Sir main master of pharmacy 1 semester me hu to post matric ka scholarship form start se form fill karna ya Graduation (b Pharmacy) me password, id, banaya tha usse form fill karu
2 no. Profile updation me mere adhar me jo number hai kisi aur k me upload hai toh mujhe dushra number adhar se link krwana padega ki dushre k adhar se link wla number dalane se chal jayega
New Registration krne pr Adhaar no. Seeded nhi h , show kr rha h ... .par mera Adhaar bank se seeded h ..UIDAI ki website pr bhee active show ho rha h ...but registration krne pr registration krne hee nhi de rha...
Jaati or niwas mera. 2019 ka baan hai to usme kuch karny ki jarurat to nhi hai na vahi jaati or niwas ko dalna hai na kuch navinikarna to nhi karan padega ga
Bhai mene ab tak CG post matric ki website mein sabhi details bhar diya hu, aur nspotr pe profile bhi bangaya with otr no. Aur kuch karna hai kya Plus yeh bateye ki Form ke saath kya kya dena hota hai
Sir scolraship from my college me Ak bar apply kiya tha uske bad final year me scolrship from nhi apply kr paya ab bed k liye scolrship from ka option ni aa rha kya mujhe New I'd se krna hai kya 🤔
Sir maine 2022-23 me sant gahira guru university me addmission liya tha aur scholarship v mila tha mujhe aur av 2 saal gap hone ke baad mai agriculture college me hun tu scholarship ke liye form dalne me koi dikkat hohi kya..? Please sir reply mai bahut jyada confusion me hun 🥺
Mera aur meri bahan ka aadhar card me aj hi no. Hai mai secound year me hu aur meri bahan first year me hai lekin uske me mobile no. Already registered in this portal bata raha hai kya karna padega. Please reply sir ji😢😢
Ap dusre number se try kro jaruri nhi h adhar card link wala number ho ap new registration kr lo dusre number se jab last me form lock krogi to tb apne adhar link number pe OTP aayega usko daal dena
Student ka acount number nhi hai to kya vo scholarship ke liy mother and father ka account number de saktey hai unme paysa ay ga ki nhi mothe and father ke account number me please reply me
फॉर्म डालते समय email id के स्पेलिंग में गलती हो गया है Forget करने पर आईडी पासवर्ड उस ईमेल पर सेंड हो रहा है और जो कि वह ईमेल आईडी उस नाम से है ही नहीं अब इसके फॉर्म को कहां से रीसेट करवाए
Sir kya chhattisgarh ke bahar padhai karne wale chhattisgarh ke students form fill kar sakte hai, please reply sir
Sir main master of pharmacy 1 semester me hu to post matric ka scholarship form start se form fill karna ya Graduation (b
Pharmacy) me password, id, banaya tha usse form fill karu
Bhai scholarship registration 1 time hota hai or vo hi I'd password har time chalega chahe koi bhi course kro
Sir form bharne ke baad print out ko college me jama karna hoga kya
D.el.ed wale bhi bhar skte hai kya ?
Yes
Bhaiya college k address change krna h kaise to nai ho rha h kaise kre
Confirm adhar no dosnt match with adhar no aisa problem aa raha hai
Same problem
Same problem bhai😢
Mera bhi yahi ho raha tha
But thori der baad ki to thik ho gaya mltb Aisa nhi dikha raha tha
@@pinkyuranw552 mera tik nai ho raha hai
sir bank sedding stust inactive bta rha hai or bank wale bol rhe hain ki seeding on hai kya kren
Same problem
Bhaiya ye form bhare online huaa hai ki nahi kaise pta karo
Bhai OBC ka bhi yahi se karna hai kya
Haa
Sir mai 1yr me scholarship form bhara tha ,,,,,, to kya 2nd yr me bhi bhar sakta hun😢,,,,,,,,,plz reply
Yes bharo jaldi
Sir registration krte samay your email id and mobile number all ready register dikha rha hai to kaise kre
Kis kis ko "Online scholarship lock application not started" dekha raha hai like karo😢.
