Bhai mirror pe mobile holder lagta he wahi lagao sabse best he mera 4years se wahi laga he abhi tak chal raha he and 2nd of all use motul 7100 10w50. Price is same and it's far better than dominar oil.
@@goma8695 ROFL don't give a stupid advice unless you have any factual Info to offer. Bajaj can't reject warranty for using a globally recognised engine oil. Use any good brand, nothing will lapse.
Yes, Gulf makes oil for Bajaj its given on the container, and i think also Hp also makes some of the bottles. Also company is smart and engineers know which oil to select and sell proper oil for their engine. Ofcourse i myself trust Motul and valvoline. But, company is not stupid.
Bhaiya meri NS first service ke baad se chain me se aawaz aari hai jo pehle nahi aa rahi thi , service center wale bol rhe hai ki thode km chaloge toh normal ho jayega, lekin yeh normal hai kya??
Dekho bhai mai rs200 bs7 own krta hu... Bajaj ka oil jitna jaldi ho sake change kr do 1200 rupye aur lagao aur motul 7100 20w50 daalo bhai performance next level ho jaegi ... Bajaj ka ekdam bekar engine oil hai... Bhut vibration rhte hai... Initial km rhta hai.. motul dalwao rocket ho jaega... Maine 1500 km me change kardi Bajaj ki oil hata ke motul ab meri gaadi ekdam rocket hai...
@@muvlogs5282 meri bhi free service hai bhai.. first service bs Hui hai... 568 km pe.. fir 1000 km chalake Maine change kr diya to performance ekdam se badh gya. Engine smooth ho gya.. mainly 300km ke baad
Ekdm sahi kiya bhai motul dalwake.. mere pass bhi rs 200 bs6 hai..motul 20w 50 hi dalta hai..rs200 and ns200 me !! ...10w 50 mat dalwana bhul ke bhi isme thickness jayda rhata hai..ns200 and rs200 me 20w 50 oil hi recommended hai...muhjhe 2 sal ho gya use krte...TH-cam me kayi type ke video dala hai..lekin agr bike maintain rkhna hai to bajaj service center se service nhi kra ke koi achhe workshop me service karwao bajaj wale to ulta bike ko set nahi kr pate hai...worst experience bajaj service center ka har jagh..itna saara youtube me video dekha hun but maximum showroom ka yahi haal hai....
@@bhaveshshetty7764bhai agar tujhe 30,000 kilometres me engine kam nahin karwana, to wo sasta use math use kar. ns200 ka engine sirf synthetic oil me chalne keliye bana he. Company wala service cost low dikhane keliye sasta oil dal te he.ktm duke and rc 200 me yehi engine laga he usme service center wale fully sythtetic oil dalte he. TH-cam me search karke dekhlo.mere comment lamba he lekin hope it will help you.
I love this bike par height ki wajah se ni li iski seat height jyada h normal pulsar se me n250 chalata hu usme thik aa jati h isme aa jati height to me yahi leta😢😢
Hlo bro mera first service kitna time mey hoga mera bike liya huya ha 17 diin but 140 km challa ha aur service bol rha ha ana ke liya kitna time rahta ha 1 service ka
@@muvlogs5282 20w50 recommend grade bhi full synthetic hai.... if u really want ns 200 performance...go for castrol activ power 1 ultimate 20w50....biryani bhej dena...baad mein...😇
@AnnamSaiKumar ha bhai dekhte nahi hai lekin service record bajaj service center par hi hona chahiye ya aur kahi bhi ho bajaj service center par jaoge to vo bajaj ka oil hi dalenge
@@muvlogs5282 bahar ane k bad motul oil dal lena ... Bajaj ka oil kabhi bhi use nahi karni chahiye ye oil bajaj bikes k liye bana hai lekin dominar aur NS, RS series me KTM ka engine ata hai, KTM khud motul ka oil use karta hai.. so always use motul throw away bajaj oil
Bhai meine 1st servicing ke aage 120/125 tak chalaya koi dikkat toh nahi aayega na?😢aur dursa pillion bhi bithake long ride gaya hoon koi dikkat to nahi hogi na?
Bhaiya apke pass kitni khubsurat machine hai kassh mere pass bhi hota...🥺 Love you bhai...!
