# Offline UPS = Only Backup + Good Efficiency # Line Interactive UPS = Voltage Stabilization + Backup + Best Efficiency # Online UPS = Best Voltage Stabilization + Backup + Less Efficiency. (Hope it helps to choose best one for you)
Sir apne bola ki UPS voltage control nhi karta lekin vo computer ko to voltage jitna chahiye hota he utna hi deta he na sir aur aaj kal ke UPS ke andar hi stabilizer hota hr jaise ki Artist,APC company to kya phir hame stabilizer ki jarurat padti he ???
Sir please reply mera yw sawal thaa ki merre ups ko jab light se conect karke pc chalata hu to tab bhee ups khud ki battry uae karta ha kya karu or agar normal charj karta hu to xharj ho jata ha 😢
Mere pass bhi yahi h sir 2012 se but ab battery bhot problem kar rhi h change bhi karvai thi 2020 m, jaldi hee down ho jati h, M toh new hee lene ki soch rha tha 🙏❤
Agar tum sach me 1 helpful videos banate ho to Kisi or ki help kyu nhi karte Mere tumko kitne msg kie WhatsApp pe lekin 1 bar bhi reply nhi dia Muje tumse ye ummid nhi thi..
Bikul right✔ info. Sir m yahi bolne wala tha aaj ups ki jaankari k liye or video bina kahe hee aa gya I'm hppy thanks bhot-2🙏❤👌👍
Thank you bahut बढ़िया वीडियो 👌👌👌
Thanks thara Bhai jogender 👍👍👍👍👍👍👍
Aapkaa samzhane ka tarika achchha lagta hai sir ji
Thank you 🥀 Sir 😊
Very important sir jii
Thankyou sir 🙂
Thank you 👍
Bahut accha
Main power se steblizer Connect kr ups chala sakte h kya
kya bina ups ke bhi Computer chala sakte hai ??
Thank you sir,mujhe Intex platinum 600 main kounsi betorey lagaen is par koi veedio banaiye please
# Offline UPS = Only Backup + Good Efficiency
# Line Interactive UPS = Voltage Stabilization + Backup + Best Efficiency
# Online UPS = Best Voltage Stabilization + Backup + Less Efficiency.
(Hope it helps to choose best one for you)
Good video sir
Sir apne bola ki UPS voltage control nhi karta lekin vo computer ko to voltage jitna chahiye hota he utna hi deta he na sir aur aaj kal ke UPS ke andar hi stabilizer hota hr jaise ki Artist,APC company to kya phir hame stabilizer ki jarurat padti he ???
Thank you
Kya ups charging me laga hua ho aur aur PC pe working kar rhe ho to kya chalu me ups ke wire nikalne se uspe koi effect padta hai kya ?
Microtek legend 650 UPS with AVR technology 140v to 290v input gives 220v output. No need stabilizer
But actually dekar dekho usko utna voltage nhi chalega high hogya toh phat jayega
Charging ke liye power on Karna padhta hai yaa
Sir Mera computer chlte chlte no single ho jata he hmare ya voltage Sai nahi aata kya kare
Sir please reply mera yw sawal thaa ki merre ups ko jab light se conect karke pc chalata hu to tab bhee ups khud ki battry uae karta ha kya karu or agar normal charj karta hu to xharj ho jata ha 😢
Bhai es ke sath intex ka buphar laga sakte h kya. Plz reply
Thanks
Full charge hua ki nahi keise jane sir❤
Zebronics 735 kaisa hai sir
19 Seconds adv,uff 😮😢
Asembal ke bad softwere dalana
Hello sir agar invitar hoo to chalega please reply
Are Bhai inverter hai to fir kyu lgayega isko
@@masumkhan4237kya matlab ? agr Ghar me invertor ho tho ups ki jarurat nahi padti ?
Kaise ups charge karte hai
Mere pass bhi yahi h sir 2012 se but ab battery bhot problem kar rhi h change bhi karvai thi 2020 m, jaldi hee down ho jati h, M toh new hee lene ki soch rha tha 🙏❤
Bhai 10 sall chala liya ab kya chahte ho bro battery ki jaan loge😂
@@abhiff9365 Right ✔ 😊 nhi bhai change kardi thi
@@mitthukashyap6189amaron ki lo
Agr ups off ho jata hai bina pc ko power off kiye toh kya koi problem hoti hai pc mein
Kya ups ka switch off kabhi bhi nhi krna chahiye kya
kya UPS ko power plug mein connect karna jaruri hota hai?
Charge kaise hoga bro😅😅
Meri drive lock ho gy ha plz bta dain kysa on kro bitlocker sa
sir kya hum laser jet printer ko inverter se chala sakte hain
Printer ki input wateage kya hai ? Agar kam hai inverter ki output se toh laga sakte hai
Inverter laga ho to
Price kya hai
Ups ko charge Mai kese lagae open Mai ya off Mai charge kare
Keya apko pata chla he ke chrge me kase lgain
Sir USP laptop me work karnga
Sure
Sir ye chrge kase hoga
Hard disc nhi he, SSD he to bhi lagega kya?
Yes bro.. Waise motherboard per v jhatka lagta hain
@@tirtharaj467 buy karta hu fir
Sir ups lagana jaruri hai Kaya
Kitne time tak backup deta hai
New Approx 14 Minute
@@JogendraGyan bahut kam hai,
Kam se kam 1 hours tak chale esa koi?
bc.transformer me tar jod de apne pc ke kabhi dikkt nhi krega 😂
VERY nice sir
Upa kitne hour tk chalega
10 to 15 minute 750 VS wala
Sir kya mobile charge kar skte
😅
AVR UPS bhi ata hai
Inverter laga hai to
Short shor sarkit hotha hai
Hell sir i am new shop connect xerox measion monitor keeboard set
print out out put morthen basic full demo sir T you
Ups ka vair kanec Shan hamesha rac ke rehena ha nai
30 min backwale UPS ka price kitna hota hai ?
1 KVA approx 5 हजार
Sir ups गरम क्यु होता हे
Ups wattage specifications dekho or load match karlo
ये वोल्टेज भी कंट्रोल करता है
No only backup
@@JogendraGyan भाई इसमें ऑटोट्रांसफॉर्मर प्रयोग होता है देखिए खोलकर उसमें अलग-अलग कई वाइंडिंग होगी जैसे कि ऑटो के स्टेबलाइजर में होती हैं
Lekin iske main purpose backuo hota hain. Sath sath thodi bahut updown stablizer kaa bhi kaam karta hain
Computer चलते समय बिजली कम ज्यादा हो ता है तौ Tik Tik Awaz Aata Hai UPS बताओ
Woh to relay ka sound Hai, woh sabhi mein hota hai
Sir mere pas APC. COMPNY KA HH
To sir khya krenge
Change kroge kya
सर जी ups लैपटॉप में काम करेंगे क्या?
Yes
Haa
Hy
Agar tum sach me 1 helpful videos banate ho to
Kisi or ki help kyu nhi karte
Mere tumko kitne msg kie WhatsApp pe lekin 1 bar bhi reply nhi dia
Muje tumse ye ummid nhi thi..
Kya hua bta agr mughe pta hoga to bta duga terko bhi.