Bhai vdo accha banaya, Acchi jankari k liye Sukriya, par aap ki ek galti Hui hai vo ye ki aapne Heading mai 1 LTR petrol ka jikr Kiya hai jab ki aap ne Vdo banaya Diesel Gadi ka to ye khas dhyan Rakhhe, keep it up 👍 bas aise hi nayi jankari dete rahiye.
Mileage to theek hai Lekin service centre lootne ke liye baithe hai Maine 3 service shoroom per karbayi Lekin 4th 5th service local me karwa Li to shoroom wale bolte hai Guarantee khatam ho gayi aapne Bahar service kyu karayi Gadi me thodi dikkat a gayi thi To me shoroom le gaya Baha bola ki charge lagega sab bakwas hai isse achchha to Mahindra pickup le leta to theek tha Bhai log koi bhi tata ki gadi hi mat lena
@@gurudevsinghthakur9849Intra v30 company claim 14-17 km/ltr...With loading 1300kg 15 ke around to deti hi hain... Actual ct area ki baat ki jaaye to....haa baki maximum Haath to Gaadi drive kese karta Hain wo bhi to dekhna hoga.
Bhai diesel ki gari hain 20000 chalne k bad aram se 17 ka local main nikal jayega AC off karke aur highway par tau 18 se 19 aram se milega load hone par v.Bas 1st,2nd gear par over acceleration avoid kro jarurat hone par 2nd gear par accelerate Karo .
Ok Tata motors Intra v 30 Supar gadi 🚚🙂😊👍🤗
Bhai vdo accha banaya, Acchi jankari k liye Sukriya, par aap ki ek galti Hui hai vo ye ki aapne Heading mai 1 LTR petrol ka jikr Kiya hai jab ki aap ne Vdo banaya Diesel Gadi ka to ye khas dhyan Rakhhe, keep it up 👍 bas aise hi nayi jankari dete rahiye.
Right
कोई ज्यादा नहीं है खाली गाडी बिना बॉडी है जब बॉडी लग जाएगी 15 कुंटल भजन भरा जाएगा तब 10 का एवरेज देगी
15abhi hi bina load k toh loading mein 12 se 13 degi
Bhai jhoot bolra hai , meri gaadi 4ton load k sath 16ki milage deti hai
Bhai mere pass bhi hai v30 2.5 ton highway pr 17 ka average deti hai 60 km pr hr pr chalata hai jab
😮😮
Bhai intra 3 tone mein 15 se niche nahi aati
Only 10km mileage 1 litre
Mileage load kr ka check krni padti hai khali gaadi mileage check nhi krta bro
खाली गाड़ी 16or लोड गाड़ी 14का ही एवरेज रहेगा, सर्विस खर्चा 2500मे नहीं होगा,, लोड के लिए गाड़ी ठीक है
Tata intra bahut acchi gadi
Paise k hisab sy caben to accha dena chahiye tha power window center locking
अरे भाई कंहा अच्छा दिया है..40.47.50.. स्पीड से चलाया है.. खाली है 16 ka एवरेज दिया है ज़ब लोड होगा तब 12 देगी.. इसे अच्छा महिंद्रा पिकअप लेयँगे
Bilkul galat hai 1213 ka average deti hai aur service centre bade lootate Hain
Maine 3 sal se Tata intra v30 Rakha Ho without eco mod mein chalata hun 11 ka average deta hai mujhe loading per
Ye bol raha hai 17 18 km milage. Lekin company. 14 kilometres batarhi hai
Bahi eco mode yah sab samjavo yah kab lagana hai aur kaisa lagana hai
Jab load nahi hota hai tab eco mode on karo
Hello sir apa kaha se ho
Mileage to theek hai
Lekin service centre lootne ke liye baithe hai
Maine 3 service shoroom per karbayi
Lekin 4th 5th service local me karwa Li to shoroom wale bolte hai
Guarantee khatam ho gayi aapne
Bahar service kyu karayi
Gadi me thodi dikkat a gayi thi
To me shoroom le gaya Baha bola ki charge lagega sab bakwas hai isse achchha to Mahindra pickup le leta to theek tha
Bhai log koi bhi tata ki gadi hi mat lena
Empty vehicle mileage sahi nahi hai lord vehicle mileage check karo
सर जी 3 टन माल लेकर चले कि जब कितना एवरेज देगी
8
Main bhi Tata intra v30 liya hun average Mera 18 se 19 ki average a raha hai
Bhai riyl me bataya hai kya boliye
Nhi hamre pass intra v10 hi bhaut acha average deti hai dusri gadi intra v 30lena hi
kitna milage deti hai apki v 10
On road kimat kya hai
Sahi baat h bro ki supro balo ke yahi haal h
Bhai mere paas hai tata intra v 30 khaali. 22 ki average deti hai
Kyu jhoot bol raha hoo bhai
Majbut ka mtlub kbbad me jyada peisa milta he
Loding par 13,14tak milege he
Do sal bad pta chlega
Khali gadi ka mileage kon nikalta hai
Tata intra bahut acchi gadi v30
OR V10
Va Bhai 😂 dono showroom ke bande he 😂😂😂
Bhai mere pass hai 50 ka average deti hai batane mein Tata wale 10 ka batate meri gadi 50 ka deti hai
Mt bnao logo KO bebkoof 12 ka average h or local 9 10 Ki h
Are bhai gadi load karke mailege cheak karo sirf 2 ton ki lagej dalo pata chal jayeega
Computer lagane ki rs 1500 lete service centre mein
2 tan Labh ke mileage
Tata gadi ful bekar gadi. Mera pass hai
Jnb ji khali gadi milage kia nikalne ha load ma milage nekalo hamara hill area ha bakar gadi ha mahindra load carrier is best vehicle bs6
Pikup lovely
Meri tata ace me bhi 20 km ka milage nahi niklta
part milte haine ki nahi
Supro ke barabar everage nhi de payegi
Diesel engine best
Bhai load gadi ka kam aata hai
12 ka mailege hai
Tata ace goal cx new model ka mileage test karo bhaiya please
18 ka deti hai
Isse achcha to Ashok Leyland dost hai
10 ka he sar mare pass he
Long Drive 22-24 average deti hai
Bhai phado pr drive kro phir1 dekho diesel piti nhi h chusti h.isse achi bolero maxi truck h usli average local 16 17 Ki h
@@gurudevsinghthakur9849Intra v30 company claim 14-17 km/ltr...With loading 1300kg 15 ke around to deti hi hain... Actual ct area ki baat ki jaaye to....haa baki maximum Haath to Gaadi drive kese karta Hain wo bhi to dekhna hoga.
