Waledain Wirasat Na De To Betiya Unko Gunah Se Bachane Keliye Hissa Mange To Kya Ye Nafarmni Hogi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 8 ก.พ. 2025
  • 𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
    𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
    𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
    𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
    𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
    𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
    𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
    𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed
    𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
    Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
    President, Al Kitab Education & Welfare Society.
    Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
    Director IRC TV
    𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
    𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
    𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
    𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
    B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
    M.C.A (Master of Computer Application)
    B.G.L (Bachelor of General Laws)
    LL.B (Bachelor of Laws)
    M.A Islamic Studies.
    Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
    𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
    @Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides TH-cam and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
    𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
    Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
    𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔
    𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
    King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
    𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
    World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
    𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
    Dawah Centre, Hai Assalamah
    Understand Quran Academy
    Socio Reforms Society of India
    Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
    Balad Dawah Centre
    𝗧𝗔𝗜𝗙
    Islamic Education Foundation
    𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
    The Co-Operative Office for Call & Guidance
    𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
    Dawa Centre Almaabada
    𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦
    𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
    Al-Manar Centre
    United Goan Muslim Community
    Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
    𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
    Human Care Society
    𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
    Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
    𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠
    𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
    Green Lane Masjid
    Al-Hijra Masjid
    Muhammadi Masjid
    𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
    Masjid Humera
    Masjid Al Tawhid
    𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
    𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
    𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
    𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
    𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
    𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
    𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
    𝗢𝗟𝗗𝗛𝗔𝗠 - Jamiat Ahle Hadith
    𝗥𝗘𝗔𝗗𝗜𝗡𝗚 - Jamiat Ahl-e-Hadith
    He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
    𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
    Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
    IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
    𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
    IRC TV
    CHARITABLE HOSPITALS
    PATHOLOGY LABORATORY
    STUDY CENTRES
    TECHNICAL INSTITUTE
    IRC CALL CENTRE
    MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
    RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
    FREE WATER SUPPLY
    SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
    WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
    TREE PLANTATION PROGRAMS
    PRODUCTION
    REFERENCE BOOKS LIBRARY
    CAREER GUIDANCE
    CONFERENCE
    LADIES' WING
    CHILDREN'S WING
    WEEKLY LECTURES
    DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
    ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
    APPROVED IOU CENTRE
    EXHIBITION
    AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
    .
    . #BetiKaMaqam #BetiKiAzmat #Beti #Azmat #Maqam #IRCTV #AdvFaizSyed #IRC00345

ความคิดเห็น • 133

  • @IRCTV
    @IRCTV  3 ปีที่แล้ว +3

    *Is Video Ke Complete Lecture Ko Dekhe* - th-cam.com/video/BQ2ide6lQes/w-d-xo.html
    Video Se Related Koi *Sawal Ya Masla* Ho To Call Karen *+91-80-5545-5545*
    Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat, Sadqaat Aur Donation Ke Zariye *UPI ID : IRCEWT@SBI*

    • @imranahmed7273
      @imranahmed7273 3 ปีที่แล้ว

      Asalam o alaikum. Bhai sahab. Hamre sas nay jab byton ki shade ki to unhonay aik ghr Jo unki Ami NY unko jehz my dia tha byton k liye rkha tha k shade KR k dono bahi rhayngay yahn. Hmay 10 Sall hoagy is ghr my

    • @imranahmed7273
      @imranahmed7273 3 ปีที่แล้ว

      2 Sall phaly bytaion nay maa bapp ko akhrat k azab ka bol KR qabbr k azab ka bol kr hissa manga k hmyn hissa chhye Kal ki aye bahuwyn asah q krayn bhot jghrey hoewy hyn. Abb fesla yeh HOA k ghr k do tukrey honagy or bytiaon ko bh dia jayaga 1 lakh kch hazar Fe byte k hisay my h. Jab k bytain khd k ghron ki Malik bh hyn. Bus Chand pyso k liye yeh sbb kiya app kiya frmayngay . Plz

    • @nayarinpathan809
      @nayarinpathan809 3 ปีที่แล้ว

      As salaam walaicom hum ko yai malum Kar na tha. 1) ky Bhai k Malo ,jaidat mai us k biwi or bacho k alwa bhai,bahan Ka be hisa ho ta hai ky ?.
      2) shohar k marnai k bad us k biwi or bacho ka hisa ho ta3 hai ya nahi,( k sab us k ma bap Ka ho ta hai ,ager wo kinda hai to) biwi ko bacho samit us k ma bap k yaha bhaija ja ta hai k , ab tum sai hamara rishata khatam

    • @Fouzia1228
      @Fouzia1228 3 ปีที่แล้ว

      Aur bolrey ki tum log ku paiso ki kya zarurat hai, sab log duniya mai shariyat k hisaab se chalrey kya puchrey aur bolrey ki tumaku shadi mai sab diye na jab yaad ny ayi shariyat bolrey, jab k ammi puri Quraan meaning k saath padey sab malum b hai.
      Please agar ye msg dekhay toh jawab deejiye.

