ST/SC students, 😊 jisko maths air reasoning ka kush bhi nhi jaanta woh bhi pass kor lenge, all option A maar do, 10 question ka answer sahi hoga, yaa to B or C and D, any one of them, bug consecutively choose same option, you will get 10 marks easily, no doubts😢, 40÷4=10 A mein answer, b mein bhi 10, so on.....
Bhaiya normalisation ka ek video laiye ki kitna normalisation milta hai.... minimum kitna normalisation hota hai maximum kitna hota hai???....iska ek vdo dijiye
Ye normalisation 25 no kaise mila ....mujhe to aaj tak 10 12 no se jyada kabhi nhi mila ....isme bahut bada scam hai ...aise hi general waalo ko no baant kar obc ki merit badayi jaa rhi hai ...jisse general me kam se kam obc jaa paye ....
Bhai aisa nahi hai...shift ki difficulty level bhi depend karti hai ki apka kitna no badhega agar hard shift pada to normalisation me no kafi increase ho jata hai aur yaha no ka distribution 3 no ka hai to normalisation me no me jada badha hua lagta hai
Mene esa suna hai ki agr session 2 k number same niklte h to session 1 check Kia jata h fir jiske jyada number honge usko select kr lenge Kya ye sach ? Kisi ko iss bare m pta ho to bataye
mera bhi kho gya tha 10th ka marksheet, bhut pareshan thi but mil gya achhe se khoji toh mind ko shant krke khojiye, agr nhi mil rha toh school se contact krke,dusri bhi bn jati h..
@@khushising89 thank u so much ,mil to nhi payega 1 saal ho gya hai jab ghar shiift kr rahe the us time saman ke sath wo bhi kahi shift ho gya h tb se mila nhi h .waise ik baar dekh hi lunga
@@Rajnishakya22180 english thk thi but gk gs thodi hard thi ..mtlb jayda nhi thodi hard thi ...apka aaj h na ppr ..batana merko kisa hua ☺️..and best of luck didu ☺️
Bhaiya mock karne par aap jo topic kareye hai usko padne par bhe mock samaj nahe aaraha thora guide karege kya please Jaise aap ne dance complete karaya to mock me puch raha hai is janjate dwara maaya jane wala kis state me hai confuse
ST/SC students, 😊 jisko maths air reasoning ka kush bhi nhi jaanta woh bhi pass kor lenge, all option A maar do, 10 question ka answer sahi hoga, yaa to B or C and D, any one of them, bug consecutively choose same option, you will get 10 marks easily, no doubts😢, 40÷4=10 A mein answer, b mein bhi 10, so on.....
😂
Ye doubt clear karne ke liye thank you ❤️
Bahut bahut dhanyabad sir
Thank you bhai mujhe jb se bahut ghabrahat ho rhi thi but aapne doubt clear kr diya thank you so much bhai 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Thanks sir ye doubt clear krne k liye
Thankyou so much Bhayya
Gjb apne bahut bada headache dur kar diya
Maine English bilkul nhi pdi h 1 October ko exam h mera 1st shift ka 😢 english pdne ka time hi nhi mila
Same
@@ishalkumar9037 do sal bad hoga😄
Suman suryawanshi mam ka video bahut helpful hota
Pr apke pass time nhi h
Mera bhi 1 October ko ha,
Thanks Bhai yaar doubt solve kr dia ❤❤🎉god bless you 🎉
Thank you sir 🙏🙏
Bhaiya normalisation ka ek video laiye ki kitna normalisation milta hai.... minimum kitna normalisation hota hai maximum kitna hota hai???....iska ek vdo dijiye
Thank you Bhai ❤
Thank you sir❤
Thank u so much itna bada confusion door krne k liye 🤍✨
Ye normalisation 25 no kaise mila ....mujhe to aaj tak 10 12 no se jyada kabhi nhi mila ....isme bahut bada scam hai ...aise hi general waalo ko no baant kar obc ki merit badayi jaa rhi hai ...jisse general me kam se kam obc jaa paye ....
Bhai aisa nahi hai...shift ki difficulty level bhi depend karti hai ki apka kitna no badhega agar hard shift pada to normalisation me no kafi increase ho jata hai aur yaha no ka distribution 3 no ka hai to normalisation me no me jada badha hua lagta hai
Thank you bhai 🫂
Ys Bhaiya aapke video se sara doubt clear ho gya 😊 thanks
Thank you brother ❤❤❤
Bheya math ko kese padu
Gs ta sara time leleti hai
Or english thoda kam
But gs bahut time. Leleti hai
Math padhnekelia time nehi milti hai
Reasoning kariye
@@AAMIR_khan__773 yes best score hai 60 min se 57
Kabhi 2-3 question galt ho jati hai bas
thanks for the info
Thanks brother❤❤❤❤❤❤
25 no diye hai aise kitni hard thi ye shift pakka general ka candidate hoga ...jabarjasti selection diya jaa rha hai
😂
Bhaiya kal Sunday ko Economics ki vidio daal dena Please
What is the required marks for English & GK for ST....