Thanks
Bhai mirror pe mobile holder lagta he wahi lagao sabse best he mera 4years se wahi laga he abhi tak chal raha he and 2nd of all use motul 7100 10w50. Price is same and it's far better than dominar oil.
Thanks
Okay
@@muvlogs5282 welcome 🤗
My dream bike ❤🤩
Always go for Motul Oil...What is dominar wala😂 bajaj is not an oil manufacturer...stop getting foolled by such brands
Thanks
At least use bajaj oil till free service till warranty.
Okay brother
@@goma8695 ROFL don't give a stupid advice unless you have any factual Info to offer. Bajaj can't reject warranty for using a globally recognised engine oil. Use any good brand, nothing will lapse.
Yes, Gulf makes oil for Bajaj its given on the container, and i think also Hp also makes some of the bottles. Also company is smart and engineers know which oil to select and sell proper oil for their engine. Ofcourse i myself trust Motul and valvoline. But, company is not stupid.
Bhaiya NS Me time ke saath self dekay hua hai kya ?
Jaise phele self dabane ke turant bad chalu ho jati thi , ab bhi aisi hi hoti hai ya delay hai ?
Nahi bhai
Bhaiya meri NS first service ke baad se chain me se aawaz aari hai jo pehle nahi aa rahi thi , service center wale bol rhe hai ki thode km chaloge toh normal ho jayega, lekin yeh normal hai kya??
Aawaj to nahi aani chahiye ek baar dobara check karvao
Right hand side oe red wala extra button kis chiz ka ha bro.. Install kiya hai kya kuch??
Bhai vo install Kiya hai Hazard ke liye pichli vdo dekho
Make video on how navigation system works on new ns 200
1-2 din me aa jayega
Bro seat me kuch modification krwaya hai kya?? Pillion seat kuch jada upr lgra h
Normal hai kuch nahi karvaya
kya baat bhai vlog pr vlog 👍charger main dono fitting toh thi mirror & handel fir fit kyo nhi hua bande pr ???
Pata nahi jugaad kar raha tha
Bhai mana bhi liya ha new model bargarh sa service costly hai bhai
Mudguard remove ,150section tyre, leverguards modification bro …
Okay
Asa Hi dakh ne me Accha lag raha hai
Bhai khi trip ka plan ki socho na mtlb thodi lmbi ride on ns❤ plz. Reply ❤
Bilkul bhai
Jaldi hi
Grate 😊
Bhai ns 200 or duke 200 konsa lena chahiye..kya duke 200 reliable hai ? Budget ka problem nahi bas dono mein confused hu
Duke 200
bhai ns 200🎉
Bhai Mera toh first servicing 980 rpes aya tha f assam
Bhai 1st service ke baad thoda engine or acha hua hai kya??
Yes
Maza aagya bhai
Ns200 2024 bs7 model m asst. Slipper clutch aata h ki nhi
Ya normal clutch aata h
Yes ass slipper clutch hai
Thnku bhai
Bhai Mileage kya mila after service..?? Regular city and highway??
35 to 40
Is bike ka night me light throw kaisa hai pls bataiye
Review aane wala hai
On road kya price hai
Bhaiya Motul ki Jagah dominar wala oil hi use kariye jab tak warranty hai woh aacha oil hai gulf ka.
Yes
Bhai mere pass bhi hai ns 200 new model... 1st servicing ho chuki hey.. Lekin 2nd service kitna k/m per karna chahiye bhai boliye😢
Showroom wale ne 2nd service kitna kilometre mein hona chahiye bataya nhi hai😢
3 se 4000 par karva lo
My dream is this
Really waiting for trip to begin what's the total KM of the trip ?
450
Bhai i'm thinking about to buy NS 125 is it worth to buy ?
Go to ns200
भाई। आप एनएस200 में कौन सा तेल सुझाते हैं? और मुझे कितने मील तेल बदलना चाहिए?
भाई साहब मैं बाइक मे dominar वाला ऑइल डल वाता हू 10w50
@@muvlogs5282 हर कितने किलोमीटर पर मुझे तेल बदलना चाहिए?
Bhaiya, 5.5 ft wale bando ke liye kaisi hai.. perr pohucte hai ki nhi?
Ha easily
Bhai abhi yak koi dikkat aayi kya bike mai ?