    • @Sarfarazahmad-cx5fh
      @Sarfarazahmad-cx5fh 2 ปีที่แล้ว

      Mashaallah

  • @shahrukhmujawar8555
    @shahrukhmujawar8555 4 ปีที่แล้ว +12

    पूरी दुनिया में लड़कियों को हिस्सा व हक देना वाला पेहला मजहब इस्लाम है , पर आज के दौर की ये सब से बड़ी दुख का विषय ये है की आज हम लोगो इसे मेहरूम रखा लड़कियों से व समाज से जिसे की इस्लाम प्रति नकारात्मक विचार और छवि निर्माण हुई है इसलाम के खिलाफ।

    • @firozibegum4811
      @firozibegum4811 4 ปีที่แล้ว +1

      Right

    • @bloomingstarsofartycraftyb5651
      @bloomingstarsofartycraftyb5651 4 ปีที่แล้ว +2

      Exactly, jin mazhab me betiyo ko paida hi nahi hone diya jata tha, aaj vo itne aware ho gye hain ki qanoon bana kar haq diye ja rhe hain aur hum vo khushnaseeb the jinke pyare Muhammad sahab ne betiyo, ko itne haqooq diye hain ki Alhamdulillah apne ko muslim kahte hue faqr mahsoos hota hai, par afsos ab muslim haqtalfi krke khud ko badnaam aur zaleel kar rhe hain

    • @bloomingstarsofartycraftyb5651
      @bloomingstarsofartycraftyb5651 3 ปีที่แล้ว

      Yhi baat hai,pehle to ladke ke paida hone ke chakkar me ladkiyo ki line lga di jati hai phir unhe kachra ya Ghulam smajh kar kisi ke bhi mathhe bandh diya jata hai jhez dekar,,,jubki jhez ka Islam me koi zikr nahi,,,Eiddi ki rasam bhai isliye nibhata hai taki bahen ka hissa na diya jaye ,aur agar by chance koi hissa de bhi de to phir us bahen se koi talluq nahi rakha jata,,,ab is se zyada mazhabe Islam ki badnaami ke liye aur kya ho sakta hai,btaiye??

  • @mansoorkasimyeshvikar7772
    @mansoorkasimyeshvikar7772 4 ปีที่แล้ว +9

    Masha Allah
    Allah tala aapki hifazat kare
    Aamin

  • @s.m6514
    @s.m6514 3 ปีที่แล้ว +17

    Hamare yaha kai bimaari mei se ek bimaari hai maa baap ki beto se be panah chaht (mostly) wo khud hi beto ko sab kuchh dena chahtey hai, nahi to baap ko chahiye agar wirasat rahegi uske peechhey to shuru se beto ko batate rahe ke mere marne ke baad wirasat shariat ke hisaab se distribute hogi lekin parents kuchh nahi kehtey to bete saara maal apna hi samjhtey hai aur beheno ka hissa amuman khaa jatey hai

  • @Khan_923
    @Khan_923 4 ปีที่แล้ว +15

    लड़कियों को विरासत कोई भी नही देता है बस उनकी शादी जैसे तैसे हो जाती है ...
    लड़को की वह भी नही हो पाती है ... गरीब परीवार मैं

  • @NameerALHASAN
    @NameerALHASAN 3 ปีที่แล้ว +10

    even my question is ..if parents have died & than the brother does not give the share of sisters ...than if sisters demand

    • @aneefshaik836
      @aneefshaik836 2 ปีที่แล้ว +1

      No bhai. It has to be given.
      You(brother ) should give that property/money as inheritence.

  • @ruhiaqlima4360
    @ruhiaqlima4360 4 ปีที่แล้ว +3

    Sukriya .itni achhi jankari dene k liye

  • @umamaumama8619
    @umamaumama8619 4 ปีที่แล้ว +8

    Bahut Acche topic par app ne discuss ki aap ne jaza ka Allah khair...

  • @mumtazalam2390
    @mumtazalam2390 3 ปีที่แล้ว +2

    Assalamualaikum agar waleden ke baad beimani ka darr hai ek bhai zabar hai dusra kamzor hai to kya karna chahiye kamzor ko kuch bhi na milne ka darr sata raha hai

  • @IFRAHKIDUNIYA23
    @IFRAHKIDUNIYA23 5 หลายเดือนก่อน

    It's true line

  • @sksayyed1403
    @sksayyed1403 3 ปีที่แล้ว +2

    Subhanallah jazak Allahu khaira

  • @umamaumama8619
    @umamaumama8619 4 ปีที่แล้ว +2

    Bahut bahut shukriya faiz bhai

  • @fahmeedairfan7238
    @fahmeedairfan7238 3 ปีที่แล้ว +3

    Agar virast main sirf ek ghar hai or beta gareeb osme rahta hai ..to kya osko farokht kar ke ose beghar kar diya jaey...