Sabhi ko dikha raha hai bcz abhi lock hona Start nahi hua hai
Hn
@@VsOnlineTips sir lekin form submit college karne ki last date 30 october hai na ? tab tak lock ka option nahi aaya to date badh jayega kya
@@Westa-o7nDate badh gai h..31 December last date h
अभी ओपन है❤
Sir isme coloum 3 ka jo academic wala hai m yadi enrollment wala box show na kre to kya kre...Mera ynhi pr atka hai
Sir ji may pahle graduation complete ho gaya hai or may ITI STENO HINDI kar rha hu abhi to mere ko fir se registration Karna padega
2 no. Profile updation me mere adhar me jo number hai kisi aur k me upload hai toh mujhe dushra number adhar se link krwana padega ki dushre k adhar se link wla number dalane se chal jayega
Sir mai last Sarguja University se diya tha , ab Bed me addmission liya hu , enrollment number nai hai toh kya karu?
Sir mai sc categray ki hu maine otr kr liya aur ye form bhi fillup ki hu lekin khi bhi OTR no. Nhi mangha kaha add krna hai ye otr no. Pls btao
Nahi add karna nahi padega bas nsp otr se aadhar registration hona chahiye
Maine bhi bhara ha par kahi bhi jarurat ni pada
Bhai maine BSC me scholarship liya tha ab MSC kar raha hoon to same id password se kar loon ya naya id password bnau
Pehle bsc MSc mai kitna scholarship mila
@@poojaaaaaa77 BSC final me 5500 mila tha
भईया अगर कॉलेज करके msc 1 st semester में है तो नया I'd password बनाना पड़ेगा क्या की पुराना में ही डल जाएगा
New Registration krne pr Adhaar no. Seeded nhi h , show kr rha h ...
.par mera Adhaar bank se seeded h ..UIDAI ki website pr bhee active show ho rha h ...but registration krne pr registration krne hee nhi de rha...
Sir बिना account adhar seeding ke registration kar सकते हैं न अभी फिलहाल फिर बाद में करा लेंगे चलेगा न ,,,,,please btaye sir
Captcha code har baar sahi bharne ke Baad bhi invalid bta raha 😢
👉OTR no. Ko scholarship form me add karna hoga gaya sir ji please bataye.🙏🙏🙏
Sir sahi adhar nu. Dalne ke baad bhi your adhar does not match kis liye keh rha hai..... Reason kya hai sir please help 🙏
Renewal me new aay upload nhi ho rha hai kaise update kre use?
Hoga bhai try kr
@@iam_ride_storyKaise try krna hai bro
Jaati or niwas mera. 2019 ka baan hai to usme kuch karny ki jarurat to nhi hai na vahi jaati or niwas ko dalna hai na kuch navinikarna to nhi karan padega ga
Bhaiya just pahle wala education retail dena hai ki 12 ka he dena hai
Post matric schoolership ke liye ST category ka kitne tak ka income certificate banwa sakte hai
2023-24 ka scholarship ka paisa nhi aaya h, aayega ki nai espe ek video bnaiye...
Reply sir...
Bed me स्कॉलरशिप के लिए same process h kya
Yes
Sir ek our question APL card walo ko स्कॉलरशिप मिलेगा की नई
Milega
@@VsOnlineTips mera name edit nhi ho rha purana wala
@SunilDahariya07 new form bhar le
Sir gmail change kr skte hai kya??
Sir mera plan bsc complete hai or is saal mai bsc 1st year me hu to mujhe scholarship nii milega kya
Bsc duble kyu
Mere academic year me sanstha ka naam change nahi ho rha hai .....❓❓❓❓
Kaise karna hai koi bataye
Good information sir ji... 7 lock application wala option hi samajh nahi aa raha tha aapne achche se samjhaya..... Thanks a lot 🙏🙏
Bhai mene ab tak CG post matric ki website mein sabhi details bhar diya hu, aur nspotr pe profile bhi bangaya with otr no.
Aur kuch karna hai kya
Plus yeh bateye ki
Form ke saath kya kya dena hota hai
Sir mera Post graduation ho gya h ab pgdca kr rhi scholarship k liye previous year result me ug ka result lgega ya pg ka
Iti ka kaise online kare batao na
Sir scolraship from my college me Ak bar apply kiya tha uske bad final year me scolrship from nhi apply kr paya ab bed k liye scolrship from ka option ni aa rha kya mujhe New I'd se krna hai kya 🤔
New id se kar bhai
@@WorldofAnimation576lock kab hoga
Sir hmlog ko enrollment number nhi mila hai mai first semester ka student hu kaise kru?