झूठ बोलते से कुछ नहीं होगा
14 15 kai Malta hai😊😊😊
गाडी सीट आणि bajuchi feel
12.13 ka deti hay
Jay Jay chhattisgarh Jay Jay
Mera Ashok Leyland 3 turn loading karke 16 ka mileage deta hai
कोनसा गाडी है आपका??
Vai dost 3 cylinder ki gari hain aur intra 4 cylinder ki tau takat aur mileage main farak tau ayega hi
Impossible milage eco mode me 20 ka de hi nahi sakti😂
Up ki jo v 30 hena bhaiya up 2ton lotkaro fir chalake video banaw
2 tan bharo tab vedeo banao tab 16 nahe 10 ka melaga
Bhai mere pass v hai intra 30 millage nahi hai 11 ka millage milta hai
Ye video me gatat bata Raha hai
Load dal kar average nikalna chahye
13/14 ka milege deta hai.
Likha petrol hai aur diesel ka mileage test krrhe ho
बिना लोड बिना बॉडी का रेव्हिव।
Baiju Khali gadi ne to sabhi ghuma le body banane mein bhajan rakho free average dekhenge
Ace gold 18 ka avg deti hai
Ashok Leyland Dost best hai 👌
Bhai Dost ka 3 cylinder engine hota Hain aur intra ka 4 cylinder.Tau behetar kon Hain.
@@muktarahmed3107 3 ho ya 4 Customer Bhada ek hi deta hai Aur Ashok Leyland Dost 5 Year's se hai zyada maintenance bhi nahi
Supar s ka bap he dekhana
Mere pass bhi tata entra v 30 hai 1st math huaa hai sir
Kithna mileage dhera ji bhaiya
Load pickup an gadi ke kuch positive negative bolo na
पब्लिक को टाटा की औकात पता है
12-14 se jyada nhi deti
Mere paas hai 15-16 Aram se milage deti hai
Bhai diesel ki gari hain 20000 chalne k bad aram se 17 ka local main nikal jayega AC off karke aur highway par tau 18 se 19 aram se milega load hone par v.Bas 1st,2nd gear par over acceleration avoid kro jarurat hone par 2nd gear par accelerate Karo .
Aapki apni awaaz ko subscribe
Bahut maintenance mangti ...
Meri itra gadi hai aur 15 ka average deti hai
Khali gaadi mey 16 ka milege
Barbad kr degi bhai
10 kilometre per 1 litre
3 ten me 12.5 14 last hai bhai
Supro achi hai to fir ise
Purana Bala bataon
10 ka average Deti Hai
12-15 देती है
Company 17 ka Orange deti hai aur aap
Loading me nikalo.
Empty gadi 16 lod gadi ka 13.14 degi
Sponsor video he 😂😂
😂😂😂😂😂😂😂😂😂 Kali gadi me dega Bhari hui kya dega 5km
Loading mein chala kar dikhao
12
Bahot kam hai milage khali gadi me
Loading kar ke bata Bhai Khali gadi ka kion bata rahe ho
Kharab he tata ki. Kampani
Kya hua bataye
ਗੱਡੀ ਖਾਲੀ ਹੈ
माइलेज बताने वाला कंपनी का बंदा है
😮
Mileg 11 13
Yaar mahindra maxitruck 18+ deti hai under load
Gadi khali hai bhai kuch bhi
Es ka ted kya Bhai
Mujhse contact karo Tata intra koi mat lena
Janbujh kr galat mtt bolo
Bohot tel khati h
Bahut kharab gadi hai yah
Sab jhut hai
Mera gadi ka 14+load or mt 15 hai
Load deke cholao
Load gadi mein mileage Na piye