  • @Fouzia1228
    @Fouzia1228 3 ปีที่แล้ว +2

    Iska matlab ye hai ki agar walid ki wirasat hai aur walid k intequal k baad betio ko hissa na milay toh ismai walid par koi puch nahi hogi balke bhai ya walid k baad jo ghar k baday hai unko puch hogi agar betio ko hissa na milay toh.

  • @aneesafathima-o6n
    @aneesafathima-o6n 6 หลายเดือนก่อน

    Very good reply mai kabhi nahee poochi laikin pappa goori betyo ko bahoot pyaar kerte hai

  • @Cctvcamerastory
    @Cctvcamerastory 2 ปีที่แล้ว +5

    ہمارے دادا نے زندگی میں ساری جائیداد بیٹوں کو دے دی اور بیٹیوں کو محروم کیا اور اب میرے آبا نے بھی ایسا ہی کیا اور ساری جائیداد بیٹوں کو گیفٹ کر دی اور بیٹیوں کو محروم کر دیا مقصد صرف بیٹیوں کو محروم کرنا تھا اب بیٹیوں کو کیا کرنا چاہیے

  • @muhammadriazmoazzam2881
    @muhammadriazmoazzam2881 ปีที่แล้ว +1

    Asalamualaikum
    Meray Walid k inteqal ko 22 Saal ho gaye hai Amma aur bhaiyon ne virasat k hissay NAHI kiye
    Last year hum sisters ne Amma se hissay ka mutabla kia tou woh mana kar diye
    Unki aakhrat main asani k liye bohat dafa Quran aur hadees se samjhaya lakin woh manti
    Kia dobara taqazq karna nafarmani ho
    Aur unk mana Karne se Jo negative thoughts aatey hain uska gunnah hai

  • @reshmabawla1831
    @reshmabawla1831 3 ปีที่แล้ว +5

    I wanted to ask if a son has taken loan from his father and before the father dies he has asked to forgive that loan . So is it fair to the other children

  • @mdajaz3753
    @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว +3

    Behen Ka hissa aaj ke waqt ka bahut bada mudda hai. Lekin iska hal namumkin to bilkul bhi Nahi hai. Agar hum tamam musalman bhai behen sirf is mudde par ghaur o fikr Karen to "jahez" Jo ki hinduon Ka rasmo riwaaj hai, ko khatm Karna bahut asan ho jayega. Dekhiye kis tereh se hum ek sath do bade gunah Kar baithte hain. Ek gunah to, humne wirasat me behen ko hissa Nahi diya aur dusra gunah ki humne ye Soch Kar ke jahez Ganda, ghatiya aur qafirana aamaal Kiya ki humne to sab kuchh de Diya. Bhaiyon Allah se daro aur Uske qarib aao.

    • @aaliaiqbal4369
      @aaliaiqbal4369 11 หลายเดือนก่อน

      Bss bss ye aagye qareeb...taiba krlege or hogy maaf..ye asaan h

  • @tahirajabeen5324
    @tahirajabeen5324 หลายเดือนก่อน

    Kiray ki bilding ka kiraya bhi lena banta hy k nahi wirasat ka

  • @eramzarreen9190
    @eramzarreen9190 3 ปีที่แล้ว +2

    Asslamoalaikum... mera sawal ye hai k.. theek hai aap apne maa baap ki zindagi mein apna hissa nhi mang sakte hain lekin maan baap apne beton ko khushi se sari jaydad likhne ko tayyar rahen..aur betiyon ko is bat ki khabar bhi rahe to aise mein betiyon ko kya karna chahiye???
    Plzz reply

    • @kasifwarsi
      @kasifwarsi 3 ปีที่แล้ว

      Court jaiye aur kya kar sakti hain

    • @eramzarreen9190
      @eramzarreen9190 3 ปีที่แล้ว +1

      @@kasifwarsi court to nhi ja sakte bhai..lekin apne Abba Amma ko Allah k liye maaf kar dungi..apne maan baap Ko akhirat mein saza hote hue nhi dekh sakti

    • @aneefshaik836
      @aneefshaik836 2 ปีที่แล้ว

      @@eramzarreen9190 Naa!
      Allah ka Nabi Sallallahu Walihiwa Sallam ka Ahdees hai.
      Ek sahabi ne Allah ke Nabi Sallallahu Walihiwa Sallam ke pass aye, aur bolne lage Allah ke Nabi Sallallahu Walihiwa Sallam, mera beteku kuch dena chahta hun? , Allah ke Nabi Sallallahu Walihiwa Sallam ne puche ke dusre betonkubi deraheho? Tho vo sahabi farmaye "nai" .
      Allah ke Nabi Sallallahu Walihiwa Sallam ne farmaya, thum muje zulum pe gavayi mangraheho.
      Jo kuch bi dena hai, sab ku barabar do, agarse nai hua tho kisi ku math deo.
      Maaf tho hojayega na Meri bahen.
      Lekin is maaf ka chakkar me dheen ku thukda thukda kardiye.
      Ek hai hukukullah.
      Aur ek Hukukul ibaad.
      Pahle case Allah aur uske bande ke biich ho tha hai.
      Lekin dusra case bande aur bande ke biich hotha hai.
      Uno aapku chiij deneke baad aap fir unku vapas karke dikhao.
      Aapku bi Aulad hai tho aisa maaf karna un aulad pe aap zulum kare jaisa.

