Sir mera interst motor machanic ki taraf hai ab m kya kru . Ghar vale electrician krne ko bol rhe h. Pr me motor machinc krna chahta hu .motor machanic ke bad job mil skti h
Agar aapka interest motor mechanic mein hai, to aapko apne interest ko follow karna chahiye. Ghar walon ki baat bhi sunni chahiye, lekin apne decision mein bhi pakka rahena chahiye. Motor mechanic ka kaam bahut challenging aur interesting hota hai. Ismein aapko engine ki maintenance aur repair karna padta hai, jo ki ek technical skill hai. Motor mechanic ki job mein bhi achhi opportunities hain. Agar aap motor mechanic karna chahte hain, to aapko ITI mein admission lena chahiye. ITI mein aapko motor mechanic ka course karne ka mauka milega, jismein aapko practical skills sikhne ka mauka milega. Course karne ke baad aapko achhi job milne ki acchi chances hain. Aap apna khud ka business bhi start kar sakte hain.
Electronics se diploma karke aap ITI mein electronics ya electrician mein se kisi bhi trade ko choose kar sakte hain. Dono trades mein aapko electrical aur electronic equipments ke baare mein sikhaya jaega, lekin kuch differences bhi hain: Electronics ITI: Yaha aapko electronic devices aur circuits ke baare mein zyada depth se sikhaya jaega. Aapko troubleshooting, repair, aur maintenance ka kaam karna sikhaya jaega. Aap AC/DC circuits, microcontrollers, industrial electronics, aur communication systems jaise topics par kaam kar sakte hain. Electrician ITI: Yaha aapko electrical wiring, installation, aur maintenance ka kaam karna sikhaya jaega. Aapko domestic aur industrial electrical systems ke baare mein sikhaya jaega. Aap motors, generators, transformers, aur switchgears jaise equipments par kaam kar sakte hain. Aapke liye kaun sa trade best hai yeh aapki interest aur career goals par depend karta hai.
UP me Mechanic Auto Electrical and Electronics course 2 districts me available hai. Meerut me Government ITI, Saket, aur Barabanki me Shyama Devi Private ITI Institute.
ITI pass out candidates Job search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app? par login kare. Aap ko Fresher/Experienced dono Job vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap aavedan bhi kar sakte hain.
UP me Mechanic Auto Electrical and Electronics course 2 districts me available hai. Meerut me Government ITI, Saket, aur Barabanki me Shyama Devi Private ITI Institute.
Sir me electronic mechanic se iti kar rha hu or kam auto electrical ka kar rha hu
Koi problem to nhi hogi
Mere pass as me ye course nhi hai
Aap apni query properly detail me bataiye.
Bhai auto electrician ka course kahan se kar rahe ho batana Bhai mujhe bhi krna hai
Sir mera interst motor machanic ki taraf hai ab m kya kru . Ghar vale electrician krne ko bol rhe h. Pr me motor machinc krna chahta hu .motor machanic ke bad job mil skti h
Agar aapka interest motor mechanic mein hai, to aapko apne interest ko follow karna chahiye. Ghar walon ki baat bhi sunni chahiye, lekin apne decision mein bhi pakka rahena chahiye.
Motor mechanic ka kaam bahut challenging aur interesting hota hai. Ismein aapko engine ki maintenance aur repair karna padta hai, jo ki ek technical skill hai. Motor mechanic ki job mein bhi achhi opportunities hain.
Agar aap motor mechanic karna chahte hain, to aapko ITI mein admission lena chahiye. ITI mein aapko motor mechanic ka course karne ka mauka milega, jismein aapko practical skills sikhne ka mauka milega.
Course karne ke baad aapko achhi job milne ki acchi chances hain. Aap apna khud ka business bhi start kar sakte hain.
Sir mechanic auto electrical and electronics trade govt college me mil. Jayegaa kyaa
Sir ye course dehradun m available h j ya koi private iti h j dehradun m
Dehradun me Mechanic Auto Electrical and Electronics ki kisi bhi govt ya private ITI college me trade available nahi hai.
@@ShramINShala sir m electrician Trade se ITI kr Raha hun kyaes trade se electric vehicles company m job mil jayegi j ya koi or course karna hoga pls
Hello sir maine electronics se diploma kia hai lekin mai fail hu abhi mai iti karne wala hu toh mai iti electronics se karu ya electrician sai
Electronics se diploma karke aap ITI mein electronics ya electrician mein se kisi bhi trade ko choose kar sakte hain. Dono trades mein aapko electrical aur electronic equipments ke baare mein sikhaya jaega, lekin kuch differences bhi hain:
Electronics ITI:
Yaha aapko electronic devices aur circuits ke baare mein zyada depth se sikhaya jaega.
Aapko troubleshooting, repair, aur maintenance ka kaam karna sikhaya jaega.
Aap AC/DC circuits, microcontrollers, industrial electronics, aur communication systems jaise topics par kaam kar sakte hain.
Electrician ITI:
Yaha aapko electrical wiring, installation, aur maintenance ka kaam karna sikhaya jaega.
Aapko domestic aur industrial electrical systems ke baare mein sikhaya jaega.
Aap motors, generators, transformers, aur switchgears jaise equipments par kaam kar sakte hain.
Aapke liye kaun sa trade best hai yeh aapki interest aur career goals par depend karta hai.
Sir mechanic auto electrical and electronics trade government colleges me milegi please help me
UP me Mechanic Auto Electrical and Electronics course 2 districts me available hai. Meerut me Government ITI, Saket, aur Barabanki me Shyama Devi Private ITI Institute.
@@ShramINShala sir HP me
10+2 with PCB can apply?
Mechanic Auto Electrical and Electronics trade ki minimum qualification 10th pass out hai.
Sir ye course kese kare
ITI Mechanic Auto Electrical & Electronic trade course aap Private ya Govt. ITI college se kar sakte hain.
@@ShramINShala sir me Madhya Pradesh se hu yaha mene bohot dhundha yaha colleges me ye course nhi hai to me kya karu please bataiye
Sir college bata do plz
Aap kis college ke bare me janna chahte hain?
Hello sir
App link send me please
ITI pass out candidates Job search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app? par login kare. Aap ko Fresher/Experienced dono Job vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap aavedan bhi kar sakte hain.
sir pusa iti me ayo kbhi
Ji bhot jald he hum aapki ITI me visit karenge.
@@ShramINShala SIR EV TRADE ME JARUR ANA
Sir ye tard nhi mil rha hai
Mera mmv hai
Aap apni query detail me bataye.
Sir ITI auto electrician course kahan se Karen main UP Saharanpur se hun
UP me Mechanic Auto Electrical and Electronics course 2 districts me available hai. Meerut me Government ITI, Saket, aur Barabanki me Shyama Devi Private ITI Institute.
Hello sir