@@ffshortvideo458bhai mat jao yar vaha ke teacher bahut harami hote hai. Mai vaha naam likhavaya tha sale , hatami padhate hi nhi the, isliye mai apne private school me naam likhwa liya. GKP uttar pradesh
Jb aap kisi school me rah kr padhte hai to aapka sarvangeed vikas hota hai.... morning pt se lekar raat ke dinner Tak sbkuch timetable ke according Chalta hai extra class ke liye coaching nhi krni padti...aap jab chahe teacher se apne dobut puch skte ya teacher jb chahew apko pdha skta hai remedial time supervise study time...kbhi bhi .. to aap is baat pe galat hai ki kvs is the best....
ha sirf do hi cases hai jab student ko hostel me rehna compulsory nahi hai. Agar wo uss jnv ke kisi staff ka beta/beti hai tab use hostel me rehna compulsory nahi hai ya phir use ke paas hostel me na rehne ka koi special reason ho tab uska hostel me rehna compulsory nahi hai. Jaise Mera ek dost hai usko diabetes thi to usko school mess ka khana mana tha isliye use Ghar me rehne ki special permission di gayi thi. Agar aapke bhi Aisa koi special reason hai to aap school principal se baat kar sakte hai. Otherwise, har case me hostel me rehna compulsory hai.
Ma'am mai c.g.se hu apne yaha 2bachcho ka selection navodaya vidyalaya me huwa hai aur c.g.govt.eklavya me bhi huwa hai to dono bachcho ka admission kaha karwaya jaye ma'am please bataye
Mp कोटा बिल्कुल सही है ये तो सांसदों की कमजोरी हैं कि वह लोगों की भीड़ मेसे गरीबो का एड्मिसन नही कर सकते । माननीय सांसद महोदय हमारा आप से निवेदन हैं कि केंद्रीय विद्यालय में mp कोटे को पुनः चालू करवाये .....
mam mai apne beta ka admison kv dehradoon mai kar raha hu.lakin kuch log bata rahe thay ki kv school mai 5th tak padaie utne achee nahe hote hai civil schoolo ki tulna mai. pl mujhe comment mai bata degiye
Is sal 6th k admission form kab niklenge Kvs, navodaya, and ews category k liye please help me Can you give your no. Please I'm a single mother Mai working hu thoda sa muskil hota hai form ka pata nahi chal pata please help me mam
Sir mujhe ek baaat puchna hai please reply dijiye Meri beti abhi kvs nanded me padhti h. Mere husband ka transfer boisar Maharashtra me hone vala h boisar me parmadu urja kendriya vidyalay hai mai vaha admition karvaugi fir jab mere husband ka kahi or transfer hua to kvs me addition mil jayga kya????? Plz bataiyye
mam Maine Apni Gudiya ka Kendra Vidyalay mein admission first Mein kara tha ab tak mujhe pata nahin chal Paya Naam aaya ya nahin please madam Ek Bari mere ko samjhaenge aap
Navodaya padhen walo ke be liye he aur sone walo ke liye bhi ye students pe nirbhar karta hai ki vo navodaya me padhega ki soyega because I am from navodaya
Main ek commenman हूं. मेरी आमदनी 10k से कम है, मेरा बेटा 3 साल का होने वाला है. मैं ओबीसी केटेगरी से हूं, क्या मेरे बेटे को केंद्रीय विद्यालय मे pravesh मिल सकता है..?
@@ajaykrishna1918you can take admission in KV without entrance but you have to pass entrance exam for admission in JNV..and everyone don't get the chance
Jawahar Navodaya vidyalaya is always best ❤️❤️
Hello bhaiya reply me navodya vidyalaya me parna chahta hu par mere ko pata nahi ki kyse addmission Leta hai😢
@@ffshortvideo458bhai mat jao yar vaha ke teacher bahut harami hote hai. Mai vaha naam likhavaya tha sale , hatami padhate hi nhi the, isliye mai apne private school me naam likhwa liya. GKP uttar pradesh
Yes
Proud to be a navodayan
Proud to be Navodayans ❤
क्या केंद्रीय विद्यालय में वजीफा बच्चों को नहीं मिलता है
I study kendriya vidyalaya eklinggarh Udaipur, 😎😎😎😎😎😎😎
I'm Navodayan💓💓💓
केंद्रीय विद्यालय में क्या-क्या गरीब बच्चों को सुविधा मिल सकती है
I think kendriya vidyalaya is best .
