اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما صَــــــلٌيت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ اللهم بارك علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما باركت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ❤
Assalamualaikum short transcript of the bayan: (Agar sunne mein galti hui toh pls correct karey) Iss bayan mein aap sun saktey hain 1. Muaqata ke baad hazrat Muhammad sallallahu alaihi wasallam ne chand ahkaam bataye A. Qureysh ko madine mein panah nahi di jaayegi B. Mulkon ke saath saarey muwahidey aap sarkar sallallahu alaihi wasallam karengey naki yahudi kabiley. C. Namaaz farz ki gayi aur 2 rakat say chaar rakat farz namazon mein izafa kiya gaya. D azaan ki ibteda madine say hui. Iss bayan mein azaan ki shuruaat ka tafseeli zikr 27.00 mins par aap sun saktey hain. Azaan ko khwaab mein suna hazrath Abdullah ibn zaid radhiallaho anhu aur Umar radhiallaho anhu ne magar pehle muezzin hazrat Bilal radhiallaho anhu the. Makkah ke muezzin hazrat Abu Mahzura radhiallaho anhu ko banaya gaya tha. Namaz ki tarteeb ke saath jamaat ka qiyaam bhi madine say hua. Isi asna mein hijrat ke fauran baad aik kehfiyaat hui ke kisi musalmaan ke ghar agar koi baccha ladka paida ho toh mar jaaye. Aur ladki paida ho toh zinda rahey. 4 mahine hijrat ke baad pehle toh ladka hota hi nahi tha ladki ho jaaye aur agar hota toh mar jaaye. 4 mahine aisa hua toh sab dar gaye aur yahoodiyon ne shor machaya hum ne musalmaan par jaadu kar diya. Jab bibi Asma radhiallaho anha hijrat karke pahunchi aur jis din aaye usi din bachcha paida hua jin ka naam Abdullah ibn Zubair radhiallaho anhu tha. Aur inhe sarkar sallallahu alaihi wasallam ki yahan pesh kiya gaya. Unhone inpar tahneek ki. Unpar dus din guzar gaye aur maut na aayi. Phir hazrat Abdullah ibn Zubair radhiallaho anhu ko utha kar poorey madine mein muzahra kiya aur sab ne Allahu akbar ke naarey lagaye. 33.00 mins par kuch aur ahem baaten inke baarey mein hain. E. Roze farz kiye gaye. 2. Hazrat Salman al farisi radhiallaho anhu ka islam lana. 49.00 mins par aap Muhammad sallallahu alaihi wasallam ka huliya mubarak tafseel say bataya gaya hain. 3. Munafiqeen ka zikr 4. Ghazwa aur sarriya ka zikr. Sariyaat aur ghazwat ki shuruaat bhi madine munawwara pahunchney ke baad hui. Pehla aur doosra sariya sar anjaam na dey sakey the. Magar teesre sariye mein 8 sahaba shamil they. Inko huzoor ne khat diya aur kaha ki do din ke safar ke baad padhey aur jab aisa kiya toh usmey kafile par hamla karne ka ahkaam tha. 8 mein say 2 ko khabar laney ke liye bheja gaya tha aur woh kho gaye the. Phir in 6 sahaba ne 200 oonton ke kafile par hamla kiya aur kafile waale dar kar bhaag gaye. aur do logon ko bandi banaya aur isme inhe maal e ghanimat bhi mila. 200 oonton par maal lekar pahunchey. yeh pehla maal e ghanimat tha. Jab yeh waqiah hua sahaba ne yeh samjha ki yakum shabaan hain halanki woh 30 rajab thi. Yeh sarriya hurmat wale mahine mein hua iss cheez say qureysh ne bawaal machaya jis par aayat naazil hui. Uss ayat ki explanation ye ki Kahan bada gunah hain lekin kisiko Makke say nikalna masjid e haraam say nikalna woh toh isse bhi bada gunah hain. Mushrikon ne zulm karte waqt kabhi nahi soncha thi ki aaj rajab hain.(last urdu words kuch clear nahi they) jazakallah khair.