  • @hamzaameer2737
    @hamzaameer2737 4 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @amreenbegum5860
    @amreenbegum5860 ปีที่แล้ว +1

    Mere husband mujhe aami baba se hisa leyo bolke. Ladhte hai mai nahi mane to mai ghune gar bolre kya mai ghune gar hoti

  • @sabachowdhary72
    @sabachowdhary72 ปีที่แล้ว

    Hamare baap or bhai ne ammi k guzarne k baad deeds banayi hai k maa ki property me sirf 2hisse jisme 2bhai hogy or baap ki property me deeds banake bade bhai ne adhe se zyada hissa apne nam krwa liya hai or uska kehna hai k deeds bn gyi hai ab dekhunga kon kya bigadega mera to aise me Allah ka kya hukm hai haq khane wale ki kya saza hogi

  • @uzmasiddiqui1150
    @uzmasiddiqui1150 4 ปีที่แล้ว +5

    Waledain ke inteqal k bad agar bhai behno ko hissa na de to kya anjam hoga?

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      Phir to Bhai ki duniya me bhi aur aakhirat me bhi Khair ni. Isliye Apne Bhai ko samjhayen aur Us bhai liye Allah se dua bhi karen. In sabke ke liye zarurat hai pahle khud ko Allah ke taraf ruju Karen.

  • @fathimazaheraarfath4940
    @fathimazaheraarfath4940 3 ปีที่แล้ว

    Mashaallah subhanallah

  • @saveranadeem4135
    @saveranadeem4135 3 ปีที่แล้ว +1

    Agar beytiyo k sath na insafi ho unko wrasat mai hissa nai diya ja rha or wo is pay khamosh rhyain to thk hay? Unko case kr k apni zameen ni lyni chiya?

    • @aneefshaik836
      @aneefshaik836 2 ปีที่แล้ว +1

      Assalamualaikum! Case lagakar leni chahiye.
      Kisika koi haq nayye ke bahenonku hissa nai diya Jaye.
      Aap court Jaye, INSHAALLAH insaaf milega.

    • @saveranadeem4135
      @saveranadeem4135 2 ปีที่แล้ว

      @@aneefshaik836 😇😊👍

  • @nasarinkhan9909
    @nasarinkhan9909 3 ปีที่แล้ว

    Ye to shi h jagde hote h.....virasat bnane se sab valid ki marji samaj k man lete h...I think it's right

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      To aap hamesha ke liye namaz padhna shuru karen aur Apne gunahon ki maafi mangen, Deen sikhen Ghar ke baakiyon ko bhi sikhyaen aur Kam se 2 ya usse zyada Jaankaar aur parhezgar aalimo ko bitha Kar wirasat Ka bantwara karayen.

  • @mahiansari4754
    @mahiansari4754 3 ปีที่แล้ว

    Asslamualekum Sir mere abbu ne do shadiya ki hai aur pahli bibi se do bete hi aur dusari se mai yani ak beti hi lekin mere abbu ab kuch maah se pahli bibi ke pass chale gaye hi aur wahi par rah rahe hi aur saari property beto ko hiba kar diya hi jabki hamko meri ma ko kuch bhi nahi diya hi na paise na property mai bahut pareshan hu aap kuch slah do

  • @rubinasheikh5743
    @rubinasheikh5743 3 ปีที่แล้ว +8

    Are asal bat to hui nahi ki agar waldain nahi h aur betiyon ka hissa nahi diya Sirf ek bete ko hi sab dekar chale gaye to kya karen

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว +2

      To aap Kam se Kam 2 ya 2 se zyada Jaankaar aur parhezgar aalimo ko bitha Kar wirasat Ka bantwara karayen, Inshallah aap sabhi bhaiyon aur behno ko apna apna haq milega aur aapasi mohabbat bhi badhegi. Aisa khud hamare sath hua hai.

    • @ghazalashah9726
      @ghazalashah9726 3 ปีที่แล้ว

      Agr walidin ka inteqal ho gaya h to bhai apne bahen ko hissa de

    • @aneefshaik836
      @aneefshaik836 2 ปีที่แล้ว

      Assalamualaikum! Court Jaye sahi tatiqe se nai sunretho

  • @SmartTechAndTrade
    @SmartTechAndTrade ปีที่แล้ว

    Phir bolte phophiyan achi nahi hoti unki haq talfi karonge to kis insaan ka dil nahi dukhega

  • @FollowersofAllah.
    @FollowersofAllah. 3 ปีที่แล้ว

    Plz Plz jawab dijiye
    Kya koi scheme jisme hum Paisa kharch karte hai hamare daily use k liye jaise Ghar ka khane piney ka samaan, jiske badle me discount milta hai aur kuch paise samaan kharidne par hamare account me aatey hi rehte hai ,to kya wo paise jayaz hai ya haraam ????
    Aur agar haraam bhi hai to kya hum scheme ka fayda utha kar wo paise se gareebo ki madad kar sakte hai kya?????

