Plz🙏🙏bhaiya hameh ek or janakri dijiye video ke jariye na sahi comment reply dijiye...ki Mujhe top ke liye 1510-2 pic or Bass ke liye 1000-2 pic or 50Watt ka 6 horon bhi chahiye.. Is me mujhe alag alag ahuja amplifier chahiye to kitana kitana watt ka lunga sir plz mujhe bataadijiye
@@djprincemohwadiya1002 top ke liye jo mera top rahega 1510 us me aap 4500 amplifier kyu derahe ho.....1510×2=3020 hota hai to LXA 3500 amplifoer achhah nahi hoga..
Sir ek baat batae...Ki Top mera 1510 hai 2 pic huwa to 3020 me ham Lxa 3500 amplifier use nahi karsakte hai Or bass mera hai 1010 ka 2 pic to lxa 2500 amplifier use nahi kar sakye hai Or 50 watt ka horon 6 pic huwa to usbme lxa 500 ya 450 amplifier use nahi kar sakye hai....plz sir replied ...me
Bhai mere ahuja spx 1510 ek 1300 watt ka box hota hai uska model no. 1510 hai ye box 4 ohm impedance wala hai isliye mene lxa 4500 liya hai jo ki 4 ohm per 1550 watt deta hai,yadi hum ek ek channel per dono ko lagayenge to kafi achha chalega, waise aap dxa 3502 bhi use kar sakte hai lekin uska price jyada hai aur wattage kam hai, aur jo ahuja swx 1010 bass hai wo 1000 watt ka hai 8 ohm impedance wala,to isliye mene xda 5002 liya hai jo ki 8 ohm per 1100 watt deta hai to kafi achha matching ho jayega,aur horn ke liye aap 250 watt se jyada use kar sakte hai 500 watt tak mene kam price lage isliye 250 watt add kiya tha.
Bhaiya Mera Speaker Ka Load 4000 Watt Hai Aur Mera Amplifier Total 7000 Watt Ka Aur Stabilizer 10Kva Ka Hai Aur Generator 7.5 Kva Ka Hai To Kya Main Apna Dj Setup Kis Ke Hisab Se Chalau Speaker Ka Load Ke Hisab Se Ya Phir Amplifier Ke Load Ke Hisab Se
Bhaiya 7.5 kva kirolsakar silent dj por ahuja Lxa 2400 Emplifir ahuna bass 1010 2 box or aujha Emplifir 1000 or 810 top 2 box or light horns 10 pic chalega ki nhi 🙏please bhaiya reply me
Bhai stabilizer aap jyada kva ka bhi lagayenge to koi dikkat nahi hogi stabilizer kam ka rahega to load nahi uthayega man lijiye aap 10 kva generator me 15 kva ka stabilizer laga diye to koi dikkat nahi hogi lekin o to sirf generator jitna load dega utna hi uthayega
आपका समझने का तरीका हमको बहुत अच्छा लगा सर जी
Bahut hi achha Bai
Meri problem solve ho gai
Bahut baniya janakri diya bhai aap ne
Very good 👍
Sahi jaankaari aise hi dete hain
Kya Dj Ghar ke Bijali par chala sakte hai kya plz video banao
Ha bilkul
@@djprincemohwadiya1002
ghr k bijli Board se connection le ya direct tar se connection le
Direct meeter wali wire se@@anandj_vlog_JH08
8 kva ka stabilizer me audiotone ka AD9000 amplifier chala sakte hai ?? Please reply
Speaker load kitna hai
6000
Bhai ap ad9000 watt amplifier ko kitne kv generator use krty ho please reply
Plz🙏🙏bhaiya hameh ek or janakri dijiye video ke jariye na sahi comment reply dijiye...ki
Mujhe top ke liye 1510-2 pic or
Bass ke liye 1000-2 pic or
50Watt ka 6 horon bhi chahiye..