No
back to trend ❤
Thanks
Seat cover dealer se deta hai ya kharudna padhta hai
Bajaj dealer
@@muvlogs5282 free na kharidna padega
Free accessories me
Bhaiya First Service Ke Pehle Kam Mileage Deti Hai Kya ??, Or First Service Me Konsa Oil Best Hai ?
Haa thoda sa kam deti hai lekin uske baad 40 ke ass pass hai, aur oil dominar wala dalvao full synthetic
Dekho bhai mai rs200 bs7 own krta hu... Bajaj ka oil jitna jaldi ho sake change kr do 1200 rupye aur lagao aur motul 7100 20w50 daalo bhai performance next level ho jaegi ... Bajaj ka ekdam bekar engine oil hai... Bhut vibration rhte hai... Initial km rhta hai.. motul dalwao rocket ho jaega... Maine 1500 km me change kardi Bajaj ki oil hata ke motul ab meri gaadi ekdam rocket hai...
Bhai abhi free service hai isliye
@@muvlogs5282 meri bhi free service hai bhai.. first service bs Hui hai... 568 km pe.. fir 1000 km chalake Maine change kr diya to performance ekdam se badh gya. Engine smooth ho gya.. mainly 300km ke baad
Ekdm sahi kiya bhai motul dalwake.. mere pass bhi rs 200 bs6 hai..motul 20w 50 hi dalta hai..rs200 and ns200 me !! ...10w 50 mat dalwana bhul ke bhi isme thickness jayda rhata hai..ns200 and rs200 me 20w 50 oil hi recommended hai...muhjhe 2 sal ho gya use krte...TH-cam me kayi type ke video dala hai..lekin agr bike maintain rkhna hai to bajaj service center se service nhi kra ke koi achhe workshop me service karwao bajaj wale to ulta bike ko set nahi kr pate hai...worst experience bajaj service center ka har jagh..itna saara youtube me video dekha hun but maximum showroom ka yahi haal hai....
Haa bhai sahi kaha
@@Rahulkumar67206 sahi hai bhai
Bhai handle me dusra wala red colour wala button kis liye hai ?
Hazard light ke liye aur mileage 35+
@@muvlogs5282 Bhai Muje Hazard flasher lagvana hai. Pls link share kijiye
Bhai hazard ki koi zaroorat nahi hai sirf ek switch lagva lo jo ki indicators me lag jayega
Bhai mare wali to 719 ma ho gayi 😂
Good
Btaya toh inhone engine oil mehanga wala.dalwaya h dominar wala
Bhai 10 w 50 oil thoda mehenga h stock oil se
@@bhaveshshetty7764bhai agar tujhe 30,000 kilometres me engine kam nahin karwana, to wo sasta use math use kar. ns200 ka engine sirf synthetic oil me chalne keliye bana he. Company wala service cost low dikhane keliye sasta oil dal te he.ktm duke and rc 200 me yehi engine laga he usme service center wale fully sythtetic oil dalte he. TH-cam me search karke dekhlo.mere comment lamba he lekin hope it will help you.
@@rajkamalmishra168Bhai exactly btao konsa dalwana h first service mai
Bhai coolant aur chain lube kun sa use krte ?
Motul
Frist service ki paise dene hote ya nahi bhai maine 2 din pahle hi new ns 200 li jai
Bhai Sirf labor charge nahi lagta hai
Same model h mere pass 38 ka average deti h
Good
Same here 38 deti hai
Bhaiyya this bike has slipper and assist clutch or not
Please clarify
Yes Assist slipper clutch present in dis byk
Moutul wala 10 50w aacha hai wo.. wo dalna
Bhai jab tak free service hai to yahi dalna padega
Bhai apni gadi ko modify kab kab karoge ns me FZ ka ohjar
Bhai apke bike mein self ke side wo red color ka but kya hai
Hazard lagvaya hai 100 rupye me
@@muvlogs5282 okay apne sirf button lagaya hai light be changed kiya hai kya??
Only button ka connection indicators se kiya hai
Maine bhi li h ye bike 5 days pehle coolent level kam h
Fill kar do
First service pe fill ho jayega kya
Ho to jayga lekin paid hoga ek motul hybrid ka khud hi online order kar do coolant jab jarurat ho khud dal do
Maine bhi same problem face ki, service se pehle hi coolant level low hogaya...aur khud hi fill kia..without first service
Yes bro ho jata hai but 2nd time nahi hoga first time ho jata hai
Bhai aapke bike ke right side ke handle par switch kis chis ka hai?
