Thank you sir ji aapke madhayam se mera pf ka paisa matra 2 din me hi aa gaya maine 1/1/25 ko from bhara tha aur aaj 3/1/25 ko mera paisa aa gaya 🙏🙏🙏 bahut bahut dhanyawad ❤
Aa gya bhai? Bhai agr Bank ka check ya sign kia hua kuch na ho qki mera online banking h to mere pas passbook or check nahi h to bina iske nahi ho skta ??
Osonkho donno bad baia tumr video deke ami nije nije pf advance balance apply korsi online a 6 a September a apply korsi 12 September a taka dukse .tnq so much
Abhi epfo ka koi time fix nhi hai kyuki technical problem ho rhi hai ha lekin 7 se 20 din to lag jate hai claim settled ka aapke mobile message aa jayega
Sir Employee or Employer, Pension contribution , in sb ka jo Paisa hai Spouse that jaise pension ka paisa 6,000 hai or hmne pension ka paisa niklvana h to kya 6,000 me se 5,000 bhi niklva skte h kya ya Sara 6 ka 6000 hi niklvana pdega
Sir mujhe paralysis hua tha job chod di thi Maine par 9 saal ho gye hai Mera pf number bhi hai UAN number bhi hai or meri purani sim blocked ho gayi hai kya kre please advise me
Sir maine resign de diya hai company me lekin mujhe only form 31 ka option dikha raha hai .... please batayiye ab mai kya karu mai bahot confuse ho gyi hu aur mujhe paise ki bhi dikkat hai ....
Apko wait karna chahiye 20 din tak 1 se 20 din ke bich me kabhi bhi sakta hai 1 se 3 din me claim settled ka message aa jata hai 4 din ke baad paise bank account me kabhi bhi aa sakta technical issue it system ke karan time bhi lag jata hai
Sir raise claim krne k bad please update your latest Bank account number and valid ifsc details through your employer ... Esa aa rha h ... Sir kya krna chahiye
Jo company mein resign na kiye chhod diye Hain to uska Paisa nikal sakte hain aur dusre company mein 6 Mahina se kar raha hun usmein bhi PF katata hai usmein koi problem to Nahin aaegi na please batao
Bhai maine apne company se resign de diya hai or mere pass 4 bf account hai to mujhe us company ka sare paise nikalne hai jha se mai resign diya hu..sare paise niklnenge
Meri 2 members id thi jaise apne bataya baise hi follow kiya maine but mere me amount bharne ka option nhi aaya waki sab pura bhar diya.. Lekin mai dono hi company resign kr chuka tha 2 saal pahle hi..
Sir resign karne ke baad amount add karne ka option nhi aata kyunki agar aap form 19 ya form 10c apply karte hai to agar aap form 31 ko select karte hai to jab aapko amount add karne ka option milega
मेरे friend के 14 तारीक को अप्लाय किया था और आज 18 तारीख को पैसै अकाऊंट मैं आगये जैसे अपने कहा था वैसे ही किया था धन्यवाद आपका
धन्यवाद आपका भी वीडियो को पूरा देखने के लिए
Name show ho raha hai
Thanks bro nice videos useful 💯
thanks sir ji
बहुत ही अच्छी तरीके से समझाया आपने बहुत अच्छा लगा मुझे प्लीज एक उमंग एप से केवाईसी कैसे करते हैं वह भी बता दो नए अपडेट में ❤❤❤
Thank you sir ji aapke madhayam se mera pf ka paisa matra 2 din me hi aa gaya maine 1/1/25 ko from bhara tha aur aaj 3/1/25 ko mera paisa aa gaya 🙏🙏🙏 bahut bahut dhanyawad ❤
thanks aapko bhi video watch karne ke liye
Shi mai mer to hmesa 10 se 12 din Mai aata hai
Thank you Sir, Great Information 👍👌
Sir ji thanks
Thank you sooooo muxx bhai bohot pasand aaya aapka video 😊😊😊😊
Thank you sir
बहुत अच्छा समझाया आपने भाई ।
thank you sir
आप का बहुत बहुत धन्यवाद मेरे भाई
सर जी आपका भी धन्यवाद वीडियो पूरा देखने के लिए
Thank bhai love you bro mera ho gaya love you❤😘🤟 bro
Thank you
Kitne din me account me aaya pesa
@@DipeshKumarSingh-y3o 4
3 दिनो में
Sir maine aapka video dekh kr full and final cleam kr diya ,dekhte hai kab tak settle hota😊
Aa gya bhai?
