota. Iss ko full race deny ka Matlab hai jab tak koi cheez tooth gi nahi iss nay nahi rukna. Aap osy baat kro Pyar say k nuqsan hoa hai. Or aap k hathon say hoa hai. Bhaion ki trha baith k dono iss ko solve kren. Or next time Kisi ko ijazat na den k wo asy badeed ho k race day.
Sahiwal me kis sy krwao setting curborator ki gaddi vibrate kar rii hy or fuel bhi khanny lag gai hy kam krwanny ky bad
Bhai hum list bana rhy Hain best Machanics ki aap ko guide krty hain
AoA Sir,
Mere pas coure 2005 model hai wo bina ac ke bhi sui 1/2 tak rahti hai or khari ho to half se ooper rahte hai , main ne radiator, fan , pipes sab nae dale hain , kiya masaila ho sakta hai
Bhai aap video Shuru say dekhen or eik eik cheez ko follow kren. Jesa video Mai dekhaya hoa hai
is k condenser k uper extra fan lagwa sakte hain?
Bhai iss per jitna foam chahey wo Mai nay lagwany ki video bnai hoi hai
@@cuorefanclub Sir mein condenser k uper "FAN" lagane ka puch raha hun.. kya hum A?C ki performance increase karne k liye condenser k uper extra cooling fan lagwa sakte hain?
@@HamzahHassanMBA Yes per mere foam wali video dekho wo lagao gy tu zroorat nahi pary gi
Ap ka compressor harab hy
Kharab nahi hai wo awaz krta hai. Kharab jab Kam krna band kr day ga full. Iss ki awaz ka issue hai k jab chalta hai tu shore krta hai.
Mene Machanic ko car dikhai radiator service krwa liya 2 naali wala hai Machanic ne kaha
Sallam bro mere pas2005 coure he .jab ac on krta hun gari ka engine pura vibration krta he .plzzz guide me kiya masela hoga
Fuel setting, belt timing belt, generator, tappet
@@cuorefanclub bro recently mene engine bnwaya he pura phir b set nahi huwa ye masela
Bhai fuel or distributor ki setting. CDI laga hoa hai?
@@cuorefanclub nhi bro iska muje elam nahi he check krna parega .mene first time gari le hai bhot kharcha keya he but gari maza nahi derhi .jab ac on kro slow me bhot vibration kr k band hojati he
@@b4burger276 slow jet ka issue hai. Vacuume pipes set krwao
Half se oper nia jani chia remove thermostat for summer
Mere half tak bhi nahi jati
June July mein b?
@@cuorefanclubmeri car ghar me khari hoti hai shade ke niche agar ac on kru to within 15 20mint sui c tk aa jati hai with direct fan..or jitna upr jati utna ac compressor kaam chorta rehta hai... please guide me sir
@@shahzaibkhan616 it's mean k aap k heater k pipe lagy hoey hain or wo aap garmion Mai band krwa Dia kren.
Nhi heater ke pipe nikle hue hain@@cuorefanclub
mere gari tu bulkl alug he chal rhe hy dost 2006 ka model hy awr ketnaa he safar kr lo me kantaa nai othta hy thora bhoot bhi gari bulkl thandee rhte hy awr jse hy ac on kro foran kanta ot jata hy leken half se oper nai jata hy, baki mera ac chalta tu bulkl ok hy leken us me colling rukte nai hy shayed khe se nklte rhate hy even mene long bhi try kya leken wo maza nai ta awr ye bhi samj nai ata heat gari me kha se ate hy baki ac ke backside per heat mojjod rhate hy iska koi hal baki apke gari ke sound profving bhoot alla hy dost
Bhai aap mere bilkul Shuru say videos dekha'na Shuru kro. Or step by step Kam kro. Aap ki bhi asi ho jaey gi
Bro wo me hi tha jisne bola proof do video bana ke agar ap 30mint ruki car me ac on kre to upr jati hai sui heat wali ya niche hi rehti hai sui.. location ghar pe ya outdoor khari kro car ...plz reply
Brother, Just do these things, Use new Radiator or get your radiator cleaned from some good radiator cleaner and use coolant dnt use water, 2500 ka ap ko fan milega wo lekar ap ne condensor k aage lagwa lena ha or usko AC k sath on karwana ha radiator k sath nahi, or garmion ma Heater k pipe remove karwa diya karo.issue resolved, isma koi science nahi ha.
@@shahzaibkhan616 bro 30 minutes Mai Mera bohat petrol jalny wala hai. Abhi aap ki waja say Bhai garmi bhi bardast ki hai. Khari gari japanese bhi hai tu os ka AC cooling chore deta hai jis ka single fan hota hai. Aap ko additional fan front per lagwana pary ga. Or os ko ac k Sath separate krna pary ga. Or radiator wala Sirf engine k Sath phir cooling check krna. Koi expense hai 6000 ka. Per phir chill mahool
@@videologygrapher yr jese bhai video me show kr rahe hain ke ac on hone pr gari or tandi hojati hai single radiator fan pe to mujhe bhi same aise chahiye ...meri car cooling krti hai bs grm hoti hai to cooling chor jati hai bs garm hone se bachana hai ...
@@cuorefanclub brother me video nhi chah raha sirf apse puch raha hon agr ap 30mint ac on karke khari krde car to kya sui upr jati hai ya niche rehti hai
🎉❤
Mene 1.2 kam krway hen pehly gadi heat ho rahi thi but ab kam karvane ke bad bilkul ok chal rahi hai khadi gadi ka AC chill kam kar raha hai
Kya kya kaam krwaye bro
Bhi yr ma Kal gadi kisi. Ko dheka rha ha sell krny k liye to us bandy ny engine me sy race di full to Meri gadi ka block tot gya. Jis me oil hota ha
Kindy ye bata dy asa q huwa
Bhai iss car Mai limiter nahi hota wo end tak lay kr jata hai engine ko. Os bandy nay aap say zyadati ki hai. Aap nay osy kion moka dia asa krny ka.
@@cuorefanclub G ab wo kah rha ha k 2 bandy Bula lo Meri galti ni ma check kr rha ta
And bahi as py b video bana dy ta k next kisi bhi k sat asa na ho coure gadi ti Meri b