हमारी वीडियो के लिए अपना कीमती समय देने के लिए थैंक यू भाई लेकिन फिर भी आपका भाई आप से थोड़ा सा नाराज है क्योंकि आपको वीडियो पसंद भी आई आपने वीडियो को कमेंट भी किया है उसके बाद भी ना तो अभी तक आपने हमारी वीडियो को लाइक👍 किया और ना ही हमारे चैनल को सब्सक्राइब किया तो प्लीज जाकर हमारे यूट्यूब चैनल Technical जुगाड़ Hindi को सब्सक्राइब करें और बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑलनोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की नोटिफिकेशन आपको सबसे पहले मिल सके हमारे चैनल को आगे बढ़ाने में हमारी मदद करें

@@TechnicalJugaadHindi bhaiya jo isme battery lagi hui ayi h na us-sey (D.C.) par yeh 40 minute tak hi thik -thak light deta h phir uskey baad iski light very low ho jati h or yeh 5 se 6 ghante low light hi dikhata h ...toh bhaiya kya mai iski battery change karunga toh 2 hrs yeh full light par chalega ya phir ese hi ho jayega
Sir chhota vala capacitor ki velu bataiye kit ne volt ka he aor kit ne uf ka he mere bulb me vovala capacitor fat gaya he to velu pata nahi chal rahi he
l81 15 है जिसमें कंडेनसर फट गया है उसकी जगह मैं दूसरा कंडेनसर लगा कर चेक कर रहा हूं लेकिन वह भी फट जा रहा है इसमें क्या समस्या हो सकती है कृपया मुझे बताएं
डायवड D965 मे फाल्ट है ब्रो इसकी जगह कोनसी लगाऐ जेसे पहले लाईट आने पर अपने आप बंद होती थी अब उसमे फाल्ट है तो बटन से बंद करनी पडती है ओर ये 965 वाली डायवड बटन के साथ मे है तीन पीन वाली
@@TechnicalJugaadHindi sir torch light me kese pata kare ki vo kitni watt ki h aur 4 watt battery lagi hoti to us me kitne watt ki laga sakte plz reply me
Mera pass AC--DC Light he AC me nei jalrahe DC output 2 volt dekarahe Ham transistor change kiya he Battery nei charge hoti he AC Me nei jalrahe Kiya problem boliye sir
Bahut sare video dekhe lekin koi ye nahi batata ki kitana time charging per rakhe our continue charging per rakhane se koi nukasan to nahi hoga Is mai full charge indicator nahi hai jis se ye pata chale ki charging full ho gaya hai
@@TechnicalJugaadHindi apaka dhanyavad jo apane reply l kiya Lekin ye kaise pata karain ki charging pe kab lagan hai our full charge hua ke nahi Our ek baat agar full charge karne ke baad 15-30 din use nahi karenge to battery charging vaise hi rahegi ya down ho jayegi
Sorry Bhai ye driver ko dekhne ke baat hi pata chal payega kyo kisi bhi deriver me lage capacitor ka pata us driver me lage baki component ko dekhane ke bad hi pata chalta hai
Bhai wo to check karne ke bad hi pata chalta hai is bulb me jo problem thi mai aapko bata diya hai video me or aisa jaruri nahi hota hai ki sabhi bulb me same problem ati hai
Aapane Jo dikha Ja red colour ka capacitor theek hai per Jo Kala Hai vah pure Darshan Jal gaya hai to vo kitne value ka hai vah Janna Hai Mujhe top place message kijiye
Bhai maine aapko ko jo video me bulb dikhaya hai vo ac se low light me or DC se thodi se tej light me hi jalta hai or ye bulb pahle se hi aise hi ata hai
Bhai app circuit me check karo aapko circuit me koi capacitor fuse resistance or diode ic kuchh thik hai ki nahi kyo ki bhai led circuit ka board aapke pass hai or ye sab kuchh aapko khud check karna padega bhai mai kewal kam ko check kare ka tarika kata sakta hu bhai check aapko khud karna padega kyo ki ek tarah ki problem kewal ek ki component ke khara hone se nahi ati wo problem kai wajah se ho sakti hai bhai
@@TechnicalJugaadHindi bhai smd led panal to chalu hay per jo circuit pcb ke prints aur saare components blasts ho gaya hay mayne naye components laganeki koshish ki per print jal janese soldering nahi ho rahi hay😓😓
