Kya mazak chalu h kya kuch are Jo course 2 sal ka h usko pci ne 3 sal ka bna rkha h ...... Eko to pharmacist ka registration hone nhi dere Are ab kitna preshan kronge hm students ko ........pci ne to majak bnake rkha h students ka ....
PCI bus 10 carod 70 lakh rupiye student kay exit exam kay Naam le liye hai, or 2 mahinay say uska interest double ho chuka hay, or PCI nay exit exam ko postpone kar diya hay Mera PCI Montu Patel say request hay hamaray 5900 fees refund karo interest kay sath, Nahi to hum sab student milkar PCI kay uper case kar degay, 10 carod 70 lakh ka ghotala CASE
Pci wale free ki salary pa rhe ,kam hota nahi,fizool ki policy launch kr rhe ,wajaye iske ki all registered pharmacist jo ban gye ,aur jo nahi registered huee,unke panding kam par vichar Krna chiye ,na ki new new law launch krne chiye..ni samjh aa rha ager ki manage kaise kiya jata hai to course band ho kr de sath pci department par bhi banned laga de..
Pci kui kam Nehi tha usko student ko paresan korneka torika system leya tha but job k liye koi bath bolo bekar un officer ko exam Dena hoga yearly performance k liye
bro muje pata hai d pharm 2 sal ki ,b pharm 4 sal ki, or m pharm 2 sal ki or pharm d 6 sal ki course hai , Mai to PCI ki tendency k bare me bol rha hu, PCI ne abi hum logoka time barbad kar raha hai.
To phir kyu ye bol rhe the ki exit exam ke bad hoga registration
Exit exam kya kuch hai ki nahi or kitna wait krna padega
Sir registration to ho rha h site pr
Kya mazak chalu h kya kuch are Jo course 2 sal ka h usko pci ne 3 sal ka bna rkha h ......
Eko to pharmacist ka registration hone nhi dere
Are ab kitna preshan kronge hm students ko ........pci ne to majak bnake rkha h students ka ....
Agr awaz Nhi Uthaoge toh exit exam Update July 2025 me ayega.
Koi humare pakhs me nehi hai
Na pci , nor senior registrar pharmacist, sob ko apni pari hai
@@koushikdebnath6592 hame Khud Hi Ldni Hogi Apni Ladai . ab PCI Ko Bina Exit Ke registration Start Krna Hoga. Pehle h bahut Late kr diya.
Up ne sahi bola bro
Ham sab studands ko avaj uthna padega pure countrye tab pci jag jayegi
exit exam ki news hai ke sir
Sir jinka PCI me registration nahi hua hai vo bhi karege
Exit exam regarding information
Sir important questions bata dijiye 2nd year ke liye
Aje konse ubdate hai exit exam ke leya
2.5 Lakh se jyada to College fees hain
Exit exam hoga ya nehi
Bhaiya maine UPPC me apply kiya tha 3 step complete hua tha abhi kal raat se sab not verified dikha raha hai kya karu bhai please help and reply 😢
PCI sab d pharm student ka time waste kar rahe hai
Exit exam cancel ho gaya kya sir
PCI bus 10 carod 70 lakh rupiye student kay exit exam kay Naam le liye hai, or 2 mahinay say uska interest double ho chuka hay, or PCI nay exit exam ko postpone kar diya hay
Mera PCI Montu Patel say request hay hamaray 5900 fees refund karo interest kay sath,
Nahi to hum sab student milkar PCI kay uper case kar degay, 10 carod 70 lakh ka ghotala CASE
@@khalidchejara3534 sabhi Ekta Dikhao.. Warna Kuch Nhi Hoga.
Pci wale free ki salary pa rhe ,kam hota nahi,fizool ki policy launch kr rhe ,wajaye iske ki all registered pharmacist jo ban gye ,aur jo nahi registered huee,unke panding kam par vichar Krna chiye ,na ki new new law launch krne chiye..ni samjh aa rha ager ki manage kaise kiya jata hai to course band ho kr de sath pci department par bhi banned laga de..
PCI walo ke pass kam dham hota nhi bas ulta sidha rule nikalte h
Sir exit exam Kab hoga
Sir please PCI se boliye hum logoka exit exam lele, please sir😢
Exit exam kyon Lena private University mein 270000 fees pay kar chuke ab kya baki rah Gaya ❌❌❌❌❌
Exit Exam Ka Kuch Kro.. No Update
Jo job kar raha h uska kaise 2.5 lac se niche kaise hoga
PLC update exit exam
Pci kui kam Nehi tha usko student ko paresan korneka torika system leya tha but job k liye koi bath bolo bekar un officer ko exam Dena hoga yearly performance k liye
Areeee bhai le to lo kyu let kre ho
🎉Pehle khud sahi jankari kar tab video bna. ABHA no. Sabhi ka banta hai but ABHC keval 2.5 lakh tak ki income valo ka banta hai
"ABHA Card Eligibility: Check Criteria and Requirements" www.bajajfinserv.in/insurance/abha-card-eligibility
बहुत गलत है
Apne hi exit exam par case karbake sub logo ko fasa Diya hai Jada gyan mat Diya karo
First viewer
Cancel exist exam as soon as possible for diploma holders
Cancel nehi hoga vai , ab d pharm course 4 years k hogi
PCI bahen k take ne hum logoka life k sath khilwad kar raha hai 😭😞
@@AkashGain023 lol cancel hoga 100% b pharm 4 year ka hota hi hai d pharmacy baand ho jayega aab kuch toh logic lgao bro
bro muje pata hai d pharm 2 sal ki ,b pharm 4 sal ki, or m pharm 2 sal ki or pharm d 6 sal ki course hai , Mai to PCI ki tendency k bare me bol rha hu, PCI ne abi hum logoka time barbad kar raha hai.
@@AkashGain023 tension na lo December sai registration start ho jayega
Pci hata kai npc ho