Bhai agr Bank ka check ya sign kia hua kuch na ho qki mera online banking h to mere pas passbook or check nahi h to bina iske nahi ho skta ??
Sir, claim settle to dikha Raha hai but Paisa kab Tak aacount me aaiga plz.reply😮
12 din ke andar
very nice sir
AA Gaya Kya pesa jitne din me Aaya plz bato@@heartelsboyrajan7998
Thank you bhai g mera epf mil gya apki video dekh ke sem apply kiya tha 25 april ko kiya tha 14 may ko mil gya dhanyawad bhai g
jhut to nhi bol Rahe ho na
20 din me ataa hai pff account me kiya
@@pradeepswami-yu8bs bhai mera v nikal do yr please
30day main
@@Advganaramindliya888 are toh bhaiya aur kitne din lagenge claim bhi sattle aa raha hai phir bhi account mein nahi aaye.
Thank you , helpful your information
thanks
Osonkho donno bad baia tumr video deke ami nije nije pf advance balance apply korsi online a 6 a September a apply korsi 12 September a taka dukse .tnq so much
Thank you sir
❤❤❤tq sirji information denekeliye
Sir mera paisa nikal aaya h love❤you sir thanks sir
Thank you
Sir Mera nikaal doge kya
Thank you bhiya aap ka video dekh kar aap jaise bole ho waise hi Kiya hu mera ek hapte me hi aa gaya matlab ki 6 day me hi aaya hai
Good sir
Or tum sms karne aye ho video me dubara 😅
Thnks bhai very very helpful your information
Thanxs so much dost....bus itna bta do jese claims ke lie dal dya kitne dino main aa jata h paisa
Abhi epfo ka koi time fix nhi hai kyuki technical problem ho rhi hai ha lekin 7 se 20 din to lag jate hai claim settled ka aapke mobile message aa jayega
Hy sir 2 week ho chuke hain ...avi tak mera pf nhi free hua
Aapka pf ka rupay mila ya nahi batao please Mera abi Tak nahi mila
KYA Karoon?@@meghanshichuahan5411😔
Thank you bro ❤❤❤
Bhai raise request per click Karne per gender details not available, contact with epfo aisa Bata Raha Hai, kya karu
sir epfo ki website par jakar apna pf account login karke apna gender ko select kar ke Sahi kare fir aap apply kar sakte hai
Dhanybaad mai khud TH-camerr hi lekin nahi pata tha mero ko
Thank you sir 🙏
Thanq sir mera apply ho gaya treking id mil gaya
Thanks Bhai Mera aagya 2 din Mai ❤
Sahi me 2 days me aa gaya
Jhut
Bhai kyo jhut bol Raha hai mera Abhi 7 din ho gaye jo nahi Aaya or tera 2 din me Aa jayega
Thanks sir really helpfull nhi to cefe pr 100 rupees lagte thanks sir🙏🙏
Tanxx bahi. Use karkye dekhta hun
Sir ofcourse
Sir Employee or Employer, Pension contribution , in sb ka jo Paisa hai Spouse that jaise pension ka paisa 6,000 hai or hmne pension ka paisa niklvana h to kya 6,000 me se 5,000 bhi niklva skte h kya ya Sara 6 ka 6000 hi niklvana pdega
Pension ka paisa aapko pura hi nikalna hoga automatic pension full withdrawal hota hai
Thanks you so much sir ji very very very helpful information
Thank you sir aapko video dekhne ke liye
Thank you Bhai. Very helpful video
Bhai etna shut cut me nahi batana tha kuki samjh se bahar ho ja raha hi video banae ke liye dhanyawad
thank you sir
Thank You🙏💕😊😊😊
Thank you so much bro
Thank u sir ami akhon claim korlm. Dekhi ki hoy .. success toh dekhalo
Bhai thank you so much aise video upload dete raho hamesha support milega bhai nee reality video upload dete hai please subscribe kar do
thanks sir aapko bhi video complite dekhne ke liye 🙏
Sir mujhe paralysis hua tha job chod di thi Maine par 9 saal ho gye hai Mera pf number bhi hai UAN number bhi hai or meri purani sim blocked ho gayi hai kya kre please advise me
Bhai runnig job m hm apni painson or company share nikal sakty hai
Sir bank statement upload kar sakte hai kya jisme sari details aa rahi hai. Bank daily or cheque nahi hai
good
Good sir Thanku ji mai job karte have sare rupee kase nakal sakta hu sir pansion ke bhi batna sir teno nikala chata hu sir batna video bana ke
डेट ऑफ़ बर्थ नॉट मैचिंग दिखता है उसे क्या करें
Aapko apne pf account me aadhar se related date of birth ko thik karna chahiye
Thanks bro 🙏
Sir maine resign de diya hai company me lekin mujhe only form 31 ka option dikha raha hai .... please batayiye ab mai kya karu mai bahot confuse ho gyi hu aur mujhe paise ki bhi dikkat hai ....