  • @mumtazalam5176
    @mumtazalam5176 ปีที่แล้ว

    Agar waleden ka baad jhagde ka aur doosre bade bhayyo se beimani ka andesha ho to kya kare

  • @letsenjoynaturelife9918
    @letsenjoynaturelife9918 4 ปีที่แล้ว +2

    Agr beta ko de dia hua hai maa bap ne.tu betian mang skti hain kia

  • @md.zafaraftab2550
    @md.zafaraftab2550 4 ปีที่แล้ว

    Alhamdulillah

  • @Maa-Maaz
    @Maa-Maaz 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai, walida nai deti walid k inteqal k baad,

  • @ayeshamirza1289
    @ayeshamirza1289 4 หลายเดือนก่อน

    Assalamu alaykum per mere papa ne ham se kabhi taluk nahi rekha ..maa kintekal ke baad dusri ma k buccho k saath ristha rekha hai...hum se koi taluk nahi rekha or zamino me hamara naam nahi dal rehe hai ...dusri maa k buccho k naam rekha hai ..hamara nahi buchpun se hum baap ke pyar se na ummid rehe hai ...hum cahte hai k kya hum Cort se hamare naam daal skte hai ...yeh jaij hai ...

    • @ayeshamirza1289
      @ayeshamirza1289 4 หลายเดือนก่อน

      Hum cahte hai k Charo ko sarkha hissa mile ...

  • @tabassumsiddiqui1641
    @tabassumsiddiqui1641 4 ปีที่แล้ว +4

    Assalamualykum bhai, y sach h k walid k guzar jany k bad (deen ki kami ki wajah se) wirasat k liy jhagdy hoty h to kya walid ye nahi kar sakty k hissy kr de ye keh kr k, ye mery marny k bad ye takseem krdena jo my ne wasit ki...

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      Aap is taqrir ko phir se sunen aur bar bar sunen. Inshallah samajh aa jayega

  • @JavedAhmad-bq5yf
    @JavedAhmad-bq5yf 2 ปีที่แล้ว

    3 bahen h or 1 bhai h to unme hissa kaise lagaya jayega plzz answer this question .....plzz...............

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 ปีที่แล้ว

      Divide by 5. 1+1+1 sisters and then +2 for one brother who gets 2. Then whatever the answer is multiply by 2, give that to the brother, and the rest equally between sisters

  • @mohdahmedsadiq
    @mohdahmedsadiq 2 ปีที่แล้ว

    Assalamu faiz sir mera father ki death ho gayi 10 years ho gaya per Mera maa ku 1,50,000 ata house ko chodkar meri maa ka naam per hai documents per wo mugha nahi data per wo aur mere 2 brothers hai there are living together sir mugha app ko call karna hai plz sir help me

  • @zulukhan1348
    @zulukhan1348 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai wirasat ab inshaf se nhi milti jo maa baap ka ladla ho yaa ladli ho aaj kl ke maa baap bhi sabka hak marke apne ladle ladli ko de dete hai or zhut bhi bolte hai nhi bole usne apne mhenat se kama ke liye hmne kuch nhi diye ...bhot afsos hota hai 😔

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      Kam se Kam Apne maa baap ke Khair ke liye aisa na bolen aur pehle khud ko Allah ke taraf ruju Karen, Deen sikhen. Aksar Deen ki Kam jaankari hone se hum log Apne Bhai aur behno se jhagadte hain aur unki burai bhi bayan karte hain.

    • @zulukhan1348
      @zulukhan1348 3 ปีที่แล้ว

      @@mdajaz3753 or jo bhai bhen hmara or hmare bacho ka hissa khake hmare bacho ko hi nicha dikhate hai hmm to Allah rha me sab cchod diya pr hmare bacho ko nicha dikhate hai uska kya hmare bacho ka hak khake unlogo ko hi mazak udate hai to kya hme bura nhi lagega

    • @zulukhan1348
      @zulukhan1348 3 ปีที่แล้ว

      @@mdajaz3753 or bhai sabar ki bhi 1 had hoti hai hmne kiya becho ko samjhaya bache samajh bhi gaye pr hmesa taane bache bhi berdast nhi kr sakte bekufo me ginti hoti hai had se jada bardast krna bhi julum krna or julum bardast krna dono gunha hai samjhe

    • @zulukhan1348
      @zulukhan1348 3 ปีที่แล้ว

      @@mdajaz3753 Allah hmare maa baap ko lambi shehat bheri zindegi de lekin unlogo 1 awlad ke teref pyar hi pure ghar ka mhol kherab kiya hua hota hai na hak chahe koi bhi ho awlad ya maa baap galat to galat hai or galat ko galat bolna koi gunha nhi hai

