Sir plzzz reply Welder trade s hu me to fliter k notification aaya h ki....ap bhar skte ho welding me ??? To ppr me kya padai kru welder ya fliter??? Kuch clear ni h qki????
Sir ji jisne CTI kar le hai wo bhee bher sakte hai kya sir Kya ye permanent vakancy hai sir Paper kaisa aata hai sir Paper kab hoga sir Haryana wale bhee bher sakte hai kya sir Fitter ki vakancy bhee hai kya sir
Sir Bharat skills ki nimi ki theory kafi hai kya electronic mechanic wali post ke liye? Aur kya mai mppsc ki preparation sath mai kar paun,itna time milega kya. Request hai sir ,thoda bata dijiye 🙏
Mo sub Engineer and ITI TO me kya best h
Mera bhi dono me selection hua he kya choose karu
@harishkumar3969 kya krne wale ho
@@manumishra1881 abhi decide nhi kiya
Confused
sir iti principal ki job profile kesi hoti he?i have cleared written and appearing for interview for this .
Ur mi 1 waiting hi trade electrician any chance 2024
😂😂🤣🤣teacher ban kr dekho pta chaljayega
what is diffrent iti teacher and iti traning officer
Sir ye job 5 days working days hota h kya week me... please btaye sir 🙏🙏🙏
Ha mp me hai abhi 5day working ka
Selection process. Kaise hota h isme pls ek video banaiye or ky pdhna hoga h copa trade me
Thank you sir abhi mera exam hai sir ji iti officer ki
Result ghoshit hone ke baad esb ke alawa kahin ragistration karna hoga ya seedha vibhag dwara call/ email ayega? Kripya jankari ho toh bataiye!
Mp iti ka govt. website par document verification ka order aayega.
@@JobStudyCenter dsd.mp.gov.in ya iti.mponline.gov.in?
@@JobStudyCenter khan order ayega? Hmare registered mail ID pr?
Sir maine btech kiya h to kya isme experience bhi mangte h agr selection hota h???
No Experience required
Waaao sir ek bola or video aa gya
Sir form fill karte time highest qualification me graduation bharna hai ya iti
Thank you
Sir ye abhi vacancies aayi hai iti to ki ye Jabalpur me aayi hai ya all mp me
All MP ke liye hai
@@JobStudyCenter but sir notification me jabalpur department likha hai aur post bataiyin hui hai heavy doubt please sove
Brother Madhyapradesh ka ITI Board Jabalpur hai isiliye jabalpur likha hua hai
Jabalpur me Itne Tranning Officer kya karenge
Ye vacancy sabhi district ke liye hai
@@JobStudyCenterThankyou so much bhaiya
Traning milti he kya paper' nikalne ke bad ya sidha hi pdhana padta he
promotion and growth ka kya scope hai sir
Dono ka scope bahut slow hai
@@JobStudyCenter quarter kaise milte hain sir i mean size and quality
Sir ITI TO ke bad konsa promotion hota please 🙏 batao ya promotion ko lekar ek video bana do Abhi tak ek bhi video nahi bani TH-cam pe
3 ya 4 days bad vedio aa jayega
@@JobStudyCenter video ban gai kya sir
Ismain college kaise milta hai
Sir bharti hone ke bad nikal dete he please bataiye
Kaushal vikash Kendra balo ko nikala hai but
Ye bharti iti collages ke liye hai
Sir iti TO safe job hai ya nahi.....aage jake hata to nahi dete hai
Sir hr branch me 8 hrs ki duty hoti hai kya......please bataiye sir
8 hrs duty for all branch ITI Tranning officer
Sir mere to me 77 aaye hai ST male drawing trade me kya chance hai mera
Sir selection ka baad training hoti h ya direct college🎓 mil jata h padane ko.....
Sir pls batiye motor mechanic vehicle trade balo ke liye hai kya nhi
Sir answer to dijye
Brother apke liye vacancy nhi aaya
Sir plzzz reply
Welder trade s hu me to fliter k notification aaya h ki....ap bhar skte ho welding me ??? To ppr me kya padai kru welder ya fliter??? Kuch clear ni h qki????