Kitne bar message kiya Sar ji aapko mujhe please bataiye na vah Kale Rang ka capacitor kitne watt Ka dalna Hai Sar ji please aap sabhi ka answer Ka Jawab dete ho mere answer Ka Mere question Ka Jawab Nahin dete Ho FIR Kuchh Kijiye Sar ji Neta aap ka contact number dijiye
Bhai sabhi log aapki Tara samajhdar Nahin Hote bhai kai logo ko nahi pata hota + - ke bare me mere pass kai log comment kar ke bolte hai ki sir battery me red wire or battery kaha par jode
Kya is led ko 12 volt ki battery se chala sakte hai
Thanks you sir Meri problem thik ho gai aapki video dekhne ke bad
Ok bhai
"Rose🌹is red ,, "youtube is too,,"I got my first like,,"but why is blue,,👍💖💖💋🙏 Big fan
हमारी वीडियो के लिए अपना कीमती समय देने के लिए थैंक यू भाई लेकिन फिर भी आपका भाई आप से थोड़ा सा नाराज है क्योंकि आपको वीडियो पसंद भी आई आपने वीडियो को कमेंट भी किया है उसके बाद भी ना तो अभी तक आपने हमारी वीडियो को लाइक👍 किया और ना ही हमारे चैनल को सब्सक्राइब किया तो प्लीज जाकर हमारे यूट्यूब चैनल Technical जुगाड़ Hindi को सब्सक्राइब करें और बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके
ऑलनोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की नोटिफिकेशन आपको सबसे पहले मिल सके हमारे चैनल को आगे बढ़ाने में हमारी मदद करें
Aap Hamare channel ko subscribe kar dijiye
Thanks 👍😊 so much
Ok bhai 🌷💖🌻💐🥀🌼❤️🌹👍
@@TechnicalJugaadHindi thanks 👍😊
Achha bala logo hai , good work & Job
हमारी वीडियो के लिए अपना कीमती समय देने के लिए थैंक यू भाई लेकिन फिर भी आपका भाई आप से थोड़ा सा नाराज है क्योंकि आपको वीडियो पसंद भी आई आपने वीडियो को कमेंट भी किया है उसके बाद भी ना तो अभी तक आपने हमारी वीडियो को लाइक👍 किया और ना ही हमारे चैनल को सब्सक्राइब किया तो प्लीज जाकर हमारे यूट्यूब चैनल Technical जुगाड़ Hindi को सब्सक्राइब करें और बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके
ऑलनोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की नोटिफिकेशन आपको सबसे पहले मिल सके हमारे चैनल को आगे बढ़ाने में हमारी मदद करें
Bhaiya jo apney yeh sunca ki battery lagayi h bow kitna backup de degi onlite bulb 100 watt m
2 gante
@@TechnicalJugaadHindi bhaiya jo isme battery lagi hui ayi h na us-sey (D.C.) par yeh 40 minute tak hi thik -thak light deta h phir uskey baad iski light very low ho jati h or yeh 5 se 6 ghante low light hi dikhata h ...toh bhaiya kya mai iski battery change karunga toh 2 hrs yeh full light par chalega ya phir ese hi ho jayega
Bhai jo eld hai ac hai dc
Ac hai to direct supply deke chalu kar sakate hai kya
Bhai is light me jo led panel laga hai ac 4 volt par kam karta hai
Raaj bhai is trangistor ki jaga kan sa trangistor laga sakte he please batay bhai
Bhai same umber ka lagaoge to Jada achha rahega
Eska led chip kaha se purchase kare kharab ho gaya hai
Electronic shop se
@@TechnicalJugaadHindi nahi mil raha
Shop me Jharkhand se
Sir chhota vala capacitor ki velu bataiye kit ne volt ka he aor kit ne uf ka he mere bulb me vovala capacitor fat gaya he to velu pata nahi chal rahi he
Bhai aisi market me hajaro tarah ki light milti hai alag alag company ki or sabhi led ke circuit me capacitor alag alag volue ke lage hote hai bhai
@@TechnicalJugaadHindi sir mere paas sem LED bulb he jesa aap dikha rahe he vesa
Sir charging led bulb me thodi der ke bad roshni kum ho jati hai kya problem ho sakata hai sir hame bataye
Battery replace kare
Bhai pleat me jo black colour ka laga h vo dag gaya h uska naam aur mpr bta dijiye
100 UF
50 v
Capacitor
Bhai jo beattry charge ho raha he kitna volt me charge ho raha he. Please bhai bataye.
