Sir apki videos boht informative hoti hain ap ne handle per boht sari videos bnai hain lekin ap ne handle ki uper wali Jo tee hoti hai use sedha karne ka tarika nahi btaya kindly handle ki front tee per bhi video bnai. THANKS
Assalamualaikum bhai. Cd 70 bike men front tyre 4 ply ka hona chahye ya 6 ply ka ? Aur agar pechay wala Tyre front par laga den to kesa rahay ga ? Front tire 6 ply ka ni lagana. Is ka kya scene hai ?
Bro mere new bike he.super power us me aik dam se thak kar ke buht tez awaz ati he chain cover per chain lagny ke kia hal he chain bhi tight karata ho tu lose ho jati he
Bahi meray pass Honda 2019 model Hai is Ki chain garai bearing one month mein 4 martba change it Chuka hon Lakin phir b awas Nahi jati Kiya masla ho sakta Hai
Assalam alaikum ( study of bike ) mera problem ye hai mein ne har koshish ki hai front wheel jab tight karta hu tou jam hojata hai break Shou bearing sab change kar diye hain phir bhi problem solve nahi hua.
Sir dhihan se suniye Wheel me excel dalnay se pehlay jis side pr excel ka nut hota he usi side pr shock ke pichay or hub ke agay aik washal rakhay or us me se excel guzarein Yani aap me excel aik shock ke shorakh se guzar kr wheel se bhi guzar liya or hub ki plate me se bht guzar liya lekin dosray shock ke shorakh se excel guzarnay se pehlay aik washal rakh lein phir dosray shock ke shorakh me se guzar ke tight karein Inshallah wheel smooth ho jae ga. asaan alfaz me kahu to hub plate or usi side wala shock ke darmiyan washal rakh kr phir excel guzaray. Washal koi bhi ho jae jis me se excel guzar sakay. Thanks
Sir mara pass china 70cc 2021 model ha is ka chain se awaz Ati ha drum rubber bi change Kaya hai or garari nut board garari hub bi change Kaya ha lakin phir bi awaz aa rahi ha
Bhai meri bike main ye baring aram se chula jata hai koi problem tu nhe hoge na or asani se bahir bhe ajata hai mtlb isko ulta he kro tu bahir ajata hai
Sir ager sirf 1st gear me chalate howay bar bar jhatkay leti he to 1st gear garari ka issue ho skta he . Or ager app ka matlab he ke clutch chornay pr lick nahi milti to clutch ko lose kr lein mere channel pr clutch se related videos uploaded he un me detail se guide kia howa he me ne . Thanks sir
Sir ager gear asani se nahi nikalte to sub se pehlay to clutch ki setting check karay . Aap meri yeh video lazmi dekhay th-cam.com/video/ntaZc66U9hA/w-d-xo.html ager is video keh baad bhi gear sahi se nahi nikalte to phir shifter patti ki problem bhe ho skti he or gear drum ki bhi . But ziada tr cases me pehlay clutch ki setting kharab hoti he . Jis ki wajah se gear hard nikaltein hein us keh baad ager hum theek na karay to shista ahista shifter patti or drum kharab honay lagtein hein . Isi liye clutch hamesha setting pr hona chahiye. Thanks
Sir yeh bearing jub kharab ho jae tb change krwana chahiyay is ki koi time limit nahi hoti yeh depend krta he keh bike kitnay jump walay area me chalti he or bearing kis company ka tha. Wesay acha bearing ho to 3 saal nikal leta he
Bhai mujy yah pochna hai k Honda-70, 2021 or Unique-70, 2021 konsi lyna chiye..bht sy log boolte honda-70 ab achii nai aati hai tu phir hum 25000 uper q dyne ..
Mechanic kio nnj chnge krteee ye baering na hi check krtee hai mene drum poora change krwaya hai chain m hee awaaz haj mechanic ne check tk nhi krww ye bearing
Explained in details very well
Thank you so much
Very good work nice information 👍🇵🇰
Thanks Brother
Very deep and step by step explanation thumbs up 👍 and subscribed
Thanks A lot Brother
Bohot hee ala tutorial. Thanks bro. Subscribed 👍
Most Welcome Dear
ماشاءاللہ بہت خوب جناب
Thanks
Bhai bohat achi video banaty ho thanks
Welcome Dear
Samjhane ka tariqa boht acha hai keep it up bro
Thanks Sir
@@StudyOfBikes welcome bro
Thanks for this video its very helpful for me ✌️🔥
Welcome dear
Excellent work 💯🎉
Thank you so much Brother
Ustad g bht shukrya ❤❤❤
Koi baat nahi
Be happy
Gud infomotin bro Allah khush rakhy apko.
Thanks Sir Allah App ko Bhi khushiyan De | Ameen |
@@StudyOfBikes Ameen.
Dil khus Hoga ha janab
Bht shukriya Bhai jan
Weldone bahi.wahcantt
Thanks Bro
Sir apki videos boht informative hoti hain ap ne handle per boht sari videos bnai hain lekin ap ne handle ki uper wali Jo tee hoti hai use sedha karne ka tarika nahi btaya kindly handle ki front tee per bhi video bnai. THANKS
Thank you very much sir
Inshallah jesay hi moqa mila me video bnaon ga .
