sir, hamne PG ke liye bhara hai, but usme kahi bhi awasiya pata nahi bharne ko aya hai. to ye normal hai? hamne 3 saal tak bsc-msc ek hi college se kar rahe hai aur 3 saal tak bharabhi hai.
Sir I have entered the password just like you have shown but it's showing ' your password contains invalid character please check instructions for password
Bhaiya jo other than up se belong krte h or LU me pdh rhe h kya unko v isi se scholarship milegi ya koi other form dalni. Hogi uski video bnaiye bhaiya please
ऐसा नहीं है , यह एक गलत अफवाह है। आपका बैंक खाता किसी भी जिले में हो सकता है। बस आपका आधार उस बैंक से लिंक होना चाहिए। मेरे कॉलेज और बैंक दोनों अलग अलग जिले में है।
If my phone number is linked to my bank account but not to my Aadhaar card, will I face any problems, or do I need to link my number with Aadhaar as well?"
Prsu rajju bhaiya ke M.A ke scolership me B.A ka पूर्णान्क kya daale 1 se 6 semester ka yaa only 6 semester ka yaa 5 and 6 semester ka mila Aur purnank kya hai pata na Please ek videos prsu rajju bhaiya ke M.A ke scolership ka video bna dijiye😊
@TejasviniGautam yadi aap handia me kisi college me padhti ho to swavittposhit daal sakti hai kyunki mere scolership me swavittposhit dala hai cyber cafe wale ne mai aatar singh college handia se padhta hu
Bhaiya maine msc statistics Gorakhpur University se 2024 me complete kiya hai dono year me scholarship ayi thi aur ab mai msc statistics and computing BHU se kr rha to kya ye double mac pe scholarship ayegi sir please 🙏 respond
Sir scholarship form me lurn bharana hota hai ki nahi lurn me genral hai ews certificate hai mere pass scholarship form me ews bhare ya genral wala ews late me bana tha lu ka entrance diya tha
bhiaya mere paas jaati praman patra central wala hai aur income certificate state ka chal jaayega ya jaati praman patra dusra banwana padega state wala
@@RajGupta-xp1ml but Mera form pura fill ho chuka tha..... college me submit bhi kr diya tha .....lekin college valo ne ..... institute ko forward nhi kiya tha........
Sir please mujhe ek question puchna hai please reply karna Maine UG 1st year m form fill Kiya but time nikal jane ki wajah se clg main submit nhi kar payi to kya mujhe ab fresh hi fill karna padega form
Sir koi llb 3 year lucknow se affiliated collage se ho to shailshik asthaan me College ka name nhi mil rha toh kya kren lucknow university ka main campus fill kr skte ya wait kren ki College ka name show hoga
Sir rejestration karne main jo serial number 8 main jo board ka name a raha hain kewal teen hi board show kar rahe hai up board, cbse aur icse jabki main high school m.p. board se kiya hain jo isme nahi a raha hain aur na hi other ka option a raha hai
Bhaiya maine 1 year scholarship bhara tha aur aayi thi magr 2 year mei online bhar dia tha par college mein submit nhi kia tha aur ab login krne par invalid registration number show ho ra hai please bhaiay btaiye kya krun..
Sir please respond us soon I filled up form last year but didn't get any scholarship (it remain stuck at statement like Pending at Institute level) Please tell us that whether to register new or to renew itttt??? Please bta dijiye bhot logo k doubt hhhhh
Sir please up scholarship ka second year ka fresh form fill karke dikha dijiye
Adhar authentication hi nhi ho rha h baar baar usi site pr wapas aa jaa rha ha aaisa kyu
Same here
@@JanhaviTiwari283 koi solution batao site nhi chl rhi h kya .?? Ya ku h ye issue
Same problem
same problem
@@mansikannoujiya1399 sayad yahi problem hai kuchh di baad try karte hai abhi date hai ..