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      @@zulukhan1348 Behen Kisi ke nicha dikhane se koi zaleel Nahi ho jata. Agar Aapke Bache haq ki Raah me hain to Kisi ke bas ki bat nahi ki unhe zaleel Kar Len. Allah chahe jise izzat de de aur Allah hi chahe to Kisi ko zaleel Kar de. Bachon se bolen ki Allah par yaqin rakhen, Allah se Daren, Allah se mohabbat karen, Allah se gumrah logo ke Shar se hifazat ki talab Karen, Apne mama ki salahiyat ke liye dua Karen. Main bhi Allah se aap tamam behno ke liye dua karunga, Inshallah.

  • @ImranShaikh-nu5yp
    @ImranShaikh-nu5yp 2 ปีที่แล้ว

    Jiskey 3 betey ho or 1 beti ho tb beti ku or betey ku virasat m Kitna hissa milega

    • @aneefshaik836
      @aneefshaik836 2 ปีที่แล้ว

      Pahle jo bi aapke Abba ke nam hai vo poora kare,
      Kuch hissa vasiiyat ke naam hai tho vo bi ada Karen, fir bacheso,
      Agarse aap ke maa abi zinda hai tho
      Poora hissa se 1/8 dede.
      Aur remaining bacheso usku 7 parts kare,
      Fir 2 hisse Betey ku,
      1 hissa beti ku.
      De.
      Ye hai Mota usul.
      For more details, contact any mufti or Alim.

  • @drsaimasarwar9222
    @drsaimasarwar9222 3 ปีที่แล้ว

    Meraiy Walid ki sirf daughters thin, to unki apni khalis kamae hui ka ehkam kia he ,us me cousins ka hissa bhi tha according to laws?

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 ปีที่แล้ว

      Haan, sirf beta wirasat ko block kar sakta hain is hi liye sab beta chaty hain. Betiyo ko adha milna ta aur baki marhoom k behn bhaiyo ko jata ya un k walid ko, pir woh paisa agy cousins ko hi wirasat meh milta hain

  • @mazharansari1381
    @mazharansari1381 4 ปีที่แล้ว +3

    Mgr hazrat mene to suna hai Walden ko apni Zindagi me hi warasat taqseem kr Dena chahiye

    • @bloomingstarsofartycraftyb5651
      @bloomingstarsofartycraftyb5651 4 ปีที่แล้ว +1

      Ji tareeqa to yhi sahi hai par ye zimmedaari waliden ki hai apne hoshohvaas sahi rahte, par jo aulad mangti hain hissa, vo to ghalat hai

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      @@bloomingstarsofartycraftyb5651 waledain ki zimmedari hai Apne aulad ko Nek banaye aur Nek Amal Karne ko bataye. Agar Kisi wajah se maslan gharibi ki wajah se ya koi aur wajah se Nek aulad Nahi Bana paye to aulad ki bhi to zimmedari hai ki wo Deen ko Jane, sikhe aur phir us par Amal bhi kare.

  • @almasshaikh1074
    @almasshaikh1074 3 ปีที่แล้ว

    Assalam w alaykum, mere walid ne inteqal se pehle apni jaydad mere bade bhai ke bete ke naam kardi ya unlogon ne zabardasti karwali. Hum ne jab poocha deen ka ilm janne walon se to unhone kaha ke abba ki jaydad hai woh kisi ko bhi de sakte hain. Kya ye sahi hai?

    • @IRCTV
      @IRCTV  3 ปีที่แล้ว

      Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      almas shaikh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare
      +91-80-5545-5545

  • @husnahassain4114
    @husnahassain4114 4 ปีที่แล้ว

    Ur right 😊

  • @bintulhodebiah5703
    @bintulhodebiah5703 3 ปีที่แล้ว +1

    Agr waliden na ho tab hissa kis trh liya jayen

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      Kam se Kam 2 ya usse zyada Jaankaar aur parhezgar aalimo ko bitha Kar wirasat Ka bantwara karayen.

  • @tehzeeb7954
    @tehzeeb7954 3 ปีที่แล้ว +1

    Walid se virasat ki mang karne ki wajah ye hai ki jo zameen hai wo dada ki hai, to kya ladkiyon ko haq nahi hai

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      Dada ke hisse me se Jo abba ko milega usme se Aapko bhi aur Baki Bhai aur behno ko bhi milega.

    • @sajeenmukadam4373
      @sajeenmukadam4373 3 ปีที่แล้ว

      Dada ki wirasat me pehle unke sare bachcho ko milna chahiye

    • @tehzeeb7954
      @tehzeeb7954 3 ปีที่แล้ว

      @@sajeenmukadam4373 haa ji, dada ki viraasat unke baccho me divide hogayi, jo mere abba ke haq me aya tha usme sirf beto ne baantliya

  • @syedashaziya1983
    @syedashaziya1983 4 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum qariyat shaiq

  • @myofficeon
    @myofficeon 5 หลายเดือนก่อน

    He is misguiding people! Already parents do so much injustice. So it is not wrong to demand one's share from parents when they are alive. Because brothers usually eat up the properties of sisters' share too.