General walo ko scholarship nahi milega kya?
Sir maine 2019 Me B.E Pass kiya hai phir PGDCA Private kiya hai 2022 me To Last year Marksheet me kya dalu...
B.E Dalane Se To khuch nahi hoga na...
Sir mai obc category se hun, but maine st/sc ka OTR Fill kr diya hai,
Koi problem tho ni hogi na😢
Sir student registration thoda galat fill ho gya hai aur ab dobara bharne ka option nhi aa rha hai kya kare pls reply
Iti wale hai toh kya isme nsp otr bhi karna hai ki nahi obc hu me
Acedmic detail me dusare college ka nam aa raha
Kya karu
मैने गलती से एक OBC छात्र का वन टाइम रजिस्ट्रेशन कर दिया है... अब क्या करू
Sabse pahle sir ke pura video dekhiye ❤
scholarship wala 3 bhag men bana hai
Msc Wale bhi new registration kare ge?
Kya jati निवास certificate purana wala accept ho jayega ..
Jo aphle bnta tha ofline
Online
St Sc ke liye income ki limitation kitti hai?
Bhai mai first year or second year me nahi bhara tha third year me bhar saktha hu kya😂😂
Sir semester wle percentage average kr ke dalege
Aadhar kyc failed bta rha hai sir kya kare
Bank jao
Sir NSP aur CG Post Matric scholarship same hai ya nhi?? Or agar alag-alag hai to kya mai dono form bhar skti hu?? Sir plz reply 🙏
same doubt🤔🤔
Nhi alag hai kyuki NSP national level ka scholarship hai aur Cg post matric CG LEVEL KA HAI
@@_Billionaire_God bhai to kya dono me form dal skte hai ??
@@kosmos4943 ha daal skte hai
AAP kaha se ho
Isi process se ST aur SC wale Ka form Apply Kar sakte hai kya 😎😎
Master of pharmacy me login me jake. Form fill krna h ya registration me
Sir please give me answer
Sir maine 2022-23 me sant gahira guru university me addmission liya tha aur scholarship v mila tha mujhe aur av 2 saal gap hone ke baad mai agriculture college me hun tu scholarship ke liye form dalne me koi dikkat hohi kya..?
Please sir reply mai bahut jyada confusion me hun 🥺
Koi dikkat nhi hoga course regular h form bhar lo purana username id se bhar lo ya phir new bna kr
क्या प्राइवेट स्टूडेंट को स्कॉलरशिप मिल सकता है ? सर इसकी जानकारी आप मुझे दीजिए !
Kya aap bta sakte hai mere me aadhar authentic pending dikha rha kaise kru usko reply kijiye
Sir, When will the online scholarship application date be announced for students studying outside Chhattisgarh?
CG Post matric Scholarship application lock kab se hoga
Current institute detail edit nahi ho raha kaise kare
Aur msc 2 nd year ko fir se online dalna padega ky obc walo ko
Renewal karwana padega
Thanks guru but lock hona start hone p video bana dijiyega ji
Sir ji College ko change kar dene par cg post matric scholarship form kaise bhare.... University vahi hai .....
Clg chose krne ka options aata o clg jaha ap study kr rhe ho usko choose kro
OTR kaha use hoga
Bhai without enrollment number ke from fillup ho jayega
Yes
Sir lock krne se pahle galti me sudhar ho jayega kya
No
Mera aur meri bahan ka aadhar card me aj hi no. Hai mai secound year me hu aur meri bahan first year me hai lekin uske me mobile no. Already registered in this portal bata raha hai kya karna padega. Please reply sir ji😢😢
Ap dusre number se try kro jaruri nhi h adhar card link wala number ho ap new registration kr lo dusre number se jab last me form lock krogi to tb apne adhar link number pe OTP aayega usko daal dena
Sir hmm enrollment date kaise check karenge please reply
mobile no me adhar wala no dalna hai kya 2 studnet ka same adhar no hai to wo kise krega
Hello sir obc le liye bhi OTR jaruri h kya
Student ka acount number nhi hai to kya vo scholarship ke liy mother and father ka account number de saktey hai unme paysa ay ga ki nhi mothe and father ke account number me please reply me
Nahi khud ka hona chahiye abhi date badh gaya hai new account number open Kara lijiye
Okay thank you 🙏
NSP or cg post matric scholarship dono me dal sakte hai kya??