B.ed walon ko scholorship ka form kaise fill karna hai ...iss par bhi ek video bna dijiye ....
sir, hamne PG ke liye bhara hai, but usme kahi bhi awasiya pata nahi bharne ko aya hai. to ye normal hai? hamne 3 saal tak bsc-msc ek hi college se kar rahe hai aur 3 saal tak bharabhi hai.
Maharashtra board nahi dika raha hai sir..
Sir cuet ke through hua h admission tb to bhrna hoga na entrance exam ka option bt usme rank to aya nhi tha isilie bht confusion ho rha
Sir I have entered the password just like you have shown but it's showing ' your password contains invalid character please check instructions for password
Sir bams ke 1.6 year ( डेढ़ साल ) me exam hota
he तो क्या fill karna he बार्षिक या सेमिस्टर
Sir mere mein yeh hostel wala yah phir diva student wala option nhi aaya hai!!!
Bhaiya jo other than up se belong krte h or LU me pdh rhe h kya unko v isi se scholarship milegi ya koi other form dalni. Hogi uski video bnaiye bhaiya please
Same problem 😢
Solution mil jaye to bta Dena please
Bhaiya bsc 5 th semester ka portal open h kya scholarship ka please bata dejiye.
✨✨✨✨✨✨Kisi ko pata hai bca mei fees kitna likhna hai✨✨✨✨
Clg mai jitni pdti ho
Sir chhatra kalyan ki daye extend hui ki nhi ?😢
Second campus wale bhi lu hi choose karege.? Mera mtlb jo pharmacy kar rha hai. Wo
Hm even affiliated bhi
Hello brother....
B.ed walon ko university ka enrollment no. Nahi mila hai ...
Hmm log usame kya fill karen...
भइया, मैने BA 1st year me भरा था लेकिन कॉलेज गलत mark fill करके forword कर दिया इसीलिए मेरा छात्रवृति नहीं आया क्या मैं fress bharu ya renewal pls 😢
Sir, क्या यह जरूरी है की जिस जिले में कॉलेज है उसी जिले का बैंक अकाउंट भी होना चाहिए और दूसरा अकाउंट किसी और बैंक में या जिले में नही होना चाहिए।
Bhai pata chale to muzhe bhi batana
No district metter ok 🫠 @@offred6013
Bank npci hona chahiye ok
ऐसा नहीं है , यह एक गलत अफवाह है। आपका बैंक खाता किसी भी जिले में हो सकता है। बस आपका आधार उस बैंक से लिंक होना चाहिए।
मेरे कॉलेज और बैंक दोनों अलग अलग जिले में है।
PhD wale bhi bhar sakte hai ya nahi?
If my phone number is linked to my bank account but not to my Aadhaar card, will I face any problems, or do I need to link my number with Aadhaar as well?"
Sir papa ka Income certificate ni h ur banwane me time lagega...mera income certificates ni lagega ky
Koi ye batayega ki bcom hons lu main campus walon ko kya select karna hai shikshan sansthaan me because faculty of commerce dukhayi nahi de raha
Sir wrl code mang rha ye code kaise milega please reply 🙏🏼 me and sir
Bhaiya ji Mera jaati or awwass ka date or number nhi dikha rha kacche print me kya karu me lekin verified dikha rha hai
CBSE Api response kaise kare for icse STUDENT
Thanku so much sir it is very helpful for us 😊
Please help me.......ye college k bhut se bachho ki problem hai....😢
Thanks Sir 😊
Niyamit and swyavit posit wala change bhi ho rha hai ?
Bhaiya course hi nhi dekha rha hai please reply bhaiya 😢😢
Sir agr income certificate apna dal diya ho to useme kaise correction kre
High school pramani karn nhi ho raha jiski wajha se check form me sari details show nhi ho rahi hai
Gat varsh me 3year ka number daalna h y poore bcom k
Sir Post graduation(M.tech) k liye bhi post metric other than intern p click krna h?
Sir I have one year gap after 12th So when i go to login shows invalid registration number??why?