No way..
Kendriya vidyalaya is the best
navodaya vidhyal baaap kvs ka
@@devilalbankolia2789 ya bro u are right because jnv is free of charges 😎😎😎😎
@@devilalbankolia2789barabar
Jb aap kisi school me rah kr padhte hai to aapka sarvangeed vikas hota hai.... morning pt se lekar raat ke dinner Tak sbkuch timetable ke according Chalta hai extra class ke liye coaching nhi krni padti...aap jab chahe teacher se apne dobut puch skte ya teacher jb chahew apko pdha skta hai remedial time supervise study time...kbhi bhi .. to aap is baat pe galat hai ki kvs is the best....
👌😎
Bhot ache or simple tarike se samjhaya aap ne mam thanku 🙏🏻
NAVODAYA ❤
Jai shree Ram
Jai Shri Ram
Good job mam 😊
nice information my first comment
Without posting kv school ko other state me kaise transfer kare❤
अति शोभनम्
Navodaya is the best school 👌
Kya jnv me addmission hone per hostel me rehna compulsory h?
ha sirf do hi cases hai jab student ko hostel me rehna compulsory nahi hai. Agar wo uss jnv ke kisi staff ka beta/beti hai tab use hostel me rehna compulsory nahi hai ya phir use ke paas hostel me na rehne ka koi special reason ho tab uska hostel me rehna compulsory nahi hai. Jaise Mera ek dost hai usko diabetes thi to usko school mess ka khana mana tha isliye use Ghar me rehne ki special permission di gayi thi. Agar aapke bhi Aisa koi special reason hai to aap school principal se baat kar sakte hai.
Otherwise, har case me hostel me rehna compulsory hai.
JNV ke Hostel system unki main backbone hoti hai ..
Kyunki J N V ka time Table 5AM se start hoker 10 PM tak accurate chalta hai ❣️
JNV ke Hostels bhut majedar hoti hai ❣️ hai ❣️
Ma'am ynha pai sarkari karmchari ki koi nhi sunta hai wo bolte hain quota nhi hai
Proud of K.V ❤
Class 5th Boy child & class 9th girl child Delhi okhla area or North Narela area ka best school ? admission Kayse hoga ?
Ma'am mai c.g.se hu apne yaha 2bachcho ka selection navodaya vidyalaya me huwa hai aur c.g.govt.eklavya me bhi huwa hai to dono bachcho ka admission kaha karwaya jaye ma'am please bataye
Mp कोटा बिल्कुल सही है ये तो सांसदों की कमजोरी हैं कि वह लोगों की भीड़ मेसे गरीबो का एड्मिसन नही कर सकते ।
माननीय सांसद महोदय हमारा आप से निवेदन हैं कि केंद्रीय विद्यालय में mp कोटे को पुनः चालू करवाये .....
Proud to be Navodayan ❤
I was in navodaya
JNV is the best❤
Mam pratibha school ki information dijiye class 1 and class 6 ke liye
Thank you mam very informative video
Bhopal m p kendirya school
Navodya is brand
I am proud because I am Navodayan
Navodayan means j.n.v is the best
Madam कृपया army public school के बारे मे भी एक वीडियो डिटेल्स मे बनाये और जैसे fees, age, board, english/hindi medium, etc.
Very nice educational video
Aganwadi sevika icds kis category me kvs admission ke lie hai
#ASk Madam Meri Beti ka admission nxt year class 7th mai krwana hai aur mai shop owner hu kya uska admission kendriya vidalya mai ho jayega.