God Bless You
Thanks
Nice ustad👍🤲
Thanks Brother
Excellent brother
Thanks
Tayyab yar make video on wheel got. Jo do bearing k beech me got hoti h us pr. Excel tight kro to wheel jam horha h
Ustad g thanks
Ok bro
Nice yaar
Thanks Dear
Mari bike hunda 70 hai 7 modal.. front shock dalnay hain manay to atlas k ilawa cown lifan k thek hain kya
Brother 1 video is py bhi banay kiya Honda 70 k shocks chaina bike py laga sakty hai?
بھائی جان ڈرم ربڑ بار بار ٹوٹنے کی وجہ بھی یہ بیرنگ ہوتا ہے یہ ضرور جواب دیں
Superb bro
Thanks Dear
Apki videos bht achi hoti hain bhai
Apki shop konsi city main hai..?
Sir kholny sy pehly bike ka folt tu dekhaya krn na. .. koi awaz kr raha ho ya Nhi .. Yani Before and after ..
Thanks sir👍
Welcome Dear
chain garari gout ki modification par video bnain jesay 2020 mpdel honda cd 70 me small gout aai he. jis se chain loose nahi hota.
Good ji
Thanks
Will will will sir great great
Thanks Brother
Please make a video on headlight adjustment
Video uploaded he sir
You are too goood
Thanks
aslamu alaikum..bahi meri bike ka baring b change krlia .mggr chain grari wali side sy awaaz nai gya ..21 model bike hai ..
Bhai pehcle jali footres ko athora mar kar Thora uper karlo paon rakhe wale ko asani hogi aap hum ko sikhate hain mein ne socha apko sikha doon
Yenbewring new sproket m laga hua ata hi?
Good
Thanks Brother
Bhai mere ps 202 model hai 70 engine m s tak tak awaaz ati hai jb neutral p bhi ho
Ek wheel slip ki video banao
Back say bht vibration a re ay cd 70 ? Back hub say. New sprocket hai drum rubber b thk
Salam. Brother small garary men thori se play hai usko kaise theek kr skte hain?
Assalamualaikum bhai. Cd 70 bike men front tyre 4 ply ka hona chahye ya 6 ply ka ? Aur agar pechay wala Tyre front par laga den to kesa rahay ga ? Front tire 6 ply ka ni lagana. Is ka kya scene hai ?
Mene lgaya ha bhai new tyre 6 ply ka agey kch nh hota sb kehna ki bat
Bar bar thik hy thik hy thik hy na Bola kro bro yeh apki language Jo lower KRTA hy
Bro agar in sab k bad be awaz aae toh agay wali gair garari change karni hoti hai Kia yeh Mera sawal hai apsay ??
Bro mere new bike he.super power us me aik dam se thak kar ke buht tez awaz ati he chain cover per chain lagny ke kia hal he chain bhi tight karata ho tu lose ho jati he
Nice
Thanks Sir
❤❤❤❤
bhai aap kahan se hain plzz tell me
Bahi meray pass Honda 2019 model Hai is Ki chain garai bearing one month mein 4 martba change it Chuka hon Lakin phir b awas Nahi jati Kiya masla ho sakta Hai
Chan garari set new dalo
Janab konsa sab say behtar rahay ga
Bhai mere pass CD 70 ha 2003 me ne is clutch plates dula ha 1 gear ma chalu tu kham kham chalti ha please reply
Sir kindly explain .
Kisi bhi gear me pick nahi deti ?
Sir wheel axel ko kis num ki key lagti ha
Back wheel ke excel ko 17 no
Or front ko 14
@@StudyOfBikes thanks sir
Bro125 pa b vedio bano
Assalam alaikum ( study of bike ) mera problem ye hai mein ne har koshish ki hai front wheel jab tight karta hu tou jam hojata hai break Shou bearing sab change kar diye hain phir bhi problem solve nahi hua.
Sir dhihan se suniye
Wheel me excel dalnay se pehlay jis side pr excel ka nut hota he usi side pr shock ke pichay or hub ke agay aik washal rakhay or us me se excel guzarein
Yani aap me excel aik shock ke shorakh se guzar kr wheel se bhi guzar liya or hub ki plate me se bht guzar liya lekin dosray shock ke shorakh se excel guzarnay se pehlay aik washal rakh lein phir dosray shock ke shorakh me se guzar ke tight karein
Inshallah wheel smooth ho jae ga.
asaan alfaz me kahu to hub plate or usi side wala shock ke darmiyan washal rakh kr phir excel guzaray.
Washal koi bhi ho jae jis me se excel guzar sakay.