Hello sir
Sir npci me state Bank of India nahi dikha raha kya kare sir
Aur kahi se nahi check ho sakta hai kya
Sirjii mtech walo ke liya option nh aa raha ha
Prsu rajju bhaiya ke M.A ke scolership me B.A ka पूर्णान्क kya daale
1 se 6 semester ka yaa only 6 semester ka yaa 5 and 6 semester ka mila
Aur purnank kya hai pata na
Please ek videos prsu rajju bhaiya ke M.A ke scolership ka video bna dijiye😊
Mai bhi rajju bhaiya University ke affiliated college mein hu Pathyakram ke prakar mein niyamit Dale ya swavitposhit
@TejasviniGautam aap padhti kaha hai kis college me
@TejasviniGautam yadi aap handia me kisi college me padhti ho to swavittposhit daal sakti hai kyunki mere scolership me swavittposhit dala hai cyber cafe wale ne mai aatar singh college handia se padhta hu
Sir aadhar card le hi nhi raha hai fresh page pe OTP ja hi nhi raha hai 😢
State Bank ka option hi nhi aa rhe h
Bhaiya 10th ka marksheet gujrat board ka hai option show nhi ho Raha haj
Bro problem solve hua kya ?
Bro problem solve hua kya ?
Sir, mera bcom 2023 m hogya , 2024 llb krrhi.. Mujhe renewal krna hain ya fresh?
Bhaiya zero fees walo ko bhi aise hi fill krna hea
Mera college rec kannuj hai
Mera admission jee mains ke basis pe hua h sir to percentile aayi hai wo likh re but wo point m no. accept nahi kar ra kya kare sir please bataiye
Bhaiya maine msc statistics Gorakhpur University se 2024 me complete kiya hai dono year me scholarship ayi thi aur ab mai msc statistics and computing BHU se kr rha to kya ye double mac pe scholarship ayegi sir please 🙏 respond
Sir mai 1 st year me hu newly admission last year Wale me kya submit karu
Sir scholarship form me lurn bharana hota hai ki nahi lurn me genral hai ews certificate hai mere pass scholarship form me ews bhare ya genral wala ews late me bana tha lu ka entrance diya tha
bhiaya mere paas jaati praman patra central wala hai aur income certificate state ka chal jaayega ya jaati praman patra dusra banwana padega state wala
Sir 1st year me form bhara tha lekin college valo ne form forward nhi kiya......to ab 2nd year me fresh form fill karna hai ya renewal Krna hai...???.
Fresh hoga behan
@@RajGupta-xp1ml aapke sath bhi aisa hua hai kya??
@@archanasingh6978 ji mere account ka npci nahi ho paya tha so maine nahi fill up kiya...
@@RajGupta-xp1ml but Mera form pura fill ho chuka tha..... college me submit bhi kr diya tha .....lekin college valo ne ..... institute ko forward nhi kiya tha........
@@archanasingh6978 so sad 🥲
Adhar wla no dal rhe but count hi nhi badh raha
Sir please mujhe ek question puchna hai please reply karna
Maine UG 1st year m form fill Kiya but time nikal jane ki wajah se clg main submit nhi kar payi to kya mujhe ab fresh hi fill karna padega form
Mera bhi same doubt hai??
Sayad fresh hi bharna pdega
sir meri attendance 75% nhi hai toh kya mujhe scholarship milegi ya nhi
Site nhi chle rhi h up scholarship ki?
Sir bba mai self finance hi krenge na?
bhaiya wo high school pramanit kre wale pe fas ja rha hai
Same problem bro
Income kiska lagega father ka ya phr apna
Jaha padh rahe hai waha p bank account hona jaruri hai kya ?
New campus walo ka scholarship form kaha jama hoga old campus mai
Bhai registration means college registration number
High school verification nhi ho Raha
Kya kare
Sir aaddhar satyapan nahi ho raha he
Freeship card vale scholarship ka form kise bhare
Sir registration me galat ho gya hai to kya kare
LUCode se mcom kr ri hu... Ky mai eligible hu scholarship me ??