Entrance mam kya bahut touch hota h kvs mai
Hello mam APS admission ke bare mein bataiye please
Nice dear mam ❤❤❤
Thnxs..
Vivid explanation .
Mughe bacho ke liye hostel sahi nahi lagata h.
I am Navodayan.
Meri baby ka DOB 5.5.2018 hai year 2024 me kya mai uska kendriya vidyalaya me class 1 ka form bhr sakti hu
Nahi ho payega
Ho jayega class 1 me
kyefi ajhmi tiren ham bhi dyekhyegye sapo ki pandito ki gess gadiya
Madam mere bacche ka age admission 2023 ke admission ke liye 5 saal 11 month age hai to kya admission hoga
Meri bacchi ka sirf 1.5month diffrent hai admisione ke liye
kV me hum kaise prove kare ki hmari ek hi beti h
Please make video about admission in Air Force School in detail...
Thankyou Ma’am 💜💜💜
Mam agar kendriya vidyalaya or navodaya vidyalaya me vot start hoe to kon jitega and aap kisko vot dengi. Reply me please
Kv ko
Agar bacche ke Mata pita government job nahin karte Hain to kya hua bacche ka admission nahin milega
Mil sakta hai
@@Sabkishiksha how mam
Kendriye vidyale District moradabad abasiye h ya nahi.
MORADABAD me kv hai
Ma'am mai lucknow me sarkari job me hun
Mujhe apne bete ka class-2 me admission karana hai
Kya KVS me class-2 me offline admission mil jayega?
mam kay kv class 3 me bpl pariwar ke bacho ko & obc ke bacho ko koi fee me prwodhan hai bataye
Navoday vidyalay to vellege me Hota Hai
Zaroori nahi hai
mam mai apne beta ka admison kv dehradoon mai kar raha hu.lakin kuch log bata rahe thay ki kv school mai 5th tak padaie utne achee nahe hote hai civil schoolo ki tulna mai. pl mujhe comment mai bata degiye
Really It was so informative, in a short video you provide all details, just great ! Very impressive🤗
Is sal 6th k admission form kab niklenge Kvs, navodaya, and ews category k liye please help me
Can you give your no. Please
I'm a single mother
Mai working hu thoda sa muskil hota hai form ka pata nahi chal pata please help me mam
Sushma ji, Navodaya ki last date pata kare.. shayad 30 nov thi.. KV aur ews ke form Abhi 2022 ke nikalne hai
Kendriya vidyalaya is the best
Mam single girl ka admission ho jata h bina kisi avidance ke ya bina koi form bhare
Admission ke time dena Hota hai
nvs main clerk ka job central govt hai ya private job ?
Thank you so much ma'am
Very helpful information
Kya kv ke bache ka admission school me ho sakta hai
Mere bacche ka nvs m admission hua h or vo phle se KVS m pdta h
2:37 2:39 2:40 2:41 2:42
Sambedha me kvs admission ke lie hai ki nhia
Mam, Maine 30 April ko navodaya vidalaya ka entrance exam diya hai.
Navoday six class ki video per video banai hai to aapki bahut meherbani rahegi
Navodayan
Sir mujhe ek baaat puchna hai please reply dijiye
Meri beti abhi kvs nanded me padhti h. Mere husband ka transfer boisar Maharashtra me hone vala h boisar me parmadu urja kendriya vidyalay hai mai vaha admition karvaugi fir jab mere husband ka kahi or transfer hua to kvs me addition mil jayga kya????? Plz bataiyye
Ma'am mera beta kv me hai aage ja Navodaya me admission karane ka Soha hai . Kya kv chhod kar nv jana sahi hoga advice dein plz.
Kendriya vidyalaya is the best
Mam ism fee lagti haa
mam Maine Apni Gudiya ka Kendra Vidyalay mein admission first Mein kara tha ab tak mujhe pata nahin chal Paya Naam aaya ya nahin please madam Ek Bari mere ko samjhaenge aap
Ma'am kya KVS me NCERT ki books chalti hain?