  • @Saimsk873
    @Saimsk873 11 หลายเดือนก่อน

    Bohot zaroori sawal hai

  • @Saimsk873
    @Saimsk873 11 หลายเดือนก่อน

    Laken sawal parsnalli puch na chate. Hai

  • @ayeshaansari68098
    @ayeshaansari68098 2 ปีที่แล้ว

    Maa ke hissa m kitna huq hota h bacchon ko

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 ปีที่แล้ว

      Wohi jitna baP k wirasat meh milta hain

  • @Shaikh0824
    @Shaikh0824 3 ปีที่แล้ว

    Walid ki virasat kitni hain or kaha hain yea sab aulad ko pata hona chahiye taki Walid k inteqal k baad wo apne bhai behan ko bara bar ka hisa dey..... Or app ko pata hona chahiyeay k India main documents ka kitna masla hain maar nea k baad baap ka death certificate lay office office ghumna property ko transfer karnea k liyea us sy acha hain k Walid zindagi main property apni aulad bara bar main hisa kardey.... Walid property virasat apni aulad k liyea banaty na k maarnea k baad government ko deynea k liyea........ App din or duniya k hisab sy bayan dey...

  • @shaikshabbir7749
    @shaikshabbir7749 2 ปีที่แล้ว

    Fazay bhai

  • @najminsultana6496
    @najminsultana6496 3 ปีที่แล้ว

    ❤️❤️❤️❤️

  • @tanzeemsiddiqui3041
    @tanzeemsiddiqui3041 3 ปีที่แล้ว +3

    Bhai bad m hissa nhi dete h behno k hak mar dete h behne hisa mange to milna band kr dete h

    • @jabeenowaiskhan7438
      @jabeenowaiskhan7438 3 ปีที่แล้ว

      Absolutely ryt mere sath ESA hua hai

    • @aneefshaik836
      @aneefshaik836 2 ปีที่แล้ว

      Assalamualaikum! Koi Baath nayye, lekin aap legal tariqe se approach kare.
      Aap ke(bahen) haqq marke milna band karnese kuch faida nayye. Please aap court jayiye, insaaf hojayega INSHAALLAH., aise bhai nai milna acha hai jo bahen ka haqq marke muh piratha hai.
      Pahle samjaye,
      Agarse man nahi rahetho fir aap court pe Jaye, unse nai milnese gunah nai hoga INSHAALLAH.

    • @aaliaiqbal4369
      @aaliaiqbal4369 11 หลายเดือนก่อน

      Behno ko Milna q h chhoro

  • @shaikhmukhtar614
    @shaikhmukhtar614 3 ปีที่แล้ว

    Assalam o alikum.1beta hai uske nam puri property kar diye walid ne.aur betiyon ko shadi kardiye aisa kahte.

    • @shaikhmukhtar614
      @shaikhmukhtar614 3 ปีที่แล้ว

      Iski wazahat kijye.jazakallah

    • @aneefshaik836
      @aneefshaik836 2 ปีที่แล้ว

      Assalamualaikum! Nai.
      Vaisa nai bol sakthe. Virasat apne Abba inteqal ke bad hotha hai.
      Bete shadi nai karlethe?
      Agarse dowry bi dina, usme beti koi galti nayye.
      Apka hissa aapka hi hai.
      INSHAALLAH, haq pe hai tho, court jayiye, insaaf ho ga INSHAALLAH.

  • @sabbankhan3768
    @sabbankhan3768 9 หลายเดือนก่อน

    Bhai baliden ko apni zindagi me virasat likh kar jana chahiye taki bad me bhai pr bahan me jhagda na ho

  • @Im.a.yousuf.freefireamazin2786
    @Im.a.yousuf.freefireamazin2786 4 ปีที่แล้ว +1

    हमारे वाली देन बहुत अमीर है और हम तीन बेटियां हैं और हमारे अब्बा ने हमें कुछ भी नहीं दिया तो इससे क्या समझे मेरा मतलब है कि सही है या गलत यह मेरा सवाल है बताइए और अब हमारे अब्बा हुजूर वफात हो गए हैं और हमारे दो भाई भी हैं लेकिन हमें वाली देन के विरासत में से कोई भी हिस्सा नहीं चाहिए ओर सिर्फ मैं यह जानना चाहती हूं कि यह सही है या गलत क्या इससे वालीदैन को आखिरत में पकड़ हो सकती है क्या अगर नहीं तो हमें कोई हिस्सा नहीं चाहिए।