Is me mujhe alag alag ahuja amplifier chahiye to kitana kitana watt ka lunga sir plz mujhe bataadijiye
Top ke liye LXA-4500, Bass ke liye XDA-5002,Horn ke liye aap 250 watt use kar sakte hai
@@djprincemohwadiya1002 top ke liye jo mera top rahega 1510 us me aap 4500 amplifier kyu derahe ho.....1510×2=3020 hota hai to LXA 3500 amplifoer achhah nahi hoga..
Sir ek baat batae...Ki
Top mera 1510 hai 2 pic huwa to 3020 me ham
Lxa 3500 amplifier use nahi karsakte hai
Or bass mera hai 1010 ka 2 pic to lxa 2500 amplifier use nahi kar sakye hai
Or 50 watt ka horon 6 pic huwa to usbme lxa 500 ya 450 amplifier use nahi kar sakye hai....plz sir replied ...me
Bhai mere ahuja spx 1510 ek 1300 watt ka box hota hai uska model no. 1510 hai ye box 4 ohm impedance wala hai isliye mene lxa 4500 liya hai jo ki 4 ohm per 1550 watt deta hai,yadi hum ek ek channel per dono ko lagayenge to kafi achha chalega, waise aap dxa 3502 bhi use kar sakte hai lekin uska price jyada hai aur wattage kam hai, aur jo ahuja swx 1010 bass hai wo 1000 watt ka hai 8 ohm impedance wala,to isliye mene xda 5002 liya hai jo ki 8 ohm per 1100 watt deta hai to kafi achha matching ho jayega,aur horn ke liye aap 250 watt se jyada use kar sakte hai 500 watt tak mene kam price lage isliye 250 watt add kiya tha.
Ati pro zx 15x 351 vs yx 351 me bass kis me jyada achha hai viedo banakar batao
Comment par video banane ke liye aapka❤ se dhanyawad bhaiya ❤❤❤❤
Bhaiya Mera Speaker Ka Load 4000 Watt Hai Aur Mera Amplifier Total 7000 Watt Ka Aur Stabilizer 10Kva Ka Hai Aur Generator 7.5 Kva Ka Hai To Kya Main Apna Dj Setup Kis Ke Hisab Se Chalau Speaker Ka Load Ke Hisab Se Ya Phir Amplifier Ke Load Ke Hisab Se
Speaker load ke hisab se
Bhaiya 7.5 kva kirolsakar silent dj por ahuja Lxa 2400 Emplifir ahuna bass 1010 2 box or aujha Emplifir 1000 or 810 top 2 box or light horns 10 pic chalega ki nhi 🙏please bhaiya reply me
Aaram se chalega bhai koi dikkat nahi hogi
Thank you so much bhai
Pad bajega to koi problem nhi hai naa bhaiya 🙏please bhiya batao
Bhai mera 2000 wat ke 4 baas or 400 wat ke 4 tap hai kitne kva janretar lena chahiye
12 kva
Tq
भाई मुझे 4*12 दो बॉक्स के लिए जाली और हैंडल लेना है कहा। मिलेगा आप रिप्लाई दीजिए भाई
Aapka area kon sa hai
@@djprincemohwadiya1002 लखीसराय
Bhai 10 kva Jangletar pe kitne kva Steplizar lagye ...
Alternator kitne kva ka hai 7.5 kva hai ya 10 kva
@@djprincemohwadiya1002 10 kva
Bhai stabilizer aap jyada kva ka bhi lagayenge to koi dikkat nahi hogi stabilizer kam ka rahega to load nahi uthayega man lijiye aap 10 kva generator me 15 kva ka stabilizer laga diye to koi dikkat nahi hogi lekin o to sirf generator jitna load dega utna hi uthayega
Stranger4k bass wala 2 top 2 bass kese chaleya
1 channel पर दो top connection कीजिए, दूसरे चैनल पर 2 bass
Dxa 3502 lxa 3200 701KB 7,5
Dj
May 7.5 kva par 9k vatt chlata hu
Tumhara generater jldi khrb hone wala h