Haa
Hh ncrt h Lagta h
Han
Yes chalte hain because I am kv student
haa
Nice
Shandar🎉
Mam kya kvs me hostel hota boy ki class7th ke liya please mam boloe
Nhi hota hostel
English medium h ya hindi medium hi?
Dono
education kaha accha hai kvs me ya nvs me ?
Navodaya padhen walo ke be liye he aur sone walo ke liye bhi ye students pe nirbhar karta hai ki vo navodaya me padhega ki soyega because I am from navodaya
आप ने यह नहीं बताया पढ़ाई का स्तर कहां का ज्यादा उच्च होता है
JNV
Nvoday mein pdai kaise hai kvs ke mukabale ?
Dono mei acchi aur dono mei hi mushkil se dakhila Hota hai
Kendriya vidyalaya is the best
Ye apke bacho pe nirbhar hai me navodaya se hi hu
Mam APS Aur KV ke dffrence par video banaye. Pls
राज्य सरकार के कर्मचारी के बच्चो को केंद्रीय विद्यालय में आरक्षण मिलेगा या नहीं या बस केंद्रीय कर्मचारी के बच्चो को
मिलेगा
Kya navoday Vidyalay Mein NCERT ki books Chalti Hai
Yes ncert books hi padayi jati hai
Yes
I am from navodaya
kya kvs mai padne wale bacche ka navodhya mai admission ho jata hai?
No
Main ek commenman हूं. मेरी आमदनी 10k से कम है, मेरा बेटा 3 साल का होने वाला है. मैं ओबीसी केटेगरी से हूं, क्या मेरे बेटे को केंद्रीय विद्यालय मे pravesh मिल सकता है..?
No, after 7 yrs age of ur child
Kaise pata kare ki navodaya vidyalaya me clerk ki vacancy hai ya nhi
Vacancy ati hai teaching non teaching ki
मॅडम नवोदय विद्यालय मे एस टी एस सी को आरक्षण होता है क्या
Mam u.p me ko kon se school h jisme apne baccho ka EWS addmission kra ske.. pls btaye
Mam nayodaya vidyalaya me nivas praman patr kiska lagega student ya parents ka plz mam reply 🙏
Student
madam please mujhe Samjha Kaise Main Apni Gudiya ka check karo Kis Liye abhi bhi vah batting Mein dikha raha hai
Nice video
I am baghel
@@amitkumarbaghel5495 nice bro
Mam documents for Navadaya vidyalay
Madam kvs ya nvs tgt post pe kisi ek hi Sahar me posting ho to kisko Jayda or kitni sallery milti Hain ??
Hello mam
Navodaya school ke bace kya kv me transfer lena ka kuch system hai kya bataye plz mam
Navodaya & kv donu center school hai na
Ji namaskar main Dharmendra Kumar navoday class six ka result kab a Raha hai is per ek video banaaiye please mam
Mam hamari ek hi beti hai kya Hamare bete ka admission ho jaega Kendriya Vidyalay Mein vah 5 sal ke hain
Faridabad Kendriya Vidyalay admission kab se hai
Mam uttar pradesh mein kindriya vidyalaya jo residential h uska naam bta digiye plz
Sanek school or kvs schoo me top kon hai
#Ask kendriya vidyalaya aur navodaya vidyalaya mai kya business man k bacche ka admission ho sakta hai?
जी हाँ
@@Sabkishiksha kendriya vidyalaya aur navodaya vidyalaya mai best kaun hai. Kya English Medium Class hoti hai. aur board kaun se hai?
@@ajaykrishna1918KV is best.
@@ajaykrishna1918you can take admission in KV without entrance but you have to pass entrance exam for admission in JNV..and everyone don't get the chance
Mam best job as a teacher kon se hai kvs ya nvs