    • @delhishanki8931
      @delhishanki8931 4 ปีที่แล้ว

      Aap k walidaen ki koi pakad nahi hogi inshaALLHA

    • @bloomingstarsofartycraftyb5651
      @bloomingstarsofartycraftyb5651 4 ปีที่แล้ว

      Mam, do hi raaste hain ya to aap apne bhaiyo se apna hissa le zabardasti, ya phir aap apna hissa maaf kar dijye, taki aapke waliden ki pakad na ho akhirat me, kyunki bahen aksar ye dekha gya hai ki waliden ki vafaat ke baad agar aap bhaiyo se hissa mangti hain aur vo dena na chahe, to bhai log rishta hi bahno se khatam kar dete hain, aur jo bhai haq aur insaf pe rahne vale hote hain vo na sirf hissa dete hain bulki muhabbaton se apni sisters se rishta bhi bnaye rakhte hain, aur kuch sisters bhi aisi hoti hain jo apne hisse maaf kar deti hain bina dil ko maila kiye, so it's total depand on you and your brother

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      @@bloomingstarsofartycraftyb5651 are waah, aur Bhai Ka kya hoga qayamat ke roz?

  • @MrGYPSYSPADE
    @MrGYPSYSPADE 4 ปีที่แล้ว +3

    un maaon kay barray mein bhee bata dein jo damad aur betiyon kay sath apnay showher ki wirasat pey siyasat karein , ladkiyan sub ki tarah yeh boltee phirein ke humaray yahan ladkiyon ko hissa naheen detay. Aur maa ladkon kay ghar per rahein. bahu say khidmat kharcha wagaira bhee lein. typical indian mian bhai jahil ki tarah aur 30 salon say wirasat ladkon ko lenay bhee na dein. Aisi maaon ka kya hoga? Aisi maon say un kay ladkay agar nifrat naheen karein gay to kya kareingay? Asking for a friend haha

  • @SMARTMS123
    @SMARTMS123 ปีที่แล้ว

    Hamare bhai bolate Hain bahanon ka hissa nahin hota

  • @firozibegum4811
    @firozibegum4811 4 ปีที่แล้ว +1

    Kuran ijjat deta hai ladhkio ko hissa dene ka. ..ap kya padhe hai pata nahi

    • @mdnazimakhtar9229
      @mdnazimakhtar9229 4 ปีที่แล้ว

      Jindegi me virasat dene Hai ye intikal ke bad aap bataye

  • @benazeerkhan4532
    @benazeerkhan4532 3 ปีที่แล้ว

    However your lecture did not completely adresses the issue with full preview about the share of girls.. India and Pakistan have been the nations which carry a good size of muslims but how many of them really follow this shariat of giving their daughters and sisters their due share in parental property..

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      Why don't you do a survey on this issue in India and Pakistan. You must do it. If your intention will be honest in survey then entire world will appreciate you. Inshallah.

  • @mazharansari1381
    @mazharansari1381 4 ปีที่แล้ว

    Ab sahi Kia hai Galt Kia hai

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      Deen ko jaanoge Deen ko sikhoge to pata chal jayega.

  • @abc-tk7vu
    @abc-tk7vu 2 ปีที่แล้ว

    Yeh bakwas krta.. Iska mtlb hai k phr uske bete tab tak rent pr rahay

  • @syedmahmood7265
    @syedmahmood7265 3 ปีที่แล้ว

    Moulana sab margaye so wale kaise batinge, maa baap se bheekh mango bolre, aap boys/ka side lere per girls ku 0 dere

  • @nasrinshaikh5393
    @nasrinshaikh5393 3 ปีที่แล้ว

    Dada ke wirast me poto ka hissa hona chaiye

    • @mdajaz3753
      @mdajaz3753 3 ปีที่แล้ว

      Dada ke hisse me se Jo abba ko milega usme se Aapko bhi aur Baki Bhai aur behno ko bhi milega.

  • @shahbazalam2953
    @shahbazalam2953 2 ปีที่แล้ว

    एक मेरा मसला है जैसे पिता की 5 औलाद सब को हिस्सा मिल गया है 1 भाई को 20 रुपया 1 भाई को 20 रुपया 1 भाई को 20 रुपया 1 बहन को 10 रुपया 1 बहन को 10 रुपया सर्वे से पहले बटवारा होगया है और 1962 में सब के नाम की संपत्ति हो गया है जिस में 1 भाई लावल्द हुए उनका सम्पति 20 रुपया हुआ उस के मृत्यु से पहले 2 भाई 1 बहन की मृत्यु हुई उनके बच्चे है और लावल्द भाई मृत्यु के बाद 1 बहन की मृत्यु हुई 2004 में और मुस्लिम लौ के मुताबिक इस का प्रमाण 1982 का फतवा भी है बिहार पटना का है और मेरे पिता जी के ममेरे भाई आपस मे लिख लिए है कहते है हिस्सा नही होगा इस का प्ल्ज़ जवाब दीजिये या इस टॉपिक पे वीडियो बना है आप के चैनल पे तो लिंक sare कीजिये