जय माता रानी शक्तिपीठ जब सतयुग मे जागृत हुआ तो कलयुग मे साक्ष्य कैसे मिलेगे वेद,पुराण,उपनिषद पढते ह तो साक्ष्य मिलते ह 1= मां हिंगलाज शक्तिपीठ 2=मां ज्वाला शक्तिपीठ 3=मां कामाख्या शक्तिपीठ 4= बांग्लादेश मे ह शक्तिपीठ और बाकी रिसर्च अभी जारी है जय माता रानी 🙏
Bhaiya naina devi maa ki history ka bhi please aap podcast kijiye and we are so happy aap ek ek karke hmare dev bhoomi ke har mandir ki history vha ke native pujari varg se baat krke hmare samne podcast ke through la rhe hai. Great work bhaiya Jai mata di har har mahadev 🙏🏻🕉️🙏🏻
Even Mahant Rajender Giri ji (Mahant Baba Balak Nath Temple) once mentioned that history details of Balak Nath Temple Mahant data was destroyed due to various fire tragedies in Jwala ji.
जय माता रानी जब मां ने देह त्यागी तब मां का प्राण तत्व ज्योति स्वरूप प्रकट हुआ वो ज्योति यहा स्थापित हुई 🙏 शिव पुराण मे पढा ह मैने आप भी पढ सकते ह कन्फर्म करने के लिए जय माता रानी 🙏
Jab yudh mai mahadev ji ne maa kaali ke aage let kar unka krodh shant Kiya aur maa ka pair shiv ji par par gaya to maa ko bahut dukh hua, us paap ke nivaaran ke liye maa kaali ne kai hajaar sal mahadev ji ki shivling bna kar tapasya ki ek anguthe par khare ho kar, vo shivling aaj bhi hai kaleshwar mahadev mai, mandir ka nam hi hai kaali naath kaleshwar mahadev. Shiv ji ne prasann ho kar maa ko darshan diye to tap ke tej se maa ke sareer se Jyoti roop mai Agni nikalne lagi. Us Jyoti ne Kanya ka roop liya aur maa kaali ko maa aur shiv ji ko pita ji kaha. Devtaao ne us Kanya ka naam jwala rakh diya. Shiv ji ne maa kaali se vapis kailash chalne ko kaha, maa ne jwala ji se bhi kaha ki hamare sath chalo, par jwala ji boli ki nahi maa pita ji mai to yahin reh kar aapki tapasya karungi. Is tarah vo Kanya roopi jwala yahin kalidhaar parwat par reh gai aur aaj bhi yahin hai. Tab kaali maa ne jwala se kaha ki beti aaj ke baad se jaha kahi bhi meri pooja jagran ityaadi hoga waha tumhaare prateek ke roop mai Jyoti prajawlit ki jayegi tab hi hamara pariwar poora hoga, tab se hi maa ko jyota wali maa kaha Jane laga . Bholenath ke sang maa parwati ji aur putra Ganesh aur sath mai beti Jyoti ke roop mai Jyoti jalani parti hai
Ye hume ek saadhu maharaj ji ne bataya tha kaleshwar mahadev mandir mai hi. Ve waha tapasya kar rahe the to un se mandir ka itihaas pucha tha tab unhone ye katha sunaai thi.
@wearehimachal Aisa to humne nahi kaha , jaha devi hain vo shaktipeeth hi to hain, is vedio ke anusaar to chintapurni bajreshwari baglamukhi chamunda devi temple bhi shaktipeeth nahi sidhh peeth hain jabki waha bhi to ang gire the. Ye faaltu ki behas hai.
Jai kara meri maa jwala devi ka bol sacche darbar ke jai 🙌🙌🙌
pandit ji bahut acchhe bol rhe hain. samajhne me asaani ho rhi hai.
आप सही कहा रहे है हमारे हिन्दुओ का पैसा हमारे मंडियो और सनातन धर्म के उद्धार के लिए यूज़ होना चाहिए
जय माता दी 🙏🏻🙏🏻
Jai jwala♥️♥️
Jai chandi jwala ma❤
Jai guru ji jai babaji jaimatadi
Jai mata di
Jai mata di ji ❤❤❤❤❤❤
Jai Mata Rani di
Jai maa Jwala Mukhi ji
Very nice podcast 👌
Jai Bhagwati Maa Jwala ji 🙏
JAI MATA DI🙏🏻🙏🏻🙏🏻
One of the best channel. 🙏🙏🙏🙏🙏
Humbled. Thanks.
