Ayodhya vlog | shree Ram Janmbhoomi Temple | Prince Vlogs
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 4 ม.ค. 2025
- Ramnagar, Barabanki se Ayodhya tak ki 109 km ki bike journey ek yaadgaar aur dharmik anubhav hai. Subah 7 baje ki thandi aur sukoon bhari hawa mein yeh safar shuru hota hai. Raaste mein gaon ki khubsurti aur Uttar Pradesh ke rural life ka anand milta hai.
10:30 baje ke aas-paas hum Ayodhya pahuchte hain, jo Sarayu nadhi ke kinare sthit hai aur Shri Ram Janmabhoomi ke liye vishv-prasiddh hai. Mandir ki bhavya rachna aur vahan ka shant aatmosphere ek alag hi spiritual feeling deta hai.
Darshan ke baad local bazaar aur mithai ka swad lete hain, jo yeh safar aur bhi khaas banata hai.
Bhagwan Shri Ram ke adarsh yaad karte hue:
"Tyag di sab khwahishein, kuch alag karne ke liye, 'Ram' ne khoya bahut kuch, 'Shri Ram' banne ke liye."
"Sahan karna aur maryada ka palan karna, jeevan ki safalta ka asli raasta hai."
Yeh yatra na sirf dharmik, balki zindagi ke asal moolyon ka mahatva samjhati hai.
You can connect with me on my insta- @ig.prince04
जा पर कृपा राम की होई, ता पर कृपा करहिं सब कोई
Jai shree Ram ✨️🙏
JAI SHREE RAM
Ha bhai kisi ko sath me lay jata 😊🙏🙏😊
ok
kitna din akhela ghumte rahoge bhai , anjali ko lejao
ha mgr ram gussa ho jayega
Ayodhya ka vlog hai isiliye chup hu 😊
LOL!!!!