Hazard light ka lagvaya Hai
Dono sidelights jalta he emergency WALA 😂
Com quantos quilômetros é feita cada troca de óleo?
I don't understand your language
@@muvlogs5282 How many kilometers have an oil change been done?
3000 safe side
Bhai ye oil 1L ka hota h ya 1200 ml ka? Main bhi 1st service mein same oil dalaya bt oil level thoda kam lag raha hai..
1.2 litre
I love this bike par height ki wajah se ni li iski seat height jyada h normal pulsar se me n250 chalata hu usme thik aa jati h isme aa jati height to me yahi leta😢😢
Sahi kaha bhai Iski seat height jyada hai
❤❤❤
Bhai bike ka not bold cheack nehi kia kya new bike me not bold dhila hota hai
Sahi hai abhi Mai long ride par hu
Bhai simtech ka holder mirror pe lag jyata hai mai 3 sal se use kar rha hun
Accha
Bhai local me mtlb andar mrk me kitna milage deri h
35+
Ns 200 ...bajaj recommendeds 20w50...why are u going for 10w50......??
Becoz 10w50 oil is full synthetic oil it's dominar 400 oil
Distance to empty hai kya isme
Hai
@@muvlogs5282 ek uspe video banao bhai kyuki bohot log bolthe hai ki uspe nhi hai karke
Matlab
@@muvlogs5282 matlab naye digital meter mein distance to empty kidar dikathahai woh accurate hai yaar nhi uspe ek review
Okay bro
What is the price for the mobile holder that you shown in the video. The red box one ...
750 or 1000
Bhi apka konsa action camera ha ??
Gopro 11
Bhai air filter change nahi kiya hai kya
No
Meri NS200 me coolant Kam ho gaya 550 km pr kya reason ho sakta hai
First service par fill up hota hai
Charge karte he kya service centre wale uska @@muvlogs5282
mera 270 pe kam hogaya he :D
@@sanketrautajss123 fillup hone k baad Kam nahi hoga fill up karvalo
Main 7din me 700km chla diya koi dikkat
Hlo bro mera first service kitna time mey hoga mera bike liya huya ha 17 diin but 140 km challa ha aur service bol rha ha ana ke liya kitna time rahta ha 1 service ka
500 km
500 km Ya 30 day jo v pahle ho
Chain cleaning ka bhi charge lagta h kya?
Yes
Bhai milage kinte deti haii?? Nayi wali ns200
35+ agar sahi se chalao toh
Engine oil ki price bohut high hai
Bhai kyuki ye dominar 400 ka oil 10w50 dalvaya hai
Onroad price liya ya do
1.90
@@muvlogs5282 finance kya ha ki cash liya
@@legends-og5dx vo depend karta hai ki kitna down payment karte ho
Trip ke videos kyu nahi aare hai
Sorry bhai plz wait for only 1 day
Bhai Bluetooth or time kese set kiya
Wait vlog coming soon
Mujhe bhi batana bhai please
Bhai meri new ns mai mujhe front suspension mai problem aari h ghaddo mai bhot aati h front suspension se
Bhai abhi warranty me hogi service center dikhva lo ek baar,, kitna time ho gaya bike ko
@@muvlogs5282 15 days
@@muvlogs5282 suspension dabne ke baad jb wapas aate hai tb awaz krte hai
Accha bhai to meri bike me aisi koi problem nahi hai mai to shimla se upar off road bhi kar aaya hu vlog aane vale hai
Bhai maine bhi le hain
But mari me mobile app pe log in nahe ho raha Vehicle not found show karta hai, costumer care se bhi koie help nahe mil rahi😢
Bhai aapne jo mob no. Registered karvaya tha wahi no. Dalo fir chassis no. Engine no. Fir login in karo ho jayega
Abb wo to app ki dikkat hai bhai uske liyea kaya karo gai
Pls tell me milege im purchasing next week
35+
Apki milage kitna de rahi hai?