Fitter ki padai karo , kyu ki welder , fitter post ke liye apply kar sakta hai
Ato ka matlab iti training officer kya bheiya plz batao
Ha ji traning officer hi hota hai
Sallary kya milti hai iti to Copa ki
Sir ji jisne CTI kar le hai wo bhee bher sakte hai kya sir
Kya ye permanent vakancy hai sir
Paper kaisa aata hai sir
Paper kab hoga sir
Haryana wale bhee bher sakte hai kya sir
Fitter ki vakancy bhee hai kya sir
Only Madhyapradesh ke candidate apply kar sakte hai
@@JobStudyCenter Thank you sir
@@JobStudyCenter Thank you sir
@@JobStudyCenter Thank you sir
Enko trenning ke liye v bheja jata hai kya
CTI ka tranning hota hai
Sir civil engineering wale Bhar sakte h
Draftsman me bhar sakte hai
Hello bhai apke result k baad kya process krni pdi thi selection k lie uske regarding thodi help chahiye thi aapse kaise contact kr skta hun m
Kis trade me hua hai tumhaara
Electrician
Aaj tak hmne class nhi lii baccho ko kya denge😂
bhai dmrc ki video bnaya kro aap
Sir mera diseal mechanic m merit m h 3 number pr UR m apka number mil skta hai ky
my doubts
1)Hr din 4 theory classes and 4 hr lab classes
2)Sir week m kitne days working hoti 5 days mon-fri ya mon-sat
COVID se sat -sun off rehta hai
But pehle 2nd & 3rd sat off rehta tha
Duty 8 Hrs ka rhega
Sir Bharat skills ki nimi ki theory kafi hai kya electronic mechanic wali post ke liye?
Aur kya mai mppsc ki preparation sath mai kar paun,itna time milega kya.
Request hai sir ,thoda bata dijiye 🙏
Nimmi ki theory sufficient hai but focused study karna padega MPPSC ko chodkar
@@JobStudyCenterThank you so much sir,par mera matlab hai yeh wali job lagne ke bad,job mai rehte hue kar sakta hun kya mppsc ki study?
@@ARPIT-gm3lw kar sakte ho , workload Kam rehta hai is job me
sir iti to fitter ki teyari kaise Kare test sires offline wali kha milegi
Nimi ki book kharid lo
@@JobStudyCenter sir wo to bohot Bdi book hai time km hai kaise pad payenge use practice set mil jaye to acha hota
Nimi ke assignment pad lo bharat skill par jo hai
@@JobStudyCenter sir _aap link Bej do plz fitter se hu mai
@@rinkuprajapati6603 bharatskills.gov.in/Home/StudyMaterial?var=HIryMME3UqmQNYriQLEEFA==
Cti kinko karna rehta hai iti walo ko ya be poly walo ko ya sabhi ko
Iti balo ke liye liye
जैसे iti se to bante hai तो cti करना पड़ता है और।अगर be se to bante hai to cti nahi karna padta kya
Salary kitni banegi 2022 me 38% DA KE SATH
45000 +
bhaisaab iska result exam k baad kitne din me a jta hoga
Tumhra exam kab hai training officer ka
@@JobStudyCenter 17 dec 2022 ko
Trade kon sa hai
Electronic mechanis
@@JobStudyCenter electronic mechanics
Bhaiya copa waale kya kaaam karte hai
CTI Krte time salary milegi kya CTI ka kharcha kon dega
CTI ka kharcha mp govt. Dega
Jab CTI karne jaoge tab full salary milegi apko
क्या हम हमारी लोकेशन में ट्रांसफर भी करवा सकते हैं क्या
Ha le sakte hai
@@JobStudyCenterkese sir joining ke time kaha baat kare
Sir ap kis job me hai
Sir salary.kitni hogi ?
45000
@@JobStudyCenter first day joining me 45k ??
sir mp iti to ko gov. qauter milta hai ya nhi sir
Milta hai agar nhi milega to HRA milega
Hra kitna milega
As per City
@@JobStudyCenter aapko kitna milta hai
Bhai kis College mein classes 8 hrs lagti hai....
4 hrs class and 4 hrs practical hota hai
Iti college ka principal k liye kya process and qualifications hoti haii
Electrician ki tyyari kese kare
Nimi ki theory padkar
sir home distric Mai posting lena chaye to kaise le skte hai process
Home district me vacancy khali ho or apki merit achchi hai to mil jayega
Hra kitna milta hai
As per city
आप किस ट्रेड से है
Fitter
@@JobStudyCenter iti walo ko प्राथमिकता मिलती है या be वालो को
@@JobStudyCentersir which trade Better jaha work load Kam hota hai
Welder/plumber??? Maine 2 jagha apply Kiya hai in Maharashtra
Iti copa me kya kaam karte hai job me
Copa me Copa ke bare me padhaya jata hai computer par
Facilities?
No facilities
But job mast hai
Ghr bhi nhi milta ?
Salary ke bare me batao kitni milti hai
40000
Sir apna .nb send kro imp baat Krna
Sir aapka contact number kya hai
Hello Sir
I am Selected in ITI TO
Next Process ke liye kuch baat karni h aapka Contact number de dijiye Sir
Hy apka merit m kitna number h
Kesa experience h job ka abhi tk??