Ab tak ki sabse jyada samaj me aane Wali videos ye banai hai aapne Ase hi santi se matalab dhire dhire sab information dijiye video me to jo DJ ke bare me kuchh bhi nahi janta Usko bhi aapki bat samaj me aaye . Thank for making this video it very Helpful.
Sir, very nice and knowledgeable vedeos. .. Sir, I have got RCF 1100 W. TOPS, please recommend me the perfect amplifier, presently I am using studiomaster DPA 3200.
Ek Power amplifier ke ek chenal me 4 speaker yani 2 ohm or dusre chenal me 2 spiker yani 4 ohm chalana sahi he ya dono chenal me same spiker rakhna hoga
Sir हमारे पास jbl vertec 4888 lineary hey 500 watts wala 8ohm wala hey haam left channel ma 2 lineary right channel ma 2 linery chalaye Too kitna ohm ma chalta hey bataiyena sir
Sir simple question hai .Bridge mode Vs True Rms with 8 ohms ya 4 ohms . Yaahan pe speaker ki watts amplifiers ki output se below rakhna ya same, ya +10% zyada Kionki bridge mode hai.
Bhai ek question hai 1 pair meine 2 speaker Lage hai 250+250 watt 4+4ohms ka hai. Joki vah 2ohms huaa hai. Mere paas aise 2 pair top speaker hi toh khon sa amplifier lagana best Rahe ga
Sir mere pass studiomaker ke srx 400 dual cone daul speaker top hai asi 400 watt ke 2 top hai matalab 400 watt ka 1 top 400 watt 1 top aur mea iske liye ahuja ka uba500m amplifier use kar ta hu 4 ohm pe chalata hu to ye thikh rahega ya nahi bataye ga sir thank you so much aur video aap ne bhut acha banaya hai osm video bhut ache se samzaya hai thank you once again istrah ke ache infromation denye ke liye
Aapki video bahut hi achi lagi or samjane ka tarika bhi acha h. But ek baat aapne nhi batai jo. Ki hamre man me sawal uth rha h. Ki bridge mode kya hota h.
Sir mere jitne bhi 2way speaker hai maine usme 2 speaker aur 1hf lagaya to kya karna chahi Video dekhne se samaj aaya koi suggestions bataiye 2way system bajane ke liye
Sir ahuja uba 500m me 2 ohm& 4 ohm hota hai isme 4 speaker use kare to amplifer 4speaker ki ohm ko atometic kaise support karega? kyonki amplifier me 2 ohm,4ohm diya hua hai.
सर sir HF driver co speaker ke sath mein Laga Kar Chale aana chahiye yeah uska connection alag se Decker alag amplifier से chalana hai
connection alag amp se dijiye na 3 way me ok
Thanku sar
@@foreverunique9191 2 टुवे clhana ना हो तो सर
Ab tak ki sabse jyada samaj me aane Wali videos ye banai hai aapne
Ase hi santi se matalab dhire dhire sab information dijiye video me to jo DJ ke bare me kuchh bhi nahi janta Usko bhi aapki bat samaj me aaye .
Thank for making this video it very Helpful.
आपके समझने का तरीका बहुत अच्छा है👌👌 सर जी धन्यवाद
ये यूट्यूब चैनल नही ज्ञान का भंडार है 😍
व्हेरी nice sir बहुत दिनों से मन मे जो सवाल थे उनके जवाब आपने एक हि वीडियो मे दे दिये और वो भी उदाहरण के साथ .बहुत खूब
sir aap ka video pura, pura smajh me aa jata hai aap bhut achchhe tarike se samjhate hai thanks sir
धन्यवाद सर आपने बहुत सरल शब्दों में ओमस को समझाने के लिए । पंकज डीजे एंड लाईफ साउंड सिस्टम ।
Aap..jo nollej...dete ho ....usko dekh ke bahut sari jankari mila hai...mast hai..sir ....
You are Great sir मजा आ गया सब confusion clear
Forev ,, understand inpedence ,,speaker 0hm की जानकारी के लिये बहुत बहुत धन्यवाद
Sar aap ka samjhane ka tarika bahat aacha
aap ho best ho sir.....what a lesson ... issey bolte hai sahi class... love u sir n thank u...