ماشاءاللہ اللہ
اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما صَــــــلٌيت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ اللهم بارك علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما باركت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ❤
Masha Allah ❤❤❤
ماشاء اللّٰہ
بہت پیارے انداز میں سیرت النبی صلی اللّٰہ علیہ وسلم بیان کی گئی ہے
اللّٰہ تعالٰی
مکی صاحب کا سایہ ہمیشہ ہمارے سروں پر رکھے آمین ۔
Allah ho akber ❤
Allah o akbar
masha allah
Thank you so much for sirat un nabi
Mashaallah
سبحان اللہ العظیم وبحمدہ
اللہ تعالی مولانا صاحب کی عمر میں برکت عطا فرمائے
ماشاءاللہ تبارک اللہ
سبحان الله اللہ سبحانه و تعالیٰ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین
Mashalla jazakalla ho khairan 👍👍👍👍👍
جزاک اللہ خیراً
Hmen nabi ki seerat btane k liye sukriyah Allah apko Sehat ata farmaye
ماشاءاللہ جی اللہ تعالیٰ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین
seerat un nabi SW ka bht hi piyara silsila hai .
thank you so much
Allah AAP ko is ka bht bht ziada ajar ataa farmaye
Beshak mera ALLAH bada reham wala hai
ماشاءاللہ اللہ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے اور آپ کو سلامت رکھے- آمین
یا مقلب القلوب ثبت قلبی علی دینک
زبردست ماشاءاللہ
Sub han Allah
Inshallah molana ki tafseer bhi sununga inshallah
ماشاءاللہ❤️ ماشاءاللہ❤️ ماشاءاللہ❤️ اللہ پاک آپ کو صحت و تندرستی والی لمبی زندگی عطا فرمائے آمین♥️
..
.
Masha Allah. Allah qubool farmaye. Amal ki tofeeq ata farmaye. Aameen. 💐
Allah molvi makki sahab ki umr me barkat aata farmaye ameen summa ameen
ماشاء الله تبارك الله
جزاک اللہ خیرا کثیرا و أحسن الجزاء فی الدارین 🌿
Salam Shaikh Makki saheb
mashaALLAH... Hik bahtar tareky sa budhayo wayo ahy. JazakALLAH
ماشااللہ جی مولانا صاحب
Allha humsub ko sunath par chalna wala bana dai, ameen suma ameen
جزاك الله خيرا
jazakALLAH u khair Mohtaram Mufti sahab
ماشاءالله
MAA shaa Allah ❤️
Zajak Allah
Jazak Allah
Masaallah 🇮🇳🇮🇳
ما شاء اللہ
Ma sha ALLAH jazak ALLAH ALLAH blees makki sab
Jazak Allah khair
سبحان اللہ ❤️
Masha Allah
Nic..bayan
سبحان الله
Jazak Allah Khair
Masha Allah g
Allah bless you
Jazak Allah khairan khairah
MashAllah♥️
Subhanallah subhanallah ❤️
shubhaan allahi wabehmdehi
nice byan
Jzak Allah.💖💖💖
Mashallah
Great
100% agreed
الله أكبر
I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH
LMl0Pm00mmml00m0ĺĺlpplppmpmĺMpLpl00l0pPpmmlm00m0p00ĺ0ĺ0000pmppĺ00mopm0pp0mmmppmlpm0mmĺmmpm00pm000ppmmp0m00pmmmmp0mlppp0lmm0ppmpmpml0lmpppmp00m0pmmmmp000mpm00ĺp0m00p00000p000000l0m0mp000m0000pm0000000pm0m000000m0000p00000
0llm0000mM0000pm00p00m00000000000000
M0M0ll000l0ll00l0
L00l00l00lM00l0l0p0kl000l0plm0000l00l0
00l0000l00ll0l0l0oml00l0p0lm000000l0lm000l000l0
❤❤❤ سبحان اللّٰہ! بیان میں تسلسل بڑا خوبصورت ہے۔
*خوبصورت یاد دہانی 🤍*
_کیا آج آپ نے درود شریف کثرت سے پڑھا؟ اگر نہیں، تو پھر آؤ درود شریف پڑھتے ہیں۔_
🤍
*الْلَّهُمَّ صَلِّ عَلَىَ مُحَمَّدٍ وَعلى آل مُحَمَّدٍ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَىَ ابْرَاهِيْمَ وَعَلَىَ آل ابْرَاهِيْمَ انَّكَ حَمِيْدٌ مَجِيْدٌ*
*أللهم بارك عَلَىَ مُحَمَّدٍ وَعلى آل مُحَمَّدٍ كَمَا باركت عَلَىَ ابْرَاهِيْمَ وَعَلَىَ آل ابْرَاهِيْمَ انَّكَ حَمِيْدٌ مَجِيد*
🤍
Alhamdulillah
best ever . thx for uploading such beautiful thing of all time
shobify You are welcome, kindly share with others.