Sir Mera payment 2 days me hua toh kya date fill krungi
bhaiya... BCom self finance ki 1 saal li fees kya daalu form me exact?
Sir agar Father's name ke aage C/O likhr aa rha hai S/O ke jagah
Iss se koi problem to nahi hoga??
Sir msc nursing ka scholarship form bharna abvmu ka
Aktu ka option nahi de raha hai
Sir poora fill ho gaya sab kuch ho gya aavedan Patra submit Krna submit h ismei kya Krna hai
Sir maine registration form me capital ki jagah small letter fill kr dia kya karu😥😥😥
Please reply
Sir koi llb 3 year lucknow se affiliated collage se ho to shailshik asthaan me College ka name nhi mil rha toh kya kren lucknow university ka main campus fill kr skte ya wait kren ki College ka name show hoga
Sir rejestration karne main jo serial number 8 main jo board ka name a raha hain kewal teen hi board show kar rahe hai up board, cbse aur icse jabki main high school m.p. board se kiya hain jo isme nahi a raha hain aur na hi other ka option a raha hai
Bhai ye up scholarship ka form hai
@@Solosupporter मैं यू पी स्कॉलरशिप का ही फॉर्म भर रहा हूं
Bro apka problem solve hua kya ?
Same problem aa rha hai bro
Same problem
Mera college ni show hora hai minority category me kya krna hoga??
Bhaiya mba ka vacant seat Kab ayga
Jiska 12th me 55% se zada woh form fill kar sakta hai? Uska scholarship ayega ya nhi?
Sir Mother ka income certificate laga sakte hai ki nahi ? 🤔
hn
Yes
High school verification nhi ho Raha
Jo CBSE board se nhi hai woh Kya kare
Same problem bro 😢
Apka problem solve hua?
@@Hindueditz_007 Yes!
Woh apne aap hi ho gaya ab verify
@@Abby_TheGermanshepherd bro thoda detail me bta dijiye please bhai
@@Abby_TheGermanshepherd bro maine High school Maharastra state se pass kiya hai to registration me board mein MAharastra board show nhi kr rha hai
Sir mera college nhi show hora h
Kya scholarship k liye furst semester me 75 attendance honi chahiye
Bhaiya maine 1 year scholarship bhara tha aur aayi thi magr 2 year mei online bhar dia tha par college mein submit nhi kia tha aur ab login krne par invalid registration number show ho ra hai please bhaiay btaiye kya krun..
Sir dictance se Arabic se B.A kar sakte hai Lucknow university mai
Bhaiya Bed ka bta dijiye
Bhaiya no.11 me yes kyo fill kar diya
Bhaiya abhi tk bhara nhi first year m to ab bhar dun
Hostal vale hostal fee v dalenge kya?
Ha
Bhaiya renewal wala aaj bta dihiye
Hmm
Bhai login ke baad khul hi nhi rha h
Bsc biology me kis kis ka phone call se admission hova hai
Vo apni rank likhe
Meri 60000 fees hai me kissme bhare
Bhaiya Mirzapur city dalne PE college hi select karne ko nhi aa rha hai .. kya kare
Lucknow dalna hai not Mirzapur
Vaha pe College show hoga
Bhai maine Final lock ni karaya hai aur form me gadbadi ho gayi hai . kya mai new registration krke firse se form fill kr skta hun??
Usme hi change option bhi hota hai.
Bhaiya MA ka scholarship kaise bhare
Gurudev nhi ho rha rha h
Password invalid bta rha h
Password invalid bata raha h to kya kare baar baar
Same problem 😢😢
Forgot password kariye
Sir please respond us soon
I filled up form last year but didn't get any scholarship (it remain stuck at statement like Pending at Institute level)
Please tell us that whether to register new or to renew itttt???
Please bta dijiye bhot logo k doubt hhhhh
Sir course ho select nahi ho raha hai please help
college name.....
Esme kitne rs milte hai..?
7 crore
Bhaiya mba first semester ki kitni fee bharna h
86K
Bhaiya L U me PhD ka U P Scholarship milti h ?