Nice bro
Thanks
Mileage kya hai
Vlog aane wala hai
meri 749 me ho gyi thi
Same here
Bhai mera Engine bohut garam hota hai ....3 days hua kharidne ka
Bhai garmi bahut jyada hai isliye same here
Bhai new new aise he garam hogi
1,2service ke baad normal ho jyegi
500km uper ho jaye toh bhi chalega nah bhai ?
Nahi bhai
Bhai meri 550 chl gyi aur 😭 aur eske cluster Mai🔧 aa rha h
@@thakurrijul1567 meri vali 650 Chali gayi abhi bhi service nhi Hui
@@NarutoUzumaki.409 mne 4 din m itni chla li h 😂
Same bro ❤😂@@thakurrijul1567
Mini visor install karo bhai
apka rs sale kediya kiya mileage kiya thi rs ki?
30
Old meter is best
Old is gold
Bhai apko bike kitane me padi
1.90
Mobile charger kitna der me ho jata hai 😊
1.30pm
Sahi oil to change kyu karwaya??
Dominar 400 ka oil 10w50 dalvaya hai kyunki performance aur smooth ness badh jayegi fully synthetic oil Hai ye
@@muvlogs5282 20w50 recommend grade bhi full synthetic hai.... if u really want ns 200 performance...go for castrol activ power 1 ultimate 20w50....biryani bhej dena...baad mein...😇
😝😝😝
@@muvlogs5282 trust me...go for it..
Bhai short hendel lawalo
Okay
Motul ka oil dalo aur dekho kamaal
Abhi warranty me hai
@@muvlogs5282 service center vale thodi aakar dek rahe hai ki konsa oil dala hua hai
@AnnamSaiKumar ha bhai dekhte nahi hai lekin service record bajaj service center par hi hona chahiye ya aur kahi bhi ho bajaj service center par jaoge to vo bajaj ka oil hi dalenge
@@muvlogs5282 bahar ane k bad motul oil dal lena ... Bajaj ka oil kabhi bhi use nahi karni chahiye ye oil bajaj bikes k liye bana hai lekin dominar aur NS, RS series me KTM ka engine ata hai, KTM khud motul ka oil use karta hai.. so always use motul throw away bajaj oil
Home toar ka vlog
Bhai 1st surbising ke baad kitna milega de raha hai plz batao
35 +
Mera to surbising nenhi kiya hai or milage 40+aaraha hai
How much on road??
1.90
First service cost jaida hai apki meri to 630 ka tha
Meri bhi itni hi hoti 600 ke ass pass lekin mene dominar 400 ka oil 10w50 dalvaya Isliye
Better for motul 7100 i recommended
Hero ki free service 400 me ho jati hai....
Bhai bike konsi hai
Bhai fast sarvice free he kya
Haa 3 first service free
Modification video Bano ❤
Kesi modification batao
Hatt chapri
@@muvlogs5282150 section tyre,tail madguard and stickers remove
Bhai meine 1st servicing ke aage 120/125 tak chalaya koi dikkat toh nahi aayega na?😢aur dursa pillion bhi bithake long ride gaya hoon koi dikkat to nahi hogi na?
Nahi bhai koi problem nahi hai maje lo Ns200 ke
Bhai mera ns 200 2024 model ka mileage 29 dikhrahahe.. Kya karu bhai
Service ho gayi
@@muvlogs5282 no bro 1st service not done
Bhai itna mileage hai uska main rider hu Bajaj ka
Accha
Bhai mere 9 din me 500+ km hogya
Good
Same bro 😂
Bill galat h bhai tumhara mrp k upar gst kyu dia 😂😂😂😂
Bhai gst to lagti hai aur mene dominar 400 ka oil 10w50 dalvaya hai jo ki 1100 ka hai
Kitne ka average deti hai bhai reply please 🥺
Vlog dala hai bhai plz watch
Meri 2050 rs me hue
Konsa oil dalvaya aur kya kya karvaya
@@muvlogs5282oil change, sath m jbrdsti coolent ka dabba or chain spray bhi dediya
Tabhi
Braking system kaisa hain bhai?
Ek no.
Free service 1200 rs me kese bhai....itna kat lete hai ye Bajaj wale....
Nahi bhai 600 - 700 ki hai mene oil dominar 400 wala dalvaya hai isliye 1200 ki hai
Meri to free me ho geyi q ki friend ne kiya
Good
Mirror naklo
Bilkul bhai