@wearehimachal bhai chamunda devi or bajinath ka podcast le aao plz 🙏
@Ishaanpodcast trying
@wearehimachal thanx bai ji. 🙏
Jai ma jwala
Jai jawala mata ki
जय माता दी । चैनल बहुत अच्छा काम कर रहा है । कटबाल टीम को बहुत-बहुत बधाई।
Dhanyawaad
जय माता रानी
शक्तिपीठ जब सतयुग मे जागृत हुआ तो कलयुग मे साक्ष्य कैसे मिलेगे
वेद,पुराण,उपनिषद पढते ह तो साक्ष्य मिलते ह
1= मां हिंगलाज शक्तिपीठ
2=मां ज्वाला शक्तिपीठ
3=मां कामाख्या शक्तिपीठ
4= बांग्लादेश मे ह शक्तिपीठ और बाकी रिसर्च अभी जारी है
जय माता रानी 🙏
Aap kehna kya chahte ho?
Jai maa Jwala ji
Bhaiya naina devi maa ki history ka bhi please aap podcast kijiye and we are so happy aap ek ek karke hmare dev bhoomi ke har mandir ki history vha ke native pujari varg se baat krke hmare samne podcast ke through la rhe hai. Great work bhaiya Jai mata di har har mahadev 🙏🏻🕉️🙏🏻
Is week we are launching one video. After that naina devi ma ka release ho raha hai...Har Har Mahadev
Even Mahant Rajender Giri ji (Mahant Baba Balak Nath Temple) once mentioned that history details of Balak Nath Temple Mahant data was destroyed due to various fire tragedies in Jwala ji.
जय माता रानी
जब मां ने देह त्यागी तब मां का प्राण तत्व ज्योति स्वरूप प्रकट हुआ वो ज्योति यहा स्थापित हुई 🙏
शिव पुराण मे पढा ह मैने आप भी पढ सकते ह कन्फर्म करने के लिए
जय माता रानी 🙏
bahut badhiya information di hai apne
jai mata di
Pharbu g mara Babain kurukshetra Haryana may Furts ki Radyi h kaam ko top ten nhi h Pharbu g kerpa rakhana
Jab yudh mai mahadev ji ne maa kaali ke aage let kar unka krodh shant Kiya aur maa ka pair shiv ji par par gaya to maa ko bahut dukh hua, us paap ke nivaaran ke liye maa kaali ne kai hajaar sal mahadev ji ki shivling bna kar tapasya ki ek anguthe par khare ho kar, vo shivling aaj bhi hai kaleshwar mahadev mai, mandir ka nam hi hai kaali naath kaleshwar mahadev. Shiv ji ne prasann ho kar maa ko darshan diye to tap ke tej se maa ke sareer se Jyoti roop mai Agni nikalne lagi. Us Jyoti ne Kanya ka roop liya aur maa kaali ko maa aur shiv ji ko pita ji kaha. Devtaao ne us Kanya ka naam jwala rakh diya. Shiv ji ne maa kaali se vapis kailash chalne ko kaha, maa ne jwala ji se bhi kaha ki hamare sath chalo, par jwala ji boli ki nahi maa pita ji mai to yahin reh kar aapki tapasya karungi. Is tarah vo Kanya roopi jwala yahin kalidhaar parwat par reh gai aur aaj bhi yahin hai. Tab kaali maa ne jwala se kaha ki beti aaj ke baad se jaha kahi bhi meri pooja jagran ityaadi hoga waha tumhaare prateek ke roop mai Jyoti prajawlit ki jayegi tab hi hamara pariwar poora hoga, tab se hi maa ko jyota wali maa kaha Jane laga . Bholenath ke sang maa parwati ji aur putra Ganesh aur sath mai beti Jyoti ke roop mai Jyoti jalani parti hai
ye kaun se puran mein likha hai ?
Ye hume ek saadhu maharaj ji ne bataya tha kaleshwar mahadev mandir mai hi. Ve waha tapasya kar rahe the to un se mandir ka itihaas pucha tha tab unhone ye katha sunaai thi.
@yogeshaggarwal2107 aap ye keh rahe ho ki ye shaktipeeth nahi hai?
@wearehimachal Aisa to humne nahi kaha , jaha devi hain vo shaktipeeth hi to hain, is vedio ke anusaar to chintapurni bajreshwari baglamukhi chamunda devi temple bhi shaktipeeth nahi sidhh peeth hain jabki waha bhi to ang gire the. Ye faaltu ki behas hai.
@@wearehimachal bhai jaha jaha angg gire himachal mein ve hai, jwala ji mein jiwha, kangra mein baaya vaksh, naina devi mein nain, chamunda ji mein charan girre the
Bhai Kangre wali mata Brajeshwari pe bhi ek video banaye!
Jarur. Banana hai. Waha kisi se contact karwa sakte ho brijeshwari mein?
@wearehimachal sorry bhai main shimla se hoon, mera koi contact nahi hai... 🙏
@@sharatsood9034 Koi baat nahi. main dhundh lunga. Thanks.
Jai Maa Jagat Jananni🙏🪔, Bhaiya loved the initiative that you're taking. Let me know if you need any support in any way. Would love to contribute.
Thank you.
🙏🥥🍇🍎🍒🍉🌻🛕
Jai mata di
Jai Maa Jwala Ji
Jai mata di