Samjhane ka tareek bahut achha laga dir ji thanks
Sir up se bohut kuch sikh ne milahe Thank you sir.up ka har video achah lagta he muje
guru ji aj apne... sari prblm smjha di.... jai ho apki
ati pro ca 18 liya hoon new ush me best kun sa rehe ga ....800 800 watt ka dual low hain mere pass 2 pis
...
Sir ji very nice topic. Bahat achha se clear ho gaya.
Or koi video me bridge connection ke bare me bataiyega
Thank u
Ohhhhhh
Gajjab sir
Aaj 4 saal baad pata chala kya hota he ohm
Aap hf ko nahi jodte box me 15"ke do speaker&1hf laga ho to kitna ohms hoga ye bataye/ two speaker 4ohms+1hf=2.6ohm hoga ya nahi
ha yahi hoga but hf ka ohms par jyada prabhav nahi hota
@@foreverunique9191 sir ap ne galat ans diya hai
@@uttambiswas4146 तो सही आप batavo कोनसा है
Sir, very nice and knowledgeable vedeos. ..
Sir, I have got RCF 1100 W. TOPS, please recommend me the perfect amplifier, presently I am using studiomaster DPA 3200.
Sir JBL stx828 subwoofer ke leye Dytech v7000 Amp theek rahega ya mt1601
zyper lijiye
Sir ek Kalam mein do speaker aur ek hf lagte Hain kitne ome hote hai
Bahut hi saral sabdo main samjhaya sir achcha hai
Sir box me netwrk lgane se kuch fayada hai ya nhi. ? Or usi netwrk me tuter chalta hai mera
Ek Power amplifier ke ek chenal me 4 speaker yani 2 ohm or dusre chenal me 2 spiker yani 4 ohm chalana sahi he ya dono chenal me same spiker rakhna hoga
sahi hai
@@foreverunique9191 thanks
Sir par konsa speaker leneko ca20 ke liye sir please reply
Bahut achhi lagi bhai aapki video...
Tnx
Sir nx audio MT 709 par parallel 1 channel par 2top aur ab dusar channel per 2 top Lagaye Hain to Kitna om hoga man singh
2 ohm
App itna bareki sey samjhatay hay buhut acha laga 👍
Mera to 🔔 baj gaee
Jabarjast video..
Sir ek que.hai..Plz salve kijiye...
2 dual ke top 2 channel par lagaya to vo 4 ohms huva kya...
Sir हमारे पास jbl vertec 4888 lineary hey 500 watts wala 8ohm wala hey haam left channel ma 2 lineary right channel ma 2 linery chalaye Too kitna ohm ma chalta hey bataiyena sir
is video me hamne samjha diya hai ohms kaise nikalte hain ab aap khud bhi nikal sakte hain belu ji
Forever Unique 2ohm ma chaltaye kya sir
Sir bass keep liye kaun sa speakers love aur kitne Watt ka amplifier loo
Sir ek top main 550*2+150watt hf... ohm's kitna hoga..or recommend amplifier konsa hoga??
Sir mere pass me jbl srx 725 ka 4 top hai Jo ki 8 ohm ka hai. Usko Kya dynatech k v8000 amplifier par Chala sakte hai. Please answer sir
pura top 8 ohms nahi 4 ohms banega 2 way me
Forever Unique sir Kya 4 top chal sakta h is amplifier par. Sir answer
Sir Kya is amplifier par ye char top Chala sakte hai ki nhi.please answer sir
अब किया आपने ये काम बढ़िया मुझे यही चाइए था
धन्यवाद भाई
sir muje 800 wateg ke 4 bass or 4 top chlane K liae Konsa amplifier Lena padega sir please batana muje navratri K lia Lena hai
Sir 400 + 400 ke 4 top chalana ho to kitne amplifier chahiye ? Aur kitne WATT ka chahiye ?
