Jo hamara 3 phase power aa raha hai isolator se unit me wo pahle contector me jayega na qki sppr ka kaam to 3 phase power batana hai ye mamala samjh me nahi aaraha haai
Mcb se three outdoor ko aur saath hi saath indoor controller ko bi jaenga . Jab tak three phase power barabar wahi hoga . Indoor controller output nahi denga.
AK video outdoor to indoor ka bnao bro 👍
Nice explanation
Nice 👍👍
👍
Kya ham compressor ko direct contactor ke through chalate hai. Agar chalate hai to phir sppr ham kaha ise karenge
Contactor ke coil ko indoor controller power araha hai, aur indoor controller mein inbuilt sppr hai.
Jo hamara 3 phase power aa raha hai isolator se unit me wo pahle contector me jayega na qki sppr ka kaam to 3 phase power batana hai ye mamala samjh me nahi aaraha haai
Mcb se three outdoor ko aur saath hi saath indoor controller ko bi jaenga . Jab tak three phase power barabar wahi hoga . Indoor controller output nahi denga.
Good ❤
Contacter me side chip type kya hota hai bhai
Usse SNUBBER khete hai. Voltage spikes and surges se bachane ke liye.
@@hvacsupporttechie dhanyawad sir
Kitne mm ka wire use Kiya hai
5.5tr. And 8.5tr 6sqmm , 11tr 10sqmm , 22tr 16sqmm , copper cable. Flexible polycab. Standard from material inventory.
❤🎉😅
Its inbuilt in idu controller, if you see the whole video i have explsined in that.