If your problem solve please inform me I am also facing this problem 😮
Hi
Yhi mere ko dikkat ho rhi h ab mere ko kya krna chahiye @@tag473
Apki problem solve Hui kya
Thanx bro ❤❤❤
thank you sir
Bhai sub to hide kr rakha hy
Sir karna padta hai community ke liye aagar aapko kisi bhi tarah ki koi problem aa rha hai to sir aap mujhe comment karke jarur batye
Thank u so Mach sar batane ke liye aapka bahut bahut dhanyvad Maine to form bhar diya ab dekhna yah hai ki PF ka Paisa kab tak mein aata hai❤❤❤❤
ji sir bohot jaldi aa jayega aapka pf
Aya ki nhi paise
Puran wala member id change nahi ho Raha hai umang aap se Kiyo
Aaj maine apply kiya jaise bataya waise... Lekin mere pass passbook nhi thi.. Toh hdfc bank ka statement se screen shot nikal kr dala bank detail
koi problem nahi hai sir ji
Sir ae vala pai account details not available likh rahe hai 😢
Sir aap check kare aapka bank account details correct hai ya nahi
Sir bo check kese kare
Plz bolo sir😢😢
Thanks bhaiya jii mera ho gaya
Good job sir
Thank you sir
Thank you ❤ bhaiya ji paisa kitane dino me aa jate
Sir 1 se 10 tarik aa jata hai
Bhai kitne din me Paisa aata hai mene to 10 din phle aply kiya tha abhi tak paise nhi aaye
Aaya bhai? Kitne din lage?
Ab Aaya kya bhai
Bhai mere raise claime me gender puchh raha hai😢
sir aapko epfo ki website par jakar apna gender correction karna chahiye
Sir hamare bank ki passbook par bank ki mohar nhi lagi hdfc bank me account me hai kya me us ko upload kar sakta hu
No
Hello Bhaiya Mai Hu Pankaj ASL Company Se
Ji sir boliye me aapki kya help kar sakta hun
Sir 4 month ka pf nikal sakta ha
Sir 6 month complite hone ke baad nikal sakte hai
Thankyou bhaiya 🎉
sir aapko thanks
Sir Umang app se pf ka pura paisa kaise nikal sakte hi please Btaye
Google se safe h nikala
Same process hai bas aapko form 19 select karna hoga
Mujhe bi nklana
@@bk.technologydl ,
Company main work pehele choddijiya
Jaisa aapne bataya sir waise maine kar diya but ho to gaya rupees aayege kab tak
Hello bhaiya
Apko wait karna chahiye 20 din tak 1 se 20 din ke bich me kabhi bhi sakta hai 1 se 3 din me claim settled ka message aa jata hai 4 din ke baad paise bank account me kabhi bhi aa sakta technical issue it system ke karan time bhi lag jata hai
2-3 min mai nikalne ke liye 10 min ki video 😂😂
good
Thanks u.sir.ji
Yee sub mobile se hoo sakta hai
Ji bilkul sir
सर मैने company मे resained कर दिया है लेकीन from 31 पे ही सिलेक्ट किया था मैने तो problem hogi kya kuch?
koi problem nahi hogi sir ji
@bk.technologydl Thank you sir for your reply
Good
Video mast h but ek Q. H bhai apply karne ke bad kitna din ke bad account me paise aa jayenge 🙋
Ok thankyou
100%Real Video❤❤❤❤❤❤❤❤
Thank you sir
Bank account no. Invalid Bata rahe h
Sir aap pf account me vahi bank account number lagaye Jo aapke pf account me link hai
Sir vahi bank account number lagaya h air using ko invalid Bata rahe h
Thanks sir bohut boria
Ae vala khulata nhi sr
Koy dusra tarika he sr bollo
Yes
Hi
Hy
मेरा भी नही हो रहा है
Aacha bhai❤❤❤❤❤
Ji sir
thank you very much vad sir
Ji thanks sir
Very good
thank you sir
Kya gramin bank me pf ka amount aa sakta h .meri salary to usi me aati thi
Sir mera account disabled hai ton Umang se apply Krne pr paise aa jayenge.