4v
Sir..DC mode me AC holder me Dene par light off nhi ho rah hai.....kya problem hai
Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega
Bhai iss circuit me capecitor ki value kya h.
Reply....
16v 1000 uf
Sir isme lagi hui Capacitor ka Volt aur uF bataye.. merawala fat gaya hei..plzzzz
Bhai mera bhi ft gya 16v 220uf ka ata h
Kya bulb ki bettry ke bina directly current se chala sakte hai kya
Ha bhai chal sakta hai
@@TechnicalJugaadHindi konse wire remove karna padega ap muje kuch details batao
l81 15 है जिसमें कंडेनसर फट गया है उसकी जगह मैं दूसरा कंडेनसर लगा कर चेक कर रहा हूं लेकिन वह भी फट जा रहा है इसमें क्या समस्या हो सकती है कृपया मुझे बताएं
Bhai Jada volt ka capacitor use kare
Sir speaker mein negative and positive side Kahan par hota hai batadoo
Bhai speaker me aap ulta sidha kaise bhi wire laga sakte ho koi dikat nahi
Koi dikatt nahi hoga
Sir bulb ka capacitor jal gya
Velyu h 100uf, 50v
Ab bulb me 100uf,63v ka capacitor lga skte h kya
Ha bhai laga sakte ho
@@TechnicalJugaadHindi tq sir
My bulb battery 🔋 is dead
Bhai battery ka price ketna hi?
Yaha ki market me to 50 rupaye ko milti hai
@@TechnicalJugaadHindi Thanks ❤️
Sar iska SMD kitne value ka laga hota hai
3 volt
Nice video 👍☺️ battery price
Bhai yaha to 70 rupaye ki milti hai
Mobile battery laga sakte hain kya
Ha bhai laga sakte ho
Lithium ion battery laga skte hai kya?
Ha bhai
@@TechnicalJugaadHindi kya vo battery fategi to nhi isme? Yeh circuit usko charge kr skta hai?
Ye bulb 50watt ka hai to capacitor kitne valt ka lagana hai vo bataye massage kare pleas
Sir ji iska 16v 220uf ka capisitar ft gya to konsa lagae🙄
25 220 uf ka laga lo bhai
Tq sir
@@TechnicalJugaadHindi but sir mene 16v440uf ka lagaya to wh 1 sec. Jal kar band ho jata h bar bar ho rha h esa
डायवड D965 मे फाल्ट है ब्रो इसकी जगह कोनसी लगाऐ जेसे पहले लाईट आने पर अपने आप बंद होती थी अब उसमे फाल्ट है तो बटन से बंद करनी पडती है ओर ये 965 वाली डायवड बटन के साथ मे है तीन पीन वाली
Bhai wahi same number ka diode use karo bhai
@@TechnicalJugaadHindi सेम मिल नही रही भाई कही भी पुरी मार्केट मे घुम लिया
Sir aap jo torch light me led bulb lagate ho vo kitni watt ki hoti hai aur kitne ki milti h market me plz reply me
Bhai aise led kai watt ki ati hai 3 ,8 11, taki ki led market me ati hai
@@TechnicalJugaadHindi sir torch light me kese pata kare ki vo kitni watt ki h aur 4 watt battery lagi hoti to us me kitne watt ki laga sakte plz reply me
R3 kitne ohm ki resistance hai
Bhai 1kohm
Bahi mera ac se auto cut nahi ho rha
Hello ji is ke led plate agar kharab ho jaye to kon se led plate lagaen
Bhai bohot jaldi aapko uspar bhi video mil jayegi
4 volt ki LED plate 4 volt lead acid battery se chalate to hamara LED plate fuse ho jata hai bulb kya Karen sar
Is blab ko mobile ki battery aur charger se banaa kar batao
Ok bhai
Sir 18 watt buld assemble video dekhana chata hoo
Ok bro
Black color electrolytic capacitor ka value bataye plzz
400 volt 4.7 uf
Mera pass AC--DC Light he
AC me nei jalrahe
DC output 2 volt dekarahe
Ham transistor change kiya he
Battery nei charge hoti he
AC Me nei jalrahe
Kiya problem boliye sir
Boliye sir
When I tested on AC mode the LED not glowing only series. Lamb glowing.
Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal sakta hai
Yeh wala circuit mein jo charging LED hai aur nahin chal raha hai fog chal gaya tha kitne number ka hai pata nahin chal raha
Sorry bhai ye fog kya hota hai mai samjha nahi
Is capacitor ka kya number mere vala fat gaya aur uska nber bhi nhi dikh rha
400v 100 uf
Sar aap component kis market se lete hain please bataiye
Lucknow se bhai
Battery ka link to bhejo bhaiya kaha se kharide hum
Bhai ye battery online bohot jada price par mil rahi hai aap is battery ko apni local market me hi pata karo
Bahut sare video dekhe lekin koi ye nahi batata ki kitana time charging per rakhe our continue charging per rakhane se koi nukasan to nahi hoga
Is mai full charge indicator nahi hai jis se ye pata chale ki charging full ho gaya hai
Bhai aap ise 4 se 5 ghante hi charge karo
@@TechnicalJugaadHindi apaka dhanyavad jo apane reply l kiya
Lekin ye kaise pata karain ki charging pe kab lagan hai our full charge hua ke nahi
Our ek baat agar full charge karne ke baad 15-30 din use nahi karenge to battery charging vaise hi rahegi ya down ho jayegi
led plet kaha milegi koi link ho to batao
Sorry bhai online to mujhe ye light kahi par nahi dikhai di ha ye hai ki yaha ki local market me ye light mil jati hai
muje chahiye milegi aap ke paas
ya fir uski jagah kaya istemal kar sakte hai
125watt k bulb me kitne volt ka electrolyte capacitor lagega
Sorry Bhai ye driver ko dekhne ke baat hi pata chal payega kyo kisi bhi deriver me lage capacitor ka pata us driver me lage baki component ko dekhane ke bad hi pata chalta hai
Circuit me capacitor blast ho gaya hai aur uska volt pata nahi chal raha circuit me ik pf capacitor aur ik transistor laga hai
Aur charging led bulb laga hai bus
Right sir
Ok bhai 👍
इस के लावा ।इस की लायन कहा से कहा तक आती है कोनसा कोपनेट खराब है केसै पता करे सर
Bhai wo to check karne ke bad hi pata chalta hai is bulb me jo problem thi mai aapko bata diya hai video me or aisa jaruri nahi hota hai ki sabhi bulb me same problem ati hai
Capacitor kitni valu ka lagana rahta he
Capacitor kitne value ka hai vah Dikhta Nahin Hai To vah proper dikhaiye
Mera mera kya basita jo hai bulb ka upyog Tarah Se kharab ho gaya hai usmein Kuchh Dikhai Nahin deta to mere pass Rock light RL 91 LED bulb
Aapane Jo dikha Ja red colour ka capacitor theek hai per Jo Kala Hai vah pure Darshan Jal gaya hai to vo kitne value ka hai vah Janna Hai Mujhe top place message kijiye
Sir mujhe ek sunca compny ki battrey chahiye
Kitne ki hai price
Aap ki shop kahan par hai
Bhai kitne AH ki bhai
@@TechnicalJugaadHindi sunca battrey
Bhai shoket puri tara jal geya hai kese repair karenge
Bhai wo to circuit ko check karne ke bad hi pata chal sakta hai
@@TechnicalJugaadHindi new shoket kese banauga please batao
ac me bulb nahi jal raha hai direct bettary se jal raha hai kya kare ?
Bhai ye to driver ke circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega
Bhai ise light per re kitna rahahi
Sorry Bhai mai kuchh samjha nahi apka matlab
Sar ji Jo Kale Rang ka capacitor Hai vah Kitne vote ka dalna hai vah bataiye ji
100uf 50 V
Acdc bulb me ac se low light ka problem kaise solve kare. Dc se acchi light aati hai but ac se low light please define..
Bhai maine aapko ko jo video me bulb dikhaya hai vo ac se low light me or DC se thodi se tej light me hi jalta hai or ye bulb pahle se hi aise hi ata hai
Sir Balb charg Hogan lait sey
Ha bhai
Agar ye bulb ko only ac bnana ho to
Koi dikkat nahi hai
Bana ke dikhao sir please
Rock Light 92 how to capacitor change
Ok bhai 🌻🌹❤️👍
Bhai isme capacitor kitna frad ka hai
100
Sir battery change kar diya lekin ab battery charger nhi ho raha hai...??