Worth keeping in record and share. Jazakum Allah Khairun kaseerah.
شكرا لك على التدريس
Aameen
Nice
Huzoor ﷺ ne Kis ko bhai banaya???
حضرت سیدنا علی رضی اللہ تعالیٰ عنہ
اللہ ہمیں بھی تہجد کا پابند بنا دے اور ہماری عبادتوں کو قبول فرمائے
Ameen summa Ameen
1:53
❤❤❤❤❤❤❤❤
Important parts:
1) 3:04
2) 10:35 (Tahajjud prayers)
3) 21:10 (Prayer call)
4) 30:58 (Genocidal - Sihr)
5) 36:43
6) 48:24 (Description of Prophet Muhammed pbuh)
7) 1:06:26
Peace be upon Prophet Muhammed
w..
1:10-1:12
Assalamualaikum
short transcript of the bayan: (Agar sunne mein galti hui toh pls correct karey)
Iss bayan mein aap sun saktey hain
1. Muaqata ke baad hazrat Muhammad sallallahu alaihi wasallam ne chand ahkaam bataye
A. Qureysh ko madine mein panah nahi di jaayegi
B. Mulkon ke saath saarey muwahidey aap sarkar sallallahu alaihi wasallam karengey naki yahudi kabiley.
C. Namaaz farz ki gayi aur 2 rakat say chaar rakat farz namazon mein izafa kiya gaya.
D azaan ki ibteda madine say hui. Iss bayan mein azaan ki shuruaat ka tafseeli zikr 27.00 mins par aap sun saktey hain. Azaan ko khwaab mein suna hazrath Abdullah ibn zaid radhiallaho anhu aur Umar radhiallaho anhu ne magar pehle muezzin hazrat Bilal radhiallaho anhu the. Makkah ke muezzin hazrat Abu Mahzura radhiallaho anhu ko banaya gaya tha.
Namaz ki tarteeb ke saath jamaat ka qiyaam bhi madine say hua.
Isi asna mein hijrat ke fauran baad aik kehfiyaat hui ke kisi musalmaan ke ghar agar koi baccha ladka paida ho toh mar jaaye. Aur ladki paida ho toh zinda rahey. 4 mahine hijrat ke baad pehle toh ladka hota hi nahi tha ladki ho jaaye aur agar hota toh mar jaaye. 4 mahine aisa hua toh sab dar gaye aur yahoodiyon ne shor machaya hum ne musalmaan par jaadu kar diya. Jab bibi Asma radhiallaho anha hijrat karke pahunchi aur jis din aaye usi din bachcha paida hua jin ka naam Abdullah ibn Zubair radhiallaho anhu tha. Aur inhe sarkar sallallahu alaihi wasallam ki yahan pesh kiya gaya. Unhone inpar tahneek ki. Unpar dus din guzar gaye aur maut na aayi. Phir hazrat Abdullah ibn Zubair radhiallaho anhu ko utha kar poorey madine mein muzahra kiya aur sab ne Allahu akbar ke naarey lagaye. 33.00 mins par kuch aur ahem baaten inke baarey mein hain.