Thanks
Nice vidio
Thanks Sir
❤❤❤🎉
Thanks
Bhai ap bta sakte breakshoe kone ache aur affordable hain
Hi. I have a question. Bike ki front chain grari me wobbling normal ha ya msla hai? Please reply
Normal he
bhai aap kidhar se hain
Broo plz mujhay ak bat puchni hai
Sir mara pass china 70cc 2021 model ha is ka chain se awaz Ati ha drum rubber bi change Kaya hai or garari nut board garari hub bi change Kaya ha lakin phir bi awaz aa rahi ha
@Bike Mechanicals thanks
Mri bike ki chain garari sy b bht awaz ati h, chain thra katwaya b ha, phr b awaz ha. Kia yeh barring lgany sy awaz khtam hoskti h chain ki ?
@Bike Mechanicals ni chain cover min proboem nai h, garari ka he issue lgta h. Thanks to inform
Please ak.video bnae front shock se thak thak ki.awaz ati.ha
Inshallah kisi din bnon ga Sir
Thanks Dear
Bhai jan gari ko agr 3 ma bahaya to yeh peche se tak tak awaz karti hai
Bhai meri bike main ye baring aram se chula jata hai koi problem tu nhe hoge na or asani se bahir bhe ajata hai mtlb isko ulta he kro tu bahir ajata hai
Front wali choti sprocket sy awaz aati hy iska koi hal btaye
Chain par oil lagana behtar he ya Gris lagana?
Sir clean oil hi use karay
Is pr bhi video bnaon ga inshallah
Sir phela gear lago tu clutch chro tu kam kam chalti ha phela gear me smooth nahi chati ha
Sir ager sirf 1st gear me chalate howay bar bar jhatkay leti he to 1st gear garari ka issue ho skta he . Or ager app ka matlab he ke clutch chornay pr lick nahi milti to clutch ko lose kr lein mere channel pr clutch se related videos uploaded he un me detail se guide kia howa he me ne .
Thanks sir
Har jga check krwa lia new 70 hai
Jo Pichle Gira Re Ki kaun si Hoti Hai uski video bnao
Inshallah banaon ga
Or mere Bike Gair Dalty Or Nekalty waqt be Tang karti hai toh Kia uski Gair Shaft change karni hogi mujhe ??
Sir ager gear asani se nahi nikalte to sub se pehlay to clutch ki setting check karay .
Aap meri yeh video lazmi dekhay th-cam.com/video/ntaZc66U9hA/w-d-xo.html ager is video keh baad bhi gear sahi se nahi nikalte to phir shifter patti ki problem bhe ho skti he or gear drum ki bhi . But ziada tr cases me pehlay clutch ki setting kharab hoti he . Jis ki wajah se gear hard nikaltein hein us keh baad ager hum theek na karay to shista ahista shifter patti or drum kharab honay lagtein hein . Isi liye clutch hamesha setting pr hona chahiye.
Thanks
@@StudyOfBikes
Bro ap sab say alag sab say achhy ho thaaank you so so MUCH Bhai ,❣️👍🏻👍🏻👍🏻
Thanks Bro Sub Insan Pyarray hotay hein Allah Ham Sub ko Acha Rehnay Ki Toufeeq Ata farmae (Ameen)
@@StudyOfBikes
Gggg BeShak BiLkul Keh rahy Hein ap Insha ALLAH (AMEEN)
Apsay Mujhe bhOut help Mili hai bro
Hameshah khush rahain ap❣️❣️❣️👍🏻
piche wheel bearing loose ho jaaye to kai kar na chaye
New darum hub ka alwa koye hal ha as ka
😊😊😊😊😊
Yh kitne time k bd change krwani prti h
Sir yeh bearing jub kharab ho jae tb change krwana chahiyay is ki koi time limit nahi hoti yeh depend krta he keh bike kitnay jump walay area me chalti he or bearing kis company ka tha. Wesay acha bearing ho to 3 saal nikal leta he
Bhai mujy yah pochna hai k Honda-70, 2021 or Unique-70, 2021 konsi lyna chiye..bht sy log boolte honda-70 ab achii nai aati hai tu phir hum 25000 uper q dyne ..
Mane cd 70 2021 le han new zero meter and I have to say quality ma waqui faraq han.
100 فیصد درست
Thanks Rasool Khan
Ap mohsin bhai ho na????
Mechanic kio nnj chnge krteee ye baering na hi check krtee hai mene drum poora change krwaya hai chain m hee awaaz haj mechanic ne check tk nhi krww ye bearing
meri bike hero70 hy is ki chain toot rhi hy roz...kiya problem hy?
Sprocket
Bhi jaan mera saath b yahi masla hy kraak kraak ki awaz ati hai
Thanks
Sir aap bearing check kr lein ke play to nahi he
berring ke bad washer lagane ki kya waja he
Yar agla wheel Ka batao Mera bearing awaz Kara hai
tak tak ki awaz ati hai kya waja hai
Petrol sey saaf karnry sey chain GRARi saaf ho Jata hai
Awaz tw abhi bh aa rahi hai bike se
Bearing nachi ke
Bht achay hein
Clutch plats cd 70 ke leye kon si achi he chaina bike ke leye video banao or price bi batao
Ap ka koi what's aap number ha?
Reply please
Bhai APNA whatapp number lag video maho
Samjhane ka tariqa boht acha hai keep it up bro
piche wheel bearing loose ho jaaye to kai kar na chaye
New darum hub ka alwa koye hal ha as ka