Sc / st candidate ko nsp par bhi registration Krna padega
Sir ji second year final year wale previous completed course me kya dalenge please bataiye
Jo apka couser hoga usko jo bhi course kiye ho dalo jaise ba bsc bcom
Photo aplod nhi ho rha
Photo aplod Karne se back ho jata hai 😮
Sir other state select nahi ho rha hai
Sir caste certificate update kaise kre??purana aisthayi tha, abhi wala isthayi h, update ni ho rha, please reply
Online bana hai to uska number dalo wo update ho jayega
@@VsOnlineTips cancel hi ni ho rha h purana wala, nya dalte ni bnega n jb tk purana wala cancel na ho
Otr no. Kaha entry krna hai
Sir mere me pichle year ka hi income certificate add hua dekha raha hai change kaise karu
Clg se bat kro
Mai ma English private kar rhi hu first year complete ho gya h sir bilaspur university se to private wale bachche bhar skte hai please reply
Only regular student scholarship fome apply kr skte h ... private wale ni
@@aayushpradhan1107 Mai obc se hu main abhi aaay pramad Patra banawaya hu ab mujhe isko registration karna padega ???
@@Vlogg20 yes vidios dekh lo fir smjh aa jayega
Without caste certificate ke kaise kre
फॉर्म डालते समय email id के स्पेलिंग में गलती हो गया है
Forget करने पर आईडी पासवर्ड उस ईमेल पर सेंड हो रहा है
और जो कि वह ईमेल आईडी उस नाम से है ही नहीं
अब इसके फॉर्म को कहां से रीसेट करवाए
New form bhar lo koi problem nhi h
3 year degree course vale course me kya select karenge mera bca hai but vo option me nahi hai
Other krke to rahta h waha course name daal lo
Nahi hai bhaiya other option me
Marksheet nhi aaya tho online result ki upload kar sakte hai kya
Yes bro
Otr obc nhi krenge kya
Obc waalo ko bhi nsp pe otr karna hoga kya ? Pls reply 🙏
Nahi
Nhi
1st year me nahi bhara tha toh 2nd year ka kaise form bhare?
Same hota hai bhai registration kro aur 10th marksheet second 1st year marksheet bus lagega baki jati niwas aaye😊
New bhar lo form
Abhi tak lock nahi ho raha hai
Sir main ST/SC caste se belong karta hu but mere paas caste certificate nhi hai kya main apply kar sakta hu ?
Nahi
Hilo sir main MA fist abhi admission huaa hai or maine aapna gmail change kare liya hai or ab kay kare
Sir Surguja university me online private addmission kase kare
Lock kb tk hoga sir ji ye btaye
स्कॉलरशिप रजिस्ट्रेशन करते समय क्या मोबाइल पर ओटीपी आता है
New registration hai to taxt aur email dono me aayega
Yes
CG se hu pr dusre state pe study krr rahi hu me form bhar skta hu ??
NO
Pr process me to other state ka option h ??@@maxx0328
Sir PGDCA kr rhe hai wo bhi ye form bhar sakte hai kya
Yes
Yes bro
Thaks bro@@iam_ride_story
@VsOnlieTips thank you sir
Abhi bed ka pura counseling complete ni hua hai
Jo admission le liye o form daal skte h bro baki ke lie baad me dalega abhi time aur badhega firm ka
Kya is Site se ST aur SC bhi Aavedan kar sakte hai
Yes
@@VsOnlineTips same process rahega kya bhaiya
Sir ews category ke liye hai kya
No
Mai college me TC polytechnic regular ka diya hai
Mobile no me adhar wala no hi dena padega ya koi sa bhi chal jayga
Number koi bhi de skte ho but adhar wala number tumhare pas rhna chahiye sath me active rhna chahiye number sim