69 bpsc me marksheet number nai tha but result agya tha to marksheet number ki jgh roll no dala tha. But is baar 70th bpsc me marksheet and degree dono hai lekin OTR me education qualification edit krne ka option hi nai h abhi form nai bhara h aur mera percentage v increase hua 72.42 se 72.94 Qki last year result k time internal ka marks university ne update nai Kia tha ek subject ka isiliye.
Mera district me bhayanak flood Aya hua hai . Electricity 1-2 hr hi rahti hai . Exam ka form filling date & exam date dono extend hona chahiye sir .
Yes sir exam form fill date extend hona chahiye
Bpsc ko call kre
69 bpsc me marksheet number nai tha but result agya tha to marksheet number ki jgh roll no dala tha.
But is baar 70th bpsc me marksheet and degree dono hai lekin OTR me education qualification edit krne ka option hi nai h abhi form nai bhara h aur mera percentage v increase hua 72.42 se 72.94
Qki last year result k time internal ka marks university ne update nai Kia tha ek subject ka isiliye.
3 से char din wait ke alawa koi option nahi hai wait kijiye
@@GoaltoUpscBpsc han 10 oct k baad hi form bharenge jab sab clear hoga...
Bpsc clear krne se jada muskil Inka form bharna difficult lg rha.