Bhai charging line le lage component check karo bhai
@@TechnicalJugaadHindi thik hai mai dekhta hu ...or kuch problem hogi to apko fir preshn karuga
Sir iska battery backup 4000 mah hain
Koi dikat nahi hai bhai aap 4000 mah se kam ki bhi battery use kar sakte ho
Bhai mera ac se auto cut nahi ho rha
Bhai is bulb me auto cut system nahi hota
Bhia jab bulb dc se jal rha ho , light aane pe band hota hai na wo nahi ho rha
Same hai bai. 1 led short hogaya.
Bhai short led ko nikal kar dusari led lagao bhai mai bohot jaldi uspar bhi video bana duga bhai led ko kaise lagaya jata hai
Sir light price
180 rupaye
আমার ডিসি এসি লাইট আছে কিন্তু যখন লাইট জালাচ্ছিস জ্বলছে
Bhai aapne kya likha hai mujhe kuchh samjh nahi aa raha hai
Bhai mere ac-dc bulb ka circuit khrab ho gaya hay to kya karu
Bhai app circuit me check karo aapko circuit me koi capacitor fuse resistance or diode ic kuchh thik hai ki nahi kyo ki bhai led circuit ka board aapke pass hai or ye sab kuchh aapko khud check karna padega bhai mai kewal kam ko check kare ka tarika kata sakta hu bhai check aapko khud karna padega kyo ki ek tarah ki problem kewal ek ki component ke khara hone se nahi ati wo problem kai wajah se ho sakti hai bhai
@@TechnicalJugaadHindi bhai smd led panal to chalu hay per jo circuit pcb ke prints aur saare components blasts ho gaya hay mayne naye components laganeki koshish ki per print jal janese soldering nahi ho rahi hay😓😓
@Makvana Info 25 volt and 1000 úf ka capacitor
Agar me lithium cell use karu to sahi rahega
Bhai wo battery to sabse best hai
Mobile ki battery 🔋 chalegi
Are bhi me cover nhi loga pa ra hu
Bhai thik se lagao bhai lag jayega
How can use led bulb on and off when light off it's run auto on or we touch fingher under and how can off its
Ye lead acid ekdam battery bekar hota haib
Aap thik bol rahe ho bhai par kya kare kuchh logo to market yahi battery milti hai
যখন এসসি তে জালাচ্ছিস জ্বলছে না
Capacitor ka problem hai
Bhai kisne bola hi ye bulb 50 watt hai
Capacitor kitne watt kagana wo bataye pleas black vala
Black wala capacitor ka no. Kya
Bahi black vala capacitor ka no or kitne volt ka he
Wo bhatu bhai
Mere paas same bulb hai par vo sirf 15 minute acha ujala detha hai fir ujala kam hojatha hai, mei kya karu.
Bhai aisa kab hota hai light par use karne par ya phir light jane ke baad
@@TechnicalJugaadHindi light jaane ke baad, yaane jab battery pe chalta hai tab.
@@thetimecame battery problem h bhai👍
Kitne bar message kiya Sar ji aapko mujhe please bataiye na vah Kale Rang ka capacitor kitne watt Ka dalna Hai Sar ji please aap sabhi ka answer Ka Jawab dete ho mere answer Ka Mere question Ka Jawab Nahin dete Ho FIR Kuchh Kijiye Sar ji Neta aap ka contact number dijiye
Sorry bhai aj thoda busy tha bhai isi liye aapko reply nahi kiya bhai
100uf 50 V
Connedension bar bar fat rha h
Jisko + - ki jankari na ho wo aisi cheez khole ga hi kyun
Bhai sabhi log aapki Tara samajhdar Nahin Hote bhai kai logo ko nahi pata hota + - ke bare me mere pass kai log comment kar ke bolte hai ki sir battery me red wire or battery kaha par jode
Namber bhajo
whatsapp no, ?
Sorry Bhai apka jo bhi sawal ho aap apna sawal comment kar ke hi puchhe
LED plate m dc supply Jo milraha hai woh kitna hona chahiye?
3v se 4 v tak