Vishwakarma Devshilpi hai matlab Devtao ka engineer the.... issiliye wo Indraprastha city ka nirman kar pa rahe hai.... Krishna ji ke city Dwarika bhi Vishwakarma ji ne hi basaya tha guys..🙂🙂
Wrong direction by director Krishna is bagwan not Indra! Indra is devta means demi god so if bagwan Krishna join hands to Indra dev he also join hands to bagwan Krishna so its totally wrong direction 😮
Totel fake. Vishwakarma ko aadesh sirf jagat ke palanhaae de sakte hai. Shree hari ya unke avtar. Yahan par bhagwaan krishn ne vishwalaema ko aadesh diya tha. Indraprasht ke nirmad ke liyev. Aur indra aur arjun me koi ladai nahi hui thi. Balki bhagwaan krishna ne hi indra dev ko bulaya tha. Naagon ko vahan se hatane ke liye
Indraprastha aaj ka delhi hai ❤
0:27 Old Delhi, Hastinapur meeruth. Jai Shree Krishna
Sach me kya
@ckpesports8924 ha bhai
Still a cursed land where chaos always persists.
Har Har Mahadev
Khandavprastha/Indraprastha hi aaj ka Delhi city hai guys....
Vishwakarma Devshilpi hai matlab Devtao ka engineer the.... issiliye wo Indraprastha city ka nirman kar pa rahe hai.... Krishna ji ke city Dwarika bhi Vishwakarma ji ne hi basaya tha guys..🙂🙂
Good
Wrong direction by director Krishna is bagwan not Indra! Indra is devta means demi god so if bagwan Krishna join hands to Indra dev he also join hands to bagwan Krishna so its totally wrong direction 😮
Mayasur ne hi Pandavo ke liye Rajmahel ka nirman kiya tha guys...
Abhimanyu ke putra Parikshit ko shrap ke wajah se Takshak ne dasa tha.
Nice ❤
Arjun ki ek patni Nagraj Vasuki ki putri Ulupi hein. Jinka putra Erawan tha. Nagraj Vasuki bhagwan Shiv ji ke gale mein rehte hein.
Indraprastha aajka Old Delhi hein, Hastinapur up ka Meeruth hein.
Sheshnag, Vasuki, Takshak, Kaliya, Karkotak, mansa bhai behen hein. Mansa bhagwan shiv ke manas putri vi hein. Manse janm huya tha isliye.
Indraprastha Aaj ka Delhi hai
Hira reaction channel pe kab aayega episode 1 se 60 tak ka guys???
Inderadev ki spelling toh theek krdo bhai title m
Indraprastha Hi Aaj Ki Delhi Hai Bharat Ki Rajdhani ( Capital)