Sir main company chadadiya kise Paisa nikalu paisa from no kiya hi
sir full pf withdraw karne ke form 19 apply kare or pension withdraw karne ke liye form 10c apply kare
Bohot badiya video
Thank you
Isse pension ajaygi bhai@@bk.technologydl
Maine kal form bhara huva hai sar Mera Paisa kab tak ayega
Sir raise claim krne k bad please update your latest Bank account number and valid ifsc details through your employer ... Esa aa rha h ... Sir kya krna chahiye
Sir aapko apne pf account me bank account number mention karna chahiye or IFSC code bhi sahi fil karna chahiye
@@bk.technologydl thik h sir ye kha se mention kr skte h ?? Mujhe bank m jana pdega ya yhi se umang app se ho jayega
Cyber cafe
👌👌👌 Very Nice 👌👌👌
Thank you
Super
Thank you sir ji thank you
Final pf settlement kar sakte h kya aur pension v ??
Ofcourse sir lekin aap ko present company me resign karna hoga
@@bk.technologydl mene Aaj apply kitna din me aa jayega pf aur pension
Jo company mein resign na kiye chhod diye Hain to uska Paisa nikal sakte hain aur dusre company mein 6 Mahina se kar raha hun usmein bhi PF katata hai usmein koi problem to Nahin aaegi na please batao
sir ji koi problem nahi hogi aap ko purani company ka pf ka pesa hai usee aap transfer kar sakte hai nayi company me
Sir mera pahle wala pf nhi nikal raha he..
Jo last job kiya tha uska nikla
Pr pahle wala show kr raha he pasbook me pr nikal nhi raha he
Bhai maine apne company se resign de diya hai or mere pass 4 bf account hai to mujhe us company ka sare paise nikalne hai jha se mai resign diya hu..sare paise niklnenge
sir Sabse pahle aap old sabhi company ka paise current company me transfer kare fir aap last company ka hi option aayega fir aap withdraw kare
Sir Sare company ka Balance ak account me kaise hoga
@RahulGupta-tf5ze sir hamare channel me jakar pf transfer kaise hota video hai aap video ko dekhe
Bahut bhai❤❤❤❤
Thank you sir ji
sir lamsam kitana samye lagta pf ka pesa widhrol hone me
Sir epfo ke IT sestym ke uper hai epfo ka IT sestym sahi se work karega to pf 15 se 20 din me aajata hai usse pehle bhi aa jata hai
very nice sir
Sir me illness from file kiya hum kinta din paise aaga mera
sir agar aap first time withdraw karte hai to teen din me aa jayega agar aapne kabhi pehel bhi bhra hai to 1 se 20 din ka time lag jata hai
Sir mene 14 nov se from 19 or from 10c bhara hai abhi taak dec 15 tarik ho gaya abhi tak settle nhi hua....? Kiya hoga..??
koi baat nahi aap thoda aur wait kare aap status check bhi kare
Thanks 😊
Sir Kitne time pe pese nikalte h?
Apne jo process batayi hai vo step by step kiya ab aap bataiye kitne dino pesa ayega mera but koi msg nahi aya h pf ka pls bataiye
❤Hii🎉
ji sir ji
Sir mujhe employee and employer share nikalna hai pension wala nhi nikalna toh konsa form bharna hai
Sir form 19 bharna hoga
@@bk.technologydl thanks
Nice information
Thank you
Sir plz reply kriye ki kitne din me aata h acc me pura ok kr Diya hu
Sir 1 se 10 din ka time lagta hai
Meri 2 members id thi jaise apne bataya baise hi follow kiya maine but mere me amount bharne ka option nhi aaya waki sab pura bhar diya..
Lekin mai dono hi company resign kr chuka tha 2 saal pahle hi..
Sir resign karne ke baad amount add karne ka option nhi aata kyunki agar aap form 19 ya form 10c apply karte hai to agar aap form 31 ko select karte hai to jab aapko amount add karne ka option milega
Mene bhi Kara pf nikal ne ke liye today kiya he kit na time lagega
Sir 20 din ka time hota hai
Pf ka paisa kitane din me aajayega sir
Bhai mene chekbook ka photo diya hai claim pass ho jyga na...Awr paisa kab tak ayga
Sir ho jayega lekin claim hone me 1 se 10 din me ho jata hai
Bihar government teacher jo niyojan chhorkar BPSC main aagayen h, Uska pura money nikle ga please batayen
Sir rise claim karne par gender details are not available bta rha
Pf passbook open kar ke dekhe aapke pf account me gender details available hai ya nahi