4000 w two amps
Sir konsa dj mixer chalaye
numark
Ohms kam Hona depand karta ha...ki aapne speaker ke conection serise Mei kiye ha ya parallel Mei kiye ha...
yes aapne sahi kaha me connection ke baare me batana bhul gaya bus sidhe log jaise use karte hain usi baare me bataya hai
Aanand ji Jbl 100*6 nos HF liye kon sa ampli use karu?;
CROWN XLI800
Sir ahuja ka TZA 7000DP amp. he.. To ahuja ka kaunsha speaker behatar hauga 8 ohm & 4 ohm Pe.
sir pls UHF aur Vhf main diffrence batye koun sa mike jada better response deta hai i think uhf
Nx mt 1601 per 1200 what ka 4 speaker chala sakte hai sir
yes
Nice vedio, sir 1200 watt ka amplifier h us pe ek 12" sony xplode 1000 waat woffer aur 450 watt k 2 spaker chal sakte h kay
Column me network kit lagana chahiye ya nhi sir
Or lagaye to kese lagaye sir
ha lagana chahiye
Sir column k liye best speaker kon se h please bataye
Sir ,...Tank example ..best example ....good one keep it up
Sar agar kisi top me speaker network crossover laga hai to hf ko alag karne ke liye hf network lagana hoga
बहोत अच्छा सर
Sir simple question hai
.Bridge mode Vs True Rms with 8 ohms ya 4 ohms .
Yaahan pe speaker ki watts amplifiers ki output se below rakhna ya same, ya +10% zyada
Kionki bridge mode hai.
Bhai ek question hai 1 pair meine 2 speaker Lage hai 250+250 watt 4+4ohms ka hai. Joki vah 2ohms huaa hai. Mere paas aise 2 pair top speaker hi toh khon sa amplifier lagana best Rahe ga
Good job, bade acche se samjaya dost..
Sir ahuja SPA 500 watt + iske sath ek mixer+300watt ka 2 speaker aur 2 horn chalane ke liye kitne watt ka stabilizer lagega please reply
1.5kva
Sir kya alag alag channel me 1-1 top chalana sahi hoga...
Speaker 600 watt me h 15"me
mere pass mpro 5000 watt ka amp he usme ch1 me 1500 watt ka2 bass aur ch2 me 1600 watt ki mid lagata to usme koi problem nahi hogi na
Bai ssb60em ahuja amplifier me kithna driver units kithna vot ka lagthe hai
Bhut achi jankari di Sir
2 Way 3way ke bare me top ke speakers ki jankari dijiye sir g
ye video dekhiye aap th-cam.com/video/MvgiE4fzlLA/w-d-xo.html
sir live programs k liye paudio ka kaunsa speaker best h
Sir mere pass studiomaker ke srx 400 dual cone daul speaker top hai asi 400 watt ke 2 top hai matalab 400 watt ka 1 top 400 watt 1 top aur mea iske liye ahuja ka uba500m amplifier use kar ta hu 4 ohm pe chalata hu to ye thikh rahega ya nahi bataye ga sir thank you so much aur video aap ne bhut acha banaya hai osm video bhut ache se samzaya hai thank you once again istrah ke ache infromation denye ke liye
Super sir thank you so much muje Bouth Bada prolam hogay tha sir apne muje Bouth Bouth Acha Se samjadiya sir thank you very very much sir
Sir, mera 4 800wt top(15"×15") ke lie konsa amplifier laganu...
Sir pls reply me...
sir bass ke lie konsa speakar sahi rehega
Sir b&c speaker kaisa he bass ke liye 18tbw100 1500watt ( pls rply me)
sir 2 ohm par speakar se jyada watt wala power amplifier par chala sakate hai aur colety me koi frk padta hai 2 ohm aur 4 ohm me
Hello sir mere pas 8 spikr 350w 12is ke he to iske liye konsa aeplifayr lena sahiae
Sir 2 channel wale power amplifier me channle 1 pe hi 8ohm degaa. Yaa dono channle kaa 8 ohm hai ???
Aerons 1800 watt ek box mein 2 specker vese mein 2 box lagata hu ...to ye kitne Oham hogaye ...aur uske liye konsa power amp acha ahega
Sir........6 mid speakers 350 watt....chàlane k liya. .kitna watt ka amplifier best rahega...please ànswer. ...
Sir zyphar z6 8 ohm m pr chhenal 1800 deta hai to isme 8ohm ke 1000 watt wale do speaker chala skte hai kya ?
Super video sir thanks samja ne k leye
A-plus amplifier me 4 top chalane kya
Studiomaster amplifier pa 3.0 me ahuja spx810 (700 wt) 4 pic sehi hoga kya.