Apka selection pakka.. Sirf exam dene jao
Aisa Kuch nhi h Ha yrr.. . mai 5 saal ss ppr de rha hu aaj tk nhi nikla st se bhi
Thank you bhaiya
Normalisation me math ka mark judta h
Nahi bhai
Aaaj 16 reasoning ke questions chhut gaya😢😢😢😢
Bhai ek doubt clear kar dein please session 1 mein pwd/handicap candidates ko kitne marks lane hoonge to qualify
10 12 shi kr Dena yrr
Mera 14 math is currect 2024
Mene esa suna hai ki agr session 2 k number same niklte h to session 1 check Kia jata h fir jiske jyada number honge usko select kr lenge
Kya ye sach ?
Kisi ko iss bare m pta ho to bataye
Ha aisa hi hota hai but iski possibility 0.1% hai same hone ki
@@abhisheknorge4709 ohk
Sir gk gs kha se pdhe
Will all the candidates get the normalization marks??
Obviously
2nd session ke according cut off kitni rhegi?
150
How much marks we have to score in session 2?
Bahan apki bar form jada log bhare hai ... Cut of high jayega
Mein to math padha hi nahi 😢...ab time bhi nahi hai 😒..
Mene to chhua b nhi reasoning or math ko 😖😖
Maine bhi bhai bilkul bhi nhi pdha h
Bhai Maine toh math ki book bhi nai dekhi abhi Tak last 5 months seh
@@MohammadImran-j7w very good bro 😊 maths se kya krna h 😀
Main to reasning hi karunga
Current affairs kitne month ka kare
Mts me voice and narration aate h kya ⁉️⁉️⁉️⁉️⁉️
Concept Sikh lo.kam aaega vo b
Kya Current Affairs sirf 2024 ka kare
bhaiya mera 10th ka marksheet kho gya hai new mil jayega kya aur mil jayega to dv ke time valid hoga plzzzzzzzzzzzzzzzz replyyyy
mera bhi kho gya tha 10th ka marksheet, bhut pareshan thi but mil gya achhe se khoji toh mind ko shant krke khojiye, agr nhi mil rha toh school se contact krke,dusri bhi bn jati h..
board office se through,
@@khushising89 thank u so much ,mil to nhi payega 1 saal ho gya hai jab ghar shiift kr rahe the us time saman ke sath wo bhi kahi shift ho gya h tb se mila nhi h .waise ik baar dekh hi lunga
@@khushising89 ban jati h n ? aur valid hogi n dv ke time cbse se tha mai
But sir result m to seassion 1 ka alag se cutoff aata h
2nd session kitne questions karne hoge
Bhaiya geography(Gk) question kab banaoge ??
Pichli baar yrr mei b option lga kr aai thi maths ka 🙄12 questions to maths mei hi shi hogye😂😂😂😂
Is baar paper dene gyi thi ??
@@raiseknowledge3540 22 of October ko h bhai
bhen..math ka sirf ek question kya h ...and reasoning me sare questions kr aai me to me qualify kr paugi kya
@@shubhamkharb8607 100 &10 percent yrr don't worry yrr gkgs or English ka level kya tha
@@Rajnishakya22180 english thk thi but gk gs thodi hard thi ..mtlb jayda nhi thodi hard thi ...apka aaj h na ppr ..batana merko kisa hua ☺️..and best of luck didu ☺️
Kis kiska exam 30 .09.2024 se he bhai
Meri 2nd h
Ma to sir only reasoning krka ayyi gha
Kab hai bhai
Negative ache?
Bhaiya mock karne par aap jo topic kareye hai usko padne par bhe mock samaj nahe aaraha thora guide karege kya please
Jaise aap ne dance complete karaya to mock me puch raha hai is janjate dwara maaya jane wala kis state me hai confuse
Or pwd Ur k
Sir app last 5 years error correction kora diziye Please 🙏🙏🙏
@@ShreyaSantra2000 Rankers gurukul channel mein 11 hours ki ek class upload hua hai 14 August ko...Dekh lo pura grammar rules revision ho jayega 👍..
@@Chandan_Panigrahi Thank you
Sir. Agar me 12 question kr deta hu toh me un 45 minutes jo session 1 unko gk or English ke liye use kr skta hu aage session 1 skip krke
Nhi bro session 1 khtm hone ka bad hi session 2 khulega
45min hi milega
Kya session one ke marks final result m judenge?
Bhaiya current affairs ke important topic bta dijiye jo hame speedy se padhna he 👍👍🙏
seedy ki book lelo current affairs ke relevent topics ke sare updated question mil ajyenge
@@aryanranjan348seedy ya Speedy ?
@@AtulRawat143 speedy bhai
Bhai number do apna