E. Roze farz kiye gaye.
2. Hazrat Salman al farisi radhiallaho anhu ka islam lana. 49.00 mins par aap Muhammad sallallahu alaihi wasallam ka huliya mubarak tafseel say bataya gaya hain.
3. Munafiqeen ka zikr
4. Ghazwa aur sarriya ka zikr. Sariyaat aur ghazwat ki shuruaat bhi madine munawwara pahunchney ke baad hui. Pehla aur doosra sariya sar anjaam na dey sakey the. Magar teesre sariye mein 8 sahaba shamil they. Inko huzoor ne khat diya aur kaha ki do din ke safar ke baad padhey aur jab aisa kiya toh usmey kafile par hamla karne ka ahkaam tha. 8 mein say 2 ko khabar laney ke liye bheja gaya tha aur woh kho gaye the. Phir in 6 sahaba ne 200 oonton ke kafile par hamla kiya aur kafile waale dar kar bhaag gaye. aur do logon ko bandi banaya aur isme inhe maal e ghanimat bhi mila. 200 oonton par maal lekar pahunchey. yeh pehla maal e ghanimat tha. Jab yeh waqiah hua sahaba ne yeh samjha ki yakum shabaan hain halanki woh 30 rajab thi. Yeh sarriya hurmat wale mahine mein hua iss cheez say qureysh ne bawaal machaya jis par aayat naazil hui. Uss ayat ki explanation ye ki Kahan bada gunah hain lekin kisiko Makke say nikalna masjid e haraam say nikalna woh toh isse bhi bada gunah hain. Mushrikon ne zulm karte waqt kabhi nahi soncha thi ki aaj rajab hain.(last urdu words kuch clear nahi they)
jazakallah khair.
+Amina Begum Jazaak Allah Khair for this summary
+Cometoislam Cometosuccess Aameen
Amina Begum
jazakillahuu khairan katheera fid dunya wal akhira!!! vry helpful to understand!
Aameen
masha allah
assalamalaikum . A mameera pehna hai ya ankhon me lagana hai. isse arbi me kya kehtte hai. jazakalla
Surma kehte hain.
Vo sahabi hajrat sad the,or muhazreen the hajrat abdur Rahman bin auf,
Ee
Ye mamera kya chiz hai...
Surma hota hai.
@@CTICTS kaha say milay ga ?
حبدار علی بھٹو
⁰
I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH
لا إله إلا الله محمد رسول الله "La Ilaha IllAllah Muhammadur Rasulullah"
Love with Allah Almighty is the ultimate interest of human being.He is our creator and our master. H Azim Pakistan.
Mashallah
Mashaallah
MAA shaa Allah ❤️
Ma sha Allah
ماشاءالله
assalamalaikum . A mameera pehna hai ya ankhon me lagana hai. isse arbi me kya kehtte hai. jazakallav
Mashallah
Masha Allah
Masha Allah
Masha allah
I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH I LOVE ALLAH
assalamalaikum . A mameera pehna hai ya ankhon me lagana hai. isse arbi me kya kehtte hai. jazakallav
Ankhu me
@@usmanhassan517 ye mamera kya chiz hai..
Zamir Ahmed surma hai mamera naam se Allah hu alam
Masha'allah
assalamalaikum . A mameera pehna hai ya ankhon me lagana hai. isse arbi me kya kehtte hai. jazakallav
Jazak Allah
assalamalaikum . A mameera pehna hai ya ankhon me lagana hai. isse arbi me kya kehtte hai. jazakallav
assalamalaikum . A mameera pehna hai ya ankhon me lagana hai. isse arbi me kya kehtte hai. jazakallav