Sar p adio ke 4 bes 1200 w hy me us pe konsa mosfet lagav stodiomaster p sris 6 kw ya ca20
Leking Series Waring Ya Parellar Waring Karne Se Ohm Chenge Ho Sakate Hai Kya
Sir mere pass Abuja ssb 120 amplifiers hai aur 2 speakers hai 155 mm magnet me 16 ohms ka ek speakers hai to me com 4 me daalu yaa 8 me daalu
Sir kya series me speakers chalaya ja sakta h
Aapki video bahut hi achi lagi or samjane ka tarika bhi acha h. But ek baat aapne nhi batai jo. Ki hamre man me sawal uth rha h. Ki bridge mode kya hota h.
Sir mere paas Ahuja SSB 120 amplifier Hai aur do speakers Hai 155 mm magnet Ke Jo 16 ohms ke hai Main Usko common 4 me daalu yaa 8 me
Awesome explain.....
Sir mere jitne bhi 2way speaker hai maine usme 2 speaker aur 1hf lagaya to kya karna chahi
Video dekhne se samaj aaya koi suggestions bataiye 2way system bajane ke liye
Agar 1 speaker and 1hf series me kiya our 2nd speaker direct to chalega kya
Sir mere pas b&c tbx100 bass he me singal ke 4bass mt 1201 me use karta hu kya vo sahi he..?
Sir mere pass 1500 wat ka 4 ohm ka hai 2 sound mila ke kitne ohm banega
Sir mai 3.0 pa Studiomaster m 1200 watt ka 2 Top chla skta hun 4 ohms m?
nahi
Sir ahuja uba 500m me 2 ohm& 4 ohm hota hai isme 4 speaker use kare to amplifer 4speaker ki ohm ko atometic kaise support karega? kyonki amplifier me 2 ohm,4ohm diya hua hai.
Sir ji muje line array lena he kon se brand ka lu muje koi idea nai he to idea chahiye
very very good bhai bahut acchi Jankari De
sir agar hum 2 channel amp ke dono channels main 8 ohms ka speaker lagaye to phir total ohms kitna hua...?
1 ch 8 ohms
@@foreverunique9191 to jo ratings amp pe di hoti hai wo per channel ohms ki baat karte hain aur output dono channels ka total kar ke batate hain.
Bhai tda 2030ic pe 4 speaker Laga skate 10 w ohm kase kre
sir
mere ek box me 2 speaker 350+350
aur 1 tweeter 80 ka he
to us teeno item ka kitna ohm hoga??
Batyana bhai abhi
Sir Mai abhi is Kam me Naya hu ye two way Kya hota h.aur ye 4top chal skta h ki nhi
Hell sir how are you. Top ke liye Power amplifier kounsa achha hoga. Studiomaster p. Series yani Nx proton rx ka kounsalu mediom price. Sir
nx audio rx
Sir one top me 400w×2 spiker or 100w ka hf to rehta he to iska ohm to 4ohm hi rahega na
Sir,
8-8 Ohms ke 2 speaker prSeries mode me wiring se kya benifit hai or kya loss hai.?
Tell me please.
Bhaiya mere pas 5200 ka stk amplifire he par canl 100w kon sa spkr isme lagao kitne wat aur kitne oms
Sir 200watt 8oms 4 spkers h mere pass 700WATT strangers par kitne ohms par lagega .
hello sir, 1200w +1200w one dual base ko 3000watt k amp mein 2 ohm pe bridge mode kar k chala sakte hain kya? suggest me plz??
sir mera amp. 1250 hai mere amp. me konse speaker chalenge or kitne inch ka
Sir ek sath 3dj yani ki 6speker🔊🔊🔊🔊🔊🔊 aur ek bass kise chalaya jata hai sir
Thank you so much Sir for this knowledgeable Video know clear concept
Sir pls say me muze rcf x 451 2 speaker ek amplifier pe chalana hai koun sa amplifier Lena chahiye
crown xti 4002 4 amps or ise bridge mode par chalana hoga ok
sorry two amps lagne honge
Thank u sir
Bahut acche bhai samjh aa gaya ab
Very Nice sir dhanybad information ka liya